Jump to content

mufti-e-azam

Under Observation
  • کل پوسٹس

    150
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

سب کچھ mufti-e-azam نے پوسٹ کیا

  1. sabit karo k baiat ki thi agar yeh baiat thi to sulah e hudaibiya mein bhi baiait ki thi Rasool Allah ne ?? yeh to same sulah e hudaibiya ki sunnat thi..uss waqt bhi kafiron ne jo kaha Rasool Allah ne maan liya..even umra jaisa ahm kaam nahi kiya,apnay naam k sath se nabi ka lafz khatam ker diya aur musalman bhai ko museebat se nahi churaya balkeh mazeed zulm k liye kafiron k hawalay ker diya...to yeh kiya tha ?? bilkul ussi terha Imam Hassan a.s ne bhi issi terha sulah ki aur jo bhi mawiya ne kaha unhon ne sunnat per amal kertay huay uss ko maan liya..ab iss mein baiat kahan se aa gaye bachay ??
  2. phir bhaag rahay ho ab meri jaan tumhain Quran se zaleel ker diya hai bachay agar jawab bun sakta hai to Quran se meri baat ka jawab do magar tumharay to baray baray pandit jawab nahi de saktay tum to aik awara se sag ho khair phir se koshish ker lo aur Shian e yazeed woh hain jo uss k baap ko acha mantay hain aur unn ko acha mantay hain jinhon ne uss k baap ko governor appoint kiya..hum na yazeed ko mantay hain aur na hi unn k baap dada ko...
  3. meri jaan tumhara sawal kiya tha jis per tum itna uchal rahay ho tum ne to sirf links diye youtube k jis per tum abhi tak zaleel ho rahay ho..aur mein bhagnay wala nahi hon aur na hi bhagnay walon ko maananay wala hon bachay yeh umeed dil se nikal do...
  4. janab kitni purani hai zara batana pasand karo ge ta k tumhara yeh jhoot bhi mein clear ker doon and thats not an issue that what nick i have kid please stay on the topic dont jump on stupid things kido...this is not ohad that u can run even u cant run bcoz ohad is far from here so stay on topic and answer my question...
  5. beta video per yaqeen tum sbait kerwao..mein ne tujhay Lal shahbaz Qalander k shrine ka photo dikhaya hai uss mein Ali ALLAH dhond ker dikhao...werna apnay jhootay dharam per lanat karo k woh jhooti baatein bana ker propegenda kertay hain...chalo shabash ab tum pic dekho aur dhond ker dikhao..
  6. janab ab aap k paas aur koi raah nahi hai siwaye zidd k kiun k pehlay to jahiliat mein aap loagon ko pata hi nahi tha k kalb ka matlab dil bhi hai kiun k tum to her cheez ko apnay jaisa kutta hi samajhtay ho..yeh to mein ne aa ker bataya to tum loagon ko khayal aaya k iss k to 2 matlab hain..ab phir zidd per atak gaye ho khair meri jaan uss ka matlab dil k hain na k tumharay relatives hain woh...
  7. janab aap phir ghabra gaye hain hain..agar mawiya acha ho gaya to phir sulah e hudaibiya k kafir bhi achay ho gaye woh bhi tumharay liye r.a hon ge ?? aur jahan tak Imam Zain ul Abideen a.s ka sawal hain unhon ne kabhi bhi baiat nahi ki thi yeh alag baat hai k uss waqt jang ibne zubair k sath thi na k Banu Hashim k sath aur ibne zubair ki apni foaj aur supporter thay...aur meri jaan tarikh e yaqoubi shia book nahi hai...mujhay apni books se ref. mat diya karo..aur aakhri baat sulah aur baiat mein bohat farq hota hai...Imam Hassan a.s ne sulah ki mawiya k sath ussi terha jis terha Rasool Allah saww ne sulah ki kafiron k sath magar ibne umar ne baiat ki thi yazeed ki to yazeed itna bura tha to uss ki baiat kernay wala kiya ho ga...
  8. janab jahilana baatein kernay lag gaye phir se qasoor tumhara nahi hai sag virus per gaya ho ga tabhi to aisi baatein ker rahay ho..ab wajib ka matlab yeh nahi hai 24/7 hi karo..roza wajib hai to kiya sara saal rakhay jatay hain ya ramzan mein 24 hrs rakhay jatay hain ?? taqiyah uss waqt wajib hai jab khatra ho jaan ka ya kisi aur baat ka jaisay Rasool Allah saww 40 saal tak chup ker tableegh kertay rahay to kiya woh buzdil thay ?? ya fatah makkah se pehlay tak Allah k ghar mein buat parasti hoti rahi to kiya Rasool Allah saww ko Allah se itni mohabbat bhi nahi thi k Allah k ghar ko patharon se saaf ker sakein lakin kiun nahi kiya ?? kiya musalman buzdil thay ?? ya Allah se mohabbat nahi thi ?? iss liye k uss waqt islam itna taqatwar nahi tha aur islam ko khatra tha iss liye aisa kerna shai nahi tha..ab samajh aaye meri jaan ko...tum Quran ko jhutla nahi saktay meri jaan..
  9. janab shayed aap ko ilm nahi hai k jahan per Quran se saboot mil jaein wahan duniya ki books ki koi ahmiat nahi rehti...meri jaan tum ne jo Quran se shia lafz batanay aur gumrah kernay ki koshish ki hai mein ne uss ka jawab Quran se de ker tumharay moan per jooti maari hai..tum loagon ki hamesha se hi yeh adat rahi hai k jab bhi jawab na ho to main pijt ko chore ker koi aur topic start ker letay ho..pehlay Quran ki baat karo phir agay chalein ge janab...
  10. http://qurango.com/images/q/p0666.gif aur issi baat aik aur proof hai surah Al Qasas Ayah 15..jis mein shia k meaning follower k hain...
  11. ab yahan per phir totton ki zalalat ka time aa gaya hai kiun yahan per jahiliat aur munafaqat ki mixture hai...munafaqat iss liye k inn jahilon ne woh lafz yahan per quote kiya hai aur gumraah kernay ki koshish ki hai jis ka matlab different hai magar jo lafz shia hai uss k baray mein nahi bataya gaya...jo shia firqah hai woh arabic mein hay se likha jata hai na k alif se means sheen yeh ain hay..magar inhon ne muanfaqat mein alif ki baat ki gaye hai...hay se likhnay walay ka amtlab follower k hain aur alif k meaning tolla ya group k hain...shia Hazrat Ibrahim a.s k liye use kiya hai Allah ne quran mein Surah Al Safaat Ayah No. 83 jis mein likha hai k Hazrat Ibrahim a.s Hazrat Noah a.s k shia thay...khair inn bachon ki moan per joota per gaya jo loagon ko jhoot bol ker gumrah ker rahay hain...yeh dono words ka farq bilkul aisay hi hai jaisay english mein there aur their ka hai jo perhnay mein same hain magar likhnay mein aur meaning mein bilkul alag hain magar yeh apnay jahil parokaron ko jhoot aur munafaqat se gumrah kertay hain aur yeh sunni sunai baaton per yaqeen ker letay hain tabhi to sunni kehlatay hain...
  12. chisti sahab aap to aisa bhagay hain topic se k jaisay Aozo Billah perh li ho mein ne...meri jaan tumhara jhoot pakra gaya hai kam se kam aa ker maafi hi maang lo jhoot bolnay per...
  13. kiya ho gaya hai janab kiun idhar udhar bhaag rahay ho tum loag ?? aap k aik sahab ko to pata hi nahi hai k qalab ka matlab dil bhi hota hai aur dosray sahab jhoot per jhoot bol rahay hain k k karachi se naam hai...baray ho jao bacho baray ho jao...
  14. sag e attari yar tum to naam ki terha react kernay lag gaye ho..aisi kiya ghabrahat k 2 din mein hi meri posts delete honay lag gaein ?? waisay tum loagon ne ab tak jawab diya bhi kis baat ka hai jo thak gaye ho ?? agar jawab denay k liye nahi bethay to kiya daal chawal ki rehri lagaye hui hai ??
  15. bhai sahab pehlay ussay jawab to denay do tum loag to advance chaltay ho bohat...pehlay hi mubarrakein deni shuru ker dein...becharay ko hosla de rahay ho k bhagay nahi topic se ??
  16. agar bewaqoof sag k ser per seeng hotay to tum loagon k 2 ser hotay.itnay seeng honay thay tumharay...meri jaan jo tum ne fazool si misaal di hai uss k liye mein ne tujhay pehlay hi kaha tha k ayat ka shaan e nazool aik dafa perh lo phir moan kholna lakin tum bhi karo karo sag ka kaam hi yehi hota hai...khair janab aap ne jo misaal di nihayat hi bhondi misaal di...aap ne perha bhi hai k ayat pehlay utari thi ya baad mein ?? iss liye kehtay hain pehlay socho phir bolo...Aur janab jis baat ka hukam Quran de raha hai to kiya aap k liye Quran aur Allah ka hukam aam sa hai ?? ya jo Rasool Allah saww ne jo kaam kiya tumharay liye koi ahmiat nahi rakhta ?? aur jo mein ne scan page diya hai bukhari ka iss se kiya matlab nikalta hai tumharay mutabiq tum ne bataya nahi agar yeh taqiyah nahi to phir kiya hai ??
  17. Aur Janab munafaqat Aur Taqiyyah Mein Yehi To Farq Hai...Dil Mein Islam Ki Nafrat Ho Aur Zuban Se Sirf Uss Se Mohabbat Zahir Karo To Munafaqat Hai Aur Dil Mein Islam Se Mohabbat Ho Magar Kisi Khof Ki Wajah Se Zuban Se Uss K Khilaf Baat Karay To Woh Taqiyah Hai Jaisa K Sahaba Ne kiya Aur Allah Aur Rasool Allah Ne Aisa Kernay Ka Hukam Diya Hai To Kiya Ab Aap Loag Quran Aur Sahih Bukhari K Bhi Inkari Ho Rahay Ho ??
  18. janab aap ne Surah Nahl ayat 106 ki tafseer nahi perhi shayed iss site per k ayat nazil kiun aur kaisay hui ?? agar aap perh letay to aap aisa sawal na kertay Hazrat Ammar Yasir ne Islam aur Rasool Allah ko bura bhala kaha kiun k unn ko qatal ho janay ka darr tha to jab woh Rasool Allah ki khidmat mein hazir hauy to AAp ne poocha k tumhara dil kiya kehta hai to unhon ne bataya aur kaha k phir bhi agar aisa waqiya ho jaye to phir bhi tum aisa hi kerna...Aur sahih bukhari se mein ne aik hadees dikhai hai uss se bhi taqiyah sabit hai...to janab jab Quran keh raha hai sunnat ijazat de rahi hai to zahir hai woh halal hai to halal cheez 1 hour karo ya 24 hours to kiya iss mein aap ko ghalat lag raha hai ??
  19. Yeh to khair baat ho gaye ab dekhtay hain haram k baray mein to janab agar aap loag thora bohat ilm rakhtay hain to aap ko itna bata don k Allah k hukam ko Nabi mansookh nahi ker sakta...kisi bhi Nabi k paas yeh authority nahi hai k woh Allah k hukam ko mansookh ker sakay uss k liye ayat ko mansookh kernay k liye dosri ayat aati hai aur purani ayat aur uss ka hukam mansookh ho jata hai magar yahan per aisa kuch nahi hua...ayat aaj bhi wahin hai aur kisi ne bhi aaj tak iss ayat ko mansookh honay ka fatwa nahi diya to yeh kaisay ho sakta hai k ayat mansookh nahi hui magar uss ka hukam manssokh ho jaye ?? Dosri baat yeh hai k muttah k haram honay ki 90% riwayat Mola Ali a.s se hi kiun hain ?? jab k khyber k maidan mein to sab musalman mojood thay phir aik hi hasti se hi riwayat kiun jab k Mola ali a.s to pohnchay hi aakhri din hi thay...ab dekhtay hain k ahle sunnah k azeem writer imam bukhari kiya kehtay hain Mola Ali a.s ki riwayat k baray mein... imam bukhari ne likha hai ibne sareen se keh Mola Ali a.s se aksar riwayat jhoot aur ghalat hain...yahan per mein yeh nahi kehna chahta k yeh Mola Ali a.s ko jhoota keh rahay hain magar kiun k Ahle Bait a.s ka naam authentic hai aur iss ko golden chain kaha jata hai iss liye jhooti riwayat aur ahadees bana ker inn Paak hastion k naam se mansoob ker di jati rahi hai ta k duniya ko masla mashqooq lagay...iss liye yeh sab baatein ghalat hain... ab yeh sahih muslim ka scan page hai jis mein likha hai k sahaba Rasool Allah k zamana mein bhi muttah kertay thay hazrat abu bakar k zamana mein bhi aur hazrat umar k awal zamana mein bhi magar baad mein hazrat umar ne aik masla per muttah haram ker diya...ab jab Allah ne haram nahi kiya,Rasool Allah ne nahi kiya,hazrat abu bakar ne nahi kiya to hazrat umar ko kon si wahee aaye ya unn per kon si ayat utari thi haram kernay ki ??
  20. ab yeh sahih bukhari k scan page hai jis mein muttah k halal honay ka likha hua hai... aur yeh vol 2 chapter kitab ul tafseer jis mein muttah k halal honay ka likha hua hai jo k ayat se halal hua... aur yeh sahih bukhari vol 5 ka scan page hai iss page k hashiya mein allama wahid uz zaman ne likha hai k shaafi aur hanfi fiqah mein muttah ki hud nahi hai kiun uss ki hurmat mashqooq hai means k shaq hai k muttah halal hai ya haram iss liye inn 2 fiqhon mein muttah kernay ki koi saza nahi hai...
  21. [Forbidden to you] are married woman, except what your right hand possesses. This Allah has written for you, and all other women besides these are permitted to you, so that you may seek them out with your wealth, seeking chastity and not fornication. So when you have contracted temporary marriage [istimt'atum] with them, then give them their words. There is no sin on you for whatever you agree to after this. Indeed, Allah is Knowing, Wise. Al-Qur'an, Surah An-Nisa, Ayah 24 bhai yeh ayat hai Surah Nisa ki jis se muttah halal hua tha...ab dekhtay hain k aap ki tafaseer ki books mein kiya likha hai muttah k baray mein... tafseer mazhari ka scan page hai jis mein kaha gaya hai k yeh ayat muttah k baray mein utari.. untitled.bmp aur iss page mein bhi aap khud se perh lo k Hazreat Ibne Abbas muttah ko halal jantay hain aur baaki ashaab k baray mein jo likha hai woh mashkook hi likha hai....aur end mein likha hai k agar muttah k baray mein baat ki jaye to yeh ayat mansookh honi chahiye.. http://qurango.com/images/t1/645.jpg yeh tafseer ibne kathir ka page hai jis mein likha hai muttah iotni baar halal hua aur haram hua etc... http://qurango.com/images/t1/646.jpg ibne kathir ne thori si dundi marnay ki koshish ki hai lakin aap yeh page perho ge to muttah ka mansookh hona aap ko bhi shuba mein daal de ga...ab yahan per pehli riwayat Mola ali a.s se hai k muttah khyber k din haram hua..phir sahih muslim se aik sahabi ki riwayat hai k muttah fatah e makkah k din haram hua..uss k baad 3rd riwayat Hajj tul widah ki hai k uss din Rasool Allah saww ne muttah haram kiya meray bhai jis cheez mein itna shaq uss per koi kaisay yaqeen ker sakta hai
  22. taqiyyah sirf jhoot bolna nahi hota janab balkeh kisi darr ki wajah se ghalat baat ko uss ko ghalat na kehna bhi taqiyah hai ab iss ki kuch misaalein deta hon.. ab agar yeh taqiyah nahi hai to kiya Rasool Allah munafaqat ker rahay thay Naozbillah ??
  23. taqiyyah in Quran “Anyone who after accepting faith in Allah utters unbelief except under compulsion his heart remaining firm in faith but such as open their breast to unbelief on them is Wrath from Allah and theirs will be a dreadful Penalty” - Surah An-Nahal, verse 106 transliteration by Abdullah Yusuf Ali http://www.faizaneattar.net/AL-QURAN/Surah/16-Surah_Nahl/Index.html --------------- Surah Al Imran Ayat 28. http://www.faizaneattar.net/AL-QURAN/Surah/3-Surah_A-Lay_Imran/Index.html ----------- Musalman Kafiron Ko Apna Dost Na Bana Lein,Musalmano Ke Siwa,Aur Jo Aisa Karay Ga Ussay Allah Se Kuch Ilaqa Na Raha,Magar Yeh Ke Tum Unn Se Kuch Daro.
×
×
  • Create New...