Jump to content

mufti-e-azam

Under Observation
  • کل پوسٹس

    150
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

سب کچھ mufti-e-azam نے پوسٹ کیا

  1. tu Rasool(s) ko Ilm e Ghaib ka samundar hain unhon ne khabar dee hifsa ko or hifsa ne wada tor diya or aisha or abu baker omar ko ye baat bata dee jis per unhon ne plan kiya ke hum Rasool(s) ko zehar de detey hain ager ye NAS hotee abu baker ki khilafat ki tu hargiz zehar ke plan na bantey bulke abu baker apnee haram ki kamaee se poore shehar mein mithaee bateta tu hasil e Kalam ye hai ke Allah ne Wilayat e Ali(as) ka hee wada liya...or us ki hee ehmiyat ke liyein kaha ke Ager tum ne ye na kiya tu kuch na kiya..... or Allah tumhen logon ke sher se bachaey ga issi liyein AlhumduliLLAH aaj tak Ali un Wali ULLAH her halali kee zuban per hai Allah ne bachaney ka wada liya..... or Allah ne bachaya aaj dunya ke her koney mein jahan jahan koi ek shaks b rehta hai wahan Ali un Wali Ullah ki AWAZ sunai detee hai
  2. Gustakhi no 8 ye sirf Wilayat ki ehmiyat zahir kerne ke liyein hai Quran mein b is terhan kee kafi ayat hai keh Nabi(as) ager aap ne jo Wahi nazil hoee hai us ko waisay hee agey na pohanchaya....... or Ager aap ne us wahi mein tabdeeli ki.... agay..... is wajah se dalein hain kyun ke agla KALAM ek ummati perh sakta hai...likhna munasib nain Allah chunke Khaliq hai wo kahe tu kahe... Hum nain keh saktey is Kalaam se Ahmiyat sabit kerni thee Quran ki ke is mein tabdeeele or Taghayur ager Nabi(saww) b karein tu..... is se ye murad nain keh MazAllah Nabi(saww) mein koi kami hai ya masoom nain bus Quran ki Ahmiyat batanee thee issi terhan Wilayat wali riwayat Ehmiyat ko bata rahee hai..... na ke Rasool(saww) ki masoomiyat per koi aitraaz hai is terhan ka KALAM ehmiyat batanay ke liyein hota hai jaise Hadith mein Ayat likhee hai Tafseer ke saath ke Aey Peghambar ager aap ne shirk kiya tu aap ke tamam amal habt ho jaein gey MazAllah kya Peghambar(saww) mein koi gunjaish hai shirk kerne kee hargiz nain yahan sirf Allah ne ye bataya hai keh ey LOGON dekh lo ke mere saath SHAREEK tehrana itna BARA GUNAH hai keh ager Mera PEGHAMBAR(saww) bhi ye kaam karey tu...... tasub ke elawa kuch nazar nain ata inhein us ke baad apne ghaleez kalam ko agey berhatey huwey Tafseer e Qummi se hawala naqal kiya ke hafsa ko Rasool(saww) ne bataya Khilafat ke barey mein ager Molvi poori riwayat perta tu kabhi Naqal na kerta yahan per Rasool(saww) ne hafsa ke SAWAL ke jawab mein kaha keh hafsa mein tujhe bata doon tu wada ker ke tu kisi or ko nain bataey gee.... hifsa ne wada kiya... tu Rasool(s) ne kaha ke mere baad abu baker khilafat kee kursi per bethey ga ye nain kaha keh MAIN BITHATA HOON ager Rasool(s) banatey to ELAN kerte jaise GHADIR per kiya ye tu ek KHABAR hai na k NAS khabar tu burai ki b dee jati hai khabar sach ho saktee hai..... per khabar ke sach hone se burai ko sach nain mana jata
  3. Gustakhi no 6 yahan riwayat ke terjumey mein shadeed ghalti ki hai na ye likha ke is mein aitraaz wali baat kya hai ye tu ghadir ka tazkira hai Rasool(s) ko khadsha tha issi wajah se Surah Maeda Ayah 67 utri jis ka akhri hissa ye hai Allah aap ko Logon ke sher se mehfooz rakhey ga yani sher pehlaney waley hain...per hifazat Allah ne lee hai Gustakhi No 7 Hayatul Qaloob ki riwayat mein sirf takeed kerne kee baat hai na ke kuch or mutariz ne khud se faisla nikala....jaise saqifa per abu baker ne nikala tha or dhons jama rahey hain ke hum b manein mutariz likhta hai keh jab Aelan e Tauheed kiya tha us waqt koi madadgaar na tha.... tu jab 1 lakh se zyada sahabi thy tab kyun sher se bachne kee dua mangee jawab ye hai keh jab Aelan e Tauheen kiya tha....madad gaar tab bhi tha or us ka naam Abu Talib(as) or Ali(as) hai...... 1 lakh sahabiyon ko madadgaar mein na ginnain kyun ke Madadgaar jang ke maedan mein akela chor ker nain bhag jata aap ke buzurg tu 3 3 din baad wapis aey Aelan e Ghadir per Allah ne Sher se mehfooz honey ka wada liya Surah Maeda Ayah 67 Gawah hai Wallaho yasuma Minan Naas Allah Aap ko logo ke sher se mehfooz rakhey ga aisha kehtee hain ke surah Maeda quran ki Akhri surah hai or ye Ayah jab nazil hoee...tu maedan ghadir ka tha...... jahan 1 lakh se zyada sahabi jis ko aap b mantey hain bataein wahan kyun sher se bachaney ka Allah ne wada liya pehle Aelan e Tauheed per jo munkir they wo Elal Elaan munkir they... un ka sher gazwa e badr, o uhud, o khandaq o hunain ki surat mein samney aa gaya per Aelan e Ghadir per jo munkir they wo chupke chupke planning kerte thy.... ager na kertey...tu Sahih Bukhari mein ye riwayat naa atee ke Nabi(saww) ko aisee diwaee pilaey jisse wo Peena Nain chahtey they filhal in ka jawab hazam karein..... baad ka jawab doon ga thora time baad
  4. Gustakhi No 1 ka jawab Tafseer e Baizawi Jild 1 Page 214 ahle sunnat kee tafseer wo likhta hai ke Rasool(s) ne takiyya kiya or hijrat ki abhi chaho tu ahle sunnat ki 11 tafaseer pesh ker sakta hoon jis mein Adam se le ker Khatim tak tamam anbiya ka takiya kerna likha hai... Ghustaki no 2 ka jawab tafseer e Qummi se jo hawala pesh kiya gaya ager mohtaram us ko apni ek ankh khol ker perhte tu shayid yahan per time barbad na kerte gustakhi dhoondne se behter tha apne khulfa salasa ki Quran or Hadith se koi choti moti azmat hee dhoond lete behar haal Mazhab e Haqqa per aitraaz Shetan ne b kiya or ab mullah g b ker rahe hain tafseer qummi se jo ibarat pesh ki us ko yakeenan ek ankh band ker ke perha ye riwayat mein ye kaha gaya hai keh Allah her sheh k bary mein Quran mein batata hai chahe wo bari ho ya choti Ali(as) ki b bataee machar ki b or Ali(As) se baray ki b or machar se foqiyat rakhne waley ki b is mein kya aitraaz kash kabhi ye Kitab khud perhi hoti tu aitraaz na hota Gustakhi no 3 ka jawab ye tamam riwayat GHARABIYA per munhasir hai aap pehle ye tu bataeye ke gharabiya hai kon kya wo Shia Ithna Ashari hain ya koi or ager Shia Ithna Ashari hain tab hamare liyein qabil e jawab ho gee... werna hamari kitabon mein sunni, wahabi, nasibi, kaffir, ghali ke aqaed likhey hain jaise Quran mein Allah ne kaffiron tak ke aqaed likhe hain Gustakhi 4 ka jawab Rasool e Paak(saww) ki hadith hai madarij ul nabuwaah mein abdul haq muhadith dehlavi ne baar baar likhee hai ke Allah ne sab se pehle mere noor ko khalq kiya or mohammad bin talha ganji shafi or khawarizmi ne manaqib mein,, or ibn hanbal ne ek or issi terhan ki riwayat likhee hai Allah ne 1 noor ke 2 tukrey kiye Ek Main(saww) or ek Ali(as) jab Rasool(saww) or Ali(as) ek hee Noor ke 2 tukrey hain ye tu aap ke khalifa e awal tak maan gaey uthao Masnab e Ahmad Bin Hanbal Vol 2 Page 431 Tafseer Dur e Mansoor Vol 3 Page 254 Tafseer e Baizawi Vol 1 Page 218 Tafseer Ruh ul Mani Vol 3 Page 127 or hazaron kitabon mein darj hai shab e hijrat abu baker Rasool(s) ke bister per pohanche...or kaha Asalam o Alaika Ya RasoolAllah Halankey wahan Maula Ali(As) letey huwey they abu baker jab Ali(As) or Rasool(s) mein farq na nikal saka or 2no ko ek hee samjha tu aap ko kis hakeem ne kaha hai ke farq nikalein Ghustaki no 5 ka jawab yahan tu had hee ker dee sirf hadith nain likhee......khud jo tabsara kiya wo tu zalalat se zyada kuch nain jo Hadith likhee hai yahan wo tu sunniyon ke haan b hai Liwa e Hamd Ali(as) uthaey gey dekho Tarikh Khulafa by Jalaluddin Syuti Page 180 Saqi e Kausar hain or Jannat or Dozakh ko Taqseem kerne waley hain uthao Riyaz ul Nazra Fi Manaqib e Ashra Mubashra Vol 2 Page 220-221 kitab ek perhi nain...... aitraaz aisay kerte ho jaise tum sache ho mein sirf aitraaz ka jawab de raha hoon... dene ko sunniyon ki kitabon se abhi hawale de sakta hoon ke tum ne gustakhi mein apni kitabon mein kya likha hai
  5. kiun naam ki terha kaam bhi ker rahay ho sag ?? iss terha idhar udhar bhadur sag ka kaam nahi hai...kiun topic se bhaag rahay ho waisay bhi yeh ohad ka maqaam to nahi hai..baat yahan sharai ho rahi hai aur tum bhaag bhaag ker jaan churanay ki baat ker rahay ho aur kahan tak bhago ge waisay bhi ohad ka pahaar yahan se bohat doar hai janab...tum ne bataya nahi shariat mein kahan likha hai k matti aur shair najis hai ?? jab k kutta to najis hai sharai lehaz se balkeh rehmat ka farishta hi nahi aata...to tum ne kutta bunana hi pasand kiun kiya ya auqat hi itni thi aik najis na-paak janwar ki ?? shariat ka pata bhi hai ya woh bhi bhool gaye ho sag bun ker...chalo shabash aik awara sag ki terha dum daba ker idhar udhar bhagna choro aur jawab do k sharai lehaz se tumhari kiya hasiat hai ??
  6. hmm to jis ne iss qatil,fajir,zani,sharabi,bandron k sath khelnay walay ki bait ker li uss k baray mein ahle sunnah ka kiya aqeeda hai ??
  7. kiya ho gaya hai janab aap to naam ki terha shuru ho gaye..sukoon lein sabar se kaam lein yahan patta daal ker baat karein...ab mujhay aap batao k kahan islam mein likha hai k matti najis hai ya shair najis hai ?? aur kahan likha hai shair zalim hota hai ?? jab Allah ne uss ki khoraak hi aisi banai hai to phir woh kaisay khaye...iss terha to her insan zalim hai kiun k her insan gosht khata hai aur janwar zibah kerta hai...specially musalman to zalim hi hua kiun k eid per to qurbani kerni hi hoti hai to kiya islam mein kahin likha hai k yeh zulm hai ?? bachon wali baatein mat karo janab thori logical baat karo...aisay tottay ki terha ratti hui baatein yahan nahi chalein gi...mein shariat ki baat ker raha hoon...shariat mein kahan likha hai k matti najis hai ya shair najis hai jab k kutta k baray mein to aap ko bhi pata ho ga aur yeh bhi hai k rehmat ka farishta nahi aata jahan sag ho means kutta...aap topic se bhagnay ki na-kaam koshish ker rahay ho...bhagnay k rastay dhondnay k bajaye topic per baat karein to ziada acha ho ga shayed aap mazeed sharmindagi se bach jaein..
  8. mufti-e-azam

    Kiya Sahabi Rasool Allah saww Se Afzal Tha ?

    Ahle Sunnah Ki 50% Ahadees Hazrat Abu Huraira Se Riwayat Ki Gaye Hain Jab K Woh Jang e Khyber Mein Musalman Huay Magar Phir Bhi Khair Yeh Topic Nahi Hai..Unn K Baray Mein Kaha Jata Hai k Abu Huraira Bhooltay Nahi Thay Kiun K Unn Ko Dua Thi..Shayed Aisa Hua Ho Magar Bohat Ajeeb Lagta Hai K Hazrat Abu Huraira Ko Sirf Dua Di To Woh Kuch Nahi Bhooltay Thay Magar Rasool Allah saww Kabhi Quran Bhool Jatay Thay to Kabhi Namaz...To Iss Se To Rasool Allah Se Hazrat Abu Huraira Afzal Ho Gaye Naozbillah Ahle Sunnah K Aqeeda K Mutabiq..
  9. khair phir se jawab deta hoon k kiya aap ko yeh laqab Rasool Allah saww ne diya jo aap compare ker rahay ho ?? kiya aap ko Allah k shair aur aik kuttay mein farq nazar nahi aata ??Dosri baat mein ne shariat k hawalay se baat ki thi k kutta to najis cheez hai aur jahan per woh ho wahan rehmat ka farishta nahi aata..aap islam mein kahin dikha saktay ho k likha ho k jahan matti ho ya Allah ka shair ho wahan rehmat nahi aati ya yeh najis cheezein hain ??
  10. sag sahab post edit ker k kehtay ho k jawab hazam ker gaye...acha drama chala rahay ho meri jaan...
  11. Aaj tak sunni yeh dawa kertay aaye hain k sirf sunni hi Quran aur Sunnah ko mantay hain baaki koi aur nahi lakin inn ka yeh dawa aksar jhoota nikalta hai lakin yeh phir bhi nahi samajhtay...jaisay k Surah Maidah Ayat No. 6 mein Allah ne fermaya Aur Masah Ker Lo Apnay Ser Ka Aur Apnay Paon Takhnon Tak. http://qurango.com/images/q/p0177.gif quran ki actual translation yeh hai magar inn k molvion ne munafaqat kertay huay brackets mein Dho Lo khud se add ker diya jis se sab sunni bewaqoof buntay aa rahay hain magar Allah ne Quran mein dhonay ka lafz use nahi kiya aur na sahi translation mein dhonay ka hukam aata hai balkeh masah k hukam aata hai Uss k baad hum sahih bukhari mein dekhtay hain k Rasool Allah saww wuzu kaisay kertay thay matlab paon dhotay thay ya masah kertay thay... Sahih bukhari vol 5 ka scan page hai jis mein hadees hai k Rasool Allah saww ne wuzu kiya aur end mein ser aur paon ka masah kiya...ab mujhay yeh samajh nahi aati k Quran bhi masah kernay ka hukam deta hai aur Sunnah aur sahih bukhari bhi phir aakhir sunni iss per amal kiun nahi kertay ??
  12. meri jaan qalab e Ali a.s hota hai is ka matlab dil hai na k aap ki terha kutta..agar kutta bunanay ka shoq hota unn ko bhi aap ki terha to sag e Ali a.s likhtay..
  13. janab aap ne baghair ilm k baat ker di qalb ka matlab dil k hota hai qalb 2 hain likhnay mein farq hota hai meray bhai jaisay english mein their aur there hai..perhnay mein same hain magar likhnay mein aur matlab mein farq hai..aap confuse ho rahay hain
  14. pehlay to zara apni zuban per ghoar karo...dosri baat jo tum ne clip diya uss mein shirk kahan se ho gaya kiya Mola Ali a.s Khana Kaaba mein paida nahi huay ?? jab paida huay hain to phir iss mein kiya etiraz hua ?? dosri baat jo tum ne clip diya woh jhoot hai mein khud wahan per gaya hono aur mein ne aaj tak aisa nahi dekha k wahan per aisa kuch Ali Allah likha hua ho... yeh hai photo ab batao k kahan likha hua hai Ali Allah jis per tum etiraz ker rahay ho...jhoot pakra jata hai meray bachay iss liye jhoot soch samajh ker bolna next time..
  15. Uss k baad Rasool Allah k samnay batameezi k saath awaz buland kernay walon mein bhi hazrat umar ka major role tha aur hazrat abu bakar ka bhi..matlab yehi woh dono thay jin ki wajah se itni sakht ayat nazil hui. Uss k baad hazrat umar ki bohat mashoor bahaduri se Rasool allah ksaath batameezi per bhi ayat utari... Sulahe Hudaibiya k waqt hazrat umar ne bohat batameezi ki Rasool Allah se aur phir abu bakar se bhi ja ker baat ki ya kahein k Rasool Allah ki shikayat ki. Uss k baad gutakhi k mashoor waqiya batata chalon jee han pen aur paper ka masla Rasool Allah saww ne fermaya k mujhay pen aur paper do ta k mein tumhain aisi baat likh doon ta k tum meray baad laro mat magar hazrat umar ne unn se batameezi ki aur inkar ker diya aur na-zeiba ilfaz bhi kahay..ab aap kaho ge k woh ilfaz kiya thay to janab hazrat umar ne kaha k AAP hizyan keh rahay hain Naozbillah... aur iss baat ka iqrar allama wahid uz zaman (wahabi) ne apni translation mein bhi kiya hai... Uss k baad aik aur waqiya bhi batata chalon k Hazrat uma hi woh shaksiat thay jinhon ne apni biwi k sath ###### ###### kiya to Allah ko manah kerna para k aisi ghaleez herkatein mat karo.. To janab yeh hazrat umar ka poora shajra hai jo mufti e azam ne bari research se ikatha kiya tha aur aaj aap loagon k samnay paish kiya hai..to ab koi aisa shaks hai jo inn waqiyat ko perh ker bhi hazrat umar ko acha kahay ya acha samjhay ??
  16. Uss k baad aik aur jang ka waqiya bhi sahih bukhari mein hai..aik sahabi ne kaha k jab loag bhagnay lagay to mein bhi bhagnay laga mujhay hazrat umar nazar aa gaye to mein ne poocha yeh sab kiya ho gaya to hazrat umar ne bari bahaduri se kaha Allah ka hukam hai k bhago... Khair yeh to jitni baatein mein ne books mein perhein aap ko bata dein phir aik sawal zehan mein aata hai k phir woh bahaduri kahan dikhatay thay ?? to uss k baray mein bhi mein ne kuch research ki hai. Rasool Alalh ne aik shaks ko pakarnay k liye Mola Ali a.s ko bheja woh pakar ker le aaye to Rasool Allah ne uss se poocha woh thora be-qasoor nikala magar hazrat umar ki bahaduri ne josh mara aur kaha Rasool Allah! hukam dein mein iss ka ser urra doon... Uss k baas fatahe makkah ka waqiya hai abu sufiyan ne Hazrat Ababs ki panah li hui thi,hazrat umar ne dekha to jaldi se pohncha aur kaha Rasool Allah! hukam dein k ser urra doon to janab yeh thi hazrat umar ki bahaduri ki baatein...ab aik aur masla yeh hai k aap ne aksar kuch loagon se suna ho ga k bohat si ayaat hazrat umar ki wajah se utarein specially woh perda ka hukam Quran mein anay ka sehra hazrat umar ko pehnatay hain lakin mujhay hairangi hoti hai unn loagon per jinhon ne shayed aaj tak Quran perha hi nahi werna kabhi aisi baat nahi kertay...khair mein uss ayat ki translation yahan likhta hoon aur yeh yaad rahay k translation kisi shia alim ki nahi hai balkeh Aala Hazrat Ahmed Raza Brelvi ki kinz ul emaan fi tarjuma al Quran se liya hai. ------------ Surah Ahzaab Ayat 59:- Ay Nabi! apni bibion aur sahibzadion aur musalmanon ki auraton se ferma do k apni chadaron ka aik hissa apnay moan per dalay rahein...yeh uss se nazdeek-ter hai k inn ki pehchaan ho to satai na jaein aur Allah bakshnay wala mehrban hai. ------------ Matlab yeh hai k Rasool Allah ki kisi biwi ko bahir nikalnay per kisi ne sataya ya awazein kasein..to yeh kon tha ?? sahih bukhari mein hai k Hazrat Soada kisi kaam k liye bahir nikalein aur chadar bhi orhay huay thein magar hazrat umar ki unn per nazar per gaye aur lagay awazein kasnay k tum to abhi bhi kapron mein chupi hui nahi ho etc...woh wapas aa gaein aur Rasool Allah se hazrat umar ki batameezi ki shikayat ki k uss ne mujhay iss terha sataya..to foran perda ka hukam nazil ho gaya..to ab mein pochta hon k kiya yeh hazrat umar ki shaan hai ?? aik sharif aur naik aurat per awzein kasna kisi sharif admi ka kaam hai ?? kiya Rasool Allah ki biwion ki yeh izzat thi hazrat umar k dil mein ?? Yeh to hazrat umar ki perda k masla per shaan bayaan ki gaye hai..uss k ilawa bhi kuch inn ki shaan mein utarein..dekhtay hain k aur kiya aisi baat hai ?? Sahih bukhari mein hai k jab roza farz huay to uss waqt ramzan mein biwion k paas janay ka hukam nahi hota tha magar hazrat umar aur kaab chori chori apni biwion k paas gaye jis per ayat nazil hui
  17. Khair yeh jange ohad k waqiyat ho gaye magar abhi tak hazrat umar ki bahaduri ka koi waqiya samnay nahi aa saka...koi baat nahi abhi bohat zindagi pari hai. uss k baad jange khandaq mein to larai hui hi nahi bas umro ibne wud aur uss k kuch saathi aa gaye aur bakwas kernay lagay...yahan bhi hazrat umar ki bahaduri ki kuch jhalkian hain..Rasool Allah ne fermaya k koi hai jo iss kuttay ka moan bund karay..mola ali ne labaik kaha...Rasool Alalh ne kaha Ali tum beth jao..phir wohi sawal kiya..Mola ali phir kharay ho gaye..phir bethnay ka hukam hua..Rasool Allah ne jab phir wohi sawal kiya to hazrat umar se berdasht na hua to kaha Ya Rasool Allah! yeh umro bin wud hai..aik dafa mein aur yeh safar ker rahay thay k 40 daakuon ne hamla ker diya..umro ne onth k bachay ko dhaal bana ker larai ki aur sab ko bhaga diya... khair Mola ali a.s gaye aur umro ko finaar kiya..uss ka sathi bhaag khara hua..hazrat umar uss ko marnay k liye peechay bhagay..achanak jab uss ne peechay dekha k umar aa raha hai to ruk gaya aur talwar larkari to hazrat umar se talwar gir gaye to uss ne talwar wapas rakhtay huay kaha..umar mera yeh ahsan yaad rakhna Iss jang k baad Sulahe Hudaibiya hui.. to janab yahan bhi aap ne bahaduri dikhanay mein kanjoosi nahi dikhaye...Rasool Allah ne hazrat umar ko bulaya aur kaha k jao quresh walon ko mera message de do k hamara maqsad kiya hai to hazrat umar ne bari bahaduri se kaha..Rasool Allah mujhay quresh se darr lagta hai aur mujhay to koi wahan bachanay wala hai to mujhay to maaf hi rakho... dekhi aap ne bahaduri ?? Rasool Allah k hukam ka saaf inkar ker dena bhi to bahaduri hai na...to janab yahan bhi humein bas pehlay jaisay hi bahaduri k waqiyat nazar aaye. Ab hum Jange Khyber ki baat kertay hain..y
  18. mufti-e-azam

    Hazrat Umar Tarikh Ki Nazar Mein

    yahan to baat hi sab ulat thi...kafiron ko daranay k bajaye khud darr k ghar mein chupay rahay aur jab kafir ne panah di to tab bahir nikalay...kiya yeh bahaduri hai ?? Uss k baad mein ne socha ho sakta hai k uss waqt dil kamzor ho gaya ho magar baad mein bahaduri dikhai ho... Uss k baad jange Baddar ka waqiya hua to uss mein bhi hazrat umar ki koi bahaduri nazar nahi aati.. hazrat abu bakar ki bahaduri ka sirf aik waqiya mojood hai Seerat Ul Nabi Ibne Hashaam mein... hazrat abu bakar ne apnay beta se jang mein kaha Mera Maal Kahan Hai ?? Matlab islam aur kufr ki jang mein hazrat abu bakar ko islam ki perwah nahi thi magar maal ziada aziz tha... dekha aap ne hazrat umar ki bahaduri ?? life mein aik qatal kiya aur uss per bhi itni safain deni per gein...uss k baad jange ohad aaye to uss k waqiyat to shayed aap sab ko pata hi hain..kis se kuch chupanay ki baat bhi nahi hai.
  19. bohat bara dawa ker diya janab aap ne aalim to bohat doar ki baat hai aap students hi munazar ker lein waisay agar mein ghalat nahi to saq ka matlab kutta hota hai aur shayed aap yeh bhi jantay hon k jis ghar mein kutta ho wahan per rehmat ka farishta nahi aata...to aap to rehmat dushman huay na...
  20. Brelvion K Sab Se Mahaan Aala Hazrat Ki Apni Maa Hazrat Ayesha K Liye hai...Jin K Mahaan Loag Apni Maa k Liye Aisi Soch Rakhtay Hon Unn K Mazhab Kitna ghaleez Ho Ga...
  21. chalo ab mein apnay bachay ko batata hon k tumharay kis kis baap ne uss ko authetic kaha hai.. Ibne Khuthaima narrated from Haroon ibne Maroof and he said that I heard Abu Muaviyah saying that Ibne Ishaq(Muhammad ibne Ishaq) is most learned among people. Comments:- Since Ah-Fadha is used that is on Wazn of Afa-la and Afa-la from Baab Efa'al is used as it is from Baab Efa'al that is used to describe something very vigorously. وقال المفضل الغلابي سألت بن معين عنه فقال كان ثقة وكان حسن الحديث Mufadhal Al Ghalabi said that he asked Ibne Mue'en about him(Muhammad ibne Ishaq) then he(Ibne Mue'en) replied that he(Muhammad ibne Ishaq) was thiqa and his hadiths are good. Source:- Tareeb ul Tehzeeb, Vol no 9, page no 15,16, narrator no 51 Mufti bhai Jaha Jaha "Tareeb ul Tehzeeb" likha hai os ki jagah "Tehzeeb ul Tehzeeb" likye ga wo ghalti se typing mistake hogaie aur Narrator no 15 nahee hai balke 51 hai وقال أبو يعلى الخليلي محمد بن إسحاق عالم كبيوهو عالم واسع الرواية والعلم ثقة Abu Yayla Al Khaleeli said that Muahhmad Ibne Ishaq was a great scholar that narrated profusely and has got great knowledge and he is thiqa. قال الحاكم وذكر عن البوشنجي أنه قال هو عندنا ثقة ثقة Hikaim narrated from Bushanji who said that according to us he was thiqa thiqa. وقال أبو زرعة صدوق Abu Zara said that he was truthful. وقال أبو حاتم الرازي يكتب حديثه Abu Hatim narrated Hadith from him Source:- Tareeb ul Tehzeeb, Vol no 9, page no 15,16, narrator no 51 Ibne Khuthaima narrated from Ibne Mue'en who narrated from Asim ibne Umar ibne Qatada who said that there is no one among people more knowledgable left than Ibne Ishaq وقال الأثرم عن أحمد هو حسن الحديث Athram narrated from Ahmad who said that his Hadith(narrated by him) are good عن عاصم بن عمر بن قتادة والذي يذكر عن مالك في بن إسحاق لا يكاد يتبين Asim ibne Umar ibne Qatada narrated that those people that narrates Malik's saying(Jirah) about Ibne Ishaq, this(Jirah or saying of Malik) is hardly reliable(can't be relied upon) وقال عبيد بن يعيش ثنا يونس بن بكير سمعت شعبة يقول بن إسحاق أمير المؤمنين لحفظه Ubiad ibne Yae'esh said that he narrated from Yunus ibne Bukair who heard from Shu'aba who said that Ibne Ishaqq is Ameer ul Momineen in Hifdh. Source:- Tareeb ul Tehzeeb, Vol no 9, page no 15,16, narrator no 15 Allama Ibne Habban said him thiqa. Source:- Thiqqate-Ibne Habban, Vol 7, pg no 50, narrator no 10534 Allama ibne Hajar wrote: 5725- محمد ابن إسحاق ابن يسار أبو بكر المطلبي مولاهم المدني نزيل العراق إمام المغازي صدوق يدلس ورمي بالتشيع والقدر من صغار الخامسة مات سنة خمسين ومائة ويقال بعدها خت م 4 Rough Translation:- Muhammad ibne Ishaq ibne yasaar was Imam of History, truthful, Mudallis and Shia. Source:- Tareeb ul Tehzeeb fil huroof-e-Meem. [ 1571 ] محمد بن إسحاق مدني ثقة Muhammad ibne Ishaq Al-Madni was thiqa. Source:- Marifat-e-Thiqqat by Al-Ujli, Vol no 2, Pg no 71, narrator no 1571 Ibne Shaheen declared him thiqa. Source:- Tareekh Asmaa at thiqqat, pg no 92, narrator no 1200 by Imam Ibne Shaheen Allama Ibne Habban said him thiqa. Source:- Thiqqate-Ibne Habban, Vol 7, pg no 50, narrator no 10534 Therefore your argument that Shia's narration is not accepted is refuted again. 3. Imam Ibne Hajar said him Mudallis but Tadlees is mostly effected when it comes to Hadith and this is not a Hadith rather this is a historic event and even if we take this arguement then the Sand is Mutassil and therefore there is no Tadlees here and if u discrediting his narrations only because he is Mudallis then what will u say about his narration in Bukhari and Muslim? Comments:- 1. Firstly this is a historic incident and not a Hadith and therefore his all material of History is accepted since Allama Ibne Hajar said him Imam in this field therefore there is no further debate left. 2. Secondly being a Shia does not matter since there are many narrators that are Shia and are reliable. Infact Bukhari and Muslim have authenticated many hadiths in their Sahih that are narrated by Shias and Muhammad ibne Yasaar is itself a narrator in Bukhari and Muslim as Ibne Hajar said: [ 51 ] خت م 4 البخاري في التعاليق ومسلم والاربعه محمد بن إسحاق بن يسار بن خيار Source:- Tehzeeb ul Tehzeeb Vol no 9, pg no 15 The above comments furhter show that: Imam Bukhari authenticated Muhammad ibne Yasaar. Imam Muslim authenticated Muhammad ibne Yasaar. Imam Hajar further wrote: اّ التشيع بل الرفض لا يضر بالوثاق Allama Ibne Hajar said that being shia or even Rafidha doesnt hurt the trustworthiness. Source:- Muqaddimah Fathul bari, pg no 382, 398 and 410.
  22. aap ne fermaya balkeh aap k ulma ne fermaya k shia aqeeda hai k hazrat usman ne quran mein tahreef ki iss liye woh kafir hain... ab yehi baat hazrat ayesha ne bhi kahi aur aap k imam sayuti ne likhi to ab aap batana pasand karein ge k hazrat ayesha kiya huin ??
  23. chalein janab apnay bachay ka yeh bahana bhi khatam ker doon k ishaq k baray mein ta k bhagnay ka koi aur rasta na milay meray laal ko...Muhammad ibne Ishaq ibne yasaar: Dhabbi farmate hai: [ 4718 ] محمد بن إسحاق بن يسار أبو بكر ويقال أبو عبد الله المطلبي مولاهم المدني الإمام رأى أنسا وروى عن عطاء والزهري وعنه شعبة والحمادان والسفيانان ويونس بن بكير وأحمد بن خالد كان صدوقا من بحور العلم به وحديثه حسن Rough Translation:- Muhammad ibne Ishaq ibne Yasaar was truthful(Suduq) and his Hadith are Hasan(good). Source:- Alkashif fi Marifa, Vol 2, Pg no 45. Online source: Comments:- Now this is specific comment of Allama Dhabbi on Muhammad ibne Ishaq ibne Yasaar and though he cited some Jirah(denouncement) from some sources but then he discarded it and complied his Tade'el(Praise) to janab yeh aap k ulma ka ishaq zaeef nahi tha...ab mera laal koi aur bahana dhonday ga ya bhagay ga ??
  24. meray bhai aap izzat se baat ker rahay ho acha laga lakin aap k baaki to ikhlaq se gir gaye hain shayed jawab na honay ki soorat mein aisa hi reaction hota hai khair aap ne jo baat ki to mein ne kab inka rkiya iss baat ka ?? lakin zanjeer-zani,matam aur qoma-zani mein bohat farq hai aur yeh sab different hain aur zahir hai kuch loag qoma-zani kertay hain tabhi to fatwa aaya hai lakin kisi bhi ayatullah ne matam ya zanjeer-zani se manah nahi kiya hai balkeh qoama-zani se manah kiya hai jab k topic starter ne matam ki baat ki hai jo k kam-ilmi hai uss ki...aur jahan tak baat hai hazrat ayesha ki to meray bhai tarikh ibne kathir aur seerat ul nabi ibne hatham mustanad books hain aap k aqeeda mein iss se ziada aur kiya chahiye...lakin jaba aap ne books mein perha nahi k hazrat ayesha ne khud kaha k mein ne aur auraton k sath mil ker seena koabi ki aur moan per tamachay maray uss k baad hazrat usman ki family ka bhi ref. diya k unhon ne bhi matam kiya to meray bhai aap keh rahay ho k yeh koi musalman nahi kerta phir aap k aqeeda k mutabiq yeh loag kon thay ??
×
×
  • Create New...