Jump to content

MOUWAHID

اراکین
  • کل پوسٹس

    428
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    1

سب کچھ MOUWAHID نے پوسٹ کیا

  1. MOUWAHID

    Quran ka ghalat tarjuma.

    Agar is tarjumay ko lia jai to phir humain amal kernay ki kia zaroorat?hum to bakhashay ja chukay hain........
  2. To tum bata do wahi ki kitni kismain hain...Aur koun si App ko khud pata lag jaati thian aur kin ka un ko ilam nahi hota tha.ara is ki b tashreeh ker dain.
  3. Kia Rasool Allah khud bakhud wahi jaan laitay thay ya koi Allah nay raabta qaim kia hoa tha?
  4. Tum sab mil ker saabat kia kerna chahtay ho k Quran Nabi ki touheen kerta hai.....Astaghfarullah.Jab Quran nay keh dia keh Aap ko ilm-e-ghaib nahi to hum koun hotay hain. Tum nay Quran ki ayat nahi padhi yaa keh do k woh jhoot hai. Yaa yeh b keh do k yah hadees bi jhooti hain.
  5. Aray sahaba karam(RA)k baaray main kia khiyal hai jo imaan laanay k baad saari umer Allah ko pukaartay rahay? Ya koi hadees ya Quran ki ayat post kero jis main Allah nay yaa Rassol Allah nay kaha ho k museebat dukh takleef main mujhay pukaaro.
  6. Is sawaal ka jawab mairay sawaal main hai.... Mujhay batao humain Allah k baaray main kis nay bataya?
  7. Jab aitbaar hi nahi to poori kitaab per aitbaar na kero sirf aik hi baat per aitbaar ker lia????? Aur aap keh rahay ho peer o imam kaafir to mureed khud bakhud kaafir!!!Zara apnay imam ahmad raza khan k ustaad k name ka pata hai aur woh kon tha woh qadiani tha...to is ka matlab k tumahara imam qadiani tha...? Tafseel k lia video daikhain. Aur ab to tum nay khud apnay imam ko kaafir keh dia.
  8. aap k ghous-eazam ki aik aur baat aap ko batata hoon... Mairay pass jo ghniat-ul-talbeen hai woh maktaba ashrafiah aur is k mutarjim abdul daim jalali sahib hain. Us k 129 page per likha hoa hai.... "Bidation k kuch khas nishan hain jin say woh pehchanay jaatay hain.Ahlulhadees ko bura kehna bidati ki nishani hai.Ahlulhadees ko firka Hashwiah karar daina zandeek ki ilamat hai.Is say is ka maksad hadees ko jhutlana hota hai.Ahlulhadees ko firka jabriah kehna firka qadriah ki ilamat hai.Ahlulsunnah ko mushabeh karar daina firka jehmiah ki nishani hai.Ahlulhadees ko Haarji kehna rafzi ki ilaamat hai.Yeh tamam baatain ahlesunnah say tasub kernay aur ghusa honay ki nishani hai.Ahlesunnah ka aik hi naam hai aur woh Ahlulhadees hai.Bidati in ko jo lakab daitay hain woh in ko chimat nahi jaatay."
  9. Quran ko kia kaho gay jo Ilaan ker raha hai Nabi k pass ilm-e-ghaib nahi tha....
  10. Aap nay jo yeh alfaaz use kia hain woh ooper waalay fatway say saabit kerain...Ya yeh keh dain k yeh fatwa ghalat hai jo ahmad raza nay dia hai.
  11. Abdul hai deobandi ki baat hum per laga di....deobandion ki websites per un ka naam daikh saktay hain......
  12. Koi Quran ya hadees ka hawala hi day do bhai.....
  13. Green imaamay walay aur brailvi hazrat jo aik mooth darhi ko hi faraz kia hoa hain zara apnay imam ka fatwa b sun lo.Tum hum ko kehtay ho k humaray peechay namaz jaiz nahi laikin tumaharay imam k ftwa k mutabik to tum sub k peechay namazain haram hain......
  14. MOUWAHID

    Asaan namaz....

    Yeh namaz ka tarika kis hadees say sabit hai.
  15. Malfooz main aik jaga main padh raha tha k App ko Ilm-e-Ghaib tha laikin aik yeh hadees b malfooz main mili ..... Agar Aap ko ilm-e-ghaib tha to Hazrat Bilal(ra) say kion poocha? Is k ilawa aik aur b malfooz main hadees mili jis main yeh saabit hota hai k app k pass ghaib ka ilm nahi tha...woh to abi main nay scan nahi kia woh baad main post keroon ga inshAllah.
  16. Jinab-e-Muhammad koi kaam apni taraf say nahi kia kertay thay un ki zuban say nikli hoi har baat Haq hoa kerti hai.......Agar is mulay main yeh baat hai to batao k is ki zuban say b haq hi niklta hai.aur is ko yeh ikhtiar kis nay dia?
  17. Jaahil koun hai is ka to pata chal raha hai.......Yeh Allah k ikhtiar main jis ko chahay jannat day jis ko chahay douzakh day........aur jo duniya main baith ker is tarah kisi ko jannat aur douzakh day main us ko wali nahi maanta....
  18. Mairay bhai shaid aap ko pata nahi k jab aap k chacha abu talib Fout honay lagay to Aap nay in say kaha tha k chacha kalima padh lain..Is say yeh maloom hoa k aap chahtay thay k mairay chacha kalima padh lain aur muislman ho jain.. Allah Quran main Rarmata hai... Ay Nabi(saw) us banday ko koun bacha sakta hai jis per main azaab ka hukam day doon.Kia aap usay bacha saktay ho. (Surah Zumar .Ayah No: 19)
  19. Kia yeh akhtiar Nabi ko b tha? agar tha to kion apnay chacha abu talib ko nahi bacha lia?
  20. Must listen ....... Thanks. Track01.mp3
  21. Afsoos k hum kis dour main reh rahay hain . ... Humaaray dour main aisay b log hain jo kehtay hain k imam-e-kabah k peechay namaz nahi hoti......Allah ki pannah.....Phir to kal aap kaho k quran main b humaaray khilaaf ayaat hain hum us ko b nahi maantay.......AFSOOS!!!!!!!
  22. Aap sahi kehtay ho mujhay nahi pata......is baaray main....laikin mujhay itna pata hai Namaz faraz hai.
×
×
  • Create New...