Jump to content

Rizwan Q

اراکین
  • کل پوسٹس

    352
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    1

سب کچھ Rizwan Q نے پوسٹ کیا

  1. ye video show nahi hoo rahi iska link plz koi share karay
  2. bilkul Khatam-e-Bukhari biddat ho jaegi agar osko Deen ka hissa samjh kar afzal samjh kar kia jaega or din makhsoos kar kay kia jae to lazmi biddat hoga....agar deobandi isi taran kartay hain to batao?? 1. Deen ki tableeg Hamaray Nabi S.A.W.W. ne bhi ki iska suboot islam me hai...Milad kay jashan ka suboot kaha hai? 2. ye Na deen ka hissa hai na sunnat hai na afzal hai...ye mehez logo ki islah kay leye hai logo ko tableeg ki jati hai....ap bhi milad se Sunnat afzal Mustahib kay lafz ko nikaal do ham kuch nahi kaheengay apko 3. ye to tableeg hoo rahi hai tableehg ka suboot islaam me milta hai...3.3 10 10 din makhsoos karna deen ka hissa nahi na hi ye afzal hai or naa hi ye sunnat....agar koi deobandi 3 din or 10 din ko farz afzal mustahib samjhta hai to bataoo....ajar sirif tableegh karne ka hai 3 din ya 10 din ka nahi ok 4.iska jawab bhi 3 me mojod hai 5.iska jawab bhi 3 me mojod hai 6.ilim hasil karna har musalmaan per farz hai...jashan manana farz hai kia??? 7. koi deobandi isko islam ka hissa nahi samjhta na afzal samjhta hai na sunnat ....jashan milad ap sunnat afzal mustahib samjhtay hoo ... ghulam azad karna to sawab hai iska suboot to islam me milta hai...jashan milad ka suboot kahan milta hai???? in me se konsay apki nazar me Geer sharai umoor hain or kin kin me sawab hai or konsay afzal hai or konsay mustahib jawab ka intizaar raheega Lighting karna, Chiraghan Karna, Recording karna Jhanday lehrana, Road per nikal Kar juloos nikaalna, Atish bazi karna, Dhamaal Daalna, Reelian Nikalna, Naray lagana...
  3. shadi kay moqay per jo lighting ki jati hai wo koi sawab , sunnat ,afzal or mustahib samjh kar nahi karty ok or iska jawab do jo kay ap ne nahi dia muje Lighting karna, Chiraghan Karna, Jhanday lehrana, Road per nikal Kar juloos nikaalna, Atish bazi karna, Dhamaal Daalna, Reelian Nikalna, Naray lagana...apki nazar me ye sawab or Mustahib or afazal hai ya nahi??
  4. Eid milad manana biddat hai kion kay iska islam me koi suboot nahi na koi hukum hai na ye sunnat hai or na hi ye kisi sahabi ka amal hai...or ye baat me apko oper samjha bhi chuka hoon chalo me ap se bhi yahi baat pochta hoon muje 1 baat ka jawab doo Lighting karna, Chiraghan Karna, Jhanday lehrana, Road per nikal Kar juloos nikaalna, Atish bazi karna, Dhamaal Daalna, Reelian Nikalna, Naray lagana...apki nazar me ye sawab or Mustahib or afazal hai ya nahi??
  5. tumari post parh kar hansi aa rahi hai...khiar... sawab, ajar afzaliat agar Nabi S.A.W.W. kay hukum ya amal se ya Allah kay hukum se nahi hota to kia tum apna new Deen le kar agaye hoo? jis me tum batao gay kay kia cheez sawab hai or konsi cheez afzal hai??? esa Deen Tumheen mubarak hoo......hamaray Deen me Har cheez bata di gae hai kay kis kaam me sawab hai..ab tum apni taraf se kisi bhi kaam ko sawab kehna shuru kar do to tum se bara or kon jahil hoga Islam 1400 saal pehle complete ho chuka hai muje 1 baat ka jawab doo....ap ne kaha Sawab Khushi mananay per hai Lighting karna, Chiraghan Karna, Jhanday lehrana, Road per nikal Kar juloos nikaalna, Atish bazi karna, Dhamaal Daalna, Reelian Nikalna, Naray lagana...apki nazar me ye sawab hai ya nahi??
  6. wiladat ka zikar karna Huzoor ki Serat bayan karna bilkul karna chahiye kisi bhi din kisi bhi jaga ho sakta hai Allah ne kia Anmbia se Huzor (S.A.W.W) ka tareef bayan ki Shaba nne apki serat bayan ki apka zikar kia..... is kay leye koi din makhsoos nahi tha...or na hi koi jashan manaya kisi ne.. or na hi jashan mananay ka hukum nabi ne dia or na hi jashan mananay ko kisi ne kaha kay sawab hai afzal bhi hai or Mustahib bhi
  7. @ya Mohammad shab oo bhai topic ko kaha se kaha le jaa rahe hoo chota sa sawal kia tha oska bhi jawab nahi hai ap logo kay pas?? ap ne ye jo scanning lagai ki kisi molana sahab ki is se ap kia sabit karna chah rahe hain wo muje batana pasand kareegay ap???? or 1 sahab Chishti Qadri ko Etiraaz hai kay me Imam Abu Hanifa se Jashan-e-Milad ka suboot mang raha hoon kia mere nazdeek Quran sunnat ki ehmiat nahi hai....to janab chalo phir ap Nabi (S.A.W.W.) kay Doar se Jashan Eid Milad Sabit karoo.....agar nahi kar saktay to Sahaba se Karna.....or ye bhi batao kay ye sawab kahan se hua???
  8. Khatam-e-Bhukhari Sawab ki niyat se kartay hain ya Mustahib sunnat maan kar kartay hain ye apko koi deo bandi jisko pata hoga wo bataega...agar apko pata hia to ap bata doo??.... muje nahi pata kay Sunnat ya sawab samjh kar kartay hongay? or ye bhi bata dena kay kay ye jo bhi Khatm-e-Bukhari ki ap baat karr rahe hoo isko ap galat samjhtay ho ya sahi?? me yahan neutral ho kar baat karr raha hoon ..or ap neutral ho kar meri baat ka jawab de dain apki bari meher bani hogi....Jashan-e-Eid Milad Manana Farz hai Wajib hai ya Sunnat hai? ap sabit kareen isko Nabi (S.A.W.W.) sahaba ya Imam abu hanifa se
  9. Maan li na haar ap ne ..... meri post bhi delete kardi agar himmat hai to jawab do meri post ka jo delte ki hai..... anayway 1 or topic hai Milad per ajaen wahan ap bhi ...abi dood ka dood or pani ka pani ho jaega :) Haq Wazeh Ho gaya Subhanallah
  10. yaar tum loog kia tamak tuyyaan maar rahe hoo..... ab tak kisi ne sabit nahi kia Imam Abu Hanifa se Jashan Eid Milad ka suboot.....Kia Imam Abu hanifa (R.A) bhi gham manatay thay????? koi jawab day agar nahi hai jawab to boolday em waiting
  11. oo yaaaar Tank or top ya hawai jahaz ye sab jiddat or taraqqi hai iska islam se ya sawab se kia talluq???? asal kaam hai jihad jo kay farz hai ap muje batao Eid Milad ka jashan kia farz hai ???? ok ab jihad bageer tank or hawai jahaz kay bhi lara ja sakta hai is me koi qeed nahi hai....ap ye nahi keh saktay hai falan tank me beth kar jihad karoogay to itna sawab milay ga or agar falan tank me beth kar jihad karoogay to kam sawab milay ga.....jab kay jashan-e-Milad ka muje batao konsi sunnat konsa farz? konsa swab? baqi yaar ap zada lambi debate me na pareehn bas muje ye bata dain kay Imam Abu Hanifa (R.A) kay daor me Jashan-e-Milad per agar koi hawala ye kuch hai apkay pas to plz share kareen or agar nahi hai to bata dain bhai hame apko kuch nahi kaheen gay plz.....
  12. iska jawab abi tak nahi dia kisi ne plz koi jawab day iska takay dil ko tasalli ho jae
  13. jiddat or taraqqi to bilkul shuru se hoti chali aa rahi hai Khan-e-Kaba ki tameer mukhtalif doar me jiddat kay sath hoti rahi hai.....Hazrat umer kay doar me baqiada bait ul maal banaya gaya salary muqarrar ki gae hukomati nazam-o-nasaq tarteeb dia gaya jo kay pehle Nabi (S.A.W.W.) kay doar me nahi tha.....to jiddat to hai taraqqi bhi hai mere doost....likin ap ye nahi keh saktay hai hazrat Umer (R.A) ne agar foj ki salary muqarrar ki to unko sawab mila ya salary muqarrar karna koi afzal tha islam ka hissa tha ok esa nahi hai balkay ye jiddat thi.... mere pas handfree nahi hai warna me zaroor sunta ap ne jo video di hai or dosri baat ap samajh lain ap shayad samjhna nahi chah rahe ap jo juloos nikaltay hain or jashan manatay hain osko ap loog mustahib samjhtay hain sawab or afzal samjhtay hain......jab kay islam me is cheez ka koi tasawur nahi hai ok ...agar esa hota to sab se pehle hamaray Nabi ka irshad hota kay falan din falan juloos nikallooo or jashan manao to itna sawab milay ga
  14. Chisti shab kaha ye jaa raha hai kay tum log Jashan-e-Wiladat mananay ko Nabi (S.A.W.W) se or shaba se to sabit nahi kas sakay chaloo Imam Abu hanifa se Jashan Eid miald un Nabi sabit kar kay dikha doo to ham apka moaqf ko tasleem kar leengay. is leye agar apkay pas koi is baray me letrature hai to share karye ga
  15. o mere doost mene kab kaha kay speaker ka istemaal biddat hai zara batana pasand kareegay???? or apki dosri baat ka jawab ye hai kay ap relax ho jaeen reelian nikalnay ki deen me koi asal nahi hai or na hi reelian nikalana koi ein islami kaam hai ok...agar koi current affair per reelian nikaal raha hai to osko ap islam se kion jornay lagay .... ham ne to kisi reeli ko ye nahi kaha kay ye afzal hai sawab hai ein islam kay mutabiq hai....iska islam ya sawab se koi link nahi..umeed hai ap samjh gaye hongay
  16. Bilkul sahi faramaya Kahlil Rana ne roota to sirif sheetan hi hai..gham sirif sheetan ko hi ho sakta hai wiladat ka.... bhai mujse kisi ne sawal kia hai kay bareelvi hazraat se pooch kar batao kay Imam abu hanifa kay nazdeek 12 rabi ul awwal ki kia ehmiat or tasawur hai? ....ya koi hukum hai esa Imam abu hanifa kay nazdeek 12 Rabi ul awwal kay hawalay se .plz agar koi jawab day bari meher bani hogi
  17. mene kab kaha kay kuch biddat esi hoti hain jinka istemal jaiz hota hai? dosri baat mere doost agar reelian nikal rahi hai kisi muslima kazzab ya kisi kay bhi khilaf to wo na to koi sawab samjh kar nikal raha hai or na hi koi isko deen ka hissa smajh kar nikaal raha hota hai or naa hi koi ye samjhta hai kay esa karna afzal hai or itna sawab milay ga itni neekian milay gin....reelian faqat Govt. ya jo nabuwat ka dawa karr raha hai oskay khilaf nikali jati hain iska sawab or gunah se ya islaam se koi talluq nahi hota..
  18. mughal sahab ap ne kaha hai kay agli post me ye batao ga kay Sahab Kiram Wiladat ka zikar kartay thay... to janab yaad rakheen kay: Wiladat ka zikar karna or wiladat ka jashan manana 2 alag bateen hain....zikar to ham bhi kartay hain jab ham kisi ko batatay hain kay aj Nabi (S.A.W.W) ka padaish ka din hai ya wafat ka din hai...likin jashan nahi manatay thnx
  19. mughal sahab 12 rabi ul awwal ko jitna bhi dhool dhamaal hota hai un sab ki qayadat bareelvi ulma hi karr rahe hotay hain or junooon ki had tak log pagalon ki taran dance bhangra aplogo ki qayadat me ho raha hota hai..... baqi Jashan wiladat per jo threads hain unper kafi sawalt mojod hain jinkay jawab nahi hain... ap ne shadi ka zikar kia....mere doost shadi to islam me hai iska suboot bhi milta hai ok koi ye nahi keh sakta kay shadi karna najaiz hai ok likin jashan wiladat islam me kaha hai iska suboot bhi nahi hai.. ab agar shadi me geer sharai kaam hotay hain is bina per ham shadi ko najaiz to nahi keh saktay na???? agar najaiz keh saktay hain to bolo?? jashan wiladat jiska islam me koi tasawur hi nahi or agar is me geer sharai kam hongay to yaqena wo najaiz hi hoga...or jashan wiladat bhi najaiz hi hai kion kay iska islam me koi suboot mojod nahi then shadi ok. umeed hai ap samjh gaye hongay
  20. o bhai ilmi oqat ho ya na hoo likin itna to hume bhi pata hai kay Speaker ka use agar sawab ki niyat se karoogay to wo bhi najaiz ho jaega..speaker 1 jiddat hai iska sawab or gunah se ya islam se koi talluq nahi ..han agar ap ye kahoo gay kay speaker ka istemaal karna sawab hai ya computer chalana sawab hai to ye najaiz hoga... isi taran ap loog Jashan-e- Eid-e-milad ko Sawab samjhtay hain or iska taaluq islam se jortay hain ..jab kay esa koi hukum islam me hume nahi milta or jis taran ki tum log Milad per kharafaat karr rahe hoon wo kal sab ko pata chal gaya....63 mon ka cake kaat rahe hoo sharam nahi ati yum logo ko??? Sunni tehreek kay jalsay me Liaquatabad jis taran bhangra dala gaya or dhamaal dala gaya...Punjab me Aatish bazi ki gae dhool daflian dance or mast jo kar ulti seedhi harkateen Astaghfirullah jis taran ye sari kharafat tum loog karr rahe hoo iska na koi hukum hai na kbi kisi sahabi ne is taran se kia
  21. agar yahi sach hai to Nabi (S.A.W.W) ne Sahaba Kiram ne or Imam abu hanifa ne kion nahi manaya??....kia ye sach ap logo ne bataya ummat ko
  22. Adalat ka faisla to ata raheega...likin Haqiaq se koi moun nahi moor sakta.....or ye baat saibt ho gae hai kay Kazmi jhoota or corrupt aadmi hai....pese kay leye Deen ko use karta hai.....
  23. janab jurum sabit hoo chuka hai Kazmi khud accept kar chuka hai kay Hajj me corruption hui hai....jab khud hi etiraaf kar lia to os kia baqi reh jata hai jurum sabit karne kay leye?.......Adalat kay faislay ko choray wo to 10 saal bad bhi nahi aega...yahan logo kay 50 saal se case chal rahe hain.......likin jo haqaiq aa chukay hain wo aplogo kay leye lamha-e-fikarya hain ...or ap logo ko chahiye kay kazmi sahab jese choroon ki himayat se dast bardari ka elan kareen ... shukriya
×
×
  • Create New...