Jump to content

Malang

اراکین
  • کل پوسٹس

    149
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

سب کچھ Malang نے پوسٹ کیا

  1. sari bongiyaan mari hoi hain adhey hawaley likhain hain or in batoon ka jawab kahin na kahin dia ja chuka ho ga khair ma dekhon ga agar time mila to likh don ga
  2. hahahahahha wah seg e attar wah tum to bazi ley gaye yaar wese hamarey Ulama GM k pechey namaz parhney sey mana kartey hain lakin ab mujey pata chal gaya ha k meri tehqeeq tum logon ki tehqeeq sey behter ha phir is lehaz sey tum logon ka hajj bhi nai hota ho ga lolzzzzzzzzz jahan tak rahi baat yaar tum ye fatawa mujey nai dikhaya karo kiun k ma akhbaroon ma chapney waley fatawa ka yaqeen nai karta koi bhi rad o badal ho sakti ha or wese bhi har jaga aik hi hukam nai rehta
  3. hehehe koi shak peda karney ki koshish nai ki kitab k barey ma brelvi hazrat k barey peer peer karam shah al zahri ney kaha ha k khatm e nabuwat k mozo par behtreen kitab ha agar tum logon ko samajh nai ati to hamara kia qasoor
  4. hmmmm pehley sey hi pata ha mujey ye iss hawaley sey koi nai baat batao ye karamt e ahle hadith ab purani ho gaye ha
  5. hafiz zubair Ali zai koi ALim shalim nai ha aik namber ka jhota shakhs ha us k jhota honey k liye us ki kitab owkarvi k taqub ma hi kafi ha pehley mujey shak tha ab pakka yaqeen ho gaya ha k ye bhi jahil ha
  6. yani k tum logon ki sari baat ka ye matlab howa k kaba ma kafir namaz parha rahey hain or india pakistan ma rehney waley sirf chand halwa khoor hi muslim hain baqi sari dunya waley kafir hain ??????
  7. hahahah yaar tum ko pata hona chahiye k ma malang hon tum loog to itna jhoot boltey ho wo kitna jhoot tha or kam az kam mere record tu na toro. mera tu kam hi yahi hai***
  8. to ap sab ki batoon ka matlab ye nikla k sarey k sarey tableegi jahanumi hain
  9. Asalam U ALikum hamarey ilaqye ma aik shakhs ney subah subah apna bistara wagera masjid ma rakh dia k ma itekaf ma bethon ga kiun k bad ma jaga nai milti or wese bi pakistan ma to masjidain bhar jati hain or wo bechara dopehr ko apni hamshera ko leney chala gaya rastey ma motorbike ka accident ho gaya or wo bechara wafat pa gaya us k janazey ma kafi loogon ney shirkat ki or loog heran they k itney loog kahan sey arahey hain to barey qari sahab jo k sheakh al hadith bhi hain unho ney janaza parhaney k baad bataya k itney loog nai they jitney farishtey they ye wakia sacha ha wo larka tableegi jamat k sath 3 din bhi lagata rehta tha to ma ye jan na chahta hon k brelvi hazrat k han to deobandi kafroon jese hain to un ka iss wakey par kia soch ho gi
  10. yaar ma jhoot nai bolta jo marzi samjhoo khair wese bhi ma tum logon ka chot abhai hon khayal rakha karo
  11. jahan tak khawab ki baat ha to ma ney pochney k liye yahan post kia tha ap logon k replies ney itna gussa chara dia k ye etraz ban gaya abi ap loog ja kar baat karney ka tarika seekho or aik dafa sab jhoom jhoom kar keh do l'anatullah he alal kazibeeeeennn kiun k sawali ney likha ha k ma ney 2 3 martaba khawab dekha jhot marda tum ney to dekha hi nai ye khawab
  12. beykar ha yaaaarrrr kuch milta nai ha lambi lambi chorna shuru kar detey ho in batoon ko adha adha bata rahey ho puri baat bata tey howe mout ati ha
  13. @ mujtaba yaar tumharey syalvi ney wo hi batain doubara iss kitab ma likh di hai jin k jawab already ibarat e akabir ma dey diye gaye hain lagta ha kunho ney parhey bina hi likh mari ha khair jo aqeeda tum loog hamarey sar thoop rahey ho ye hamara aqeeda nai ha agar koi nai cheez ho to lao
  14. or aik or baat tum bhi mujey ye bata do k tumhara iss masley par kia aqeeda ha ?
  15. lolz ma apney ilfaz wapis leta hon hehehe us wakat mujey iss masley ka itna ilm nai tha ham deobandiyoon ka ye aqeeda nai ha inshaALLAH ma tumhari baki baton ka jawab bhi ab dey doon ga bohat jald lakin agar tum ney mere ulama k barey ma burey ilfaz use kiye to ma seekhta bohat jald hon or jis sey jo seekhta hon usi par istamal karta hon kahin ye na ho k tum log mujey wo alqabat sikha do or ma tumharey ulama ko un sey nawaz don
  16. Asalam u alikum yaar bhai kia ap nai jante k adhi bat karna khayanat ha number do wo aik pura masla ha iss bare ma chalain iss ki misal ma ese deta hon k ma bhi ap logon ki tarha galiyan de kar baat kar sakta hoon lakin nai karon ga usi tarha ALLAH ta'la jhot bol sakte hain lakin nai bolain ga kiun k ye ALLAH pak ki sift nai or mere khayal se iss tarha ki zuban istamal kar or wo bhi aik islamic section ma islam ma gusa haram ha
  17. hehehe ab ma apna link post kar don ga jahan iss ka jawab dia gaya ha to kahain ga k sirf so called sunni site ki ijazat ha
  18. poin to point baat kar nai rahe to ab ye halat ho gaye k warnings mere saath yahodiyoon ne bhi ye hi kia tha apni forum ma or ap loog bhi ye hi kar rahe ho koi fark nai rahe ga ma ne ap se qabar ma 4the sawal ka jawab manga tha ap loogon ne baat dosre taraf mor di ma ne apna webpage bana lia ap logon k bare ma to bari aag lag rahi ha apni site ki taraf nai dekhte or pinjre ma hi ghuse rehte hain mere tarha ap bhi ao na hamare room ma or tab baat karo jab ap logon k pass koi baat nai hoti to ese hi karte ho last time ap logon k sarbarah shiblee ne bhi mere saath ye hi kia tha tab bhi ma us k esa karne ( bounce) se pehle hi rom ko chor kar chala gaya or halan k ma ne koi gali or Ala hazrat k shia hone ka koi hawala bhi nai dia tha bal k us k batoon ko galat sabit kar raha tha ab ma bhi yahan se nikalta hoon or iss ko bhi apne webpage ma dal deta hoon abi ma in sahab ki post ka reply karon to kahain ga tum ne warning khatam kar di defend kar k to ma wese bhi in ki jahilana baton ka jawab nai deta wasalam ye meri last post ha iss masle par ( ikhtalafaat par )
  19. well bhai ma ne ap ko mushrik kab kaha ???? mudathir bhai ap ki nazar ma chor pedaishi hota ha
  20. wese ap loogon ko jitna behs karne ka shok ha utna hi behs brai behs ka shol ha jo baat sirf suni sunai ha us par kese yaqeen ha koi hawala hi nai number 2 mujtaba bhai ki baat par amal karain or barood bachain madni muna bhai Alhumdulilah ma ab bhi ahle suna wal jamat se hi hon or Hanafi hi hon agar kuch aqaid ma ikhtalaf ha to iss ka ye matlab nai k ma kafir ho gaya
  21. dekho sege e Attar ye baat ma ne us waqat iss liye kahi thi k mujtaba bhai ne ye explain kia tha k Ala hazrat ko dosroon ne shia nai kaha or ye kaha k wo shia k khilaf the na k iss liye k unho ne hawala jaat ko galat wagera sabit kia or mere khayal ma mere ander ap logon se zayada hi gairat ha ap to wo loog ho jo masjid ka minar gire to khushiyan manate ho ap to wo loog ho masjid ka minar gire to khushiyan manate ho or agar ap ko kisi mufti se debate karne ka shok ha to paltalk ma the defenders of islam k room ma ajaye ap k liye debate ka intazam wo kar dain ga agar ap ne tarike se baat karni ha to karain ma ne khawab par etraz nai kia ma to sirf qabar ma 4the sawal k bare ma poch raha hoon ma yahan us k age peche k pages bhi scan kar raha hoon agar ap ko baat karni ho to tarike se baat karain wasalam
  22. Wah wah pehla sawal mera tha ustaad to jawab nai dia bal k apna sawal mar dia Us topic ma mujataba bhai ne mere kisi hawale ko quote nai kia or us ko galat sabit kia ho k ye hawala galat ha wagera wagera bal k likhna shuru kar dia k falane ne ala hazrat k bare ma kaha k wo shia k khilaf they wagera wagera Bhai roze mehsher tum ap logon ko bhi iss sakht kalami or ulama ko galiyan or un k mazak urane ka hisab dena ho ga be fikar rahain Well mera khayal ha k sawal pehle mera tha issi liye muje pehle jawab milna chahiye Ma ne ap ki site ma jo post karna tha kar dia agar ap ko un k rad karna ha to apni site ma karain warna muje koi etraz nai Mudasir bhai internet ki dunya ma nick hi chalet hain chaplain phir bhi jese ap ki marzi Well ho sakta ha k meri post ma 51 galtiyan hon or ap ne sahi tarha count na ki hon Asal ma muje abi sahi tarha urdu ma type karna nahi ata or kuch lafzon ka nai pata issi liye ye galtian hoti hain or typing ki bhi ho jati hain or kuch chezain practice karne se achi hoti hain inshALLAH typing bhi theek ho jaye gi zayada type karne se Hehehe bhai pal talk ma ye loog hamare room ma ate hi nai or agar ain bhi to chup kar k bethe rehte hain or aik article agar in ko kaha jaye k parh kar sunao to bolti band ho jati ha Bhai deoband students aik choti si koshish ha jis ma me ne apna gusa utara ha ap logon k harkaton par Address ap apne sathiyon se le lain umeed ha wo ap ko de dain ga Ubaid bhai agar ap logon ki harkatain esi hi rahin to InshaALLAH ma .com bhi khread loon ga jis ka muje majboran is tarha k kamon ma bhi istamal karna pare ga theek ha bhai ma un ko apni site pm kar deta hon pehle ma rad karwane nai bal k jawab mangne aya tha k is bat ka jawab kia ho gal akin ap loogone hi muje iss tarha ka banaya ha to ab bhugtain kiun k pehle ma esa na tha Agar ap logon ko rad karne ka itna hi shok ha to zaror apni iss site ma us ka rad karain Muje etraz nai Wasalam
  23. bhai sab ne miti ma milna ha ap ne bi or ma ne bi to wo bhi mil gaye miti se uthaye gaye hain miti ma hi mila diye jain ga
  24. tum ye batao k kia peshawar k bahir sikh nai hain kia ahmad shah abdali afghan se kiun idia aya tha Gaznawi ko kia pari thi india ane ki mhammad bin qasim kiiun aya
×
×
  • Create New...