Jump to content

Malang

اراکین
  • کل پوسٹس

    149
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

سب کچھ Malang نے پوسٹ کیا

  1. kia ap loog is ko urdu ma post kar sakte hain ????? English ma parhne ko dil nahi karta
  2. yaaar ustad ma na yahan waseele ki baat nahi ki isss baat ko to ma bhi manta hoon k wasele se mangna jaiz he lakin un loogoon se mangna meri nazar ma jaiz nahi lakin ye duya zaroor mangi ja sakti ha k ALLAH in loogoon k zariye se de dena or ye nahi kaha ja sakta k ALi hejweri muje beta do
  3. kafi pehle baat hoi thi iss bare ma aik bhai na topic post bhi kia tha lakin kisi waja se wo band ho gaya to ma na socha kiun na ma karoon ye kaam
  4. .................Post Edited.................. Topic sey hat ker guftago allow nhin
  5. parhi hoi ha ma na ye book nasim hijazi k qalam se iqbalvyberlibrary.com se mil sakti ha
  6. Allah Azawajal chat girne se mahfooz farmai (ameen)
  7. ma na to ye hi suna ha k shia loog hazar ameer mawiya ki mouat ki khushi ma konde karte hain
  8. jazakallah bhai ini info ka sunny sahab to pata nahi kahan gaye:P
  9. wese jab ma na post ki thi tab ma kuch malangana kafiyaat ma tha lakin ma waqe hi ye jan na chahta tha k ye sahi ha ya galat
  10. yaar tum ALLAH ko capital latters ma likha karoo agar ham ilfazoon ki izat nahi karian ga to or kon kare ga ye behas karne wali baat nai ha agar aaj hame ye be deen loog iss tarha likha howa dekhain ga to wo bhi ye hi kuch karain ga ye koi achi baat to nahi ha yaar
  11. wese ma apni taraf se zayada kisi ko kuch nahi kehta isii liye ma ye hi kahoon ga Lanatullahi Alal Kaze-been to jo jo jhota ho ga us par lanat chahe wo koi bhi ho agar wo kitaab jhoti ha to us musanif par bhi ho or alhumdulilah ma sunni hanafi ban gaya hoon Ya Rasool Allah kehne wala
  12. hehehe chalain ab ap ne kaha ha tu ma maan jata hoon ore ye keh deta hoon Lanatullahi Alal Kaze-been ore koi baat
  13. wese ye baat man ne wali ha k bhai ne bohat ache tarike se Explain kia ha har cheez saboot k saath koi jawab hi nahi
  14. heheheh to namaz parhne se roka kiss ne tha ? kisi pagal ne hi roka ho ga
  15. bilkul esa hi karna chahiye jo jhota ho ga us par lanat ho gii
  16. yaar muje lagta ha k tum bhi meri tarha malang hi ho ma wo tasdeeq karne k liye hi to yahan post ki thi or wese bhi tasdeeq k liye iss se achi jaga ore kia ho sakit thi yaar ye dekhoo tum na dosri dafa sabit kia k tum bhi meri tarha malang ho ma tume kitni baar bata chuka hoon k muje us ka naam nahi pata lakin tum na phir wo hi raat laga rakhi ha ab ma tum ko iss bare ma kia kahoon asal ma tumhari soch ye bani hoi ha k ye manazra tum jeet jao ore phir jo kuch marzi ho jab k meri soch ye ha k beshak ma har jaon lakin kuch such ka pata chale isi liye ma tumhrai ye batain sun raha hoon Main ziada tar jawabaat ussi book kay radd main likhi gai kitaab "Albarailviyya ka tehkeeki wa tankeedi jaiza (Maulana Abdul Hakeem Sharaf Qadri)" say doon ga kiun keh Wahabion deobandion kay pass inn Ilzamaat aur Buhtaanon kay ilawa aur kuch nahin hay jis par woh bol kar apni fitrat poori kar sakain 2876[/snapback]
  17. attari bhai muje ye wake hi ma parhna tha lakin ye downlod ha or mere pc ma pdf nahi ha agar ap iss ko yahan copy paste kar dete to ma iss ko parh sakta agar ap thori si ye mehnat kar sakain to ma ap ka bohat shukar guzaar hon ga
  18. ab in pat baat karne se kia faida jab tum ne ye kaha k ye hawale theek hain ore ma na maan liye baat yahan khatam ho gai hoi ya nahi uncle ore ye ala hazarat ki shaan ma behoda si gustakhi thi
  19. YE BAAT to ap ko un uncle ko samjhani chahiye thi jin hoo na ye kaam shuru kia ha ma na to sirf sign banaye they lakin unhoo na ye kaam shuru kar diya aaa yaar ma tumhari kisi baat par yaqeen nahi karta kiun k tum ne kisi baat ka hawala nahi diya jab tum hawala k saath muje ye baat samjhao gay to ma na sirf us par yaqeen karoon ga bal k ye kahoon ga k han tum na baat muje samjha di ha ab ma iss par yaqeen karta hoon to baraye mehrbani hawala zaroor peash karain kiun k ap muje islah k liye har waqat hazir parain gay jese k un hoo na kaha k ye hawale SAB K SAB sahi hain ma na yaqeen kar liya
  20. ma kitne hi ese logoon ko janta hoon jo k wahan ja kar ahle qabar se mangte hain issi liye ma na koi fatwa nahi lagaya ore na hi tum keh sakte ho k ma na fatwa lagaya ha ALLAH tum ko hidayat de ainda se ALLAH ka a bara daal dena itna hi payaar ha to darood bhi behjoo ainda se bhi laga dena ma na iss tarha k loogoon k liye ye baat ki hi nahi tum sab kuch jante ho k ma na kin logoon k liye baat ki ha lkin phir bhi tum mera time waste kar rahe hoo tumhare ye sawal sabit karte hain k tum jahil ho lakin in sawaloon k jawab ma aik alag thread ma doon ga parh lena agar tum behas karne ka mood la kar na ayo ore thande dil ore ache bache ban kar parhoo to tum ko pata lage ga ka ma bhi ye hi kehna chah raha hoon ore ab mere agle thread tak zara chup rehna
  21. yaar muej tunmhari batain sari jahiloon wali lagti hain issi liye ma tumhare saath time waste nahi karna chahta agar wo data ALLAH ki taraf se hain to wo qabar ma kijun hain wo bahir nikal kar kiun nahi dete phir loog un hi se mang liya karain agar ALLAH ne ye kaam dusree loogoon ko diye hon to bat hikia ha phuirore kisi se nahi inshallah ma tumhare liye aik alag thread ma ye cheezain karoon ga k madad sirf ALLAH hi se kiun .. to tab tak wait karoo abhi ma diusre bhayoon ki di hoyi kitabain parh raha hoon
×
×
  • Create New...