
Ussaid-e-Raza
اراکین-
کل پوسٹس
1,579 -
تاریخِ رجسٹریشن
-
آخری تشریف آوری
سب کچھ Ussaid-e-Raza نے پوسٹ کیا
-
thanks for shairing. Imtiaz
-
pic of alhaj mushtaq qadri rahmatullahalih
Ussaid-e-Raza replied to Tayyib Qadri's topic in دعوت اسلامی
thanks for shairing.. Allah hafiz Imtiaz Attari -
Darul-harab main soodi Qarz par makan lena?
Ussaid-e-Raza replied to Talib e Madina's topic in فتاوی اور شرعی مسائل کا حل
( bohat acha fatwa hai. Allah aap ka aur hum sab ka hami o nasir ho. Imtiaz Attari -
Anbiya (alehim salam) Sey Mutaaliq Aqaid
Ussaid-e-Raza replied to Ubaid-e-Raza's topic in عقائد اہلسنت
nice shairing... bohat ziyada maloomati post hai. Allah aap ko aur taufeeq de.. Imtiaz Attari -
bohat achi post hai. Allah aap ka seena madina banaye.. Imtiaz Attari
-
Allah hum sab ko wahabiyon aur burey aqeeday walon se bachaye. aamin. Imtiaz Attari
-
Hadees e Nabwi ki Tadween o Hifazat
Ussaid-e-Raza replied to Mujtaba's topic in قرآن، حدیث اور تفسیر
bohat jame maloomat hain. Allah aap aur hum sab per rehm o karam farmaey. Imtiaz Attari -
Bilkul siyasi bahas nahi honi chahiye.. Imtiaz Attari
-
Aap log bohat achi tableeg kar rahey hain.. keep it up.. Imtiaz Attari
-
Naye Sal Ki Khushi Mein Soghat Qabool Ferma`iye
Ussaid-e-Raza replied to سگِ عطار's topic in اسلامی تہوار
bohat achi post hai. Allah aap ka aur hum sab ka hami aur nasir ho. Imtiaz Attari -
Alif Allah chambey di boti
Ussaid-e-Raza replied to Aarzoo e Madina's topic in حمد، نعت، منقبت، مناجات وغیرہ
Zabardast kalaam hai.. Imtiaz Attari -
Welll come to the islami mehfil... Allah aap ka aur hum sab ka hami o nasir ho.. Imtiaz Attari
-
SAG E ATTAR KEHNA KAISA
Ussaid-e-Raza replied to Umm-e-Anwaar Raza's topic in فتاوی اور شرعی مسائل کا حل
bohat achi maloomat mili... Allah aap ka aur hum sab ka seena Madina banaye... Aamin. Imtiaz Attari -
Alhamdullilah ... 1993 main ameer-e-ahlesunnat se mureed honey ka sharaf hasil howa. main aap ko apney ibtedai dor ka aik waqiya batahoon jo keh bilkul sacha hai aur mere saath paish aya hai. Galiban 1993 ke annual ijtema jo keh karachi korangi main howa tha maine uss main shirkat kee thi aur kuch mali majboori kee waja se last day main lunch nahi kar saka .. bhook kee shidat thi aur pocket main paisey bhi nahi they.. lunch ke waqfey main main yoon hi ijtema gah main ghoom raha tha keh kuch islami bhaiyon ne mujhey (khass tor per) bulaya aur mere aagey biryani kee tray rakh di aur kahan keh khaiyey.. maine khaney se pahley pooch keh kiss khushi main aur kiyoon khilla rahey hain. to woh islami bhai kehney lagey keh aji hum kahan khila rahey hain yeah to ameer-e-ahlesunnat ne aap ke liye bhaija hai aur aap nosh farmain.. main hairan reh gaya keh itney logon main sirf mujhey hi awaz de kar bulana aur biryani paish karna ..... Subhan Allah... meri aankhon main ansoo aa gaye.. aur dil ab bhi kehta hai.. Mere peed di har dam khair hawaye ..... Imtiaz Attari
-
Barsi Teja Haram Kihnay Walay Munafeqeen
Ussaid-e-Raza replied to SulemanSubhani's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
Achi shairing hai.. Alahazrat (radiAllahanho) ka shair hai.. Tera khain tere gulamoan se uljhain hain munkir ajab yeah khaney ghuraney wale Wasalam.. Imtiaz Attari -
Ya Nabi Dekha Yeh Rutba Aap Ki Nalain Ka
Ussaid-e-Raza replied to Shareef Raza's topic in دیگر اسلامی مواد
Dar-ul-ifta ke jawab ka intezaar rahey gay. Nich topic... nice shairing.... Allah (azawajal) aap sab ka aur mera seena madina banaye... Imtiaz Attari -
Ap Ki Pasandeedah Naat
Ussaid-e-Raza replied to Madani Munna's topic in حمد، نعت، منقبت، مناجات وغیرہ
Meri Pasandidia naatain to intni hain keh shumar karna mushkil hai. phir bhi main yeah upload kar raha hoon... Imtiaz Attari -
Ibrat hi Ibrat - 4 Farameen-e-Mustafa (Aleh Salam)
Ussaid-e-Raza replied to سگِ عطار's topic in قرآن، حدیث اور تفسیر
Allah (azawajal) apney piyaarey Habib (sallahoaliwasalm) ke sadqey aur tufail apni hifzo-aman main rakhey aur hamara seena madina banaye...aur hamain qunbad-e-khazra kee meethi meethi chaaoan main sulaye.. Duaoan main yaad rakhain... -
Dear Sister.... Aap inshAllah acha izafa sabit hoan gi. Well come to Islami Mefil.
-
Aap sab Islami bhaiyon aur islami behan ka shukriya keh aap sab ne mujhey well come kiya. Allah aap aur ham sab ko madina dikaye.. aur baqee paak main madfan naseeb karey aamin. Imtiaz
-
Waqi sach wahi hai keh dushman bhi uss ke gawahi dain. Subhan Allah Mujh se khidmat ke qudsi kahain haa Raza Woh raza Alahazrat bareli ke shah jin kee har har ada sunnat-e-mustafa (sallalahoaliwasalam) uss ameer-e-ahlesunnat pe laakhon salam
-
Thanks for such a very use full knowledge.