Search the Community
Showing results for tags 'reference'.
-
Asalam o ALAikum kia hadith number aik publisher ki kitab mein kuch aur ho aur dosre publisher ki kitab mein kch aur ho kia aisa ho sakta hai ... aur agar aisa hai tu ager ksi se hadith ka reference sune ya kaheen parhe aur hadith k reference ko kitab se dekhna chahein tu iss ka kia tareeqa ho ga... mein yeh baat pochna cha raha hoon k hadith no kia fixed hote hain ?? jis tarha Quran pak ki ayat aur surat no fixed hai tu hum loag kaheen bhi sune tu foran uss ko ksi bhi jagha Quran pak ki ayat aur surat hum har publisher k printed Quran pak mein dekh lete hain woh same hi hoti hai.. plz wazahat farmaiye .. shukriya.
-
Asalamo ALAikum plz mjhe undershave aur fish khaane k quraan aur hadith dono se references chahiye hain ..
- 6 replies
-
- reference
- undershave
-
(and 1 more)
Tagged with:
-
Ya Rasool Allah hi unzur halana Ya Habib Allah hi isma qalana hawala chahiey....tafseelat k sath
-
Assalamo Alaikum! Hadees e Iftaraaq e Ummat k hawalajaat Nisai,Ibn e Maja, Abu Daud aor Tirmizi sy chahiey..... Ulama Ikram Kasarahomul Karim ki mukhtalif Kitabon sy kai saal pehly in charon books mein ic Hadees k hawalajaat parhy hein........koi bhai Reference aor Scane Lga dy. Jazak Allah Ral Salafi Anjuman Talaba-e-Islam ATI
-
Mujhe is picture main jo ibraat hain us ka reference aur tarjuma darkaar hai ager koi madaad kar day to ALLAH usay is ka bahtar ajar aata farmaye. JAZAKALLAH
-
انی لا ستنشق روح الرحمن من طرف الیمن (تذکرۃ الاولیاء) احب الاولیاء الی اللہ لاتقیاء الاخفیاء (ماخوذ تاریخ اولیاء،تذکرۃ الاولیاء) ان یھب اللہ من امتی بشفاعنہ بالصواب بنی کلیب واشعارھا