Mudasir Yaseen Posted June 15, 2007 Report Share Posted June 15, 2007 (edited) Nabi-e-Rahmat Shafi-e-Ummat Raza pe Lillah ho Inayat Ise bhee un khuli'atoon se hissa jo khaas Rahmat ke waan bate thy Edited June 15, 2007 by SHAH SHAREER MELE WALA Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza Posted June 15, 2007 Report Share Posted June 15, 2007 ya Ilahi jab Raza khwab e giran se sar uthaye dolat e baidare ishq e mustafa ka sath ho aameeeeen bijahin nabiyyil ameen wassalam ma'al ikram Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mudasir Yaseen Posted June 15, 2007 Report Share Posted June 15, 2007 (edited) Wo kamaal-e-Husun-e-Huzoor hay k Gumaan-e-Naqs jahaan nahin Yahee phool khaar se door hay, yahee shama'a hay k dhuwaan nahin Edited June 15, 2007 by SHAH SHAREER MELE WALA Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza Posted June 15, 2007 Report Share Posted June 15, 2007 na kisi k raqs pe tanz ker, na kisi k gham ka mazaq ura jisay chahay jaisay nawaz de ye mizaj e ishq e rasool hay Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mudasir Yaseen Posted June 15, 2007 Report Share Posted June 15, 2007 (edited) Sister g aap naye ashi'aar likhen, ye to pahile b post kiye gaye hain Anyway Yahee kahtee hen Bulbule Baagh-e-Jinan k RAZA ki tarah koee sahir-e-bayaan Nahin hind men Waasif-e-Shaah-e-Hudaa , Mujhe shokhee-e-Tab-e-Raza ki qasam Edited June 15, 2007 by SHAH SHAREER MELE WALA Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ubaid-e-Raza Posted June 15, 2007 Report Share Posted June 15, 2007 Merey her zakhm e jiger se yahi aati hai sada Ae maleeh e arabi Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza Posted June 15, 2007 Report Share Posted June 15, 2007 Sister g aap naye ashi'aar likhen, ye to pahile b post kiye gaye hain sorry bro main ne to previous pages parhay hi nahi wohi bhartay hain jholian sab ki,wo samajhtay hain bolian sab ki aao bazar e mustafa ko chalen,khotay sikkay waheen pe chaltay hain wassalam ma'al ikram Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ubaid-e-Raza Posted June 15, 2007 Report Share Posted June 15, 2007 Nafs yeh kya zulm hai, jab dekho taza jurm hai Natwaan ke sir per itna bojh bhari wah wah Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza Posted June 15, 2007 Report Share Posted June 15, 2007 hijr o firaq mein jo yaRab tarap rahay hain un ko dikhde mola meethay nabi ka roza aameeeen bijahin nabiyyil ameen Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mudasir Yaseen Posted June 15, 2007 Report Share Posted June 15, 2007 Apnaa gham Ya Shah-e-Anbiyaa Deejiye, Chashm-e-Nam Ya Habib-e-Khudaa deejiye Chaak seenaa Shah-e-Dosaraa deejiye, Qalb-e-Bechain Ya Mustafa deejiye Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ubaid-e-Raza Posted June 15, 2007 Report Share Posted June 15, 2007 Yeh wohi hain ke bakhsh detey hain Kon in jurmon per saza na keray Ley Raza sub tu madinay pohnchay Main na jaon arey khuda na keray Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mudasir Yaseen Posted June 15, 2007 Report Share Posted June 15, 2007 (edited) Ye faiz diye, Wo jood kiye ke naam liye zamanaa jiye Jahaan ne liye tumhare diye, ye akramiyaan tumhare liye Edited June 15, 2007 by SHAH SHAREER MELE WALA Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mudasir Yaseen Posted June 15, 2007 Report Share Posted June 15, 2007 Ye samaan dekh ke muhshar men uthy shor ke waah Chashm-e-bad door ho, kiya shan hay rutbaa kiya hay Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza Posted June 16, 2007 Report Share Posted June 16, 2007 ya Rabbe Muhammad meri taqdeer jagay sahray e madina mujhay ankhon se dikhaday aameeeeeen bijahin nabiyyil ameen wassalam ma'al ikram Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mudasir Yaseen Posted June 16, 2007 Report Share Posted June 16, 2007 Ye jot partee thee un ke rukh kee ke Arsh tak chaandnee thee chatkee Wo raat kiyaa jagmagaa rahee thee , Jagah Jagah nasb aayeene thy Syedi Alaa Hadrat Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza Posted June 16, 2007 Report Share Posted June 16, 2007 ye mareez mar raha hay,teray hath mein shifa hay ay tabeeb jald ana madani madinay walay wassalam ma'al ikram Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار Posted June 16, 2007 Report Share Posted June 16, 2007 یہ سماں دیکھ کے محشر میں اُٹھےشور کہ واہ چشمِ بد دور ہو کیا شان ہے رتبہ کیا ہے Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza Posted June 16, 2007 Report Share Posted June 16, 2007 yad e shah e batha mein jo ansoo bahatay hain ghar baith k taiba ka wo lutf uthatay hain wassalam Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار Posted June 16, 2007 Report Share Posted June 16, 2007 نگاہِ لطف کے امید وار ہم بھی ہیں لیے ہوئے تو دل بے قرار ہم بھی ہیں ہمارے دست تمناء کی لاج بھی رکھ لے تیرے فقیروں میں اے شہریار ہم بھی ہیں Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mudasir Yaseen Posted June 16, 2007 Report Share Posted June 16, 2007 Na rakhi gul ke josh-e-Husun ne gulshan men jaa baaqi Chatakitaa phir kahaan gunchaa koee Maah-e-Risalat kaa Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madani Munna Posted June 16, 2007 Report Share Posted June 16, 2007 Aaye Sabz Gumbad Waalay Manzoor Dua Karna Jab Waqat-e-Naza Aaye Deedar Atta Kar Na Ameen Suma Ameen Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mudasir Yaseen Posted June 16, 2007 Report Share Posted June 16, 2007 Ae Shoq-e-Dil ye Sajida gar un ko rawa nahin Achaa wo sajidaa keejiye ke sar ko khabar naa ho Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza Posted June 16, 2007 Report Share Posted June 16, 2007 wo araha hay nazar sabz sabz gunbad e sabz qarar agaya yoon bay qarar ankhon mein Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار Posted June 16, 2007 Report Share Posted June 16, 2007 نہ ہم آنے کے قابل تھے نا لائق منہ دکھانے کے مگر اُن کا کرم بندہ نواز و بندہ پرور ہے Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mudasir Yaseen Posted June 16, 2007 Report Share Posted June 16, 2007 Rahe gaa youn hee un kaa charchaa rahe gaa PAre khaak ho jaayen jal jaaane waale Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Recommended Posts
Join the conversation
You can post now and register later. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.