Misbah bukhari 0 Posted December 21, 2016 Report Share Posted December 21, 2016 Mjy ye Janna hy islaam me MUTTA ki ijaazt kb khtm huii or shuru q ki gaai...BAAZ raaavi ye likhty haen hzrat abou bakr rziALLAH ny mansookh frmaai ...NBI pak saws ny nh Quote Link to post Share on other sites
Farooq Mir 1 Posted December 23, 2016 Report Share Posted December 23, 2016 متعہ حرام ہے اور اس کی تفصیل یہاں پوسٹ نہیں ہو پا رہی JPG / PDF فائلز ہیں کوئی بتاۓ کیسے پوسٹ کروں؟ Quote Link to post Share on other sites
Misbah bukhari 0 Posted December 23, 2016 Author Report Share Posted December 23, 2016 I dnt know kesy post ho sktii haen Quote Link to post Share on other sites
Abdullah Yusuf 17 Posted December 24, 2016 Report Share Posted December 24, 2016 Pehle is option pe click kren Quote Link to post Share on other sites
Abdullah Yusuf 17 Posted December 24, 2016 Report Share Posted December 24, 2016 (edited) Phir choose file per click kr k jonsi bhi file apne upload krni hai chahe jpg ho ya pdf woh select kr len upload ho jaye ge متعہ حرام ہے اور اس کی تفصیل یہاں پوسٹ نہیں ہو پا رہی JPG / PDF فائلز ہیں کوئی بتاۓ کیسے پوسٹ کروں؟ Edited December 24, 2016 by Abdullah Yusuf Quote Link to post Share on other sites
salman4k 0 Posted December 24, 2016 Report Share Posted December 24, 2016 pyare Bhai mry post ka reply den... Quote Link to post Share on other sites
salman4k 0 Posted December 24, 2016 Report Share Posted December 24, 2016 Pyare bhai mjy post ka reply den... Quote Link to post Share on other sites
Abdullah Yusuf 17 Posted December 24, 2016 Report Share Posted December 24, 2016 Post ka jawab Maulana Muhammad Ali naqshbandi ki kitab fiqa jafria main hai Muhammad Ali Naqshbandi ne muta k uper poori 1 jild likhi hai or bayan kiya hai yeh dor e jahalat se tha jaise ghulam londiyan waghaiar shuru se hi culture main they waise hi muta bhi pehle se tha islam main kuch der tak is ki ijazat dee baad main Nabi Kareem is ko khayber k Mauke per Haraam karar diya or is se qayamat tak mana farma diyakuch Shia aitrazat krte hain muta ko le kr woh tamam aitrazat or detail apko us kitab main mil jaye geFIQA JAFRIA MAULANA MUHAMMAD ALI NAQSHBANDI Quote Link to post Share on other sites
MuhammedAli 210 Posted December 25, 2016 Report Share Posted December 25, 2016 Jistera Sharab kay peenay ka hokam nahin aya thah balkay pehlay hee log peetay thay. Sirf hurmat wahi kay zariyeh huwi. Is'see tera muttah pehlay hi Arab kartay thay sirf hurmat ki wahi Khaybar kay fata honay walay din huwi. Jis par yeh Ahadith daleel hen:Ali bin Abi Talib narrated: "The Prophet prohibited the Mut'ah with women, and the meat of domestic donkeys during (the campaign of) Khaibar." [Tirmadhi, Book 6, Hadith 1121] Narrated `Ali bin Abi Talib: On the day of Khaibar, Allah's Messenger (ﷺ) forbade the Mut'a (i.e. temporary marriage) and the eating of donkey-meat. [bukhari, Book 59, Hadith 527]Shia say based on following Hadith Hadhrat Umar forbade it: Ibn Uraij reported: 'Ati' reported that Jabir b. Abdullah came to perform 'Umra, and we came to his abode, and the people asked him about different things, and then they made a mention of temporary marriage, whereupon he said: Yes, we had been benefiting ourselves by this temporary marriage during the lifetime of the Holy Prophet (may peace be upon him) and during the time of Abu Bakr and ‘Umar. Sahih Muslim, Book 008, Number 3248 Abu Nadra reported: While I was in the company of Jabir b. Abdullah, a person came to him and said that Ibn 'Abbas and Ibn Zubair differed on the two types of Mut'a (Tamattu’ of Hajj 1846 and Tamattu’ with women), whereupon Jabir said: We used to do these two during the lifetime of Allah's Messenger (may peace be upon him). Umar then forbade us to do them, and so we did not revert to them. Sahih Muslim, Book 008, Number 3250Magar yeh Shia ki ghalat samaj ka nateeja heh. Haqiqat mein Mutah khaybar kay fatah honay walay din hi haram ho chuka thah magar kuch Sahabah is baat ka ilm nahin rakhtay jis waja say woh muttah par amal kartay rahay. Hazrat Umar kay zamanay mein is baat ka ilm jab Hazrat Umar ko in Sahabah kay mamnu mutah karnay par ilm huway toh unoon nay rok deeya. Aur zahir baat heh joh pehlay say hee haram thee us ko woh khud haram nahin kar rahay thay balkay sirf Allah kay nabi kay hokam e shariat ko jari kar rahay thay. Jistera kissi musalman ko yeh pata nah ho kay sharab haram heh aur woh sharab peeyeh magar jab ahle ilm ko maloom ho toh woh ussay rokay. Abh is say yeh mana akhaz karna kay shariat mein mamnu nahin magar Muhammed Ali Razavi nay haram kar deeh heh toh jahalat hogi ya nahin? Quote Link to post Share on other sites
M Afzal Razvi 109 Posted December 28, 2016 Report Share Posted December 28, 2016 http://www.islamimehfil.com/topic/24242-%D8%AD%D8%B1%D9%85%D8%AA-%D9%85%D8%AA%D8%B9%DB%81-%D9%BE%D8%B1-%D8%A7%D8%AD%D8%A7%D8%AF%DB%8C%D8%AB-%D8%B3%DB%92-%D8%AF%D9%84%D8%A7%D8%A6%D9%84/ Quote Link to post Share on other sites
Recommended Posts
Join the conversation
You can post now and register later. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.