Parvez Shaikh Posted February 27, 2017 Report Share Posted February 27, 2017 (edited) Edited February 27, 2017 by Parvez Shaikh Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
AqeelAhmedWaqas Posted February 27, 2017 Report Share Posted February 27, 2017 3 Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdullah Yusuf Posted February 27, 2017 Report Share Posted February 27, 2017 aqeel 0.jpg aqeel.jpg Aqeel Ahmad bhai jaan aik or aitraz hai us ki bhi thori wazahat kr den Sahih ibn khuzaimah main hadees shareef hai k 1.Agar insan kisi janwar se jama kre badfali kre chahe janwar k aage se ho ya peeche se tau us se hajj khatam nai hota 2.Doosra Aitraz hai Sunan Abu Dawud Sharif ki hadees hai k kisi janwar se badfali krne se koi had nai lagaye jaye ge In 2 fiqhi masail ki samajh nai aa rahi thori wazahat kr den plz Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Parvez Shaikh Posted February 27, 2017 Author Report Share Posted February 27, 2017 (edited) aqeel 0.jpg aqeel.jpg Masha allah hazrat allah tabarak wa taala aapke ilm khoob saari barkat ataa kare..hazrat ise thoda aur aasan tareeqe se wazahat kardijiye badi meharbani hogi aapki... Aqeel ahmed bhaaijan kya hum iss masle par kisi wahabi se iss masle ke khilaf koi aayat ya hadees talab karsakte hai...??plz rehnumai farmaae.. Edited February 27, 2017 by Parvez Shaikh Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
AqeelAhmedWaqas Posted February 27, 2017 Report Share Posted February 27, 2017 (edited) Aqeel Ahmad bhai jaan aik or aitraz hai us ki bhi thori wazahat kr den Sahih ibn khuzaimah main hadees shareef hai k 1.Agar insan kisi janwar se jama kre badfali kre chahe janwar k aage se ho ya peeche se tau us se hajj khatam nai hota 2.Doosra Aitraz hai Sunan Abu Dawud Sharif ki hadees hai k kisi janwar se badfali krne se koi had nai lagaye jaye ge In 2 fiqhi masail ki samajh nai aa rahi thori wazahat kr den plz محترم بھائی صاحب!۔ ان تمام صفحات کو بغور پڑھ لیں۔ ان شاء اللہ عزوجل سارا مسئلہ بخوبی سمجھ جائیں گے۔ چند باتیں ایسی بھی شامل ہیں جو آپ نے پوچھی نہیں ہیں مگر اس تناظر میں انکا سمجھنا بھی فائدہ مند ہے۔ اگر پھر بھی کوئی بات سمجھ نہ آئے، تو بتائیے گا۔ دعاؤں میں یاد رکھیے گا۔ .................................................................. حدود و تعزیرات کا بیان (مختصر)۔ Edited February 27, 2017 by AqeelAhmedWaqas 1 Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
AqeelAhmedWaqas Posted February 27, 2017 Report Share Posted February 27, 2017 Masha allah hazrat allah tabarak wa taala aapke ilm khoob saari barkat ataa kare..hazrat ise thoda aur aasan tareeqe se wazahat kardijiye badi meharbani hogi aapki... Aqeel ahmed bhaaijan kya hum iss masle par kisi wahabi se iss masle ke khilaf koi aayat ya hadees talab karsakte hai...??plz rehnumai farmaae.. Respected Brother! Asaan alfaz main ye mas'ala yu samjhiay kay agar jimaa (sexual intercourse) bhi na ho aor inzaal (ejaculation) bhi na ho tu is soorat main ghusl lazim nahi hoga. Baqi isi topic main aor posts ko bhi parh lain. Ap basics ka ilm mazboot karein. Sunni Ulama-e-Kiram say madad lain. Un k byanaat wghera sunain. Books read krain. Wahabi (aor degar) bad-mazhab logon say bahs na karain ku k jab tak ksi mas'ala ka pora ilm na ho tu faiday ki bjaaey nuqsan ka khatra ziada rehta hay. Wesy bhi bahs-o-munazira wghera Ulama-e-Kiram ka kaam hay, unhi par chhor rakhain. 3 Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Parvez Shaikh Posted February 27, 2017 Author Report Share Posted February 27, 2017 Respected Brother! Asaan alfaz main ye mas'ala yu samjhiay kay agar jimaa (sexual intercourse) bhi na ho aor inzaal (ejaculation) bhi na ho tu is soorat main ghusl lazim nahi hoga. Baqi isi topic main aor posts ko bhi parh lain. Ap basics ka ilm mazboot karein. Sunni Ulama-e-Kiram say madad lain. Un k byanaat wghera sunain. Books read krain. Wahabi (aor degar) bad-mazhab logon say bahs na karain ku k jab tak ksi mas'ala ka pora ilm na ho tu faiday ki bjaaey nuqsan ka khatra ziada rehta hay. Wesy bhi bahs-o-munazira wghera Ulama-e-Kiram ka kaam hay, unhi par chhor rakhain. Mere pyaare bhaijaan allah tabarak wa taala..isska jaza e khair ataa kare bht hi umdah baat kahi hai aapne insha allah aapki baato par amal hoga..dar asl ek wahabi ne fiqh hanfi par aitraz karte huwe iss masle par mujhe ye kaha tha ke..koi hanfi iss masle par wazahat kare ke agar baliga mard kisi bakirah aurat se jima kare to uss par gusl q wajib nhi..to maine woh post yaha lagadi iss ummeed par ke mujhe iss masle ka hal kahi mile yaa na mile lekin iss paak forum par zaroor milega aur alhamdulillah aapne mera woh hausla buland karne me meri madad ki bhaijaan..jazak allah khair..bas aakhir ek baat ke agar aisa hi koi masla inn khabeeso ki kitab se mil jaae..to mere liye sone par suhaaga hojaae Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdullah Yusuf Posted February 27, 2017 Report Share Posted February 27, 2017 Mere pyaare bhaijaan allah tabarak wa taala..isska jaza e khair ataa kare bht hi umdah baat kahi hai aapne insha allah aapki baato par amal hoga..dar asl ek wahabi ne fiqh hanfi par aitraz karte huwe iss masle par mujhe ye kaha tha ke..koi hanfi iss masle par wazahat kare ke agar baliga mard kisi bakirah aurat se jima kare to uss par gusl q wajib nhi..to maine woh post yaha lagadi iss ummeed par ke mujhe iss masle ka hal kahi mile yaa na mile lekin iss paak forum par zaroor milega aur alhamdulillah aapne mera woh hausla buland karne me meri madad ki bhaijaan..jazak allah khair..bas aakhir ek baat ke agar aisa hi koi masla inn khabeeso ki kitab se mil jaae..to mere liye sone par suhaaga hojaae Bhai jaan main apko yehi salah don ga ap in wahabiyon or deobandiyon se behas na kren Jaisa Aqeel bhai jaan ne kaha Yeh ulema karam ka kaam hai Jab tak apko apne aqaid per pukhta yaqeen na ho tab tak kisi se behas krne se insan gumrah hone ka khatrah hai is liye main mashwara don ga ap usey us k hal per chor den Or Fiqa Hanafi per Aitraz krne wale jahil ghair muqallid wahabi apni haisiyat dekhen OR APNA FIQA DEKHEN GHAR KI KHABAR NAI HOTI IN WAHABIYON KO OR CHAL PARTE HAIN FIQA HANFI PER AITRAZ KRNE 1 Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Parvez Shaikh Posted February 28, 2017 Author Report Share Posted February 28, 2017 Bhai jaan main apko yehi salah don ga ap in wahabiyon or deobandiyon se behas na kren Jaisa Aqeel bhai jaan ne kaha Yeh ulema karam ka kaam hai Jab tak apko apne aqaid per pukhta yaqeen na ho tab tak kisi se behas krne se insan gumrah hone ka khatrah hai is liye main mashwara don ga ap usey us k hal per chor den Or Fiqa Hanafi per Aitraz krne wale jahil ghair muqallid wahabi apni haisiyat dekhen OR APNA FIQA DEKHEN GHAR KI KHABAR NAI HOTI IN WAHABIYON KO OR CHAL PARTE HAIN FIQA HANFI PER AITRAZ KRNE Jazak allah bhaijaan...agar innka scan hoto woh bhi laga dijiye badi meharbani hogi...aur janab uss wahabi ne durre mukhtar ka jo scan lagaya hai usski sharah deobandiyo ki hai jab maine usse humare aalim ki sharah ka mutalba kiya to woh kahne laga bahare shariat se lelo to badi meharbani hogi agar koi bahar e shariat ka woh scan yaha lagade to aur use iss masle me aitraz bakirah aurat par nhi hai..bal ke balig mard ka bakirah aurat se jima par uss balig mard par gusl q nhi wajib iss par hai.. Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
AqeelAhmedWaqas Posted February 28, 2017 Report Share Posted February 28, 2017 use iss masle me aitraz bakirah aurat par nhi hai..bal ke balig mard ka bakirah aurat se jima par uss balig mard par gusl q nhi wajib iss par hai.. خاص اس صورت میں نہ ہی غیبت حشفہ ہوئی اور نہ ہی انزال تو غسل واجب ہونے کی وجہ آخر کیا ہے؟؟ آپ ان تین عبارات کو سمجھیں، پھر مسئلہ سمجھ آئے گا۔ یہ بات بھی ذہن نشین فرما لیں:۔ وہابیہ نجدیہ سے ہمارا اصل اختلاف ان کی وہ کفریہ عبارات ہیں جن پہ کفر کا فتوی ہے۔ سیدی اعلیحضرت علیہ الرحمہ ارشاد فرماتے ہیں:"بہت دھوکہ ہوتا ہے کہ وہابیہ وغیرہ سے فرعی مسائل پر گفتگو کر بیٹھتے ہیں۔وہابی غیر مقلد قادیانی وغیرہ تو چاہتے ہی یہ ہیں کہ اُصول چھوڑ کر فرعی مسائل میں گفتگو ہو،انہیں ہر گز موقع نہ دیا جائے۔ان سے یہی کہا جائے کہ تم اسلام کے دائرے میں آلو ،اپنا مسلمان ہونا تو ثابت کرلو پھر فرعی مسائل میں گفتگو کا حق ہوگا ۔"(ملفوظاتِ اعلی حضرت،ص 135)۔ 1 Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Parvez Shaikh Posted February 28, 2017 Author Report Share Posted February 28, 2017 خاص اس صورت میں نہ ہی غیبت حشفہ ہوئی اور نہ ہی انزال تو غسل واجب ہونے کی وجہ آخر کیا ہے؟؟ آپ ان تین عبارات کو سمجھیں، پھر مسئلہ سمجھ آئے گا۔ aqeel 1.jpg aqeel 2.jpg aqeel 0.jpg یہ بات بھی ذہن نشین فرما لیں:۔ وہابیہ نجدیہ سے ہمارا اصل اختلاف ان کی وہ کفریہ عبارات ہیں جن پہ کفر کا فتوی ہے۔ سیدی اعلیحضرت علیہ الرحمہ ارشاد فرماتے ہیں:"بہت دھوکہ ہوتا ہے کہ وہابیہ وغیرہ سے فرعی مسائل پر گفتگو کر بیٹھتے ہیں۔وہابی غیر مقلد قادیانی وغیرہ تو چاہتے ہی یہ ہیں کہ اُصول چھوڑ کر فرعی مسائل میں گفتگو ہو،انہیں ہر گز موقع نہ دیا جائے۔ان سے یہی کہا جائے کہ تم اسلام کے دائرے میں آلو ،اپنا مسلمان ہونا تو ثابت کرلو پھر فرعی مسائل میں گفتگو کا حق ہوگا ۔"(ملفوظاتِ اعلی حضرت،ص 135)۔ Bht khoob hazrat insha allah amal kiya jaaega aapki aur mere sarkar aala hazrat radiallahu taala anho ki nasihato par....dar asl me iss masle par mujhe bhi ilm hasil horaha hai aaplogo ke zariye se hazrat. ....jazak allah khair Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Parvez Shaikh Posted March 2, 2017 Author Report Share Posted March 2, 2017 Bhai jaan main apko yehi salah don ga ap in wahabiyon or deobandiyon se behas na kren Jaisa Aqeel bhai jaan ne kaha Yeh ulema karam ka kaam hai Jab tak apko apne aqaid per pukhta yaqeen na ho tab tak kisi se behas krne se insan gumrah hone ka khatrah hai is liye main mashwara don ga ap usey us k hal per chor den Or Fiqa Hanafi per Aitraz krne wale jahil ghair muqallid wahabi apni haisiyat dekhen OR APNA FIQA DEKHEN GHAR KI KHABAR NAI HOTI IN WAHABIYON KO OR CHAL PARTE HAIN FIQA HANFI PER AITRAZ KRNE Assalamu alaikum abdullah bhaijaan agar wahabiyo ki inn kitabo ka scan miljaae to badi meharbani hogi aapki...jazak allah.. Aqeel ahmed bhaaijan muaf karna aapko takleef deraha hu...plz mujhe aapne jo bahare shariat ka scan bheja hai ussme me thoda confuze horaha hu samjhne me ke ek masle me jima karne par gusl wajib aur ek masle me jima karne par gusl wajib nhi..plzzz isski thoda wazahat kardijiye badi meharbani hogi aapki..allah aapke ilm me barkate ataa farmaae.. Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Parvez Shaikh Posted March 2, 2017 Author Report Share Posted March 2, 2017 (edited) Aur gusl jima se wajib hoga yaa nhi ye bhi batadijiye badi meharbani..shahwat aur inzaal me kuchh farq hai nhi??? Ek wahabi iss masle par kahta hai k hame hadees se dekhna hoga aur hadees ka mafhoom kuchh iss tarah pesh karta hai ke khatna ka maqam khatna ke maqam se mil jaae to gusl wajib hojaata hai..to iss masle me ye batana chahta hai ke bhale hi bakirah ka gusl wajib nhi lekin balig mard ka gusl wajib hojaaega jo bakirah aurat se jima kare inzaal ho yaa naa ho.. Khaleel bhaijaan iss par bhi kuchh wazahat kijiye.. Yaa rasool allah tere chahne waalo ki khair..sallallahu alaihi wasallam Edited March 2, 2017 by Parvez Shaikh Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
AqeelAhmedWaqas Posted March 2, 2017 Report Share Posted March 2, 2017 Aur gusl jima se wajib hoga yaa nhi ye bhi batadijiye badi meharbani ..shahwat aur inzaal me kuchh farq hai nhi??? جی، فرق ہے۔ Ek wahabi iss masle par kahta hai k hame hadees se dekhna hoga aur hadees ka mafhoom kuchh iss tarah pesh karta hai ke khatna ka maqam khatna ke maqam se mil jaae to gusl wajib hojaata hai..to iss masle me ye batana chahta hai ke bhale hi bakirah ka gusl wajib nhi lekin balig mard ka gusl wajib hojaaega jo bakirah aurat se jima kare inzaal ho yaa naa ho.. ہم نے اس وہابی کی پیش کردہ حدیث پاک کے خلاف نہیں لکھا۔ وہابی صاحب سے اسکے اس قول کی دلیل لیجئے کہ ’’چاہے انزال نہ بھی ہو، باکرہ سے جماع کرنے والے شخص پر غسل واجب ہو جائے گا جبکہ اسکی بکارت زائل نہ ہو‘‘۔ اسی ٹاپک کی پوسٹ نمبر۲ میں دئیے ہوئے دوسرے امیج کو دیکھ لیں۔ بات شروع ہی یہیں سے ہوئی ہے کہ بکارت مانع ہے مرد و عورت کی ختنہ گاہوں کے ملاپ سے۔ اسکی وجہ سے فرج میں دخولِ حشفہ ممکن نہیں اور بکارت کا باقی رہنا عدمِ دخول کی دلیل ہے۔ ایسی صورت میں جب تک انزال نہ ہو، کس دلیل سے وہابی صاحب مرد پر غسل کو واجب ٹھہرا رہے ہیں؟ 1 Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Parvez Shaikh Posted March 3, 2017 Author Report Share Posted March 3, 2017 post-14217-0-25102500-1488265784.jpg جی، فرق ہے۔ ہم نے اس وہابی کی پیش کردہ حدیث پاک کے خلاف نہیں لکھا۔ وہابی صاحب سے اسکے اس قول کی دلیل لیجئے کہ ’’چاہے انزال نہ بھی ہو، باکرہ سے جماع کرنے والے شخص پر غسل واجب ہو جائے گا جبکہ اسکی بکارت زائل نہ ہو‘‘۔ اسی ٹاپک کی پوسٹ نمبر۲ میں دئیے ہوئے دوسرے امیج کو دیکھ لیں۔ بات شروع ہی یہیں سے ہوئی ہے کہ بکارت مانع ہے مرد و عورت کی ختنہ گاہوں کے ملاپ سے۔ اسکی وجہ سے فرج میں دخولِ حشفہ ممکن نہیں اور بکارت کا باقی رہنا عدمِ دخول کی دلیل ہے۔ ایسی صورت میں جب تک انزال نہ ہو، کس دلیل سے وہابی صاحب مرد پر غسل کو واجب ٹھہرا رہے ہیں؟ Assalamu alaikum... Mujh kam ilm par asaan karne wale mere mohsin aqeel ahmed bhaaijan aapka dil se shukr guzar hu mere dil o dimag se ek bada hi masla door horaha hai aapne bht hi madad ki hai bhaijaan..bas itni uljhan door kardijiye. Farj me dakhool hashfa mumkin nhiii..to bakarat ka baaqi rahna adam iylaaj ki daleel hai..aisi halat me inzal naa ho gusl wajib hone ki kya wajah hai Iss jumle ka matlab yahi hai naa ke jima sabit hi nhii huwa...yaa iss jumle ko thoda aasan lafzo me samjha dijiye to badi meharbani hogi q ke meri urdu zyaada qavi nhi hai... Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Parvez Shaikh Posted March 3, 2017 Author Report Share Posted March 3, 2017 Plzzz abdullah bhaijan mujhe nazulul abrar ka scan de dijiye jaha gair muqallid aalim ne yahi masla likha hai..badi meharbani aapki Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
AqeelAhmedWaqas Posted March 3, 2017 Report Share Posted March 3, 2017 Assalamu alaikum... Mujh kam ilm par asaan karne wale mere mohsin aqeel ahmed bhaaijan aapka dil se shukr guzar hu mere dil o dimag se ek bada hi masla door horaha hai aapne bht hi madad ki hai bhaijaan..bas itni uljhan door kardijiye. Farj me dakhool hashfa mumkin nhiii..to bakarat ka baaqi rahna adam iylaaj ki daleel hai..aisi halat me inzal naa ho gusl wajib hone ki kya wajah hai Iss jumle ka matlab yahi hai naa ke jima sabit hi nhii huwa...yaa iss jumle ko thoda aasan lafzo me samjha dijiye to badi meharbani hogi q ke meri urdu zyaada qavi nhi hai... Please check your PM (Personal Messenger). Is topic main wahabi k aitraz ka jawab dy dia gia hay. Apko mazeed is mas'ala main jo samajh nahi aa rahi, uska hal apko PM kar diya hay. Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Parvez Shaikh Posted March 3, 2017 Author Report Share Posted March 3, 2017 Please check your PM (Personal Messenger). Is topic main wahabi k aitraz ka jawab dy dia gia hay. Apko mazeed is mas'ala main jo samajh nahi aa rahi, uska hal apko PM kar diya hay. Ji bhaijaan badi meharbani hogi..mai iss forum par new member hu issliye aap ke pm me check karne ke liye kya step hai woh batadijiye..hazrat takleef ke liye maafi chahta hu aapse...allah jaza e khair ataa kare apne habeeb sallallahu alaihi wasallam ke sadqe me aapko... Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Parvez Shaikh Posted March 3, 2017 Author Report Share Posted March 3, 2017 Please check your PM (Personal Messenger). Is topic main wahabi k aitraz ka jawab dy dia gia hay. Apko mazeed is mas'ala main jo samajh nahi aa rahi, uska hal apko PM kar diya hay. Jazak allah bhaijaan maine personal par aapki wazahat padhi..aapne bada hi asaan kiya hai mujh par..mujhe khud par fakhr hai ke mai muqallid hu..aur hamare beech aqeel ahmed bhaaijan jaise ahle ilm hazraat maujood hai..faize raza jaari rahega..najdiyo par bhaari rahega 1 Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Parvez Shaikh Posted March 14, 2017 Author Report Share Posted March 14, 2017 Ap is ibarat ko quran hadith se sabit nhi kar paye ho kyuki bahare shariyt koi motbar kitab nhi h fir bhi nene ap ko samjhane ki koshish ki ke durre mukhtar ki is ibarat ka radd bahare shariyt jo ke ap ki kitab h se hi ho gya mtlb durre mukhtar ki ibarat galat sabit ho gyi Dusri bat agar koi aisa shaksh jiske azu e tanasul me itni taqat na ho jo wo bakira ki bakarat ko hayl kar sake to usko ap kya khaenge mtlb wo jima to bakira se karega lekin kamzori hone ki wajah se wo uska kuwarapan khatam nhi kar payega to fir ap sochein kya durre mukhtar ki ibarat ke dakhal se us mard par gusl wajib nhi hoga or nbi ki hadith h jb mard ki khatna orat ki khatna se mil jaye to gusl wajib ho jata he to pyare bhai me is liye hi bola ke ye masla quran hadith ke khilaf sabit ho chuka h allahmadulillah Hazrat uss wahabi ne aapki post par ye jawab diya hai. ...isska radd kijiye. ..plzzzz Assalamu alaikum hazrat...mazrat chahta hu iss masle par dobara wahabi ne kuchh ye aitraz kiya hai..aapko personal par bhi ye msg bheja tha lekin waha shayad aapne dekha nhi...issliye wahabi ka iss masle par ye aitraz majbooran yaha karna parha agar meri wajah se aapko ya kisi bhai ko iss msg se pareshani ho to iss msg ko block kardijiye..aur wahabi ne jo bakirah wali ibarat par aitraz kiya tha to aap ke personal par bataae huwi baat se ussne ab ye aitraz kiya hai...plzzzz jawab inyat farmaae..jazak allah.... Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Parvez Shaikh Posted March 14, 2017 Author Report Share Posted March 14, 2017 Durre mukhtar ki iss ibarat par par aitraz hai wahabi ko Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
kashmeerkhan Posted March 16, 2017 Report Share Posted March 16, 2017 (edited) Ap is ibarat ko quran hadith se sabit nhi kar paye ho kyuki bahare shariyt koi motbar kitab nhi h fir bhi nene ap ko samjhane ki koshish ki ke durre mukhtar ki is ibarat ka radd bahare shariyt jo ke ap ki kitab h se hi ho gya mtlb durre mukhtar ki ibarat galat sabit ho gyi Dusri bat agar koi aisa shaksh jiske azu e tanasul me itni taqat na ho jo wo bakira ki bakarat ko hayl kar sake to usko ap kya khaenge mtlb wo jima to bakira se karega lekin kamzori hone ki wajah se wo uska kuwarapan khatam nhi kar payega to fir ap sochein kya durre mukhtar ki ibarat ke dakhal se us mard par gusl wajib nhi hoga or nbi ki hadith h jb mard ki khatna orat ki khatna se mil jaye to gusl wajib ho jata he to pyare bhai me is liye hi bola ke ye masla quran hadith ke khilaf sabit ho chuka h allahmadulillah Hazrat uss wahabi ne aapki post par ye jawab diya hai. ...isska radd kijiye. ..plzzzz Assalamu alaikum hazrat...mazrat chahta hu iss masle par dobara wahabi ne kuchh ye aitraz kiya hai..aapko personal par bhi ye msg bheja tha lekin waha shayad aapne dekha nhi...issliye wahabi ka iss masle par ye aitraz majbooran yaha karna parha agar meri wajah se aapko ya kisi bhai ko iss msg se pareshani ho to iss msg ko block kardijiye..aur wahabi ne jo bakirah wali ibarat par aitraz kiya tha to aap ke personal par bataae huwi baat se ussne ab ye aitraz kiya hai...plzzzz jawab inyat farmaae..jazak allah.... بہار شریعت سے کیسے خلاف ثابت ہو گیا اس مسئلہ کا؟ وہابی سے کہیں جواب دے اسکا۔،۔،۔ احمق وہابی کی عقل ہے نہیں اور چلا ہے فقہا کی عبارات سمجھنے اور نتیجے نکالنے کمزور مرد والی بات اپنے دماغ سے نکال لایا ہے، ورنہ کتاب سے دکھائے اگر سچا ہے تو۔،۔،۔، جاہل کو اتنا سمجھ نہیں آرہا کہ جب وہ ہے ہی کنواری تو ختنہ گاہیں کیسے مل گئی جبکہ اسکا کنوارہ پن بھی ختم نہ ہوا؟ اسکا جواب لیکر دیں، پھر مزید بات ہوگی اگر ہونی ہوئی۔،۔،۔، Edited March 16, 2017 by kashmeerkhan Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Recommended Posts
Join the conversation
You can post now and register later. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.