Sadique Warsi Posted August 2, 2017 Report Share Posted August 2, 2017 (edited) assalam o alaikum wa rahmatullah EK AHLE HADEES NE FAWAID E FARIDIYA KI IBARAT PR AITRAAZ KIYA HAI KI KHAWAJA GAREEB NAWAAZ NE MUREED KRNE KE LIYE APNA KALMA PADHAYA ISPR DANDAAN SHIKAN JAWAB INAYAT FARMADE MAHERBANI HOGI Edited August 2, 2017 by Sadique Warsi Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
MuhammedAli Posted August 2, 2017 Report Share Posted August 2, 2017 Salam alayqum, Janab kalmah parwana Kufr heh aur parnay wala bi Kafir heh. Jistera mazakh mein talaq doh toh talaq ho jati heh issee tera wesay hi kissi aur ko Rasool maan loh aur us kay naam ka Kalmah paro toh Kufr lazam ho jata heh. Jis nay Thanvi rasoolAllah para woh bi Kafir, Shibli rasoolAllah para woh bi Kafir, Chishti RasoolAllah para woh bi Kafir, aur Mirza RasoolAllah para woh bi Kafir. Parnay walay aur parwanay walay aur Muhammadur RasoolAllah kay bad kissi aur ko Rasool/Nabi manay walay bi Kafir. Aur joh itla e shar'ri o ihtimam e hujjat kay baad bi esoon kay kufr mein shak karay woh bi Kafir. Jab mamla itna sanjeeda aur clear cut heh toh yeh tawaqoh nahin kee ja sakti kay essi hasti yehni Khawaja Moin ad-Din Chishti (rahimullah) jis say Ulamah o Mushaykh sabhi raazi huway hoon unoon nay apna kalmah parwaya ho mureed say. Allah ka wali esi baat soch bi nahin sakta kalma parwa kar apnay aap ko Rasool manwana door ki baat. Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Toheedi Bhai Posted August 3, 2017 Report Share Posted August 3, 2017 Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Zaid Sparrow Posted October 17, 2017 Report Share Posted October 17, 2017 Salam. ye waqiya Khawja gareeb nawaz ka nhi hai or is baat ka asaan jawab hai ye 2 Scan pages mishkat shareef k ye dikhado bus sb bhaag jayenge. wese ye asal waqiya Hazrat Shibli R.A ka hai jisse Tarikh Ul Islam main Imam dhahabi ne likha hai. tarikh ibn kaseer main bhi hai k logon ne ameer muawiya r.a ko rasool kaha. Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Recommended Posts
Join the conversation
You can post now and register later. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.