Jump to content

FAIZAN E NIYYAT


Iqra

Recommended Posts

  • Replies 120
  • Created
  • Last Reply

Top Posters In This Topic

(bis)

(saw)

(salam)

 

(azw)(sa)

zaberdast iqra sis bohat achi or aham baat ki taraf tawajju dilai ap ne,

inshaAllah main bhi jald kuch niyyaten share karoongi or ummeed hay deegar membz bhi hamaray ilm men izafa farmaingay

Allah (azw) pyaray aaqa (saw) k sadqay men ,huzoor ghos e azam (ra) k waseela e jaleela se, meethay murshid damat barkatuhum ul aliya k faizan se achi achi niyyaton ki madani soch ham sab ko ata farmaye or hamain achi achi niyyaten ker k akhirat k liye bharpoor zakheera jama kernay ki madani sa'adat ata farmaye.

aameeeeeen binahin nabiyyil ameen (saw)

jazakillah (azw)

wassalam ma'al ikram

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

(salam)

 

(azw)(ma)

 

(azw)(sa)

 

niyyaton ki baharain dekh ker to dil bagh bagh bal k bagh e attar ban gaya

jazakumullah (azw)

Allah (azw) pyara aaqa (saw) k sadqay men sayyidi ghous ul wara (ra) k waseela e jaleela se ameer e ahl e sunnat damat barkatuhum ul aliya k is faizan ko mazeed wasee farmaye or ameer e ahl e sunnat damat barkatuhum ul aliya k ilm, amal or umer men barakaten ata farmaye

aaaameeeeeeeeen bijahin nabiyyil ameen (saw)

wassalam ma'al ikram

Link to comment
Share on other sites

NAYE SAAL 1429 KI PIYARE NIYYETIEN

 

 

Request

sab memberz se request hay key aik aik piyare niyeat add kerin

tak ey sab ka contrbution ho jay aur sab ko sawab mily jazakillah

 

1. koi kam ALLAH AZWEJEL ki nafermani mein nahi guzarun ga/ge

 

2. 5 times namaz ki adat ko mazeed pukhta banye gey INSHALLAH

 

(ADD MORE PLZ)

 

 

 

 

Link to comment
Share on other sites

(bis)

 

(saw)

 

(azw)(ma) Faizan e Niyyat ka faizan barta ja raha hai.aur Niyyaton ki Baharain lag gai hai

 

Panjtan Pak ki Nisbat say 5 Madani Niyyatain(Naye Hijri saal ki)

 

1)Dawat e islami ka ziada say ziada Madani Kam karun gee/ga.

 

2)Madani Ina'amat per ziada say ziada amal karun gee/ga.

 

3)Hafta war ijtimah main shirkat kiya karun gee/ga.

 

4)Naiki ki Dawat k Doron main Shirkat karun gee/ga.

 

5)IM per Informative topic share karun gee/ga.

 

Was'salam ma'alikram

Link to comment
Share on other sites

Join the conversation

You can post now and register later. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.

Guest
Reply to this topic...

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • Recently Browsing   0 members

    • No registered users viewing this page.
×
×
  • Create New...