Jump to content

wahabiyoon se aik sawal

Toheedi Bhai

تجویز کردہ جواب

YE JO UMOOR AAP NE BAYAAN KIYE HEIN YE SARE KAAM ALLAH TA'ALA APNE FARISHTO SE KARATE HEIN...SHAED AAP YE KEHNA CHAHA RAHE HO KE JAB FARISHTE YE SAB KAAM KAR SAKTE HEIN TO AULIA ALLAH KION NAHI KAR SAKTE..AULIA ALLAH SE YE KAAM QURAN YA HADEES SE SABIT NAHI HEIN KE UNKO KAINAAT MEIN TASARRUF KA KOI IKHTIAR HAY..RAHI BAAT FARISHTO KI MANA KA YE SAB KAAM ALLAH TA'ALA APNE FARISHTON SE KARATE HEIN...MAGAR PUKARA ALLAH KO HI JATA HAY..JANG E BADAR MEIN FARISHTON NE MADAD KI MAGAR RASOOL ALLAH(SAW) NE PUKARA ALLAH KO HI THA..KIA KAHIN SE YE SABIT HAY KE HUM IN KAMON KE LIYE FARISHTON KO MADAD KE LIYE PUKARTE HEIN ?????????

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

(salam) tamam sunnis ko

janab najdi sahib Gair u Allah madad na mangna aap k nazdeeq sabit nahi ho sakta lekin hamare nazdeeq sabit hai .or dalail se bhi buhat hai.aap in aricle or neechey diye jaane wale link mein dalail ka rad bayan kar dey.to hum rujo kar ley gay agr aap un ka rad bayan nahi kar sakte to ..............yeh aap par depend karta hai aap kia karte ho.

http://www.ja-alhaq.com/urdu-section/ahle-....html?showall=1

post-2606-1240299097.gif

post-2606-1240299172.jpg

post-2606-1240299220.jpg

Link to comment
Share on other sites

YE JO UMOOR AAP NE BAYAAN KIYE HEIN YE SARE KAAM ALLAH TA'ALA APNE FARISHTO SE KARATE HEIN...SHAED AAP YE KEHNA CHAHA RAHE HO KE JAB FARISHTE YE SAB KAAM KAR SAKTE HEIN TO AULIA ALLAH KION NAHI KAR SAKTE..AULIA ALLAH SE YE KAAM QURAN YA HADEES SE SABIT NAHI HEIN KE UNKO KAINAAT MEIN TASARRUF KA KOI IKHTIAR HAY..RAHI BAAT FARISHTO KI MANA KA YE SAB KAAM ALLAH TA'ALA APNE FARISHTON SE KARATE HEIN...MAGAR PUKARA ALLAH KO HI JATA HAY..JANG E BADAR MEIN FARISHTON NE MADAD KI MAGAR RASOOL ALLAH(SAW) NE PUKARA ALLAH KO HI THA..KIA KAHIN SE YE SABIT HAY KE HUM IN KAMON KE LIYE FARISHTON KO MADAD KE LIYE PUKARTE HEIN ?????????

(bis)

YE JO UMOOR AAP NE BAYAAN KIYE HEIN YE SARE KAAM ALLAH TA'ALA APNE FARISHTO SE KARATE HEIN...SHAED AAP YE KEHNA CHAHA RAHE HO KE JAB FARISHTE YE SAB KAAM KAR SAKTE HEIN TO AULIA ALLAH KION NAHI KAR SAKTE..AULIA ALLAH SE YE KAAM QURAN YA HADEES SE SABIT NAHI HEIN KE UNKO KAINAAT MEIN TASARRUF KA KOI IKHTIAR HAY..RAHI BAAT FARISHTO KI MANA KA YE SAB KAAM ALLAH TA'ALA APNE FARISHTON SE KARATE HEIN...MAGAR PUKARA ALLAH KO HI JATA HAY..JANG E BADAR MEIN FARISHTON NE MADAD KI MAGAR RASOOL ALLAH(SAW) NE PUKARA ALLAH KO HI THA..KIA KAHIN SE YE SABIT HAY KE HUM IN KAMON KE LIYE FARISHTON KO MADAD KE LIYE PUKARTE HEIN ?????????

(bis)

post-2742-1240335251.jpg

post-2742-1240335425.jpg

post-2742-1240335577.jpg

post-2742-1240336439.jpg

post-2742-1240336649.jpg

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(bis)

(salam)

Janab Toodhi sahib

Jo daleel aap ne di (jesa ke aap ka kehna hai ke Shah Ismaeel dehalvi ne ya daleel di hai)

to kia aap ne tehqeeq na ki???

ye to sarasar aap ke haq main jata hai is tarha to aap ko khush hona chahiye na ke bughz rakhna

chahiye Shah Ismail Dehalvi se.

Baharhal agar aap ne ye takleef kar hi li hai to is waqt bajaye kisi doosrye sawal main janye ke aap ye bayan karain ke is Hadith ke hawala jaat-o-Asnaad kia hain, kis Hadith ki kitab main ye riwayat mazkoor hai or Muhaddetheen ka is per kia kehna hai....?

Wesye ye aap logon ki purani aadat hai ulama ke Qol ko hujjat bana kar pesh karna (Ulama ko Rab bana lena ke hadith ke mutabiq)

Koi Sawal nahin sirf jawab......

fi-aman:

(salam)

Abdul Salam

post-2742-1240493484.jpg

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

Janan Toheedi sahib

Sahi kaha aap ne "aap ko Tehqeeq ki kia zaroorat, aap ke liye to Ulama hi hujjat hain"......?

or zara ye rata rataya jawab denye se pehlye aap zara dekh letye ke main ne kaha tha ke zara sand or hadith ki kitab ka hawal to pehs karain

Warna ye to aap ke nazdeek bhi "Andhi Taqleed" ke zumrye main aati hai.

Is ke ilawa to baat hi nahin ho sakti warna datye rahin apni baat per hum aap ko sirf sahi rasta dikha saktye hain un per chala nahin saktye kion ke Hidayat denye wali Zaat to sirf Allah hi ki hai

fi-aman:

(salam)

Abdul Salam

Edited by Abdulsalam
Link to comment
Share on other sites

(bis)

AESA LAGTA HAY AAP LOG RASOOL ALLAH (saw) PAR NAHI BALKAY ULAMA AUR BUZURGO PAR EMAAN LAE HO JO RASOOL ALLAH (saw) KE FARMAN KO CHOR KAR IN LOGON KI BATON KO HUJJAT BANATAY HO..TUM LOGON KI DALEEL SIRF ITNI HOTI HAY DOOSRE FIRQO MEIN BHI WOHI CHEEZ CODE KARDO GAY KAY DEKHO YE BHI KARTAY HEIN FALAN MAULVI SAHAB NE BHI KAHA HAY...UNKO CHOR KAR APNI DALEEL PESH KIA KARO...DOOSRON KE AIB DIKHA KAR APNE AIB NA CHUPAYA KARO

Link to comment
Share on other sites

(bis)

IS PURAY PARAGRAPH MEIN KAHAN SAY SABIT HAY KAY YE WALI ALLAH YA ABDAAL KHUD TASARRUF KARTE HEIN..BALKAY ALLAH UNKO WAASTA BANATA HAY YANI UNKI BARKAT SAY MINJUMLA UMOOR HOTE HEIN..MAGAR YAHAN SE YE TO SABIT NAHI HOA KE UNKE MARNE KE BAAD AESA HOTA HAY ..YE TO UN LOGONKI ZINDAGI KE BARE MEIN LIKHA HAY KE WO ITNE NAIK HOTE HEIN KE UNKI BARKATON SE ALLAH TA'ALA IN UMOOR KO UNKI BARKATON KI WAJA SAY KARTE HEIN..JAYSA RASOOL ALLAH  (saw) KE BARE MEIN FARMAYA ...(INKO AZAAB NAHI DOONGA JAB TAK AAP IN MEIN MOJOOD HEIN) YANI RASOOL ALLAH (saw) KI BARKAT SE AZAAB RUKA HOA THA... (salam)

Link to comment
Share on other sites

(bis)

YE IBARAT JO AAP NE CODE KI HAY WO MALAIKA KE BARE MEIN LIKHA HAY...UNKE ZIMME TO SARE UMOOR ALLAH NE SUPURD KIYE HEIN..YE TO NAS E QURANI SE SABIT HAY..AULIA ALLAH KE BARE MEIN UNHO NE LIKHA HAY ALLAH UNKO WAASTA BANATA HAY YANI UNKI BARKAT SE YE KAAM HOTE HEIN..UNKE AAMAAL AESE HOTE HEIN JINKI WAJAH SE DOOSRI MAKHLOOQ BHI FAIDA UTHATI HAY..AUR BOHOT SARE NUQSAAN SE BACH JATI HAY..JAYSA RASOOL ALLAH  (saw) KE BARE MEIN FARMAYA ..(JAB TAK AAP INMEIN HEIN ALLAH INKO AZAAB NAHI DEGA)

AGAR UNHO NE YE BAAT AULIA ALLAH SE NISBAT KARKE LIKHI HAY TO YE SHIRK HAY..KIONKE QURAN O HADEES MEIN ISKA KOI SUBOOT NAHI HAY...KISI KA QOL KOI HUJJAT NAHI HOTA..HUJJAT SIRF QURAN O HADEES HAY..

Link to comment
Share on other sites

(bis)

tasarrufaat e koonia mein unko waasta banata hay (Yani unlogo ke naik aamaal ki barkat se barish hoti hay, masaib o aalaam door hote hein, rizq milta hay waghira waghira.) Logon ke gunnah to itne hote hein Allah Ta'ala kisi ko kuch bhi na de, magar in naik logon ki itni barkaat hoti hein ke Allah Ta'ala logon ke gunahon ke bawjood saray aalam ko har cheez ata karta hay, sirf in naik logo ki barkat say....ISKO BOLTAY HEIN INKO TASARRUFAAT E KOONIA MEIN WAASTA BANANA...

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
• حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

• کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا

• Create New...