MOUWAHID 1 Posted August 11, 2009 Report Share Posted August 11, 2009 Yeh Picture main nay idhar say li hai! Quote Link to post Share on other sites
Shahid Nazeer 10 Posted August 11, 2009 Report Share Posted August 11, 2009 السلام علیکم و رحمتہ اللہ مواحد بھائی آپ ان لوگوں سے اس شعر کے شرک ہونے کے بارے میں پوچھ رہے ہیں جنکا دین اور ایمان ہی شرک ہے۔ جنکے عقائد اور اعمال شرک کی لعنت سے آلودہ ہیں۔ جو توحید کو شرک سمجھتے ہیں اور شرک کو توحید۔ بھلا یہ لوگ کبھی شرک کو شرک کہیں گے۔ Quote Link to post Share on other sites
iamHanfi 0 Posted August 11, 2009 Report Share Posted August 11, 2009 (edited) السلام علیکم و رحمتہ اللہ مواحد بھائی آپ ان لوگوں سے اس شعر کے شرک ہونے کے بارے میں پوچھ رہے ہیں جنکا دین اور ایمان ہی شرک ہے۔ جنکے عقائد اور اعمال شرک کی لعنت سے آلودہ ہیں۔ جو توحید کو شرک سمجھتے ہیں اور شرک کو توحید۔ بھلا یہ لوگ کبھی شرک کو شرک کہیں گے۔ shaid sab, you are right in this mater but as concern shair then you should asked barelvi for its explaination then say any thing Edited August 11, 2009 by iamHanfi Quote Link to post Share on other sites
Ya Mohammadah 79 Posted August 11, 2009 Report Share Posted August 11, 2009 Yeh Picture main nay idhar say li hai! Noor_Allah_ki_Tashreeh.mp3 Quote Link to post Share on other sites
MOUWAHID 1 Posted August 13, 2009 Author Report Share Posted August 13, 2009 Brailviat b ajeeb maslak hai jis ko chahy Noor-e-Khuda aur Noor-e-Nabi bana do! Quote Link to post Share on other sites
Shahid Nazeer 10 Posted August 13, 2009 Report Share Posted August 13, 2009 (edited) خرد کو جنوں کر دیا جنوں کو خرد جو چاہے آپکا حسن کرشمہ ساز کرے Edited August 13, 2009 by Shahid Nazeer Quote Link to post Share on other sites
Ya Mohammadah 79 Posted August 13, 2009 Report Share Posted August 13, 2009 Brailviat b ajeeb maslak hai jis ko chahy Noor-e-Khuda aur Noor-e-Nabi bana do! seekh pa na hon. kya aapko yahi bura laga ki aap GM ke kisi buzurg ko Noor e nabi ya Noor e khuda nahin kaha gaya? Ghouse e pak bhi Nabi ke faiz se hi faizyaab hokar is ummat par (except wahabis type Non believers) apna faiz bikhairty hain....or khud Ghos e pak bhi Nabi kareem ke noorullah hony ke qayal hain...(Kin mano me iski tashreeh humny apni sabika post me di....) ab aisi azeem tareen shakhsiyat jo ummat e muslima par Allah or usky pyare Rasool ka karam ban kar cha gaye unhy noor e nabi na kahy to kya aapky ibn timiya ko kahengy... ? Quote Link to post Share on other sites
Salar Raza 4 Posted August 13, 2009 Report Share Posted August 13, 2009 Ahle Imaan ko Momin ki Firasat se Daro woh ALLAH k Noor se Dekhta hai ( Hadees ) Hazret Usman Bin Uffan k Nikah mein Nabi e Kareem ki 2 Baitiyan Ayen ... tu aap ko Pukara gaya Zunn-Noorain yanee 2 Nooron Wala ... Quote Link to post Share on other sites
MOUWAHID 1 Posted August 15, 2009 Author Report Share Posted August 15, 2009 Yahan to mairay Aaqa ki baat nahi ho rahi aap k peer sahib ki ho rahi hai! Quote Link to post Share on other sites
Shan E Raza 118 Posted September 11, 2009 Report Share Posted September 11, 2009 janab mouwahid sb aap usman gani ko 2 noor wala kehte ho ya nahi??? Quote Link to post Share on other sites
SALFI_8 0 Posted September 11, 2009 Report Share Posted September 11, 2009 Aslam alikom wrwb le jeya hadith noori bray maharbani kar kay eska tafsilan jawab day . رواه عبد الرزاق بسنده عن جابر بن عبد الله بلفظ قال قلت: يا رسول الله، بأبي أنت وأمي، أخبرني عن أول شيء خلقه الله قبل الأشياء. قال: يا جابر، إن الله تعالى خلق قبل الأشياء نور نبيك من نوره، فجعل ذلك النور يدور بالقُدرة حيث شاء الله، ولم يكن في ذلك الوقت لوح ولا قلم ولا جنة ولا نار ولا ملك ولا سماء ولا أرض ولا شمس ولا قمر ولا جِنِّيٌ ولا إنسي، فلما أراد الله أن يخلق الخلق قسم ذلك النور أربعة أجزاء: فخلق من الجزء الأول القلم، ومن الثاني اللوح، ومن الثالث العرش، ثم قسم الجزء الرابع أربعة أجزاء، فخلق من الجزء الأول حَمَلَة العرش، ومن الثاني الكرسي، ومن الثالث باقي الملائكة، ثم قسم الجزء الرابع أربعة أجزاء: فخلق من الأول السماوات، ومن الثاني الأرضين، ومن الثالث الجنة والنار، ثم قسم الرابع أربعة أجزاء، فخلق من الأول نور أبصار المؤمنين، ومن الثاني نور قلوبهم وهى المعرفة بالله، ومن الثالث نور إنسهم وهو التوحيد لا إله إلا الله محمد رسول الله. الحديث. كذا في المواهب. كشف الخفاء ومزيل الإلباس عما اشتهر من الأحاديث على ألسنة الناس Attachment saat hay please check kary inshallah es mozo per zaror tafselan baat chalay ge ALLAH nay chaha . Quote Link to post Share on other sites
SALFI_8 0 Posted September 11, 2009 Report Share Posted September 11, 2009 Shayad page upar nechy ho gay ha attach kate waqat Quote Link to post Share on other sites
Qadri Sultani 164 Posted September 11, 2009 Report Share Posted September 11, 2009 Janab Salfi Sb.aap nain Hadees e Noor par aitraz kia hay tu janab aap say araz hay keh is topic par pehlay b isi forum main buhat behas ho chuki hay.Aap talash kar k check karain.Agar na mila tu Insha Allah aap ko jawab mil jay ga. Quote Link to post Share on other sites
Qadri Sultani 164 Posted September 11, 2009 Report Share Posted September 11, 2009 Janab Salfi Sb.aap is linkko open karain.Aap nain jo kuch b likha hay us ka jawab yahan mojood hay. http://www.islamimehfil.info/index.php?/topic/3508-allah-ne-sub-se-pehlay-kia-paida-kia-hadith-e-noor/ Quote Link to post Share on other sites
SALFI_8 0 Posted September 11, 2009 Report Share Posted September 11, 2009 Aray hazrat app say ek sawal hay chota sa agr koi be dunya ka Brailvi eska jawab day sakay to bara shukar guzar hoga , sawal ) ya bati agar RaolALLAH S A W noori thay to unsay olad bashari kaysay paida hogai ? jab kay insan mati or pani say payda kia gaya hay. elmi jawab pleae takay ham apni aslah kary ????????????? sawal ) kia farishtay noori hay agar hay to unki olad hote hay ya nahi? elmi jawab please dalil say Pori dunya kay Brailvi hazrat say ya sawal hay Hato burhanakum en kuntum sadeqeen? imamm abu hanifa ka qool be chaly ga laykin refrance ka saat ............................................. Quote Link to post Share on other sites
Shareef Raza 34 Posted September 11, 2009 Report Share Posted September 11, 2009 MASHALLAH Azawajal aap ne topic ko ghumanay ki bohat achi koshish ki hai... khair humare kisi sawal ka jawab na dekar yeh sabit kardya... aap in sab se muttfaiq hain.......yani in sab khamioon keh bad bhi ap ise haq tasleem karte hen jo keh andhi talqeed ke zumre me ata hai...... ...........aur raha aap ka sawal tu main ap ko chalange deta hoon ....pahlee yeh sabit karain barelvioo ke nazdeek huzoor SIRF noor hain ........bahsar bilkul nahi............ hum huzoor ko noori bashar mante hen... aap dekh lain fatwa razwiya ya ja al haqq......... is main ap ka qasoor nahi hai shayad ap ke ulma nay bataya hi nahi keh barelvioo ka aqeeda yeh hai keh huzoor nori bashar hain... balke sirf noor batakar dhoka dya hai... khair ab aap bare hogaye hen mujhe umaid hai meri baat samjh agayi hoogi... wese noor ka inkar karke aap hadith e noor ka bhi inkar kar gaye halakeh aap tu ahlehadith kahlate hen .......yani ahlehadith ka matlab yehi howana keh apne man pasand aqauid ko manwana agarche us zumre main hadith hooon ya na hoo jese taqleed e nasir ul bani aur ibne baaz hi lai lijye ... halakeh yahan koi hadith se rahnumahi nahi milti isi tarah jarah wa tadeel ki pervi lai lijyee... ...........ab aap humare pichle aur in ashkalat keh jawbat dain dain....takeh aap ko mazeed sawalat karne me pareshani na hoo.. Quote Link to post Share on other sites
SALFI_8 0 Posted September 11, 2009 Report Share Posted September 11, 2009 Aray janab shayad app ko elim nahi Hamaysha dalil honay ke hote hay na honay ke nahi App log Allah kay rasolALLAH ko norri mante hay uski dalil day Aqli be naqli be mara sawal apni jaga per hay please Elmi jawab day chukriya ??????????????????????????????? Quote Link to post Share on other sites
SALFI_8 0 Posted September 11, 2009 Report Share Posted September 11, 2009 Dosre baat ka jawab Allah kay banday ya Noori ur Bashar kia hay tafselan batai aur ya Raza kani book ka hawaa nahi hadtio ka hawala day shayad app nay mari pest ki hoi post ko pora nahi para us ma app logo kay Aala Hazrat kay qaeeday ko radd kia gaya hay goor say pary muhtaram dost ? ya batai ya noori and Bashar kea hay please refrance say samjai ham ko muhtaram phir ham app ko jawab daygay ????????? Quote Link to post Share on other sites
Shareef Raza 34 Posted September 11, 2009 Report Share Posted September 11, 2009 MASHALLAH Azawajal hamesha honay keh dalil dye jate hen na honay keh nahi yeh qaida kis hadith se sabit kya hai aap ne ? wese tu is qaide par bohat se aitraz hosakte hen lakin main zada deep main nahi jaoonga noori bashr par ISLAMIMEHFIL par bohat mawad mojod hen. khair ap ka qasoor nahi ap ke ilm main yeh bhi nahi ke barlvioo nay is mozo par kuch likha bhi hai ... ja al haq main is ka poora bab mojood hai... is ke ilawa mazeed aap islamimehfil par find karsakte hen... http://www.islamimehfil.info/index.php?/topic/8331-noor-e-mujassim-answering-some-questions/page__hl__noori%20bahsr__fromsearch__1 http://www.islamimehfil.info/index.php?/topic/7035-masla-e-noor-o-bashar-part-1/page__hl__noor__fromsearch__1 Quote Link to post Share on other sites
Recommended Posts
Join the conversation
You can post now and register later. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.