Jump to content

whabiya se sawal no 2

Recommended Posts

Touheedi nay aik hadees maangi thi .... Touheedi sahib yeh lo aik k bajaya kai Ahadees paish hain....Laikin tum loug thehray muqalid tum kahan maano gay!

Bukhari Shareef

Mohid Bhai,

Aap kia kehtei ho? kia ub in se Haree Pagrhee ki daleel mangee jai????? aur woh bhi sahee hadith se phirr hari pagrhee k baad peeli chappal k barei main peeli chappal k bad Mswak k liye jib qmiZ main surakh karwanei k liye????

Link to comment
Share on other sites

Mairay Meethay Bhai Kafeel Sahib..........Haq to waisay humaara yeh banta hai! :rolleyes:

Link to comment
Share on other sites

Touheedi nay aik hadees maangi thi .... Touheedi sahib yeh lo aik k bajaya kai Ahadees paish hain....Laikin tum loug thehray muqalid tum kahan maano gay!

Bukhari Shareef 

(salam) Ahle Imaan

In Sari Ahadees main Ser per Topi na Pehnane ka Bayan kahan Hai?? Zara point Out ker dein main b Perh loon ... In sari Hadeeson Main tu Jism per Chadder lene ka Bayan hai.

Link to comment
Share on other sites

In Sari Ahadees main Ser per Topi na Pehnane ka Bayan kahan Hai?? Zara point Out ker dein main b Perh loon ... In sari Hadeeson Main tu Jism per Chadder lene ka Bayan hai.

Tum saabit ker do gay jo Ahdees main nay paish ki hain un main toopi pehnany ka zikar hai!Aur is ko faraz qaraar di gia hai!

Acha in lougoon ki samjh mujhay nahi aati....Agar sirf toupi utaar do to Gustakh aur agar bilkul nanga ho jao to Wali Allah !Yeh kaisay insaaf ahi....

Agar in say kaha jaya keh bhai tum woh toupi jo masjidoon main padhi hoi hai ...Pehan ker bazaar ka ya kisi rishta daar k haan say ho ao to saaf inkaar ker dain gay......

Agar masjid main kuch rakhna hi hai to atar waghaira rakho jo k sunnat b hai koi acha sa kapda rakho jo sir per rakh ker namaaz padh li jai.......

Link to comment
Share on other sites

Join the conversation

You can post now and register later. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.

Guest
Reply to this topic...

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • Recently Browsing   0 members

    • No registered users viewing this page.
×
×
  • Create New...