Jump to content

Jad Dul Mukhtar

اراکین
  • کل پوسٹس

    733
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    25

سب کچھ Jad Dul Mukhtar نے پوسٹ کیا

  1. ASSALAM-U-ALAIKUM WA RAHMATULLAHI TA'ALA WA BARAKATUH MASHA ALLAH AZZAWAJAL, SAJJAD BHAI BOHAT KHUSHI HOYE ISSAY DOOBARA OR APP KO DOOBAR ACTIVE DEKH KAR. ALLAH AZZAWAJAL APP KO JAZA KHAIR ATAA FARMAYE. AAMEEEEEEEEEN JAZAKA ALLAH AZZAWAJAL AAMEEEEEEEN
  2. Assalam-u-alaikum wa rahamtullahi ta'ala wa barakatuh Tafsir Balgatul Heran Deobandi Imam Rasheed Gangohi Ke Shagird E Rasheed Molvi Hussain Ali Ki Hai. Iss Tafsir Main Bohat Se Ghustakhiaan Mojood hain 2 Se To App Pehlay Hi Waqif Hain. Aik To Page 157 - 158 or Jiss Main Hai Ke Allah Azzawajal KO pehlay Maloom Nahi Hota. Bandah Keh Kaam Karnay Ke Maloom Hota Hai. Doosra Wo Khuwab Jiss main Nabi Sallallaho Alaihi Wasallam Ka Pul E Sirat Se Girna Bataya Gaya Hai. Abhi Hum Deobandi Ki Imam Hussain Ki shan Main Ghustakhi Ka Scan Page Laga Rahay Hain.
  3. deobandi tableegi jamaat hi asal main pakistan ki dushman hai. deobandi baray uchal rahay the , janab hum to Allah ke siwah kisi se nahi dartay. hum taliban se nahi dartay. janab ye bahaduri Allah per yaqeen ki wajah se nahi balkah Taliban commander ki pusht panahi ki wajah se thi. Warna molvi burkah posh lal masjid choor kar baagta nahi. pakistan ke asal dushman Taliban hain or Taliban Deobandi , Tableegi jamaat walay hain. http://www.thejazba.com/news.asp?n=tt11.gif
  4. JANAB RIZWAN SAHIB APP KO ISS KA JAWAB PEHLAY BHI DIA JA CHUKA HAI. 12 RABI UL AWAL KO POORAY MULK MAIN CHUTTI (HOLIDAY) HOTI HAI. JUB CHUTTI HOTI HAI TO PHIR TAQLEEF KA SAWAL HI PAIDA NAHI HOTA. DOOSRA APP SE ISS BAAT KA MUTALBAH KI JA RAHA HAI KEH 12 RABI UL AWAL KO JALOOS NIKALA JATA HAI USS SE KISS KO TAQLEEF HOTI HAI KOI KESI TAQLEEF HOTI HAI. KIA POORI KARACHI MAIN SIRF AIK WOHI ROAD HAI JAHAN SE POORA KARACHI GUZRAY TO USS KA KAAM BANAY NA GUZRAY TO USS KA FALAN FALAN KAAM NA HO. MEMON MASJID SE NASTAR PARK TAK ESSI KON SE JAGAH HAI , JAHAN PER LOGOON KO TAQLEEF HOTI HAI ?? OR YE ROAD USS JAGAH POOHANCHNAY KA AIK HI RASTA HAI ?? APP KA SAWAL JUB SAHI HOTA JUB ISS DIN CHUTTI NA HOTI, GOVERMENT OF PAKISTAN SE ISS KI EJAZAT NA LI GAYE HOTI. TO JANA LOGOON KO APNAY KAROBAR KARNAY OR WAHAN TAK JANAY MAIN MUSHKIL HOTI. RAHI BAAT APP KI DALEEL KI TO JANAB YE DALEEL USS WAQT KI HAI KEH JUB WAHAN SE LOGOON KA GUZAR HOTA HO OR PHATTAR RASTAY MAIN PARA HO. JUB 12 RABI UL AWAL KE DIN WAHAN SE KOI GUZARTA HI NAHI TO YE DALEEL ISS PER FIT NAHI HOTI. 12 RABI AWAL KO KOI ISS ROAD SE NAHI GUZARTA KYON KE SAAL HA SAAL SE YE AMAL WAHAN HO RAHA HAI. OR POORAY PAKISTAN KO MALOOM HAI. TO JO GINTI LE LOOG GHAR SE BAHIR NIKALTAY HAIN WO MUTABADIL RASTA ISTIMAL KARTAY HAIN. TO JANAB APP KA SAWAL JUB SAHI HOTA JUB ISS ROAD KE ELAWAH KOI MUTABADIL ROAD HI NA HO.
  5. VIDEO OR TV PER DIKHAYE DENAY WALA AKS TASWEER KE HUKUM MAIN NAHI , ISS PER FATAWA TAQREEBAN 15 SAAL PEHLAY AACHUKA THA. USS WAQT KE ULLAMA NE USSAY SAHI KAHA. WESAY AJJ BHI DEKHA JAYE TO MUKHTALIF CHANNELS PER HAR MAKTABAH FIKAR KE ULLAMA AA RAHAY HAIN. OR MUKHTALIF DEBATES MAIN HISSA LETAY HAIN. OR TV CHANNEL BHI KHUL CHUKAY HAIN. UB AATAY HAIN APP SE SAWALAT KI TARAF. TV BA'ZAAT E KHUD KIA HAI ?? AIK MACHINE HAI ?? APNI MARZI SE YE KOI GALAT KAAM NAHI KARTA JISS KI WAJAH SE SHARIAT KA ISS PER KOI HUKUM LAGAY. BALKAH LOOG ISS KA ISTIMAL GALAT KARTAY HAIN. TO ISTIMAL KARNAY WALA GALAT HAI. USS PER HUKUM LAGAY GA. APP PC YA INTERNET KI MISAL LE LAIN. ISS PER LOOG KIA KUCH NAHI KARTAY. LAKIN PHIR BHI ISI PC OR INTERNET KE ZARYE MUKHTALIF ISLAMIC WEBSITE KE ZARYE ISLAM KO SPREAD KIA JA RAHA HAI. TO KIA AJJ TAK KISI NE ISS COMPUTER YA LAPTOP PER KOI HUKUM LAGAYA HAI NAHI. BILKUL NAHI. JO ISS KA JESA ISTIMAL KARAY GA WESA HI USS PER HUKUM LAGAY GA. BARAY BARAY JAMIAT OR DARUL IFTA MAIN COMPUTER OR INTERNET ISTIMAL HOTAY HAIN. MUKHTALIF PURPOSE KE LYE. FATWA NAWEESI, ISLAMI BOOKS COMPOSING, LIVE PROGRAMS, JAMIAT'S OR ULLAMA'S WESITE. ETC TO KIA KISI MUFTI NE AJJ TAK PC KE GALAT ISTIMAL KI WAJAH SE ISS KE SALE OR PARCHASE KO NA'JAIZ KAHA HAI ?? NAHI KAHA AGAR KAHA HAI TO SAMNEH LAYEEN. HANLAKAH PC OR INTERNET KA AJJ BHI SUB SE ZIADAH GALAT ISTIMAL HOTA HAI. BA'NISBAT ISLAMIC WORK KE. DOOSRI BAAT AJJ KAL NET CABLE , HOURS OR DSL KA KAROOBAR BOHAT AAM HAI. HAR ELAKAH MAIN KAFI LOOG YE KAAM KAR RAHAY HAIN. UB YE DSL YE NET CABLE JAMIAT OR DARULIFTA MAIN BHI JATAY HAIN , WO ISSAY USE KARTAY HAIN. ISS KE USE KARNAY PER FATWA HOGA. NA KEH CABLE NET OR DSL PER. LAKIN AIK BAAT HAI CABLE CHANNEL WALAY CHAHAIN TO RISTRICTION LAGA SAKHTAY HAIN. WO SIRF ISLAMIC CHANNEL HO APNAY CABLE PER CHALAYEEN. TO YE JAIZ HAI. AGAR WO ESSA CABLE CHALATAY HAIN JIN MAIN GALAT CHANNEL HAIN TO YE JAIZ NAHI. ISS KA KAROOBAR JAIZ NAHI. CABLE PER AJJ KAL KOI ESSA CHANNEL NAHI JO FAHASHI SE BARHPOOR NA HO. SIWAYE MADNI CHANNEL KE. HAR CHANNEL PER KHAWATEEN HAIN, MUSIC HAIN, ETC TO JUB YE SUB FAHASHI HAI TO KOI BHI CHANNEL JO FAHASHI PER MUSHTAMIL HO JAIZ NAHI. TV PER ZAROORI NAHI APP CABLE HI DEKHAIN, AGAR APP KE YAHAN MADNI CHANNEL NAHI AARAHA TO PEHLAY APP CABLE OPERATOR KI RABTAH KARAIN. AGAR PHIR BHI BAAT NA BANAY TO JANAB ZAROORI NAHI APP CABLE LE KAR KNOWLEDGEABLE PROGRAM KA BAHANA BANA KAR CABLE DEKHAIN. APP TV PER ULLAMA E AHLESUNNAT KE VIDEO BAYANAT DEKH SAKHTAY HAIN. QIRA'AT SUN SAKHTAY HAIN. HAMD, NAAT, MANQABAT..........ETC UMEED HAI KEH APP KE SUB SAWALAT KE JAWAB MIL GAYE HOON GE.
  6. JANAB RIZWAN SAHIB APP KA SAWAL HI GALAT HAI. KISI AMAL KO NA'JAIZ SABIT KARNAY KE LYE DALEEL KI ZAROORAT HAI. JO KOI BHI KISI AMAL KO NA'JAIZ KAHAY USS PER DALEEL HA. TO JANAB RIZWAN SAHIB APP NA'JAIZ KEHTAY HAIN TO DALEEL APP PER HAI. NA KEH UN PER JO JALOOS NIKLATAY HAIN. KYON KEH HUM TO ISSAY JAIZ KEHTAY HAIN. OR HAMARAY PASS DALEEL HAI. ردالمختار میں ہے ـ "" المختار ان الاصل الاباحۃ عند الجمھور من الحنفیۃ و الشافعیۃ "" جمھور احناف و شوافع کے نزدیک مختار مذہب یہ ہے کہ تمام چیزوں میں اصل ، مباح ہونا ہے ـ UB USS WAQT TAK YAHAN KUCH POST NA KARE GA JUB TAK APP NA'JAIZ HONAY KI DALEEL NA LE AAO.
  7. جناب علی عمر صاحب ! تحریفات کا الزام آپ ثابت کو کر نہیں سکے اور جب ہم نے مولوی کانگریسی کی تحریفات کا ثبوت دیا تو آپ پاگل ہوگءے اور ہمارے اوپر اس الزام کو ثابت کرنے کے لءے آپ کو صرف ایک ہی الزام یاد آیا جو آپ کے ہر پنڈت نے اپنے کتاب میں لکھ کر قاسم نانوتوی کو بچانے کی کوشش کی ـ یہ تو چند ایک حوالے تھے جو دیوبندیوں کی تحریف پر ثبوت ہیں ـ انہوں نے تو اپنے مولویوں کی کتابوں سے کفریہ مطالب نکالنے کی کوشش میں بھی ان عبارات میں کءی دفعہ تحریف کی ـ ہر اڈیشن میں ایک نءی تحریف ـ ایک کتاب کا تو مطالبہ میں نے سنی پرنس سے کیا ہوا ہے جو ان کے خالد محمود محرّف اعظم نے دعوی کیا ہے اور صرف دعوی ہی نہیں کیا محرف اعظم نے اس کتاب کو تلاش بھی کر لیا ہے ـ لیکن اب تک دیوبندی اسے یہاں پوسٹ نہیں کر پاءے ـ میں اب بھی اس کا انتظار کر رہا ہوںـ ویسے یہ دیوبندیوں کی پورانی عادت ہے جب ٹوپک پر کوءی جواب نہیں بن پڑتا تو ٹوپک بدلنے کی کوشش کرتے ہیں جیسا آپ اس پوسٹ میں بھی دیکھ رہے ہیںـ ویسے اس بات کو جواب بہت دفعہ دیا جا چکا ہے ، اسی فورم پر اس کا جواب موجود ہے لیکن میں صرف ایک دلیل دوں گاـ اہل علم مصنفین کی عادت ہے کہ بعض اوقات مضمون کی وضاحت کے لءے تقدیم و تاخیر کے ساتھ مسلسل جملے نقل کر دیتے ہیںـ امام بخاری رحمۃ اللہ علیہ نے صحیح بخاری کے متعدد مقامات پر ایسا ہی کیا ہے مثال کے طور پر ایمان کی کمی ثابت کرنے کے لءے انہوں نے ناتمام آیات قرآنیہ کو متفرق مقامات سے خلاف ترتیب مسلسل نقل فرمایا ہے دیکھءے بخاری شریف جلد اول ص 7 مطبوعہ دارالفکر بیروت کتاب الایمان قول النبی صلی اللہ علیہ وسلم نبی الاسلام علی خمس میں فرماتے ہیں "" قال اللہ تعالی لیزدادو ایمانا مع ایمانھم و زدناھم ھدی و بزید اللہ الذین اھتدوا ھدی "" غور کیجءے یہ تمام آیات مسلسل بغیر کسی علامت فصل کے نقل کی گءی ہیں جس سے بعض لوگوں کو یہ شبہ ہو سکتا ہے کہ یہ ایک ہی آیت قرآنی ہے اور حقیقت میں یہ ایک آیت نہیں بلکہ تین آیات کے حصے ہیں اور وہ بھی متفرق مقامات سے چناچہ پہلی آیت کا ٹکرا "" لیزدادو ایمانا مع ایمانھم "" قرآن کریم کے چھبیسویں پارے میں سورۃ فتح کی چوتھی آیت کا حصہ ہے ـ و زدناھم ھدی "" دوسری آیت کا حصہ ہے جو پندرہویں پارے کی سورۃ کہف کی آیت 14 سے لیا گیا ہے اور اس کے بعد "" و یزید اللہ الذین اھتدوا ھدی "" تیسری آیت کا حصہ ہے جو سولہویں پارے میں سورۃ مریم کی آیت چھیہتر سے لیا گیا ہے اگر یہ تحریف ہے تو امام بخاری پر بھی تحریف کا الزام لگایءے ـ ( معاذاللہ ) ویسے ایک بات ہے اس عبارات کو جناب علی عمر صاحب آپ نے بھی مان لیا ہے یہ عبارات فلاں فلاں صفحہ پر موجود ہے ـ
  8. ASSALAM-U-ALAIKUM WA RAHAMTULLAHI TA'ALA WA BARAKATUH WA MAGFIRAH TABLEEGI JAMAAT KA BIG LOOTA TARIQ JAMEEL LOTAYE KI TAQREEROON PER DEOBANDI MUFTI KI GIRIFT.
  9. janab dhump sahib ! app ke molvioon ko to jhoot boltay sharam nahi aaye , kam az kam app ko to aani chahiye thi na. thanvi sahib to khud inkar kar behtay hain, 1916 / 1335 tak to thanvi ne koi kitab hi na likhi, jiss ka zikar thanvi kar raha hai or uss ki ta'eed thanvi ka eradat mand kar raha hai. jub keh app ke paish ki hoye pehli kitab ke nashir ke mutabiq thanvi ne ye kitab mirza ki zindagi main likhi wo bhi 1905 se pehlay likhi, kyon keh mirza na baraheen ahmedia ki 5th jild main iss ka rad kia hai, lakin mirza ke mutabiq ye kitab rasheed ahmed gangohi ki hai. jiss ka zikar nashir ne bhi ki hai. ye kitab ganoghi ki to ho nahi sakhti kyon keh gangohi andah ho gaya tha. or thanvi ki iss lye nahi keh thanvi khud keh chuka hai humain ub tak koi mazboon samajh nahi aaya jiss per mirza ke khilaf kuch likhain. wesay bhi ye farz e kifaya hai. ub ye kitab kiss ke hai to app janay or mirzaye janay hamari itni tehqeeq hai , na ye kitab gangohi ki hai , na ye kitab thanvi ki. or wesay bhi 1916 / 1334 main thanvi ne mirza ki 6 books apnay naam se publish kari. rahi doosri kitab ki baat to wo bhi thanvi ki kitab nahi. uss kitab main hai kia. chand mirza ki ebaraat jin ka rad sirf aik do line se dia gaya hai. wo bhi doosroon ki kitab se chap kar. or iss ke baad uss zamanah main mirza ke rad main publish honay wali kitaboon ki list. or kuch nahi. balkah ye kitab nahi hai. thana'bhawan se risala an'noor main ye qist'war publish hoa tha , to deobandioon ne issay thanvi ki taraf mansoob kar dia , awam ko bewaqoof bananay ke lye keh janab ye thanvi sahib ki 2 adad kitabain hain. sabit hoa ye kitabain deobandiat ki munafiqat hai or kuch nahi , sirf or sirf thanvi ko iss zillat se bachanay ke lye keh thanvi mirza nawaz tha. jub thanvi hi mana kar gaya keh main ne koi kitab nahi likhi to ub chahe deobandi kuch kar lain kuch sabit nahi kar sakhtay.
  10. janab ahlehadees sahib ! yahan shia ka rad ho raha hai, wo taziya nikaltay hain or farzi mazar bana kar ussay poojtay hain. or yahan mazar se muraad kabar hai. janab app se jo sawal hoa uss ka jawab do.
  11. janab ahlehadees sahib ! sirf aik baat app se poochi hai yubnaa ke meaning to app ne yahan gumbad banay ke likhay. ye kiss luqat se sabit hain.
  12. janab hanafi group sahib ! pehlay to tum yahan iss hawala ka scan do yahan phir to baat hogi. doosra agar karachi main kehtay ho na to kabhi milna phir tumhain bhi main milwaoon ga deobandioon se un se soochna. main sirf imprees karnay ke lye kaha hai ya. ye such hai.
  13. janab Ali umer sahib ! chalain aik second ke lye app ki baat ko sahi maan letay hain kah thanvi ne yahan baat samjanay ke lye aik misal se samjaya hai. kah baaz gaib ka ilm har kisi ko hota hi hai. chahay wo janwar ho, pagal ho, bacha ho, insan ho etc. matlab koi na koi baat doosray se makhfi hoti hai. to app se kuch sawal hai iss per. kisi na kisi se koi baat ka makfi hoa yani app kuch essi baat jantay hain jo main nahi janta ya main essi baat janta hoon jo app nahi jantay. to kia mujh per or app per baaz ilm e gaib ka itlaaq ka dawah karna jaiz hai. ??? Quran o Hadees ki Sirf aik nas se sabit kar sakhtay hain keh insan, janwar, pagal ko baaz ilm e gaib hota hai ?? ye na kehna nabi kareem sallallaho alaihi wasallam bhi to insan hain. yahan insan se murad ummat ki baat ho rahi hai. app ki akhiri baat ko bhi aik second ke lye maan letay hain keh iss wajah se nabi kareem sallallaho alaihi wasallam ko alim ul'gaib nahi keh sakhtay. kyon kah baaz to janwar , pagal , insan etc ko bhi hai. iss per bhi sawal hain. Allah Azzawajal Quran E Pak main irshad farmata hai :: إِنَّ اللَّهَ سَمِيعٌ بَصِيرٌ بیشک اللہ سنتا دیکھتا ہے Undoubtedly, Allah sees, hears. ( surah e luqman : ayat 28 ) doosri jagah Allah Azzawajal Irshad farmata hai :: إِنَّ اللّهَ كَانَ سَمِيعًا بَصِيرًا بیشک اللہ سنتا دیکھتا ہے Verily Allah hears sees. ( surah nisa : ayat 58 ) فَجَعَلْنَاهُ سَمِيعًا بَصِيرًا تو اسے ( انسان کو ) سنتا دیکھتا کردیا We made him hearing, seeing. ( surah insan : ayat 2 ) kia kehtay hain janab phir to ma'az Allah azzawajal app iss ayat ka inkar hi kar dain. kyon insan bhi to dekhta sunta hai or Allah azzawajal bhi to dekhta sunnta hai. kia kehtay hain ??? iss tarhah ki or bhi ayaat hain. or haan yahan ye mat kehna keh tum ne Allah azzawajal or nabi kareem sallallaho alaihi wasallam ko mila dia .......... main sirf sawal kia hai. kyon keh hamaray pass nabi kareem sallallaho alaihi wasallam ke ilm gaib jannay ki Quran o Hadees se daleelain mojood hain. app ko jannay ki zaroorat ho nahi hogi. or agar zaroorat ho to keh di jiye ga. wesay aik baat hai ahlesunnat wa jamaat nabi kareem sallallaho alaihi wasallam ke ilm gaib jannay per daleelain detay hain. deobandi ke hakeem ul ummat ne to maan bhi lia or sirf nabi kareem sallallaho alaihi wasallam ke lye hi nahi balkah janwar, pagal, insan sub ke lye baaz ilm e gaib ka alim maan lya. rahi baat hamaray baaz or deobandi baaz ki to janab hamaray baaz ki had to hum jantay hain. ali umer sahib zara app iss baaz ko difine kar sakhtay hain ?? keh app ke baaz ki had kitni hai. hazrat umer radi Allah anhu ne farmaya :: "" aik martaba rasool Allah sallallaho alaihi wasallam aik maqam oer kharay hoye or app sallallaho alaihi wasallam ne hamain tamam makhlooq ki pedaish ke baray main bataya hatta kah jannati apnay tihkanay per jannat main dakhil ho gaye or jahannumi apnay tihkahany per jahannum main poohanch gaye. jiss shaks ne iss ko yaad rakha uss ne yaad rakha or jiss ne bhool gaya so wo bhool gaya. "" ( bukhari , jild 1, page 453 ) ye hamaray baaz ki had hai. isi tarhah apnay hakeem ul ummat ke baaz ki had zara likh sabit kar dain. ??
  14. janab teejani sahib ! jub app ko asal aqeeqat ka maloom nahi to kyon fazool ka panga letay hain. jaye pehlay asal aqeeqat ka pata karain. main ne kyon qasin nanotvi ko khatam e nabuwat ka munkir kaha. chalin app ko mukhtasar bata deta hoon. qasin nanotvi ko kahtam e nabuwat ka munkir main nahi , ullama ahlesunnat ne bhi kaha , or sirf alahazrat alaihi rehmah or baad ke ullama ne nahi , khud qasim nanotvi ke door ke ullama ke ussay khatam e nabuwat ka munkir kaha. uss ke khilaf kitabain likheen. 1) tehqeeqat e muhammadia hal e ohaam najdia ( 1872 ) 2) al'kalam ul ahsan 3) tanbihatul jahan ( 1874 ) 4) qool e faseeh ( 1875 ) 5) efadaat e hamdia ( 1909 ) 6) rad e rislah qanoon e shariat 7) abtaal aalaam e qasmia ( 1882 ) 8) fatawa be'nazeer 9) kashful iltabas fi asr e ibn abbas 10) qistaas fi muwazna asr e ibn abbas ( 1861 ) qasin nanotvi ka intiqal 1879 main hoa tha. or maloomat ke lye issi forum per ya islamieducation.com per kitbain mulahiza karain. janab teejnai sahib ! hub e nabi main koi koi apnay app ko hadees e khas ka nisdaq nahi tehrata. ye hadees nabi kareem sallallaho alaihi wasallam ka kassa hai. ullama ahlesunnat ka manna ye hai hamain jo kuch milta hai wo huzoor ke waseela se hi milta hai. deobandi to wesay bhi iss hadees ke munkir hain molvi ismail dehlvi likhta hai :: "" or jiss ka naam Muhammad ya Ali hai, wo kisi cheez ka muktar nahi "" ( Taqviatul Emaan , page 46 ) janab jub mirza qadiani ke baraheen e ghulamia main quran o hadees ko apnay upper chaspa kia tha , or uss ki taveelain molvi muhammad hussain batalvi ne apnay risal "" Asaatus sunna "" main ki thi. to uss per bhi ullama harmain shareefain ne mirza qadiani or batalvi ko kharij az islam qarar dia tha. or jus kuch isi tarah ki taveelain rasheed ahmed gangohi ne ki to ullama ludyana ne gangohi ko bad'shakal likha or uss ka rad kia. app bhi wohi kar rahay hain. jo batalvi or gangohi ne kia tha. janab app kehtay hain ye etiraaz nanotvi ki zindagi main hota to wo uss ki wazahat kar deta. to janab pehli baat uss ne baat kisi kitab main likhi. agar likhta to zaroor ullama waqt iss per bhi girif kartay, jiss tarah mirza qadiani per girif ki ja kar parhye allama ghulam dastgeer qasoori ki kitab "" Rajmush Shayateen "" iss ka urdu main translation "" Tehqeeqat e Dastgeeria "" hai. ja kar parhain. nanovti ne baat apnay mohibeen main kahi thi. zahir hai jo qasim nanotvi ko shamsul islam , imam kabeer , qasim ul kheraat mantay hoon wo kyon kar etiraaz kartay. or sawanah qasmi nanotvi ke marnay ke 76 saal baad likhi gaye. iss ke elawa yehi waqia arwahe salasah main bhi hai. janab teejani sahib ! ye galat femiyaan nahi hai wazeh bayan hain, jiss se qasim nanotvi ki azmat ko zahir kia ja raha hai. khud deobandi ka guru molvi ismail dehlvi kehta hai "" insan aapas main sub bhai hain , jo bara buzurg hai wo bara bhai hai, so uss ke baray bhai ki se tazeem ki jiye "" ( taqviatul emaan , page 67 ) baray buzrg se yahan kia murad hai, anbiya alaihi mussalam hi murad hain na ?? anbiya ki tazeem baray ki tarah balkah uss main bhi kami. lakin qasim nanotvi ki tazeen hadees uss per chapaa kar ke ki ja rhi hai. ye deobandi ki munafiqat nahi to or kia hai. ?? qasim nanotvi ne jo tehzeerun naas main jo tahreef kari hai na uss ka maqsad sirf or sirf nabuwat ka elaan karna tha, wo to uss ke umer ne uss ke sath wafa nahi kara warna wo nabuwat ka dawa kar behta. iss ke dalail bhi hain hamaray pass. qasim nanotvi ka wahi ke nazil honay ka dawah karna, deobandi ka qasim nanotvi ki qabar ko nabi ki qabar kehna, balkah nanotvi ko muqarrab farishta kehna. issi sawanah qasmi or arwahe salsah main parhain ye sub baatain. janab teejani sahib masla ki poori tehqeeq karain. in ke kitabain parhain agar wo nahi to ullama ahlesunnat ki kitabin parhain. main ne pehlay bhi kaha tha in se husun zun na rakhain. ye kafir hain. or fiqah ki ebarat to app ne parhi hogi "" man sakka fi kufrihi wa azanihi faqad kafara "" jiss ne in ke kufur or azaab main shak kia wo bhi kafir. to aainda apni iss taveelain karnay ki adat ko kaheen dafna dain. hanafigroup tum se uss waqt baat hogi jub tum burqah posh kitaboon main meray kye gaye sawaloon ke jawab do ge.
  15. janab ali umer sahib , app jiss tarah brelvi se deobandi hoye. ussi tarah main deobandi se brelvi hoa hoon. mujah jub in baatoon ka maloom hoa to main ne sirf aik taraf ki nahi sunni balkah donoon taraf ko parha, balkah main ne wo sub kitabain jin per ullama ahlesunnat ko etiraaz hai deobandi ullama per wo main ne deobandi maktaboon se buy karain. mera tajurbah yehi hai keh deobandi ullama ne sirf sirf jhoot se kaam lia hai. in kitaboon main. jiss ko inhoon ne kufur likha wohi in ka aqeeda hai. jiss ko ye loog shirk kehtay hain wohi kaam ye loog kartay hain. jin ko ye biddat kehtay hain wohi kaam ye kartay hain. sirf deobandi awaam ko bewakoof banatay hain. in sub jhoot ko dekhna hai to iss session ke har topic ko araam se mulahiza karain. app ko pata lag jaye ga.
  16. janab teejani sahib ! main ne apni marzi se kuch nahi kaha, wo jo un ki kitab main hai main ne wohi kaha hai. app kehtay hain main sooch bhi nahi sakhta lakin phir bhi uss majzoob se husan e zan bhi qayim rakhtay hain. sareeh alfaaz main niyat nahi dekhi jati. uss main matlab nahi talash kiye jatay. apna husan e zan kisi sunni ke lye bacha kar rakhain. kaam aaye ga. rahi baat app ke husun e zun ki to bhi app ke kaam nahi aaye ga. kyon keh wo khud apnay mafhoom ki wazahat jo thanvi ki maan nay ki thi per daad de raha hai. or man raha hai keh meray kehnay ka ehi matlab tha. phir kon sa husun e zun ?? janab majzoob agar sirf yehi keh deta keh ub ki bar Ali ( radi Allah anhu) ke hawalah ker dena to koi baat nahi thi. uss ne iss se pehlay jo kaha wo kable girift hai. sahaba radi Allah anhuma per ilzam alagay walay ke sath app husun e zun rakh sakhtay hain main nahi, main kia koi sunni bardast nahi karay ga. janab teejani sahib alvi honay se choot nahi mil jati kah jiss ki shan main chahay ghustakhi kar dain. or jin ki shan main ghustakhi hoye hai wo koi or nahi hazrat umer or hazrat ali ( radi Allah anhuma ) hain. jin ki shanoon se app bhi waqif hain. mujah yahan bayan karnay ki hajat nahi. janab hun ne apnay taraf se kuch add nahi kia. jo ghustakhi thanvi or uss ke ghar waloon ne ki hum se un ki nishan dehi ki hai. hum ne kisi ko bila wajah gaseeta nahi hai. hum ne yahan kisi ka khaata nahi khola. app ko taveelain karnay ka bohat shook hai. har jagah taveelain na kia karain. kaheen koi taveel app ke galay main na atak jaye. aik taveel app ne doosray topic main bhi ki nanotvi ke sath uss ka jawab dena tha. lakin main abhi masroof hoon. jo kaam app kar rahay hain na wohi kaam sari zindagi deobandi karta hai. yani taveelain karna. hazrat abdullah bin umer radi Allah anhuma farmatay hain kah Rasool Allah sallallaho alaihi wasallam ne farmaya :: "" jub tum un logoon ko dekho jo meray sahaba (radi Allah anhum) ko bura keh rahay hoon, to kaho kah tumharay shar per Allah ki lanat ho "". ( Tirmizi , jild 2, page 706 ) hazrat abu huraira radi Allah anhu farmatay hain kah Rasool Allah sallallaho alaihi wasallam ne farmaya :: "" meray sahaba ko bura na kaho, meray sahaba ko bura na kaho, uss zaat ki qasam jiss ke qabzah e qudrat main meri jaan hai agar tum main se koi shaks uhad pahar ke barabar soona bhi kheraat de to wo sahaba ke diye hoye aik mad(aik kilogram) balkah nisf mad (nisf kilogram) ke barabar bhi nahi hai. ( Muslim , kitab fazail e sahaba , hadees # 6364 )
  17. janab Teejani sahib! chalain app ki science ki baat ko thori deer ki lye sahi maan letay hain. to kia iss wajah se ye kehna keh umer ya ali ki kashakashi main mar jatay hain ?? ub ki baar bachay ka naam alvi nisbat se rakhna to bachay bach jayeen ge. kia farooqi nisbat se bachay mar jatay hain ?? kia essay saaf jumlay kehnay ke baad bhi niyat ka etibar kia jaye ga ?? jin ki wazahat baad main bhi ki ja rahi hai. kia essay ilzam sahaba radi Allah anhum ki taraf mansoob karna jaiz hain ?? chahay niyat kesi bhi ho ?? chalain aik min ke lye uss majzoob ko majzoob man letay hain . to kia thanvi or uss ka poora ghar bhi majzoob tha ?? thanvi ka khalifa jiss ne ye kitab likhi wo bhi majzoob tha kia ?? maan or baab ke nutfe main agar maan ka nutfa galib aajaye to larki peeda hoti hai or baap ka nutfa galib aajaye to larka peda hota hai. ( Tabrani Kabir , jild 2, page 93) jub larka paida ho gaya or uss ka naam farooqi nisbat se rakh bhi dia. ub wo mar jaye to kia iss main farooqi nisbat ka qasoor hai.?? ( Al'ayazubillah ) farooqi nisbat se naam rakh dia to ub donoon main laraye hogaye or bacha margaya. ub to bacha paida ho uss ka naam alvi nisbat se rakhna . ye ilzam kiss per hai app batayeen ge. ?? hazrat Ali per ya hazrat Umer per ( radi Allah anhuma ) Ya app ki science per .
  18. WA A'ALAIKU'MUS'SALAM WA RAHMATULLAHI TA'ALA WA BARAKATUH WA MAGFIRAH JANAB TEEJANI SAHIB JAHAN MIRZA QADIANI KE JAHANUM RASEED HONAY KA APP KO YAQEEN HAI WAHEEN PANDIT QASIN NANOTVI KE JAHANUM RASEED HONAY KA HAMAIN MIRZA QADIANI SE PEHLAY YAQEEN HAI. KYON KAH KHATAM E NABUWAT PER DAKA DALNAY WALA YEHI WO PEHLA ANGREEZ AGENT HAI. MIRZA QADIANI NE TO ISS KA FAIDA UTHAYA HAI. AGAR NANOTVI KI ZINDAGI KUCH WAFA KARTI TO DO DAWAH MIRZA QADIANI NE KIA HAI WO NANOTVI KARTA. RAHI BAAT CASE KI TO APP SAMJAH HI NAHI CASE. KOI BAAT NAHI. APP KE LYE ITNA KAFI HAI KAH APP KI MALOMAAT PER ITNA EZAFA HO GAYA KAH JAHAN NANOTVI NE AIK HADEES KO APNAY UPEER CHASPA KIA WAHEEN MIRZA NAY BHI AIK HADEES QUDSI KO APNAY UPPER CHASPA KIA. UB BHI APP KI SAMAJH MAIN KUCH NAHI AYAA TO HAMARI ZIMAHDARI NAHI KAH HAR BAAT APP KE SAMAJH MAIN BHI AAJAYE.
  19. ASSALAM-U-ALAIKUM WA RAHAMTULLAHI TA'ALA WA BARAKATUH WA MAGFIRAH ALL SUNNIES
  20. ASSALAM-U-ALAIKUM WA RAHAMTULLAHI TA'ALA WA BARAKATUH WA MAGFIRAH
×
×
  • Create New...