Jump to content

wasim raza

اراکین
  • کل پوسٹس

    516
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    28

سب کچھ wasim raza نے پوسٹ کیا

  1. """ Hazrat ubada bin Samat R.A se marwi hai k Huzoor sallallahu alai wa Alihi wa sallam ne faramaya ". BESHAKAllah Ta'la ne sabse pehle Qalam ko paida kia ,Fir ise farmaya k likh , Usne arz kia, Kya likhu ?, Allah ra'la ne farmaya QADAR TEHREER KAR JO KUCH PEHLE HO CHUKA AURJO KUCH QAYAMAT TAK HONE WALA HAI """" { Tirmizi , vol4 , pg 457 , raqm 2155 } SubhanAllah Kuch log Is Hadith ka pehla hissa bayan karke logo ko behka dete hai k Aap sallallahu alai wa Alihi wa sallam ne farmaya hai k sabse pehle Allah ne qalam paida farmaya hai , Jo ki is Hadith par galat bat bandhna hai , Is Hadith ka dusra tukda padhey , """ Allah ne farmaya : Qadar tehreer kar jo kuch ho chukahai "" Ab ye bat Qabile Qaur hai k Agar Allah ne sabse pehle Qalam ko paida farmaya to yeq kaha k jo kuch isse pehle ho chuka hai wo bhi likh de???????? Jab kuch tha hi nhi aur pehli cheez qalam hai to kalame ilaahi aisa q ?????????? Ab is Kalame ilaahi se ye Sabit hota hai k qalam se pehle bhi kuch tha , Tabhi to Rabb me farmaya k wo bhi likh do jo isse pehle hu chuka hai SubhanAllah Ab is Hadith ki sharah me maimuhaddithin ki bhi sharah de rha hu jisse is Hadith ka asalmeaning apko wazeh ho jayega , InshaAllah Great muhaddith Mulla Ali Qaari on this Hadith , """ Pas Qalam ki Awwaliyat azaafi hai ,Haqeeqi AwwaliyatNOORE MUHAMMADI sallallahu alai wa Alihi wa sallam ko hi hasil hai """" ( Mulla Ali Qaari ,mirqaart , vol 1 , pg 139 } Mashhoor muhaddith Imam Qustalani on This , """ Qalam ki awwaliyat NOOREMUHAMMADI sallallahu alai wa Alihi wa sallam k Alawa Baaqi ashiya ki nisbat se hai """ {Imam Qustalani , Al- muwahibul ladaniyah ,vol1, pg 74: mulla Ali qari air imam qustalani r.a ke qoul ke scan pages chahiye.
  2. Sure nisa, aayat 80 '' jisne Rasool ki ata'at ki usne ALLAH ki ata'at ki. Iss ayat ki taseer me imam faqruddin raazi r.a ne tafseer e kabeer me iss hadees ko naqal kiya hai. Toheedi bhai ya phir koi islami bhai iss hadees ka scan page laga de to bahoot maherbani hogi,
  3. Juz e rafayadain imam bukhari ki kitab hai ya unki taraf mansoob ki gayi hai?
  4. YAZEED al_FAqir(tabi) Se Rivaya hai ki Muje Kharjiyo ki Ek Ray boht acchi lagti thi. Pas Ham Ne Ek Gini Chuni Toli Ke Sath Hak ke Liye Nikle Phir Ham Logu Ke Pas Gaye. Yazeed Al_FAQIR ne Kaha: Ham Madina Taiba Me Jabir Bin Abdullah R.a. KE pas Se Guzre, Wo Ek Satoon Ke Pas bethe , Logu Ko Rasoolulah ki Hadise Suna rahe the Unho ne *Jahanamiyo* ka Zirk Kiya To Me Ne Kaha; Aey Rasolulah Ke Suhabi! AAP kaisi Hadise Bayan Karte hai? ALLAH farmata hai, "beshak tu ne Jise Aag Me Dakhil Kardiy To Tune Use Rusva Kardiya"[AL_ IMR AN:192] AUR "AUR jab bi wo use Nikalne Ka Irada Kare ga Inhe Is me Lota diya jayega"[sajda:2 0] pas aap ye kya keh rahe hai? JABIR r.a. NE farmaya; kya tu Q0ran Padta Hai? Mene kaha: Ji han! Farmay: kya tuje Mohammad Salalahu Alyhi Wasalam ka Muqam Maloom hai. JO ALLAH apko Ata KARE ga? Me ne Kah:JI han! Unho ne farmaya: YE muqami Mahmood hai, Jis ke(ata karne ke) Zarye Allah Jin Logu Ko (jahanam se) Nikalna Chahega. Phir Unho Ne Pul_SIRAT ke Nasb hone aur Is par se Logu ke Guzarne ka Zikr kiya. Yazeed al_faqeer ne Kaha: muje Ye dar hai ki me ise achi tarah yad na Rahk Sak Sivayi is ke ki Unho ne bataya ki ek Qoom Aag me jalne ke baed Nikle gi, Wo(log) is tarah Nikle Ge Goya Ki Kali(jali huyi) Ladkiya hai. PHir Wo Janat ke Nehro Me se ek Nehr me Dakhal Ho Kar Gusul Kare ge Phir is tara bahir Nikle ge Goya (white) kagaz hain. Pas ham ne (Kharjiyo ki roy se) Raju Kar liya. HAM ne KAHA: TUMHARi kharabi ho! KYA ye Shekh, Rasoolulah Par jhoot Bol Rahe Hai? ALLAH KI qasam hargiz Nahi, Pas Ham sab ne Sivayi ek aadmi Ke Raju Kar liya, [Muslim:191] ise ye pata chala ki Khawaraji wo aayat Musalmanu ke mutalik Late the jin Me Kafiro ko Hamesha Jahanam me rakhne ko kaha gaya hai (jaisa ki upar ki di gayi do Aaya me zikr hai). Wo Log Nabi Salalahu alyh wasalam ki SHAFATUL kubra Ke Munkar the. (#AHLIhadis #alhamdulilah Ise Mante hai . Jaisa ki me ne Sabit kiya) Nabi salalahu Akyh wasalam Alhamdulilah shafat karenge aur Umati jahanam se Nikale ge Magar #Mushrik [nisa;4 8].
  5. "Hazrat Aaisha Siddiqa'h radi Allah anha farmati hai k Rasool Allah sallallaho alaihi wa sallam ko Shahad aur Halwa Pashand tha" (Bukhari,Vol.3, kitabut Talaq)
  6. WO WAHABIYA NE JISE DIYA HAI LAQAB SHAHEED-O-ZABEE H KA WO SHAHEED-E-LELAA NAJD THA WO ZABEEH-E- TAIGH- E-KHAYAAR HAI......
  7. Hanfi- Barelvi 04 Nov 2013 Poster ka Jawab... Matloob hai ..... aapke poster me jo hadees e paak hai uska jawab muhtram saeedi saab ne pahle hi diya hai. (← Alahazrat wa AhleSunnat Per Aetarazat Ke Jawabat Islami Mehfil » Ek Deobandi Ne Sarkar Alaihissalaato Wassa...).
  8. Ghulam.e.Ahmed bhai aapne wo kahaawat to suni hogi ''kadwa kadwa gat gat, meetha meetha tho tho. Wahabi bhi kuch iss type ke hi hain.
  9. Bhai jaan kya ye hadees al mustadrak, ibne kasees, Khasais Ul Qubra me bhi maujood nahi hai?
  10. Hazrat Usman ﻪﻠﻟﺍ ﯽﺿﺭ ﻪﻨﻋ ney fermaya "Jo milaad per aik derhum kharch kary ga usko badr k shohada jitna sawab milly ga". -Hazrat Umer ﻪﻠﻟﺍ ﯽﺿﺭ ﻪﻨﻋ ney fermaya:"Jiss ney milaad ki tazeem ki us ney deen ko zinda ker dia". -Hazrat Abu bakr ﯽﺿﺭ ﻪﻨﻋ ﻪﻠﻟﺍ ney fermaya:"Wo shaks jannat main mery sath hoga jis ney milaad per aik derhum bhi kharch kia". -Hazrat Ali ﻪﻨﻋ ﻪﻠﻟﺍ ﯽﺿﺭ ney fermaya:"Milaad manany wala dunia sey eman ki neimat ley ker jai ga, aur billa hisab janat main dakhil hoga"References of Sahaba: -(Ibn-e-Kaseer, Maulid- ul-MUSTA FA, Page:29-30) -(Al-Mustadrak, Pg:327, vol:3) -(Khasais Ul Qubra, Page:97, vol:1) -(Anwar-ul-Muha mmadiya, Pg:62) -(Ibn-e-Kaseer, vol:4, Pg:321) -(Al-Mustadrak, Vol:2, Hadees:4174 (
×
×
  • Create New...