Jump to content

Gulzar

اراکین
  • کل پوسٹس

    204
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

سب کچھ Gulzar نے پوسٹ کیا

  1. AAJ KE ZAMANEY mein JO LOG SUNNATAIN PADTEY HAIN UNHE SUNNAtain ghar MEIN padni chahiey ya masjid mein? MAINE SUNNA THA KE MASJID MEIN JITNI DEER INSAAN MAJOOD RAHE UTNI DEER TAK FARISHTAY US KELIEY MAGFIRAT KI DUAA KARTE REHTE HAIN,
  2. Gulzar

    Dhelhe kya hotey hain

    Dhelhe kya hotey hain? http://i36.tinypic.com/14xides.jpg yahan Pahaney ki cheenton se kya murad hai? http://i33.tinypic.com/2hxokt0.jpg yahan pe hai ke sunnatein ghar par padni chahien aur neeche likha hai ke masjad mein pardna afzal hai, thoda confus ho gya hoon http://i33.tinypic.com/96b7fl.jpg
  3. yani ke 4 mein se 1 hissa gila hona chahiey sar ka, lekin sunnat ke mutabiq to 3 fingers se masah karna chahiey, aur jab gilli fingers se sar ke samne se masah shuru karte hain to masah shuru karte hi fingers sookh jati hain aur peeche tak fingers aissey jati hain jaissey ke sookhi hui fingers. aur is tarah baqi ke baal gilley nahi ho saktey, bohat confusion hai bhai,
  4. Gulzar

    sar ka masah

    wuzoo mein jo sar ka jo masah karte hain,use mein sar ka chotahi masah karna chahiey, sar ka chotahi hissa masah kissey kehtey hain?
  5. aap ne kaha mein jis waqat bhi padon tehfeef kar sakta hoon, chahey mein sarey din mein sirf 1 hi qazaa namaz padon, phir bhi tehfeef kar sakta hoon?
  6. ok yeh hal ho gya, maine yeh risala pada hai ''Qaza Namazon ka Tareeqa'' aur is mein hai ke bohat sari qaza namazein ho to aap ke lieye 4 Tahfeefein hain, mas'lan, rakoo mein 3 ki bajaey 1 hi bar subhanallah kehna, sawal yeh hai ke, farz karein ke jiski kam az kam 2 ya 3 hazaar se zayada namazein rehti hon aur wo har roz 5 qaza namzein padta ho, jaise ke fajar ke baad ek qaza, zahur ke baad ek qazaa etc... to jab wo fajar ke baad ek qazaa padey ga to wo kya tehfeef ke saath pad sakta hai ya nahi, i mean wo kya rakoo mein 3 ki bajaey 1 martaba subhanallah kahe ga ya teen bar?
  7. Jiski bohat sari qazaa namazein reh gai hon, wo agar har roz 10 qazaa padta hai, wo kya 10 qaza namazein ki ek hi niyat karke akathi hi 10 pard sakta hai? yani ke bajaey ke 10 namazon ko pardney ke liye un ki 10 bar niyat kare, kya ek hi niyat se 10 pard sakta hai?
  8. chalein ek baat teh ho gai ke kafir ki gheebat beshak karein, uska koi gunnah nahi, agar hum kissi muslim ki gheebat karte hain to gheebat karne wale ko kaissey pata chaley ga ke jis ki us ne gheebat ki hai usey is baat ka Eza pohnchey ga ya nahi, kya pata usey sunaney ke baad koi takleef hi na ho i mean maybe he dont mind if we talk behind him, imean he even dont know what we r saying behind him.
  9. maine bohat koshish ki is poorey fatway ko samjane ki lekin meri kam ilmi ki wajah se main issey theek se samjh nahi paya, shuru mein likha hai ke kafron ki gheebat karna gunaha nahi, kaissey pata chaley ke meri baat se us ko takleef pohnchey gi ya nahi jis ki main gheebat kar raha hoon, use to pata hi nahi ke us ki peeth peeche koi us ki gheebat kar raha hai
  10. Gulzar

    Gheebat

    maine parda hai ke agar koi kissi musalman ki peeth peeche us ke barey mein aissi baat kehna jo use na pasindida ho wo gheebat hai, agar aissi hi koi baat hum kissi Ghair muslim ki peeth peeche karte hain to kya yeh bhi gheebat hai? jawab ke liye shukrya!
  11. aap ka yeh kehna hai ke aur log disturb na ho to is liye azaan ander di jati hai, right?
  12. 'beroon-e-mulak' ( pakistan ke ilawa aur jitne bhi country hain Europ, USA etc... pakistan ke andher to azaan mic ke zariey di jati hai aur sab sun laitey hain lekin usa mein aissa nahi hai badkismati se
  13. jee han mujhe Akhlaaq aur Ihlaas k barey mein janana hai, jaissey ke kehte hain ke apna Akhlaq durast karo, merey khiaal se Akhlaaq aur Ikhlaas 2 aleda cheezein hain,
  14. bohat shukrya, mujhe kuch aissa hi jawab chahiey tha,
  15. Gulzar

    Akhlaaq & Ikhlaas

    Akhlaaq aur Ikhlaas kissey kehtey hain?
  16. mera sawaal darasal in chotey chotey haroof ke barey mein tha, aap yeh link dekhiey, is mein meine Flash ke zariey nishan dahi ki hai, umeed hai ke ab sawaal clear ho gya ho ga, Click on this link please! http://i37.tinypic.com/2cnglcy.jpg
  17. Asalamo Elekum! meine yeh wali kitaab ''Wuzoo Ka Tareeqa'' pardi hai aur is kahin bhi mujhe likha hua nahi mila ke kangi kar ke jana chahiey ya nahi aur meine ahkame-e-naamaz ka bhi kuch hissa parda hai lekin kangi k barey kuch nahi mila, Beher Haal, aap kehte hain yeh jaiz to yaqeeqan aap mujh se zyada ilm rakhney waley hain aur yaqeeqan sahi hi hongey, shukriya!
  18. azaan bahir kyion deni chahiey jab ke mic ke zariey awaaz door doora tak pohanch jati hai aur mic andher lagaeyin ya jooton ke paas, baat to ek hi hai. aur jahan par mic ke zariey azaan nahi dijati wahan par kya bahir ana chahiey azaan keliey? mein pakistan mein nahi rehta bal k beroon-e-mulak mein rehta hoon aur wahan par mic ke zariey aap azaan nahi de saktey, aur hamarey haan jo masala (masjid) hai wo basement mein hai aur us mein dakhal hone se pehle jootey bahir hi utarey jatey hain, to kya humein azaan bahir a kar di jaye ya ander, kyon ki wahan pe aas paas aur bhi log ate jatey hain jo ke muslim's nahi hain.
  19. Is mein likha hai ke masjid ke ander azaan dena jaiz nahi balqe azaan masjid ke bahi dena chahiey, samajh nahi ati ke azaan to yaqeeqak sabhi masjid ke ande hi detey hain, yeh wali link mulaza farmaiey: http://i35.tinypic.com/287iydu.jpg http://www.dawateislami.net/library/litera...1&year=2006
×
×
  • Create New...