Jump to content

Ya Allah Madad

Under Observation
  • کل پوسٹس

    351
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

سب کچھ Ya Allah Madad نے پوسٹ کیا

  1. Kyon K Yeah Dawat-e-Islami Wala Hai Jis Per Aaqa S.A.W ki Nazr-e-Karam HaiHame Dawat-e-Islami Se Piyar Hai Inshahallah Humara Bera Par Hai Ya Attar Al Madad
  2. Kisi ki baat ko radd mein us waqat karoonga na ke jab wo apne moqaf ke dalail day..kisi ke muh ke mehne se kia hota hay..aajkal to fashion ban giya hay ke kisi ka kutta bhi mar giya to taalban ne maara hay..ye sab bekaar batein hein..daleel se baat kia karo..takay is tarah ke logon ko hum bhi pakrein hum bhi criticize karein..ye kia ke western media (yahoodion) ne jo campaign chalai hay ke aur islam ke khilaaf mahaz khol rakha hay.. ye shaks to unhi yahoodion ki zubaan bol raah hay jo wo bolte hein..hamara source of knowledge kia is dehshad gardi ke events ka..hum tak jo reports is terrorism ki milti hay sab isi media ki hi hoti hein..Dunya ka 90% media jews ka hay..kia kisi bralvi jamat ne wahan jakar reporting ki hay aur haqaiq jama kiye ei ya koi dstawezi suboot inke pass hein to pesh karei..nahi to jhooto ki list mein hi inka naam hay..aur ye apni post ke zarye fasadaat khara karna chahaty hein takay bralvi deobandi ahlehadees ki aik jang is mulk mein shroo ho jaey..aur khoon kharaba har gali muhallay mein shroo ho jaey..yahi in yahoodion ki saazish hay ke maslaki fasad karo is mulk mein aur larwa kar is mulk ko kamzor karo..aur ye hazrat yahoodion ke agent ban kar yahi kaam kar rahay hein. Allah humko haqeeqat tak pohonchne ki tofeeq ata farmaey.. MERI ADMN SE REQUEST HAY KE JIN POSTS SE FASAAD KI BOO AEY IS TARAH KE TOPIC KO CLOSE KAR DENA CHIYE ..IS THREAD SE NAFRAT AUR LARAI KE ILAWA KUCH BHI HAASIL NAHI HOGA..
  3. Ye ajeeb tajziya nigar hay bol raha hay to bole chala ja raha hay..jo muh mein aaey bakwaas karo..koi suboot ho ya na ho bas apne dil ki bharaas nikalo..is jahil aadmi ko ye nahi pata ke jis dehshad gardi ka ye zikir kar raha hay us dehshatgardi mein ab tak kitne bralvi log mare hein..kitni jaanein ab tak in bralvion ki gai hein..jin logon par tum log jhoota ilzaam lagaey ja rahay ..tumko agar zara bhi sharam ho to jahan itna tajziya kar hay ho.wahan ye bhi check karlo ke is jang mein ab tak kitne deobandi wahabi halaak ho chuke hein..ye bhi khoob rahi jo log dehshat gard hein bande bhi unhi ke mar rahay hein..agar aesa tum logon ko maarna hota to tumhari nazar mein jis tarah se bomb blast kar rahay hein ..tumharai masjid o ijtima mein kab ka blast kar chuke hotay..lahore mein naeemi sahab ka nahi dekha kia..tum log kia maidaan mein aaogay..maut ke darr se se to tumhara annual ijtama cancel kar diya tumharay ameer ne..jo khud guard ke baghir bahair nahi nikalte..inki jamaat kia maidaan mein aaegi..itni bahadur hoti to ijtima cancel nahi karti..
  4. Mein kisi albani ko nahi maanta ke uske kehne se koi cheez zaeef ya qawi nahi ho sakti..haan jis muhaddis ne ye hadees bayan ki hay uski sanad mein agar zof hay to pesh karo..aur ye bhi batao ke tum log is hadees ko maante ho ya nahi.. Tum logon ne Aurto aur mardo ke liye alag alag mazari shariyat kion banai hoi hay..kia aurto ki mazari shariyat alag hay aur mardo ki alag hay.. sab baton ka jawab ye hay ke ye sabit karo ke ye baddshah yahan par shirk kar raha hay..tab hi tumhari baton ka jawab diya ja sakta hay..
  5. Mein ne waseelay ko shirk nahi bola hay...mera aqeedah ye hay ke agar koi Dua maagte hoay bole ke Allah apne falan naik bande ke sadqe meri hajat puri karde..to mujhe is tarah ki dua maangne mein koi mumniat nazar nahi i hadees mein..Haan agar bara e raast agar wo shaks usko nida kare dua mein jiska waasta wo Allah ko deta hay to ye shirk hay..kionke waasta Hazrat Abbas ka diya sahaba ne..Magar unho ne us qahat ke moqe par bhi Allah ko Rasool Allah ke chacha ka waasta diya magar Rasool Allah ko nida nahi ki us qahat ke moqah par..yahi mera moqaf hay..is puri thraed mein mein ne waseelah par to baat ki hi nahi hay..koi shaks saamne ho aur us se madad ki request karna aur koi is dunya se guzar chuka ho phir us say madad ke liye request karna dono baton mein bara farq hay.. koi ahle hadees hazraat waseelay ki mumaniat par koi hadees ho to pesh karein takay meri islaah ho..
  6. HAQ F_____ walay agar ye parh rahay hein to talinenoor ki post ka jawab dein.. talinenoor sahab mujhe hairat hay ke ye sab kia hay..dono party ka aik hi haal hay..
  7. JAb jawab nahi hota to yahi batein karrogay..daleel usko deni parti hay jo dawa karta hay..dawa to shirkiya naaray ka tumlogon ne kia na pehlay ..to daleel bhi tum hi do..likha hoa bhi tum log dikhao.. batein karne mein kuch nahi lagta .apni ye shirkia tashree zara quroon e oola ke mufassir se bhi dikhado na ke kisi ne ka quran se shirk ki taaleem akhaz ki hay jaysay tumharay saeedi ne karli..
  8. Agar logon ka ye aqeeda ban jaey ke kisi ke bhi marne ke baad is dunya se uska contact totallay khtam ho jata hay aur uska ab is dunya se kisis bhi qisim k taaluq nahi rehta..to............ Dunya se shirk khatam ho jaega
  9. Wahan ke hukkaam ne jo bhi sakhti wahan ki hay uski taaid tumharay is fatwe se bhi hote hay..jo rules tum logon ne aurto par apply kia hay samjho usi rule se unho ne sab ke sath sakhti ki hay..in saudis se pehlay wahan par mazar par chadar charhai jati thi aur wo sab kuch hota tha jo yahan indo pak mein hota hay???..usko sabit karo..chahay kisi ki bhi hukomat wahan par rahi ho..
  10. Sag-e-Attar sahab mein ne jo screen shot post kiye hein wo july-09 ke hein jabke ali ko november-09 mein ban kia... aur doosri baat ghair sunni (aapki ki nazar mein) wo hamesha under observation rehta hay..shikray jaysi nazar uski post par rehti hein..but sunni ki jab tak report nahi aaegi to uske ke khilaf kuch nahi kia jaega.. ye janib dari kion ???
  11. Hoshyari koi aap logob se seekhay ..shaed aap ko dosron ka moqaf sajhne mein ghalti hoti hay..Issue ye nahi tha ke dost ya madadgar ... mera issue ye tha ke tumne is ayat se ya ghaos al madad aur ya Rasool Allah madad jo akhaz kar liya hay ..wo tashree muje kisi purane mufassir ki dikhao..kis mufassir ne is ayat se guzre hoaey ghair Allah se madad ikhtiyar karne ko kaha hay.. aapki code ki tashree roohul maani ko aik dafa parho aur samjho ke usmein kaah ja raha hay ke muslamno ke dil jo murtadeen ka jo khauf hay uska azala karne ke liye unko taslli di ja rahi hay ke ye sab muslaman tumaray dost aur madadgar hein..jitni bhi tafseer tumne code ki hein sab ko maanta hoon sab mein dost aur madadgar hi meaning hay..magar tumne isko ya ghaus ke shirkiya naarya par kahan se akhaz kar liya is ayat ko..???? kis mufassir ne aesi tashree ki hay
  12. mujhe aesa lagta hay ke tumko apne ulema ke aqeeqa ka bhi pata nahi hay..tum aesay hi bas apni dimaghi ikhtara laykar behas karne beth jaytay ho.. mein ne tum se fatwa maanga..khawab se deen par istadlaal ka hanfi fiqah se koi jawab nahi aya ..aain baain shaain... mein ne tumko sahih bukhari ki hadees pesh ki ke Rasool Allah ka muqaam wafat ke baad kahan hay..jawab gol..aeein baain shaaiin.. tumko mein ye bhi kaha ke Anbiya ke khawab misil e Wahi hote hein..usko aam logon ke khawab se tashbee nahi di ja sakti..apne ulema se poocho...aain baain shaain.. aur jo tumharay pass aik hadees Musnad Abi Ya'ala ki hay jo qabar mein hayat pesh karti hay anbiya ki..to meray bhai Imam Ibn Habban ne uski wazahat bhi kardi hay ke jis hayat ka is hadees mein zikir hay wo barzakhi hayat hay usko apni is dunyavi jins e hayat ki tarah na samjhna..is hadees ki sanad ke end mein red line parh lena.. Imam Ibn Habban ne isi liye wazahat kardi takay tum jaysay log gumrah honge bhi aur doosron ko bhi karingay.. aur jab hayat barzakhi hay to phir koi us hayat ke bare mein koi tabsira nahi kar sakta hay kaysay zinda hei nkahan zinda hein kia khatay hein namaz unki ROH parhati hay ya JISIM parhata ..ye saray maamlaat barzakhi hein..is liye insaani idraak se bahir hein.. BARZAKHI DUNYA TOTALLY INSAANI ADRAAK SE BAHIR HAY..SHUHUDA KI ZINDAGI KE BARE MEIN BHI ALLAH NE YAHI KAHA HAY KE TUMKO UNKI ZINDAGI KA SHAOOR NAHI HAY.. mein Rasool Allah ki hayat ka munkir nahi hoon..balkay mera aqeeda ye hay ke wo jannat mein intahai aala aur arfah maqaam mein hein..mein is dunyavi qabar ki hayat ka munkir hoon. Allah humko haq baat samjhne ki tofeeq ata farmaey...
  13. Sag-e-attar sahab..aap ne abuzaid ko ban kia koi baat nahi ..zahir hay haq baat mein takleef to aani hi hein..yahi haq ki nishani hoti hay..aur jis issue par aap ne usko ban kia hay..agar dekha jaey to aap ke sunni members ki post shroo hi gaalion se hoti hein..deobandi ulema aur ahle hadith ulema ko gaalian dena to is forum ka favourate mashghla hay..usko ban karne ke bajey unko appreciate kia jata hay.. Rasool Allah ki hadees ka mafhoom hay doosron ke maa baap ko gaali dena aesa hay jaysay apne maa baap ko gaali dena.zahir hay jab doosron ke maa baap ko gaali dogay to tumharay maa baap ko bhi gaalian milingi. Allah humko insaaf karne ki tofeeq ata farmaey..
  14. mera sawal phir parh lo...tumne jo kuch bhi likha hay wo mere sawal ka jawab nahi hay..mujhe fatwa dikhao..taaveelein nahi.. tum apne maslak ke kisi bare authorised mufti (turab ul haq ya mufti muneeb ur rahman type ke,ye mufti akmal aur mufti asif abdullah jaysay nahi)) ka ye fatwa dikhao ke kisi ke bhi khawab se deen ke kisi bhi aqeeday ya ahkaam ke mutaaliq istidlaal kia ja sakta hay.. aur jo tumne ye zabardast biddat nikali hay ke khawab se deen par istidlaal kar rahay ho..is baat ko apne hanfi fiqah se bhi sabit kardo..agar nahi kar sakte to iske baad noor uddin zangi ka naam nahi lena.. meray jahil dost Anbiya ke khawab misil e WAHI hote hein..inko tum aam logon ke khawab se kahan compare kar rahe ho..aur isi tarah Sahaba ka khawab Allah ki taraf se tha..kionke us waqt Rasool Allah khud mojood thay..aur ye masla aik issue bana hoa tha ke logonko namaz ke liye kaysay bulaya jaey..aur is khawab ko Rasool Allah ne verify kia phir uspe amal hoa.. Magar bralvi firqa ye sabit kare hanfi fiqah se ke kisi ke bhi khawab se deen ke aqeeqay aur aamaal par istidlaal kia ja sakta hay.. jawab zaroor deejye ga..faraar ke saray raaste band hein..
  15. mein ne apna moqaf wazeh kar diya hay..jo samjhne walon ko samjh aa giay hoga..aap log khud hi kehte ho ke jo kuch bhi mazron par ghalat kaam hota hay wo ahmed raza ka maslak nahi hay.unke afaal ko bralvion ka aqeeda na samjha jaey..righttt!!!! to jo log yahan pakistan aur india mein khurafaat macha rahe hein ..kia aap chaahtay ho ke Rasool Allah ke roze par bhi yahi khurafaat ho..aur unko khuli shoot day di jeye..aap logonke sath yahi problem hay ke apne gunahon ka iqaraar karne ke bajaey wohi gunaah doosron ke dikhana shroo kardete ho..ye faraar ka acha tareeqa hay..
  16. hayat un nabi ka masla kis ne shroo kia is forum par..wohi tumharay anwar ne...noor uddin zangi ka waqia shroo karke.. usko kion nahi bolte ke bhai ye waseelay ka topic hay hayat un nabi ka nahi..
  17. aray jahil..jo daawa karta hay to daleel bhi usko hi deni parti hay..tum logon ne dawa kia hay ke king abdullah Rasool Allah se maang raah hay..lihaza tum log hi ab sabit karo ye baat ke wo maang raha hay..
  18. tum apne maslak ke kisi bare authorised mufti (turab ul haq ya mufti muneeb ur rahman type ke,ye mufti akmal aur mufti asif abdullah jaysay nahi)) ka ye fatwa dikhao ke kisi ke bhi khawab se deen ke kisi bhi aqeeday ya ahkaam ke mutaaliq istidlaal kia ja sakta hay.. aur jo tumne ye zabardast biddat nikali hay ke khawab se deen par istidlaal kar rahay ho..is baat ko apne hanfi fiqah se bhi sabit kardo..agar nahi kar sakte to iske baad noor uddin zangi ka naam nahi lena.. Bukhari ki hadees jo mein code ki baghair dikaar liye puri hi hazam kar gaey..
  19. Rana sahib sab se pehlay to ye baat apne zehen mein betha lein ke mera taaluq kisi bhi maslak se nahi hay..na hi mein kisi ki himayat kar raha hoon..doosri baat ye ke chahay ghalat kaam koi saudi kare ye deobandi kare ahle hadees kare ghlat ghalat hi hota hay..hum kisi ke ghalat kaam ki nishaandahi karke apne gunaho se bari nahi ho sakte ..ye sirf aik shaitani dhoka hay.. rahi baat king abdullah ke fel ki..aap logon ke pass koi bhi suboot nahi hay ke king abdullah Roza e Rasool par keh kia raha hay..ho sakta hay ye durood shareef parh raha ho..ya eesaal e sawab kar raha ho..kam az kam itna zaroor hay ke wo wahan par maang nahi raha hy..agar maang raha hota to phir to wo aap ke aqaeeday jaysa hi hota ..aur har kissi ko wahan azaadi hoti.. jo sakhti wahan ke hukkaam roza e Rasool par karte hein.wo bilkul theek karte hein..kionke agar wo aesa na krein..to Allah maaf kare phir wohi haal hoga jo..data darbaar ..lal shabaz qaladar aur doosray mazaron ka hota hay..phir jo toofaan e badtameezi wahan hogi ..jo sajde aur tawaaf aur chooma chaati hogi.. to phir meray Rasool ki dua ka kia hoga jo wo maag kar gaey hein..Ke Aey Allah meri qabar ko melagah na banana..ye hukkaam Allah hi ki taraf se hein takay Roza e Rasool doosray mazaron ki tarah mela gah na ban gaey.. saudi king roza e Rasool par kuch maang nahi raha hay..usko pata hay meri limits kia hein yahan par....saudi king ki misaal us boorhay ki hay jo apni biwi ka bosa rozay mein lay lay to is say aagay nahi barhay ga..magar aik jawan ko is liye mana kia kay wo jazbaat mein aagay barh jaey ga..aur roza kharab kardega apna..yahi misaal aam awaam ki hay.. shaed ke teray dil mein utar jaey meri baat..
  20. Tum ajeed sunni ho tum Rasool Allah ke farmaan aur Imam Bukhari ki hadees ko chor kar Noor uddin zangi ke peechay pare ho..kia tumko ye hadess samjh nahi aati..
  21. @ RANA Rasool Allah ne rozay ki haalat mein aik boorhay ko to biwi ke bosay ki ijazat daydi magar aik jawan ko mana kar diya... KIONNN?????
  22. Aap ne itne zabardast khatre ki nishadahi ki hay ..aap ki aqal ko sallam pesh karta hoon....pakistan mein deshatgardi ke zarye ab tak hazaron jaane .in deobandion aur wahabion ne lay li hein... to pakistan ke ahlesunnat ke ulema masaikh aur baqol bralvi ke pakistan mein barlvion ki aksaryat hay..to bralvion ke itne bare mujme ne itne bare khatre ke liye kia kia ab takk..sirf zabani jama kharch..wo bhi aik net forum par..ya iski koi compaign chali ya kahin muzahira kia ..niklo tum log sarko par aur itne bare khatre ke khilaaf puray mulk mein jalsay karo ..corner meetings karo..taqrrereein karo.MAGAR..sirf yahan aik chotay se forum par nahi balkay dankay ki chot par..bolo ke ye wahabi aur deobandi dehshat gerd hein aur ye log jaan le rahay hein logon ki.. aesay moqay par jihaad farz ho jata hay ...sirf 15% wahabion aur deobandion ne itni bari aksryat jamaat ko pagal kar diya aur ye becharay muh dekh rahay hein..chalo chalo bhie ab bahir niklo..kuch karo..choro halwe ki thaal choro..kuch practical ho jaey..zabani jama kharch bohot ho giya..utho balvion bahar aao..jihad ke liye tayyar ho jao..
  23. Jahil bralvi ki post ka shroo hi jhoot aur dhoke se ho raha hay..yahi in logon ka haal hay ..koi bhi ayat jahan apna matlab paray wahan fit kardo..wah bralvi wah... abuzaid ne isko sahi pakra..yahi harkat ye dobara kar raha hay.. إِنَّمَا وَلِيُّكُمُ ٱللَّهُ وَرَسُولُهُ وَٱلَّذِينَ آمَنُواْ ٱلَّذِينَ يُقِيمُونَ ٱلصَّلاَةَ وَيُؤْتُونَ ٱلزَّكَاةَ وَهُمْ رَاكِعُونَ } * { وَمَن يَتَوَلَّ ٱللَّهَ وَرَسُولَهُ وَٱلَّذِينَ آمَنُواْ فَإِنَّ حِزْبَ ٱللَّهِ هُمُ ٱلْغَالِبُونَ } saeedi tumko challange hay ye ayat jo tumne apne shirkiya naray Ya ghous al madad ko sabit karne ke liye fit kardi..isko kisi ahlesunnat ke motabir aur puare mufassir se sabit kar ke is ayat ka ye matlab hay..jab chaha apni marzi se quran badal diya.. ab is yat ka nuzool aur sahih matlab samjh lo... يعنـي تعالـى ذكره بقوله: { إنَّـمَا وَلِـيُّكُمُ اللّهُ وَرَسُولُهُ وَالَّذِينَ آمَنُوا } لـيس لكم أيها الـمؤمنون ناصر إلاَّ الله ورسوله والـمؤمنون، الذين صفتهم ما ذكر تعالـى ذكره. فأما الـيهود والنصارى الذين أمركم الله أن تبرءوا من ولايتهم ونهاكم أن تتـخذوا منهم أولـياء، فلـيسوا لكم أولـياء ولا نُصَراء، بل بعضهم أولـياء بعض، ولا تتـخذوا منهم ولـياً ولا نصيراً. وقـيـل: إن هذه الآية نزلت فـي عبـادة بن الصامت فـي تبرئه من ولاية يهود بنـي قَـينُقاع وحلفهم إلـى رسول الله صلى الله عليه وسلم والـمؤمنـين. ذكر من قال ذلك: حدثنا هناد بن السريّ، قال: ثنا يونس بن بكير، قال: ثنا ابن إسحاق، قال: ثنـي والدي إسحاق بن يسار، عن [عبادة بن الوليد] عبـادة بن الصامت، قال: لـما حاربت بنو قـينقاع رسول الله صلى الله عليه وسلم، مشى عبـادة بن الصامت إلـى رسول الله صلى الله عليه وسلم، وكان أحد بنـي عوف بن الـخزرج، فخـلعهم إلـى رسول الله، وتبرأ إلـى الله وإلـى رسوله من حلفهم، وقال: أتولـى الله ورسوله والـمؤمنـين، وأبرأ من حلف الكفـار وولايتهم ففـيه نزلت: { إنَّـمَا وَلِـيُّكُمُ اللّهُ وَرَسُولُهُ وَالَّذِينَ آمَنُوا الَّذِينَ يُقِـيـمُونَ الصَّلاةَ وَيُؤْتُونَ الزَّكاةَ وَهُمْ رَاكِعُونَ } لقول عبـادة: أتولـى الله ورسوله والذين آمنوا، وتبرئه من بنـي قـينقاع وولايتهم. إلـى قوله: فإنَّ حِزْبَ اللّهِ هُمُ الغالِبُونَ. تفسير جامع البيان في تفسير القرآن/ الطبري (ت 310 هـ) مصنف و مدقق ye ayat yahood o nasaara ke baray mein nazil hoi thi , jinak ye dawa tha ke sirf hum hi allah ke wali aur dost hein..Aur is ayat mein Allah ne yahood o nasaara ke muqaable mein momineen ko dost banae ki targheeb di hay..Allah momineen to tasalli day rahe hein ke tumharay dost Allah uske Rasool Aur momineen hein na na ke ye yahood o nasara ..ye tumharae dushman hein..ye log aik doosray ke to dost hein..laikin tumharay dusman hein..is liye momineen ko hi apna dost samjho.. ye mafhoom hay is ayat ka ..jo aik mushrik jamaat ne apne shirk ko taqwiyat dene ke liye apne shirkiya naaray par fit kardiya.. Allah dhoke bazon ke sharr se is ummat ki hifazat farmaeyy...
  24. Hairat hay aik aik karke bralvia jamat aaey ja rahi hay aur tabsara karke chali jati hay ...aakir masla kia hay ke ye log aap ke aik aik sawal ko quote karke jawab day kion nahi daytay..kion apni yateemi ka tamasha dikha rahay hein..ye log to had se ziyada yateem hein...
  25. Ali says... {Quran,aur Hadith is baat per mutafiq hen kay Allah jab chahta heh, mafatih ul ghayb ka ilm deh, RasoolAllah ko bataya kay falan falan, falan jaga per maray gay,} Exactly u r write..mera bhi yahi moqaf hay ke Allah jab chahata hay jisko chahata hay mafatihul ghaib day deta hay..iski misaal yun samjho..ke kisi buzurg ne kisi aurat ko yeh kaha ke jao tumhara beta paida hoga aur naik bakhat hoga..to iska matlab ye hay ke us buzurg ko Allah ne us waqt ye ghaib alhaam kar diya to usne wo baat us aurat ko bata di..uske baad us buzurg ke pass aurto ki line lag gai ke batao ke mere pait mein kia hay...to bhai wo buzrg kehte hein ke wo aik waqti baat thi us waqt Allah ne mujh par wo baat khol di thi (KASHAF) aur mein ne us aurat ko bata diya..iska matlab ye thori hay un buzurg ko har waqt hi ye pata hota hay ke aurto ke pait mein kia hay.. bilkul yahi misaal Anbiya ke ilm ki hay..Allah unke opar bhi waqtan fa waqtan mafatihul ghaib kholte rehte hein..jo wo logonko bayan kar dete hein..unho ne jin kufaar ki nishaan dahi ki thi ke falan yahan mare ga falan yahan mare ga ..wo Allah ne waqti tor par unpar KASHAF kar diya..iska matlab ye thori hay har koi Rasool Allah se poocne beth jaey ke bataiey ke mein kahan maroonga.. to meray bhai qurani ayaat mein aur jo ahadees aap ne code ki hein inmein koi tazaad nahi hay..dono sahi hein.. surah kahaf ka nuzool aapko pata hi hoga ke 15 roz tak wahi nahi i..aur kufaar ka taan o tashee bardaasht kia ..kion nahi bata diya ..jo swalaat poochay gaey thay ..kion wahi ka intizaar kar rahay thay..is tarah ki beshumar misaal mojood hay..magar kia karen aap logonko ka aap ko apne akabireen ka difa ziyada aziz hay ..jo wo keh kar chalay gaein hein..
×
×
  • Create New...