Jump to content

Ya Allah Madad

Under Observation
  • کل پوسٹس

    351
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

سب کچھ Ya Allah Madad نے پوسٹ کیا

  1. {{{Janab Ya Allah Madad Sb.aap nain Haytukum k meanings daryaft farmay tu janab is ka matlab hay keh Shakl ya Soorat.Yanai keh main zahari shakal o soorat main tum jaisa hon.}}} CQ sahab meaning batane ka shukriya ..hadees ke alfaz kuch yunh hein (Inni Lasta k Haytukum) lasta ka matlab nahi hota hay ..Yani mein shakal o surat mein tum jaysa nahi hoon.Aur aap keh rahay hein ke tum jaysa hoon.. Is hisaab se to apke Ahmed Raza ka turjuma to ghalat ho giya..
  2. yahi falsafana aur betuki batein karke to tum log saada logonko gumrah karte ho.. haqeeqat to ye hay ke jo points tumne likhay hein biddat ke zumre mein aaj agar unmein se kisi par bhi koi amal na kare to Rasool Allah ka laya hoa deen phir bhi muakammil hay.. jis masjid ka minaar na ho wo bhi masjid hi kelaeygi, jis imam ko tankhawa ke baghir rakho uske peechay namaz ziyada achi hogi..saudi arab mein kon a'araab ke sath parhata hay....madarse ki arbi ki kitabein utha kar dekho kis kitab par aeraab nazar aatay hein.. jitne bhi kaam aap bata rahe ho wo waisay bhi zaroori nahi hein unke baghir bhi deen mukammal hay.. magar tum logon ne jo KHURAFAAT eejaad ki hen wo khalis bidaat hay..kionke tum logon ne un KHURAFAAT ko apne opar deen ka rukun se bhi barh kar LAZIM kar liya hay aur un KHURAFAAT ka itna ehtamaam karte ho jitna kisi farz ka bhi shaed nahi karte..
  3. Bohot khoob bhie...choron ne chori ka aitaraaf kar liya..magar abhi wo bohot sari safai bhi pesh karega..dekhte rahiyee...................
  4. صحيح مسلم من حديث عائشة: أن أمّ حبيبة وأمّ سَلَمة ذكرتا كنيسة رأينها بالحبشة تسمى مارية، فيها تصاوير لرسول الله صلى الله عليه وسلم، فقال رسول الله صلى الله عليه وسلم: " إن أولئك إذا كان فيهم الرجل الصالح فمات بَنَوْا على قبره مسجداً وصوّروا فيه تلك الصور أولئك شِرار الخلق عند الله يوم القيامة Rasool Allah ne logonko par laanat farmai hay aur unko qaymat ke din badtareen makhlooq farmaya hay jo kisi bhi saleh bande ke marne ke baad uski qabar par masjid banate thay MAZAR BANANA KUFAAR KA TAREEKA HAY.." toheedi apne emaan ki tajdeed karo
  5. ji haan ye bilkul sahi hay ke Ilyas Qadri ne tableegh mein 4 months lagaey hein..usne 4 months laga kar ye kaam seekha aur phir apna ye Madni qafla aur shab e juma waghera ka silsila shroo kia.. aap iski information share karein..takay doosre logonko bhi pata chal skey..tarekar sara wohi hay bas figures mein thora farq kia hay..
  6. NAZEER SAHAB KHOOB OPERTION KAR RAHAY HEIN IN FARADION KE KHILAAF ...YE BOHOT DHOKE BAAZ LOG HEIN SEEDHAY SAADHAY LOGONKE EMAANON KA BERA GHARK KIA HAY IN LOGON NE ..ALLAH INKE SHARR SE IS UMMAT KI HIFAZAT FARMAEY..
  7. TOHEEDI SAHAB AAP KISI ACHAY SE DOCTOR SE APNE DIMAGH KA ILAAJ KARAIN..LAGTA HAY BHAI KE MUFASSIL AUR TEHQEEQI JAWAB NE AAPKE DIMAGH PAR GEHRA ASAR CHORA HAY..BHAI NE AAPKO FILM KI PURI STORY SUNA DI AUR AAKHIR MEIN AAP POOCH RAHAY HEIN KE IS FILM MEIN LAYLA AUR MAJNOO KON THAY..
  8. aesa lagta hay ke tum log kisi ka moqaf nahi samjhte ..bas apna hi rata hoa gaana gate rehte ho..mein phir tumko samjha raha hoon..kisi insaan ke muqaam mein aur uske structure mein bohot farq hota hay..mein kisi ko bolon ke ye bohot taqatwar insaan hay..to mein ne sirf uske structure ke bare mein baat ki hay..meri is baat mein uske charactor aur moral ka koi taaluq nahi hay..mera moqaf wohi hay jo pehlay bata chuka hoon ke mein jo Rasool Allah ko bashar keta hoon joke quran o hadees se bhi sabit hay..uska matlab sirf structure hay aur kuch nahi..wo bhi gosht post ke insaan thay jaysay sab hotay hein..unke jisim mein bhi sare wohi parts thay jo doosre insaano mein hote hein..ab yahan par tumlog isko gustakhi samjho ya kuch bhi samjho ye tumlogonki aqal ki kami ke siwa kuch nahi..DUNYA KA KOI BHI INSAAN MAA KE PAIT SE ALLAH KA MEHBOOB BAN KAR NAHI AATA..BALKAY IS DUNYA MEIN AAKAR WO AESAY AESAY KAAM KARTA HAY JISKI WAJAH SE ALLAH USKO APNA MEHBOOB BANA LETE HEIN..Rasool Allah ka aaj jo bhi moqaam hay ..wo sari insaaniat jaanti hay aur unhone ye moqaam is dunya mein intahai jiddu jahad aur shadeed mujahide se hasil kia hay..Rasool Allah ne farmaya mujhe Allah ke raaste mein jitni takaleef di gain kisi Nabi ko nahi di gain..Hum kion Allah walon ki izzat karte hein?? kionke wo Allah ke liye mujahide karte hein takaleef uthate hein aur mushkil mushkil kaam karte hein..aaj agar koi faishta zameen par aaey aur un farishton ke saamne dunya bhar ki haseen aurtein aur sab maal o asbaab hoto..wo farishta unmein dilchapi nahi lega ..aur humko uske is ZUHUD par koi hairat nahi hogi..kionke hum usko yahi kahingay ke agar tum hamare jaysay insaan hote aur phir in cheezon se bachtayy to phir hum maante..SAB SE BARE GUSTAAKH E RASOOL BRALVI HEIN..JINHON NE RASOOL ALLAH KO AIK NOORANI MAKHLOOQ BANA KAR UNKI ZINDAGI KE SARE MUJAHIDAAT AUR TAKALEEF PAR PANI PHAIR DIYA..AGAR MEIN RASOOL ALLAH KE MUJAHIDE KISI GHAIR MUSLIM KO SUNAON TO WO BOLEGA IS MEIN KIA KAMAL HAY..WO KOI BASHAR THORI THAY HAMARI TARAH..WO TO KOI NOORANI MAKHLOOQ THAY..HAMARI TARAH INSAAN HOTE TAB MAANTE UNKE MUJAHIDON KO.. TUM LOGONKI AQAL HAY HI KAMBAKHT SOCHE SAMJHE BAGHIR ANDHO KI TARAH CHALNE KI AADAT HO GAI HAY TUM LOGONKO..TUM LOGONKI MISAAL CHRISTIAN KI SI HAY..JO BHI ESSA KO ALLAH KA BETA NAHI MAANTA THA USKO..KAAFIR..BADMAZHAB..DAJJAL..MARDOOD..AUR KIA KIA BOLTE HO..HAAN FIRAON BHI.. TUM LOG PATA NAHI ..WO BHI YAHI KUCH BOLTE THAY UNKO..ye tum logon ki ye achi hay Rasool Allah ko noor mano..aur jahan got phansi wahan bol diya kay hum ne basharyat ka inkaar kab kia hay..zabardast..isko kehte hein chitt bhi apni patt bhi apna.. TUMNE JO SURAH NOOR KI AYAT KO DALEEL BANAYA NOOR E MUHAMMADI KE LIYE TUMHARI WO DALEEL BHI RADD KARDI..MEIN NE JO HAZRAT IBN ABAAS KI TAFSEER LAGAI THEE USKO BHI YAHAN QUOTE KARTE NA..KE UNHO NE NOOR SE KAI MURAAD LIYA HAY.. MOJZE KE OPAR MERA ISSUE YE THA KE TUM LOG MOJZA KO BHI BUNYAAD BANATE HO JO MOJZE DIKHATA HAY KIA WO HAMARI TARAH HO SAKTA HAY..ISLIYE MEIN NE TUM LOGON KO CLEAR KAR DIYA KE KISIS BHI MOJZE MEIN CHAHAY WO MOJZA KOI BHI KARE WO PEGHAMBER HO YA WALI ALLAH USKA IS MEIN KOI KAMAAL NAHI HOTA WO TO BAS MERE RUBB KA HUKUM HOTA HAY TO MOJZA WUJOOD MEIN AAJTA HAY..ISKI AIK AUR MISAAL ASIF BIN BARKHIYA KI HAY.USNE JO TAKHT E BILQEES HAZIR KIA THA ..USKO ISM E AZAM AATA THA..USNE NAMAZ MEIN ISM AZAM KE ZARYE ALLAH SE DUA MAANG KAR TAKHT HASIL KIA THA..AUR RAHI BAAT UN MOJZAAT KI JO BAGHIR DUA KE ZAHOOR MEIN AATE HEIN..UNMEIN BHI KISI KA KOI KAMMAL NAHI HOTA..WO MOJZAAT ALLAH KO MASHIYAT KE TEHAT ZAHOOR MEIN LANE THAY..YE BHI ALLAH HI KI MARZI SE WUJOOD MEIN AATA THA.. {* Tafsir Ibn Abbas: "Allah then mentioned the honour and blessings that He had bestowed upon the believers, saying: (Allah is the Light of the heavens and the earth) He is the guide of the dwellers of the heaves and earth. Guidance from Allah is of two types: clarification and making things known; it is also said that the verse means: Allah is the embellisher of the heavens........... TAFSEER IBN ABBAS MEIN YE KIS AYAT KI TASHREE HAY ZARA CODE KARDEIN.. {Mufassireen nay biyaan keeya kay RasoolAllah ka Noor apnay aba o ijdad meh thah, Hazrat Ibn Abbas aur deghir Mufassireen nay issay biyaan keeya, abh Sahih Hadith say indirect daleel lenh:} ISKO BHI CODE KAREIN KIS AYAT KI TASHREE HAY.. AUR KHAZANAY WALI BAAT KA MAIN ISSUE YE HAY RED MARK KO GHOR SE PARHO..TUM JITNI BHI TASHRIAN KAR RHAY HO SAB KHUD SAAKHTA HAY SAMAAN NA DENE KI WAJAH BHI AYAT MEIN BAYAN KI GAI HAY.. وَلاَ عَلَى الَّذِينَ إِذَا مَا أَتَوْكَ لِتَحْمِلَهُمْ قُلْتَ لاَ أَجِدُ مَا أَحْمِلُكُمْ عَلَيْهِ تَوَلَّوا وَأَعْيُنُهُمْ تَفِيضُ مِنْ الدَّمْعِ حَزَنًا أَلاَّ يَجِدُوا مَا يُنفِقُونَ (التوبة: 92). {KE MERAY PASS NAHI HAY} IS AYAT MEIN TO SAAF LIKHA HAY KE UNHO NE MANA KION KIA ..IS LIYE KE UNKE PASS SAMAAN DENE KE LIYE NAHI THA..AUR TUM JO BAAR BAAR YE DIKHA RAHAY HO KE {MUJHE ZAMEEN KE KHAZANE KI KUJIAN DI GAIN..MERE JAHIL DOST YE TO SABIT KARO KE UNHO NE YE KUNJIAN LE LI... UNKO TO KAI OFFERS ALLAH KI TARAF SI MILTI THI..MAGAR WO QUBOOL NAHI KARTE THAY..WO YAHI KEHTE ...SADQE JAOON YA RASOOL ALLAH AAP PAR {AEY ALLAH MEIN CHAHATA HOON KE MEIN AIK DIN KHAON TAKAY TERA SHUKAR KAROON AUR AIK DIN FAQA KAROON TAKAY MEIN SABAR KAROON} ALLAH UNPAR KARORON ARBO BEHISAAB REHMAATE NAZIL FARMAEY.. CONTIN.......INSHA ALLAH BAQI KAL .
  9. JIN AHLERAZA LOGON NE YE SAWAL BANAYA HAY LAGTA HAY UNKA KHANA BILKUL KHALI HAY..AHLERAZA LOGON NE YE TO PROOF DAY HI DIYA KE HUMHARA FIQA QURAN O SUNNAT KE MUTABIQ NAHI HAY..LOL...LOL...LOL...BALKAY KHUD SAAKHTA FIQAH HAY..
  10. CQ SAHAB TUMHARAY MEIN ZARA BHI SHARAM O HAYA HAY KE NAHI HAY..ITNE DALAIL KE BAAD BHI WOHI KUTTE KI DUM TERI KI TERI ..PHIR BHI BAKWAAS KEY JA RAHAY HO..MOWAHHID NE JO KUCH DALAIL DIYE HEIN UNKA RADD KARO PEHLAY..PHIR KOI BAAT KARNA..
  11. TAKLEEF IS LIYE HO RAHI HAY AUR HANSI BHI AARAHI HAY KAY JO LOG KHUD DAAKOO HEIN WO CHORON KI BURAAIAN BATA RAHAY HEIN ... :lol: :lol: :lol: :lol: :lol: :lol: MERE TO PAIT MEIN DARD HO GIYA HANS HANS KAR...JHOTE NABI KI KION ITNI MAZZMMAT KI GAI HAY HADEES MEIN..IS LIYE KE WO APNI SHARIYAT LATA HAY..AHMED RAZA KI BHI APNI KHUD SAAMKHTA SHARIYAT HAY..IS LIYE MERI NAZAR MEIN WO JHOTA NABI HAY..
  12. YAHAN PAR HI JAWAB DO IN SHIRKIYA SHAAAR KA..AB TAK KOI JAWAB NAHI AYA HAY IN KUFRIYAAT AUR GHALAZAT KA..AWAAM KO BEWAQOOF MAT BANAO AUR YAHAN SE MOVE KARKE APNI GANDAGI KO CHUPANA CHAHATAY HO
  13. TUMNE MODUDI SAHAB KE BARE MEIN JO KUCH BHI LIKHA BILKUL SAHI LIKHA MAGAR YE BHI AIK HAQEEQAT HAY KE DUNYA KA SAB SE GHALEEZ MASLAK AHMED RAZA KA MASLAK HAY KIONKE DUNYA MEIN SHIRK SE BARI KOI GANDAGI NAHI HAY..DOOSRO KI AANKH KA TINKA DHOONDNE WALONKO APNE GHAR MEIN GANDAGI KE DHER NAZAR NAHI AARAHAY ..
  14. bohot khoob..bhai aetraz to aap ne kia hay jamat e muslimeen ke aqaid par ..zahir hay aap ne unke aqaid kisi kitab se hi parhe hongay..aur tareeka yahi hota hay jab koi kisi par aitraaz karta hay to apne aitraaz ki mazbooti ke liye dalaail deta hay..aap dalail do ke unke aqaid sahi nahi hein..
  15. Munne... jahan tak baat #1 aqeeday ki hay to is mein tum dono jamaat common ho..tumlog bhi apne jamat ke ilawa sab ko kafir, mushrik , badmazahab aur najane kia kia samjhte ho..aur kisi bhi jamaat ke aqaed code karne se (chahay wo firqa koi bhi ho) aur usko gumrah kehne se kaam nahi chalta balkay Quran o Hadees se uske aqaaid ka radd karo takay readers ko bhi pata chalay ke waaqai ye batil firqa hay..aur ye kaam tumlog kar nahi sakte kionke tumlog quran o hadees se koso door ho aur soofion aur derwesho ke aqwaal par ji rahay ho..
  16. Saeed sahab ye bataien ke bralvion ke ilawa (kionke bralvi log pakke pakke hidayat yaafta hein) jitne bhi log is dunya mein namaz parhate hein..jab wo namaz mein ye ayat parhingay اهْدِنَا الصِّرَاطَ الْمُسْتَقِيمَ to unke zehan mein kia turjuma hona chahiye (humko seedhay raastay par chala ) ya (Dikha humko seedha raasta) wo kon sa turjuma zehan mein laega...please reply me..
  17. Toheedi sahab ..kai aap batana pasand karingay ke kon se sahabi aur taabai ne apne naam ke sath SAG (kutta) lagaya hay..mein soofion derweshoon aur ulema ki baat nahi kar raha hoon.
  18. ji nahi..Ali bhai ke radiator ka paani khatam ho giya wo bharwane gaey hein..
  19. Ye apne aap ko us Jaanwar se tashbeeh daytay hein jisko hamare mazhab mein kabhi achay lafz say yaad nahi kia giya..isko haesha burai se hi tashbeeh di hay..Illa ye ke kuch ahadees hein jis mein isay as a guard iski tareef i hay..Na ke baqol inke WAFADAARI ki.. Ab qurani ayat aur ahadees mulahiza ho SAG (kutton) ke fazail mein.. {If it had been Our will, We should have elevated him with Our signs; but he inclined to the earth, and followed his own vain desires. His similitude is that of a dog: if you attack him, he lolls out his tongue, or if you leave him alone, he (still) lolls out his tongue. That is the similitude of those who reject Our signs; So relate the story; perchance they may reflect.} 7:176 Al Quran Narrated Abdullah ibn Abbas: Ikrimah reported on the authority of Ibn Abbas, saying: I think the Apostle of Allah (peace_be_upon_him) said: When one of you prays without a sutrah, a dog, an ######, a pig, a Jew, a Magian, and a woman cut off his prayer, but it will suffice if they pass in front of him at a distance of over a stone's throw. (Book #2, Hadith #0704 Abu Dawud) Narrated Abu Huraira: Allah's Apostle said, "If a dog drinks from the utensil of anyone of you it is essential to wash it seven times." (Book #4, Hadith #173) (Sahih Bukhari) Narrated 'Aisha: Do you make us (women) equal to dogs and donkeys? While I used to lie in my bed, the Prophet would come and pray facing the middle of the bed. I used to consider it not good to stand in front of him in his prayers. So I used to slip away slowly and quietly from the foot of the bed till I got out of my guilt. (Book #9, Hadith #486) (Sahih Bukhari) Narrated 'Aisha: The things which annul the prayers were mentioned before me. They said, "Prayer is annulled by a dog, a donkey and a woman (if they pass in front of the praying people)." I said, "You have made us (i.e. women) dogs. I saw the Prophet praying while I used to lie in my bed between him and the Qibla. Whenever I was in need of something, I would slip away. for I disliked to face him." (Book #9, Hadith #490) Sahih Bukhari Narrated Anas: The Prophet said, "Do the prostration properly and do not put your fore-arms flat with elbows touching the ground like a dog. And if you want to spit, do not spit in front, nor to the right for the person in prayer is speaking in private to his Lord." (Book #10, Hadith #509) Sahih Bukhari) Narrated Hafsa: Allah's Apostle said, "It is not sinful (of a Muhrim) to kill five kinds of animals, namely: the crow, the kite, the mouse, the scorpion and the rabid dog." (Book #29, Hadith #54) Sahih Bukhari) Narrated Abu Mas'ud Al-Ansari: Allah's Apostle forbade taking the price of a dog, money earned by prostitution and the earnings of a soothsayer. (Book #34, Hadith #439) Sahih Bukhari) Narrated Abu Huraira: Allah's Apostle said, "Whoever keeps a dog, one Qirat of the reward of his good deeds is deducted daily, unless the dog is used for guarding a farm or cattle." Abu Huraira (in another narration) said from the Prophet, "unless it is used for guarding sheep or farms, or for hunting." Narrated Abu Hazim from Abu Huraira: The Prophet said, "A dog for guarding cattle or for hunting." (Book #39, Hadith #515) Sahih Bukhari Narrated Ibn 'Abbas: The Prophet said, "One who takes back his gift (which he has already given) is like a dog that swallows its vomit." (Book #47, Hadith #762) Sahih Bukhari Narrated Abu Talha: I heard Allah's Apostle saying; "Angels (of Mercy) do not enter a house wherein there is a dog or a picture of a living creature (a human being or an animal)." (Book #54, Hadith #448) Narrated Salim's father: Once Gabriel promised the Prophet (that he would visit him, but Gabriel did not come) and later on he said, "We, angels, do not enter a house which contains a picture or a dog." (Book #54, Hadith #450) Narrated 'Abdullah bin 'Umar: Allah's Apostle said, "It is not sinful of a person in the state of Ihram to kill any of these five animals: The scorpion, the rat, the rabid dog, the crow and the kite." (Book #54, Hadith #532) Narrated 'Abdullah bin 'Umar: Allah's Apostle ordered that the dogs should be killed. (Book #54, Hadith #540 Abu Huraira reported: The Messenger of Allah (may peace be upon him) said: A woman, an ###### and a dog disrupt the prayer, but something like the back of a saddle guards against that. (Book #004, Hadith #1034) Muslim ) Abdullah (b. Umar) (Allah be pleased with them) reported: Allah's Messenger (may peace be upon him) ordered the killing of dogs and we would send (men) in Medina and its corners and we did not spare any dog that we did not kill, so much so that we killed the dog that accompanied the wet she-camel belonging to the people of the desert. (Book #010, Hadith #3811) Muslim Ye maslak chal hi jhootay khawabon par raha hay..Jistarah faizan e sunnat ki marketing aik jhootay khawab se ki aur mashoor kara diya giya kay kisi ne khawab mein dekha ke Rasool Allah fazail durood parh raahy hein..sone par sohaga ye ke sath mein Ahmed Raza sahab aur Hazrat Sheikh bhi mojood thay..Dhajjiian uradi unho ne Rasool Allah ke us MOJZAY ki ke aik wo shaks jisko na parhana ata tha na likhna wo QURAN jaysi azeem kitaab laya ..aur us shakhs ne jisko na parhana ata tha na likhna ata tha puri dunya mein ILM o HIKMAT ka danka baja diya..Wazeh Quran o Hadees ke muqaable par inho ne khawab ka sahara liya aur apne aap ko kutta kehelwanay mein fakhar mehsoos kia..ye sab Allah hi ki taraf se hay..wo dunya hi mein dikha raha hay..wo jo karta hay acha hi karta hay.. Sharam inko phir bhi nahi aati..
  20. Nazeer sahab lagta hay aap bralvion ke kafi qareeb rahay hein jo foran inki diplomacy ko pakar laytay hein..inka yahi tareeka hay jo swal karo uska jawab nahi dengay balkay doosre maslo mein uljha dengay..baat hanfi fiqah ki ho rahi thi ke kis hadees ya ayat se Abu Hanifa apni daleel laytay hein magar inhon ne asool karkhi mein itna time zaya kia sirf is baat par ke wo kis se mukhatib thay..aur aap ne sawal kia RAZAAT ke masle ka aur mein ne in se aik sawal kia tha surah hajj ke sajde ka ..koi jawab nahi aya..jawab hoto daingay na. to the point jawab kahan se dengay..ye log baghair parhay maslak ikhtiyar kar lay hein kuch pata nahi hota ke kia fiqah hay kia aqaid hein..bas green pagri paandh li bait karli..jab baad mein aitarazaat ka toofan utha to kuch pata hi nahi..yahan wahan ki haankne lagte hein.. MERE KHIYAL SE AB DAWA KI NAHI DUA KI ZAROORAT HAY..
  21. <br /><br /><br /> Bokhlahatt ka shikaar to aap nazar aarahay hein ..mein ne to Anbiya AS ka poocha tha wo kin ghair Allah ko pukaarne ko mana kia karte thay. aap to apni safai pesh karne lage..mein ne aap par to jarah abhi ki hi nahi hay..chor se sirf ye poocha hay ke chori kis ne ki..wo bokhlahat mein bol raha hay mein ne to nahi ki..mein to wahan tha hi nahi ..aap us say pooch lo..o bhai mein to ye pooch raha hoon kis ne ki hay ..aap ko to mein ne bola hi nahi..jis ke dil mein chor hota hay wo aesay hi apni sfai pesh karta hay.. to please jo mein ne poocha hay uska jawab inyat kardein..
  22. Jahil aadmi jab Allah kisi ayat ko mansookh karte hein to uski jagah koi us jaysi ya us say behtar ayat laytay hein..ya agar agar Rasool Allah ka koi farmaan ya kaam mansookh samjh jaega to uski jagah Rasool Allah ka koi doosra farmaan hoga ya kaam hoga jis say pichla mansookh samjh jaega..ye nahi ke kisi bhi Imam ke kehne se koi bhi hadees ya ayat sirf uske QOL par mansookh samjhi jaegi aur Quran aur Hadees par Imam ke QOl ko tarjeeh di jaegi..Jo bhi Imam ho uspar lazim hay ke wo daleel mein koi hadees ya Ayat pesh kare takay ye uska jawaz hoke is ayat ya hadees se ye humkum mansookh hoa hay na ke kisi ke Qol se. 106سورة البقرة-۞ مَا نَنْسَخْ مِنْ آيَةٍ أَوْ نُنْسِهَا نَأْتِ بِخَيْرٍ مِنْهَا أَوْ مِثْلِهَا ۗ أَلَمْ تَعْلَمْ أَنَّ اللَّهَ عَلَىٰ كُلِّ شَيْءٍ قَدِيرٌ ہم جو کسی آیت کو منسوخ کرتے ہیں یا بھلا دیتے ہیں تو اس سے بہتر یا اس کے برابر لاتے ہیں کیا تم نہیں جانتے کہ الله ہر چیز پر قاد رہے Mein ne tum se swwal kia tha magar tum ne jawab gol kar diya aur doosri mantaq jharne lage ..is swal ka jawab do (3) Narrated Uqbah ibn Amir: I said to the Apostle of Allah (peace_be_upon_him): Are there two prostrations in surah al-hajj? He replied: Yes; if anyone does not make two prostrations, he should not recite them. (Book #7, Hadith #1397) (Sunan Abudawood) (2) Narrated Amr ibn al-'As: The Prophet (peace_be_upon_him) taught me fifteen prostrations while reciting the Qur'an, including three in al-Mufassal and two in surah al-hajj. (Book #7, Hadith #1396) (Sunan Abudawood) Imam Abu Haneefa ne kis hadees ke taheet is hadees ko mansookh kia aur Hanfi hazraat Rasool Allah ki nafarmani karte hoey aaj tak Surah Hajj mein aik hi sajdah karte hein..ye sirf aik misaal hay aur bhi bohot point hein is tarah ke.. 106سورة البقرة-۞ مَا نَنْسَخْ مِنْ آيَةٍ أَوْ نُنْسِهَا نَأْتِ بِخَيْرٍ مِنْهَا أَوْ مِثْلِهَا ۗ أَلَمْ تَعْلَمْ أَنَّ اللَّهَ عَلَىٰ كُلِّ شَيْءٍ قَدِيرٌ ہم جو کسی آیت کو منسوخ کرتے ہیں یا بھلا دیتے ہیں تو اس سے بہتر یا اس کے برابر لاتے ہیں کیا تم نہیں جانتے کہ الله ہر چیز پر قاد رہے Mein ne tum se swwal kia tha magar tum ne jawab gol kar diya aur doosri mantaq jharne lage ..is swal ka jawab do (3) Narrated Uqbah ibn Amir: I said to the Apostle of Allah (peace_be_upon_him): Are there two prostrations in surah al-hajj? He replied: Yes; if anyone does not make two prostrations, he should not recite them. (Book #7, Hadith #1397) (Sunan Abudawood) (2) Narrated Amr ibn al-'As: The Prophet (peace_be_upon_him) taught me fifteen prostrations while reciting the Qur'an, including three in al-Mufassal and two in surah al-hajj. (Book #7, Hadith #1396) (Sunan Abudawood) Imam Abu Haneefa ne kis hadees ke taheet is hadees ko mansookh kia aur Hanfi hazraat Rasool Allah ki nafarmani karte hoey aaj tak Surah Hajj mein aik hi sajdah karte hein..ye sirf aik misaal hay aur bhi bohot point hein is tarah ke.. Baat sirf itni si hay ke Bralvi baghair tehqeeq aur parhay maslak ikhtiyar kar leta hay aur phir baad mein uske sammne is tarah ki cheezein aati hein ke to uske pass jawab hi nahi hota ..aur jaante boojhte hoey bhi ke hum ghalat hein phir bhi kionke maslak ikhtiyar kar liya hay ..khul gai ye baat ke hum batil hein..magar ab izzat ka maamla hay ..apne akabir ke ghlat aqeedo ka difa karo..jaysay ulta seedha jawab aata hay bas muqaabla karo..
×
×
  • Create New...