Jump to content

Ya Allah Madad

Under Observation
  • کل پوسٹس

    351
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

سب کچھ Ya Allah Madad نے پوسٹ کیا

  1. Sheikh Ul Hadees sahab aik sawal mera bhi hay..pehlay in Ahadees ko parh lo.. (3) Narrated Uqbah ibn Amir: I said to the Apostle of Allah (peace_be_upon_him): Are there two prostrations in surah al-hajj? He replied: Yes; if anyone does not make two prostrations, he should not recite them. (Book #7, Hadith #1397) (Sunan Abudawood) (2) Narrated Amr ibn al-'As: The Prophet (peace_be_upon_him) taught me fifteen prostrations while reciting the Qur'an, including three in al-Mufassal and two in surah al-hajj. (Book #7, Hadith #1396) (Sunan Abudawood) Imam Abu Haneefa ne kis hadees ke taheet is hadees ko mansookh kia aur Hanfi hazraat Rasool Allah ki nafarmani karte hoey aaj tak Surah Hajj mein aik hi sajdah karte hein..please reply
  2. Jawab pura dia karo..mera ,aik sawal ye bhi tha.. [Aur aik sawal mein ne aksar aap ke forum mein kia magar iska jawab mujhe nahi milta..ke Anbiya apni ummat ko kin Ghair Allah se maangne se mana karte thay..jispar Allah shadeed naraazgi ka izhaar karte hein..zahir hay wo koi dunyavi zaroorat ki cheezein to nahi thi..kionke Allah to khud logonko ko targheeb day rahay hein kay koi sawal kare to usko pura karo..وَأَمَّا السَّائِلَ فَلاَ تَنْهَرْ (الضحى: 10).10. [Nor repulse the petitioner] Ye comlete karo phir mein aap ko jawab doonga..
  3. Dono party Kawwa khor hay.. aik doosre ko ilzaam na dein..
  4. Toheedi sahab baat asal mein ye hay ke ye to sabko pata hay ke dunya mein jo aik doosre se log apni zarooryat ka sawal karte hein wo jaiz hay..وَيَمْنَعُونَ الْمَاعُونَ (الماعون: 7).[but refuse (to supply) (even) neighbourly needs.] ye to Allah khud targheeb day rahay hein ke logonko jab wo kuch maangein to diya karo..Aap log isi baat ko issue bana kar logon ko gumrah karte hein ke jab dunya mein ghair Allah se sawal shirk nahi to MURDOO se maangana kion shirk hay..Intahai ahmaqana soch hay.. mera asal issue ye hay ke Hazrat Sheikh aik taraf to ghair Allah se sawal karne ko intahai tanqeed kar rahay heinaur tawakkul ki kamzori bata rahay hein aur phir wo khud hi doosron ko targheeb bhi day rahay hein mujh say maango ..jo mushkil mein much se sawal karega mein uski mushkil door karoonga..ye kia drama baazi lagai hoi hay aap log nay..jo asal sawal hay iska jawab do...dono mein se aik hi baat sahi ho sakti hay..aap mein kuch to aqal hay bilkul zero to nahi hein kay mera sawal nahi samjh rahay ..ya phir kisi minister ki tarah awaap ko apni baton mein uljha kar asal issue se tawajjah hata rahay hein.. Aur aik sawal mein ne aksar aap ke forum mein kia magar iska jawab mujhe nahi milta..ke Anbiya apni ummat ko kin Ghair Allah se maangne se mana karte thay..jispar Allah shadeed naraazgi ka izhaar karte hein..zahir hay wo koi dunyavi zaroorat ki cheezein to nahi thi..kionke Allah to khud logonko ko targheeb day rahay hein kay koi sawal kare to usko pura karo..وَأَمَّا السَّائِلَ فَلاَ تَنْهَرْ (الضحى: 10).10. [Nor repulse the petitioner]
  5. aap meri post ka jawab to day dein jis mein Hazrat Sheikh ghair Allah se sawal karne se mana kar rahay hein.Jab aik shakhs khud ghair Allah se sawal karne ke khilaaf hay to wo kaysay apne aap ko pukaarne ke liye keh sakta hay.
  6. Ali sahab zara language sahi istimaal kia karo..language se pata chalta hay ke kitana ilm hay banday ke pass..anyway tum ne jo 2 ayat opar code ki hein in mein koi conflict nahi hay ..dono sahi hein aur apne matlab par puri hein.. عَٰلِمُ ٱلْغَيْبِ فَلاَ يُظْهِرُ عَلَىٰ غَيْبِهِ أَحَداً { عَالِمُ ٱلْغَيْبِ } بنزول العذاب يعلم ذلك { فَلاَ يُظْهِرُ } فلا يطلع { عَلَىٰ غَيْبِهِ أَحَداً إِلاَّ مَنِ ٱرْتَضَىٰ مِن رَّسُولٍ } إلا من اختار من الرسل فإنه يطلعه على بعض الغيب { * تفسير القرآن/ الفيروز آبادي (ت817 هـ) مصنف و مدقق قُل لاَّ أَقُولُ لَكُمْ عِندِي خَزَآئِنُ ٱللَّهِ وَلاۤ أَعْلَمُ ٱلْغَيْبَ وَلاۤ أَقُولُ لَكُمْ إِنِّي مَلَكٌ إِنْ أَتَّبِعُ إِلاَّ مَا يُوحَىٰ إِلَيَّ قُلْ هَلْ يَسْتَوِي ٱلأَعْمَىٰ وَٱلْبَصِيرُ أَفَلاَ تَتَفَكَّرُونَ { قُل } يا محمد لأهل مكة { لاَّ أَقُولُ لَكُمْ عِندِي خَزَآئِنُ } مفاتيح خزائن { ٱللَّهِ } من النبات والثمار والأمطار والعذاب { وَلاۤ أَعْلَمُ ٱلْغَيْبَ } من نزول العذاب { وَلاۤ أَقُولُ لَكُمْ إِنِّي مَلَكٌ } من السماء { إِنْ أَتَّبِعُ } ما أعمل شيئاً ولا أقول { إِلاَّ مَا يُوحَىٰ إِلَيَّ } إلا ما أمرت في القرآن { قُلْ } يا محمد لأهل مكة * تفسير القرآن/ الفيروز آبادي (ت817 هـ) مصنف و مدق Is mein kia conflict hay..jis ayat mein nafi ki ja rahi hay ghaib ki..us say kull ghaib murad hay...kull ghaib hota to ye bhi pata hota kay kab Allah ka azaab aey ga yahan nafi ki ja rahi hay ke mujhko nahi pata kab Allah ka azaab aeyga..mujhe ye ilm nahi..jis ayat mein ghaib ke muttalh hone ke bare mein kha ja raha hay wo Ba'az ghaib murad hein KULL nahi..aap ki chakkar baazion mein becharay seedhay saadhay log phas jatay hein..aur emaan se haath dho bethtay hein..ab aap Tafseer Ibn Abbas par nuqta cheeni karna hay to karo aur apne akabir ki ta'wilaat pesh karo.yahan par to khazane ki chabiyon ki bhi nafi ki ja rahi hay..
  7. Toheedi sahab deobandi bhi agar ghair Allah ko mushkil kusha bolein to wo ghalat agar aap log bolein to wo bhi ghalat ....Sab log Hazrat Sheikh ki baat maante hoaey ghair Allah ko nahi pukaaringay..
  8. Ali sahab..aap log apni qayas aarai se hi logon ko gumrah karte ho..aap ne likha, * "Allahu Noorus Samawati Wal Ard Kamishkatu Masalu noorihi ..." meh "Masalu Noorihi" say muraad RAsoolAllah kee zaat hona * Mufassireen aur Hazrat Ibn Abbas radiallah tallah anh ka tasdeeq kerna * RasolAllah kee nooraniat per ihtiraaz kerna kay khalis Bashr say kaam nahin ho sakta thah Jibraeel joh Noor thah Bashr ban ker aya toh us per ihtiraaz nah kerna * RasoolAllah kee Bashariat meh joh fazeelat heh Kaffiroon kay upar us ka munkir hona, aur aap ne apni tafseer mein ghalat bayani karke Hazrat Ibn Abbas par bhi buhtaan laga diya ke unho ne is ayat mein noor se muraad Rasool Allah ko liya hay..ab zara parh lein iski tashree.. { ٱللَّهُ نُورُ ٱلسَّمَاوَاتِ وَٱلأَرْضِ } هادي أهل السموات والأرض والهدى من الله على وجهين التبيان والتعريف ويقال الله مزين السموات بالنجوم والأرض بالنبات والمياه ويقال الله منور قلوب أهل السموات وأهل الأرض من المؤمنين { مَثَلُ نُورِهِ } نور المؤمنين ويقال مثل نور الله في قلب المؤمن { كَمِشْكَاةٍ } ككوة { فِيهَا مِصْبَاحٌ } مقدم ومؤخر يقول كمشكاة كمصباح وهو السراج { ٱلْمِصْبَاحُ } السراج { فِي زُجَاجَةٍ } في قنديل من جوهر { ٱلزُّجَاجَةُ } القنديل في مشكاة وهي كوة غير نافذة بلغة الحبشة { كَأَنَّهَا } يعني الزجاجة { كَوْكَبٌ دُرِّيٌّ } نجم مضيء من هذه الأنجم الخمسة عطارد والمشتري والزهرة وبهرام وزحل هذه الأنجم كلها درية { يُوقَدُ مِن شَجَرَةٍ } أخذ دهن القنديل من دهن شجرة { مُّبَارَكَةٍ زَيْتُونَةٍ } وهي شجرة الزيتون { لاَّ شَرْقِيَّةٍ وَلاَ غَرْبِيَّةٍ } بفلاة على تلعة لا يصيبها ظل الشرق ولا ظل الغرب ويقال بمكان لا تصيبها الشمس حين طلعت ولا حين غربت { يَكَادُ زَيْتُهَا } زيت الشجرة * تفسير تفسير القرآن/ الفيروز آبادي (ت817 هـ) مصنف و مدقق Jab tamaam mufssarein Allah ke noor ko hidayat ka noor keh rahay hein to aap log Rasool Allah ke liye agar NOOR maan bhi liya jae to wo HISSI noor kaysay ho saktay hay..Isko bhi phir isi qaeday se hidayat ka noor mana jaega..aap log bas apni taraf se khud saakhta tashree karke sada logonko gumrah kar rahay ho..Imam Razi ne bhi aesi koi baat nahi ki hay ke yahan noor se murad Rasool Allah hein.. { ٱللَّهُ نُورُ ٱلسَّمَـٰوَاتِ وَٱلأَرْضِ } أي ذو نور السموات والأرض والنور هو الهداية ولا تحصل إلا لأهل السموات، والحاصل أن المراد الله هادي أهل السموات والأرض وهو قول ابن عباس والأكثرين رضي الله عنهم وثانيها: المراد أنه مدبر السموات والأرض بحكمة بالغة وحجة نيرة فوصف نفسه بذلك كما يوصف الرئيس العالم بأنه نور البلد، فإنه إذا كان مدبرهم تدبيراً حسناً فهو لهم كالنور الذي يهتدى به إلى مسالك الطرق، * تفسير مفاتيح الغيب ، التفسير الكبير/ الرازي (ت 606 هـ) مصنف و مدقق dono tafseer parhlo aur dekhlo kia muraad hay noor se..Quran pak mein jahan jahan noor aya hay wahah us say murad Hidayat hay..: أَفَمَنْ شَرَحَ اللَّهُ صَدْرَهُ لِلإِسْلاَمِ فَهُوَ عَلَى نُورٍ مِنْ رَبِّهِ فَوَيْلٌ لِلْقَاسِيَةِ قُلُوبُهُمْ مِنْ ذِكْرِ اللَّهِ أُوْلَئِكَ فِي ضَلاَلٍ مُبِينٍ يُرِيدُونَ لِيُطْفِئُوا نُورَ اللَّهِ بِأَفْوَاهِهِمْ وَاللَّهُ مُتِمُّ نُورِهِ وَلَوْ كَرِهَ الْكَافِرُونَ اللَّهُ وَلِيُّ الَّذِينَ آمَنُوا يُخْرِجُهُمْ مِنْ الظُّلُمَاتِ إِلَى النُّورِ يَا أَيُّهَا النَّاسُ قَدْ جَاءَكُمْ بُرْهَانٌ مِنْ رَبِّكُمْ وَأَنزَلْنَا إِلَيْكُمْ نُورًا مُبِينًا وَيُخْرِجُهُمْ مِنْ الظُّلُمَاتِ إِلَى النُّورِ بِإِذْنِهِ وَيَهْدِيهِمْ إِلَى صِرَاطٍ مُسْتَقِيمٍ إِنَّا أَنزَلْنَا التَّوْرَاةَ فِيهَا هُدًى وَنُورٌ وَقَفَّيْنَا عَلَى آثَارِهِمْ بِعِيسَى ابْنِ مَرْيَمَ مُصَدِّقًا لِمَا بَيْنَ يَدَيْهِ مِنْ التَّوْرَاةِ وَآتَيْنَاهُ الإِنجِيلَ فِيهِ هُدًى وَنُورٌ الْحَمْدُ لِلَّهِ الَّذِي خَلَقَ السَّمَاوَاتِ وَالأَرْضَ وَجَعَلَ الظُّلُمَاتِ وَالنُّورَ ثُمَّ الَّذِينَ كَفَرُوا بِرَبِّهِمْ يَعْدِلُونَ وَمَا قَدَرُوا اللَّهَ حَقَّ قَدْرِهِ إِذْ قَالُوا مَا أَنزَلَ اللَّهُ عَلَى بَشَرٍ مِنْ شَيْءٍ قُلْ مَنْ أَنزَلَ الْكِتَابَ الَّذِي جَاءَ بِهِ مُوسَى نُورًا وَهُدًى لِلنَّاسِ أَوَمَنْ كَانَ مَيْتًا فَأَحْيَيْنَاهُ وَجَعَلْنَا لَهُ نُورًا يَمْشِي بِهِ فِي النَّاسِ كَمَنْ مَثَلُهُ فِي الظُّلُمَاتِ لَيْسَ بِخَارِجٍ مِنْهَا كَذَلِكَ زُيِّنَ لِلْكَافِرِينَ مَا كَانُوا يَعْمَلُونَ يُرِيدُونَ أَنْ يُطْفِئُوا نُورَ اللَّهِ بِأَفْوَاهِهِمْ وَيَأْبَى اللَّهُ إِلاَّ أَنْ يُتِمَّ نُورَهُ وَلَوْ كَرِهَ الْكَافِرُونَ هُوَ الَّذِي جَعَلَ الشَّمْسَ ضِيَاءً وَالْقَمَرَ نُورًا وَقَدَّرَهُ مَنَازِلَ لِتَعْلَمُوا عَدَدَ السِّنِينَ وَالْحِسَابَ مَا خَلَقَ اللَّهُ ذَلِكَ إِلاَّ بِالْحَقِّ يُفَصِّلُ الآياتِ لِقَوْمٍ يَعْلَمُونَ Is ayat mein Allah ne chaand ko noor kaha aur sooraj ko Ziaa kaha ..sabko pata hay kay channd ki apni roshni nahi hoti wo bazat e khud bilkul benoor hay..sooraj ki apni roshni hoti hay . Tumharay falsafay aur mantaq ko agar mana jaey to Allah ko sooraj ko noor bolna chahiye tha.. الر كِتَابٌ أَنزَلْنَاهُ إِلَيْكَ لِتُخْرِجَ النَّاسَ مِنْ الظُّلُمَاتِ إِلَى النُّورِ بِإِذْنِ رَبِّهِمْ إِلَى صِرَاطِ الْعَزِيزِ الْحَمِيدِ وَلَقَدْ أَرْسَلْنَا مُوسَى بِآيَاتِنَا أَنْ أَخْرِجْ قَوْمَكَ مِنْ الظُّلُمَاتِ إِلَى النُّورِ وَذَكِّرْهُمْ بِأَيَّامِ اللَّهِ إِنَّ فِي ذَلِكَ لآياتٍ لِكُلِّ صَبَّارٍ شَكُورٍ هُوَ الَّذِي يُصَلِّي عَلَيْكُمْ وَمَلاَئِكَتُهُ لِيُخْرِجَكُمْ مِنْ الظُّلُمَاتِ إِلَى النُّورِ وَكَانَ بِالْمُؤْمِنِينَ رَحِيمًا هُوَ الَّذِي يُنَزِّلُ عَلَى عَبْدِهِ آيَاتٍ بَيِّنَاتٍ لِيُخْرِجَكُمْ مِنْ الظُّلُمَاتِ إِلَى النُّورِ وَإِنَّ اللَّهَ بِكُمْ لَرَءُوفٌ رَحِيمٌ فَآمِنُوا بِاللَّهِ وَرَسُولِهِ وَالنُّورِ الَّذِي أَنزَلْنَا وَاللَّهُ بِمَا تَعْمَلُونَ خَبِيرٌ Thora dimagh istimaal karo ke noor kisko kaha ja raha hay..ye kuch ayaat pesh ki hein is mein sab jagah noor se murad Hidayat aur kahin Islam hay..aap log pata nahi kion peechay pare ho us ayat ke zabardasti sabit karna chahaty ho wo noor e Mohammadi hay.Maan liya mein nay ke wahan Rasool murad hein..magar meray bhai jab Allah ke noor ka jahan zikir hay wahan Mufassireen ne usko hidayat murad liya hay to Rasool Allah ke liye is ayat mein agar noor laytay hein to is say noor e hissi kahan se sabit ho giya..kia ho giya hay tum logonk iaqal ko. maazrat chahata hoon phir aap ke kuc hsawalaat reh gaey..magar meray aik jawab mein kai sawalon ka jawab hota hay..
  9. Red line mein jo hadees ka tukra mein ne code kia hay uska matlab bayan kar dein phir debate shroo karoonga..HAYYITIKUM ka kia matlab hay..
  10. INNI LASTA KA HAYYITIKUMM KA KIA MATLAB HAY ZARA WAZAHAT KAR DEIN
  11. Aesa nahi hota hay ..koi new reader hadees ke tukre parhe ga to gumrah hoga..kionke pata bhi chalna chahiye ke kis baat par unho ne aesa kaha kay mein tum jaysa nahi hoon..agar mein kisi wrestler se kushti laroonga to wo mujhe pathkh dega..to mein usko yahi kahoonga ke mein tujh jaysa hota to tera muqabla kartaa...iska ye matlab nahi hay ke wo koi aur jins se hay aur mein kisi aur jins say...hein dono insaaan farq sirf itna hay kay wo bohot taqatwar hay aur mein uske muqable mein bohot kamzor hoon..is liye mein us jaysa nahi hoon...lekin hein dono insaaan.. Rasool Allah jaysay taqat sahaba mein nahi thi ke wo som e wisal rakhte ..isi liye unho ne farmaya tum mere jaysay nahi ho..tum mein wo taqat nahi hay jo mujh mein hay..uska bhi ye matlab nahi ke Rasool Allah kisi aur jins se hein aur sahaba kisi aur jins se..Allah aap logon ko shaoor de..
  12. Attari sahab kisi bhi hadees ka aik tukra laga kar apna moqaf na bataya karin balkay puri complete hadees ka scan lagaya karein takay readers ko samjhne mein aasani ho..kisi ayat ka aik tukra lagakar koi sharabi bhi keh sakta hay ke sharab halal hay يَا أَيُّهَا الَّذِينَ آمَنُوا لاَ تَقْرَبُوا الصَّلاَةَ وَأَنْتُمْ سُكَارَى
  13. Sorry for interfair ..mein ye poochna chahata hoon ke ahle hadees ke nazdeek kia Quran ki koi ayat hadees se mansookh ho sakti hay.??
  14. Aesa lagta hay kay aap mujzaat e Nabi ke mutaliq mera moqaf samjhe nahi ..mera moqaf ye hay ke koi bhi Nabi YA Rasool kufaar ke kehne par apni marzi se apne ikhtiyar se koi bhi mojza nahi dikha sakte..jab tak Allah na chahein..Allah ka izin o ijazat hogi to mojza zahoor mein aajaega agar Allah ki meshyat nahi hogi to Nabi ya Rasool Kitna hi israar karein moja zahoor mein nahi aaega..aap ne misaal di Hazrat Essa ki Maida nazil karne ki ..to us ayaat ko ghor se parho..unke hawarion ne kia kaha .. هَلْ يَسْتَطِيعُ رَبُّكَ (kia aapka Rabb kar sakta hay) aur jab unho ne itni bari demand kardito phir kia Hazrat Essa ke chahanay se wo khawaan nazil ho giya..unho ne to apne RAbb se dua maangi رَبَّنَا أَنزِلْ عَلَيْنَا مَائِدَةً مِنْ السَّمَاء .Aap log samjhte ho ke unke haath mein jadoo ki chari hoti hay jaysay kisi ne koi mutaalba kia wahan peghamber ne chari ghumai aur mujza ho giya..aesi koi baat nahi hoti bhai sahab..ye moqa peghaber ke liye bari aazmaish ka hota hay..unko darr laga hota hay ke aesa na ho Allah ki taraf se der ho jaey aur log aur Rasool ko taana dene lagte hein..ye bohot bari aazmaaish hoti hay..is tafseer ko parho kuch samjh aajaega tumko.. وقال عامة المفسرين: إن المائدة قد أنزلت عليهم. وروي عن سلمان الفارسي أن عيسى - عليه السلام - قام ولبس جبة من شعر وقام ووضع يمينه على يساره وطأطأ رأسه خاشعاً لله تعالى وبكى حتى سالت الدموع على لحيته وصدره وهو يدعو ويتضرع فنزلت مائدة من السماء فوقها منديل والناس ينظرون إليه وعيسى - عليه السلام - ينظر ويبكي ويقول: اللهم اجعلها رحمة ولا تجعلها عقوبة حتى استقرت المائدة بين يدي عيسى والناس حول * تفسير بحر العلوم/ السمرقندي (ت 375 هـ) مصنف و مدقق Aur jab Hazrat Essa apni ummat ke is mutaalbe ko Allah ke saamne pesh karne lage ( jubba pehan kar adab se khare hoaey..unka sir Allah ke saamne jhuka hoa tha..aur roe ja rahay thay..yahan tak ke unke aansooon se unki daari mubarak aur seena tar ho gia..wo buri tarah apne Rabb ke saamne gir gira rahe thay.. )..YA ALLAH YE KHAWAN NAZIL KARDE>> Iski doosri misaal wo hay jo quran pak mein aati hay kay Suleman ke zamane mein jis shakhs ne takht e Bilqees hazir kia tha..Ghunya tut taalbeen (Sheikh Abdul Qadir Jilani ) ki kitab mein iski tafseer parh lo abhi mere pass scan nahi hay..ke wo shaks Allah ke huzoor sajde mein gir giya..usko Ism e Azam aata tha..aur usne kaysay takht hazir kiya..hum shaed ye sajhte hein ke uske hath mein bhi jadoo ki chari hogi aur usne jhat se takht hazir kar diya..wo sajde mein rota raha yahan tak ke Allah ke hukum se takht hazir ho giya..ye mein is liye bata raha hoon ke aap log mujzaat aur karamaat ko samjh lo is mein kisi insaan ka kamaal nahi hota khlais Allah ke hukum se ye kaam hota hay..baqi aap mano ya na mano aap ki marzi..mera moqaf aaap par wazeh ho chuka hoga..ab jo aetraaz karna hay karo..tum nay jitni bhi hadees mujzaat se mutaliq pesh ki mein sabko maanta hoon..magar us par wohi rule lagoo hoga jo mein nay bayan kia hay.. ye sirf Hazrat Essa ke sath nahi tha har peghamber ke sath yahi maamla tha..chahayu wo RAsool Allah hoon ..apne ikhtiyar se koi mujza nahi la sakte thay..Allah ki mashiyat hogi to mujza zahoor hoa..Isi baat par kufaar ke saamne aajiz thay saray peghamber ke hamaray ikhtiyar mein koi mujza waghera lana nahi hay na hum iski taaqat rakhtay hein ye to hukme Ilahi hay jab bhi Allah chahay..Yahi baat is ayat mein Rasool Allah ko farmai..وَإِنْ كَانَ كَبُرَ عَلَيْكَ إِعْرَاضُهُمْ فَإِنْ اسْتَطَعْتَ أَنْ تَبْتَغِيَ نَفَقًا فِي الأَرْضِ أَوْ سُلَّمًا فِي السَّمَاءِ فَتَأْتِيَهُمْ بِآيَةٍ وَلَوْ شَاءَ اللَّهُ لَجَمَعَهُمْ عَلَى الْهُدَى فَلاَ تَكُونَنَّ مِنْ الْجَاهِلِينَ (الأنعام: 35) 35. If their spurning is hard on thy mind, yet if thou wert able to seek a tunnel in the ground or a ladder to the skies and bring them a sign,- (what good?). If it were Allah.s will, He could gather them together unto true guidance: so be not thou amongst those who are swayed by ignorance (and impatience)!. Kionke yahan Allah ki marzi nahi thi Allah ko manzoor nahi tha..is liye mana farma diya..kionke wo aziz ul hakeem hay ..jo wo jaanta hay doosre nahi jaante..mujza dikhana hay ke nahi dikhana hay Aur tum ye kehte hoke Rasool Allah ke pass tamaam cheezon ke khazne thay to phir is yat ka jawab do.. وَلاَ عَلَى الَّذِينَ إِذَا مَا أَتَوْكَ لِتَحْمِلَهُمْ قُلْتَ لاَ أَجِدُ مَا أَحْمِلُكُمْ عَلَيْهِ تَوَلَّوا وَأَعْيُنُهُمْ تَفِيضُ مِنْ الدَّمْعِ حَزَنًا أَلاَّ يَجِدُوا مَا يُنفِقُونَ (التوبة: 92). 92. Nor (is there blame) on those who came to thee to be provided with mounts, and when thou saidst, "I can find no mounts for you," they turned back, their eyes streaming with tears of grief that they had no resources wherewith to provide the expenses. kion mana kia unko ...kion rota hoa bheja unko..kionn e day diya unko swari..Rasool Allah kabhi bhi kisi ko khali haath nahi bhejte thay ..jo koi bhi sail ata jo hota ata farma dete.. Aur jo tumlog kehte ho ke hum Rasool Allah ki fazeelat ka inkaar kar rahay hein unko apne jaysa boil rahay hein..mein har us batil aur ghalat fazilat ka inkaar karta hoon jis mein se Khuda ki boo aaey.. بلغ العلا بكماله كشف الدجا بجماله حسنت جميع خصاله صلوا عليه وآله He attained exaltation by his perfection. He dispelled darkness by his beauty. Beauteous are all his qualities, Benediction be on him and on his family. baqi jo kuch bashar se mutaliq masla tha wo mein pehlay hi wazeh kar chuka hoon..tum un tafaseer mein apni qayasaraaian karte raho kuch farq nahi parta.. aur jo kuch rah giya hay..short cut mein question ki shakal mein likhdo mein jawab day doonga..wasay meri is post mein tumhara ybohot saray sawalon ka jawab hay agar samjh ho to.. Aur rahi Shaq ul qamar ka mujza ..to us mein aik rai sahib tafseer ki ye bhi hay ke ye nahi hoa hay .. ثم قول تعالى: { وَٱنشَقَّ ٱلْقَمَرُ } أي وقد ٱنشق القمر. وكذا قرأ حُذيفة «ٱقْتَرَبَتِ السَّاعَةُ وَقَدِ ٱنْشَقَّ الْقَمَرُ» بزيادة «قد» وعلى هذا الجمهور من العلماء؛ ثبت ذلك في صحيح البخاري وغيره من حديث ٱبن مسعود وابن عمر وأنس وجبير بن مُطْعِم وابن عباس رضي الله عنهم. وعن أنس قال: سأل أهل مكة النبيّ صلى الله عليه وسلم آية، فٱنشقَّ القمر بمكة مرتين فنزلت: { ٱقْتَرَبَتِ ٱلسَّاعَةُ وَٱنشَقَّ ٱلْقَمَرُ } إلى قوله: { سِحْرٌ مُّسْتَمِرٌّ } يقول ذاهب قال أبو عيسى الترمذيّ: هذا حديث حسن صحيح. ولفظ البخاريّ عن أنس قال: ٱنشق القمر فرقتين. وقال قوم: لم يقع ٱنشقاق القمر بعدُ وهو منتظر؛ أي ٱقترب قيام الساعة وٱنشقاق القمر؛ وأن الساعة إذا قامت ٱنشقت السماء بما فيها من القمر وغيره. وكذا قال القشيري. وذكر الماورديّ: أن هذا قول الجمهور، وقال: لأنه إذا ٱنشق ما بقي أحد إلا رآه؛ لأنه آية والناس في الآيات سواء. وقال الحسن: ٱقتربت الساعة فإذا جاءت ٱنشق القمر بعد النفخة الثانية. وقيل: { وَٱنشَقَّ ٱلْقَمَرُ } أي وضح الأمر وظهر؛ والعرب تضرب بالقمر مثلاً فيما وضَحَ؛ قال: * تفسير الجامع لاحكام القرآن/ القرطبي (ت 671 هـ) مصنف و مدقق ye waqia qurb e qayamat mein hoga...kionke ye Allah ki sunnat hay kay jab bhi kufaar ki demand par mujza dikhaya giya aur wo us kay baad emaan na laey to unki halaqat yaqeeni hay..magar wo saray kufaar shaq ul qamar ka mujza dekh kar bhi halaak nahi hoaey..Hazrat Essa ki ummat ko bol diya tha ke khawan nazil hone ke baad kufur kia to sakht azaab hoga..aur ye ayat is ayat se conflict bhi kar rahi hay. .وَإِنْ كَانَ كَبُرَ عَلَيْكَ إِعْرَاضُهُمْ فَإِنْ اسْتَطَعْتَ أَنْ تَبْتَغِيَ نَفَقًا فِي الأَرْضِ أَوْ سُلَّمًا فِي السَّمَاءِ فَتَأْتِيَهُمْ بِآيَةٍ وَلَوْ شَاءَ اللَّهُ لَجَمَعَهُمْ عَلَى الْهُدَى فَلاَ تَكُونَنَّ مِنْ الْجَاهِلِينَ (الأنعام: 35). mein shaq ul qamar wale waqey par bahas nahi karoonga..bas aesay hi zimni si baat ki hay mein nay..kionke main jis baat par dispute hay wo mein ne clear kar diya hay.. .
  15. Tumlog bohot BEINSAAF log ho..jin jismo nay gunnah key un jismo ko Quran ke mutabiq zameen ne kha kar khatam kar diya..pata nahi kon se doosre jisim ko azaab dilwa rahay ho.saeedi ki post mein iska suboot dekh lo..
  16. <br /><br /><br /> Saeedi tumhari post mein khali qayaas aaraian hein kay ye bhi matlab ho sakta hay aur wo bhi ho sakta hay koi qurani ya hadees ka hawala nahi..is liye mein qayas araaion ka jawab nahi deta.....abhi meray pass time kam hay tumko mein jawab doonga...abhi sirf aik baat tumharay samne rakh raha hoon..Is waqt mein lambi chauri baat nahi kar sakta..Quran paak mein kufaar ke sath aik bohot bara issue ye bhi tha kay jab hum matti ho gaey aur hamare jisim bilkul khatam ho gaey to ALlah Unko kaysay dobara baney ga..to iske jawab mein Allah ne kia kaha mulahiza ho kuch ayyaat.. وَقَالُوا أَئِذَا كُنَّا عِظَامًا وَرُفَاتًا أَئِنَّا لَمَبْعُوثُونَ خَلْقًا جَدِيدًا (الإسراء: 49).( ke ye kehte hein ke jab hum haddia ho gai aur reza reza ho gaey to koun humko dobara shroo se banaey ga..) قُلْ كُونُوا حِجَارَةً أَوْ حَدِيدًا (الإسراء: 50). (Aey NAbi inse kehdein tum patthar ke ban jao ya lohe ke phir bhi Allah tumko dobara insaan ki shakal par uthaey ga.) أَئِذَا مِتْنَا وَكُنَّا تُرَابًا ذَلِكَ رَجْعٌ بَعِيدٌ (ق: 3). Jab hum matti ho gaey to hamara dobara palatna bohot door hay.. قَدْ عَلِمْنَا مَا تَنْقُصُ الأَرْضُ مِنْهُمْ وَعِنْدَنَا كِتَابٌ حَفِيظٌ (ق: 4). (Hum(Allah) jaante hein un jisim ke ajza ko jisko zameen kha kha kar khatam kar deti hay..) أَيَحْسَبُ الإِنسَانُ أَلَّنْ نَجْمَعَ عِظَامَهُ (القيامة: 3). (Kia insaan ye khiyal karta hay ke hum uski haddiyon ko dobara jama nahi kar sakte) بَلَى قَادِرِينَ عَلَى أَنْ نُسَوِّيَ بَنَانَهُ (القيامة: 4).( Han han kion nahi balkay uski por por bana dengay) Saeedi aur toheedi sahab aur unki wah wah karne walay jahil log..zara in ayaat ko ghor se parho..in mein to saaf tor se ye likha hay ke jisim to khatam ho jaega phir qayamat mein hi Allah RAb Bul izzat apni qudrat say un ajza ko jo zameen ne kha kar khatam kar diya hay..Allah ho Akbar Allah ka ilm to dekho arbo kharbo insaano ke jin jismo ko kha kar matti ne apne mein mila liya khatam kar diya phir Allah Taala unko jama karingay.. Isi baat par ko to wo maanne ko tayyar nahi thay ke Allah aesa nahi kar saktay..Tumharay aqeeday bhi un logon jaysay lagte hein ..tumko bhi yahi shak hay ke jisim khtam ho giya to Allah kaysay jama karingay.. To meray jahil dosto..in ayaat ka jawab daydo..agar thora bhi ilm hay..tum log to jisim ko azaab dilwa rahay jabkay Quran ke mutabiq un jismo ko matti ne khakar khatam kar diya... <br /><br /><br /> Saeedi tumhari post mein khali qayaas aaraian hein kay ye bhi matlab ho sakta hay aur wo bhi ho sakta hay koi qurani ya hadees ka hawala nahi..is liye mein qayas araaion ka jawab nahi deta.....abhi meray pass time kam hay tumko mein jawab doonga...abhi sirf aik baat tumharay samne rakh raha hoon..Is waqt mein lambi chauri baat nahi kar sakta..Quran paak mein kufaar ke sath aik bohot bara issue ye bhi tha kay jab hum matti ho gaey aur hamare jisim bilkul khatam ho gaey to ALlah Unko kaysay dobara baney ga..to iske jawab mein Allah ne kia kaha mulahiza ho kuch ayyaat.. وَقَالُوا أَئِذَا كُنَّا عِظَامًا وَرُفَاتًا أَئِنَّا لَمَبْعُوثُونَ خَلْقًا جَدِيدًا (الإسراء: 49).( ke ye kehte hein ke jab hum haddia ho gai aur reza reza ho gaey to koun humko dobara shroo se banaey ga..) قُلْ كُونُوا حِجَارَةً أَوْ حَدِيدًا (الإسراء: 50). (Aey NAbi inse kehdein tum patthar ke ban jao ya lohe ke phir bhi Allah tumko dobara insaan ki shakal par uthaey ga.) أَئِذَا مِتْنَا وَكُنَّا تُرَابًا ذَلِكَ رَجْعٌ بَعِيدٌ (ق: 3). Jab hum matti ho gaey to hamara dobara palatna bohot door hay.. قَدْ عَلِمْنَا مَا تَنْقُصُ الأَرْضُ مِنْهُمْ وَعِنْدَنَا كِتَابٌ حَفِيظٌ (ق: 4). (Hum(Allah) jaante hein un jisim ke ajza ko jisko zameen kha kha kar khatam kar deti hay..) أَيَحْسَبُ الإِنسَانُ أَلَّنْ نَجْمَعَ عِظَامَهُ (القيامة: 3). (Kia insaan ye khiyal karta hay ke hum uski haddiyon ko dobara jama nahi kar sakte) بَلَى قَادِرِينَ عَلَى أَنْ نُسَوِّيَ بَنَانَهُ (القيامة: 4).( Han han kion nahi balkay uski por por bana dengay) Saeedi aur toheedi sahab aur unki wah wah karne walay jahil log..zara in ayaat ko ghor se parho..in mein to saaf tor se ye likha hay ke jisim to khatam ho jaega phir qayamat mein hi Allah RAb Bul izzat apni qudrat say un ajza ko jo zameen ne kha kar khatam kar diya hay..Allah ho Akbar Allah ka ilm to dekho arbo kharbo insaano ke jin jismo ko kha kar matti ne apne mein mila liya khatam kar diya phir Allah Taala unko jama karingay.. Isi baat par ko to wo maanne ko tayyar nahi thay ke Allah aesa nahi kar saktay..Tumharay aqeeday bhi un logon jaysay lagte hein ..tumko bhi yahi shak hay ke jisim khtam ho giya to Allah kaysay jama karingay.. To meray jahil dosto..in ayaat ka jawab daydo..agar thora bhi ilm hay..tum log to jisim ko azaab dilwa rahay ho jabkay Quran ke mutabiq un jismo ko matti ne khakar khatam kar diya...
  17. Mujhay yaqeen hay ke tumhara opar wala khana khali hay..tumko mera jawab hi samjh na aya ..
  18. Batil aqeede walon ki BOKHLAHATT dekhne se taaluqq rakhti hay Ilmi jawab khatam ho giya to shor machana shroo kar diya..
  19. Sab se pehlay to ye samjh lo ke aap kehte ho in hadeeson ki sanad sahih hay ..mein ne kaha tha ke zaeef hay..righttt...ab suno ..phir tumne pura page hadees ki kitaab ka paste kia ke ye dekho iski sahih sanad..righttt..mere bhai tum ne ye sanad sahih kion boli kionke sahib e hadees ne isko sahih kaha ..righttt..sahih hadees ki sanad wali baat par to aap bohot pakke jamme hoaey ho aur usko bohot zor o shor se maan rahay ho kionke ye hadees tumharay batil aqeeday ki taaid karti hay..righttt..to usi sahib hadees ki is baat par kion pareshaan ho gaey jab wohi muhaddis jis ne hadees riwayat ki hay wo khud apni hadees ke bare mein keh rahay hein ke ye hayat dunyavi nahi balkay barzakhi hay.. ye to bohot hi zabardast usool bata diya unho ne ..yani jahan bhi qabar mein zindagi ki riwayat milay to wo dunyavi nahi balkay barzakhi hay.. aap log girgit ki tarah rung kion badalte ho..kabhi bolte ho unki hayat dunyavi hay jab dekha kay hum phas gaey to foran statement change kia aur bolne lagay ke(Hum unki hayat ko baaz lihaz se dunyavi zindagi ke mushaba maante hein baaz lihaaz se nahi maante) ye kon si policy hay..koi tamasha ho raha hay kia..jab chahay apne matlab ke mutabiq aqeeda badal liya..yahi muhaddis pehlay to inhi ki hadees par dil o jaan nichawar aur ab Ibn Habban ho Zahbi ho ya koi aur ho..wah wah kia andaaz hay..yani ab inki baat qabil aetabaar nahi.. ye 2 hadees jo ap baar baar humko dikhate thay ab yahi aap logonke ke maslak ke taboot mein thukk gainn.. barzakhi hayat bhi maante ho to barzkh ka matlab bhi samjh lo zara .. حَتَّىٰ إِذَا جَآءَ أَحَدَهُمُ ٱلْمَوْتُ قَالَ رَبِّ ٱرْجِعُونِ } * { لَعَلِّيۤ أَعْمَلُ صَالِحاً فِيمَا تَرَكْتُ كَلاَّ إِنَّهَا كَلِمَةٌ هُوَ قَآئِلُهَا وَمِن وَرَآئِهِمْ بَرْزَخٌ إِلَىٰ يَوْمِ يُبْعَثُونَ } وعن مجاهد أيضاً أن البرزخ هو الحاجز بين الموت والرجوع إلى الدنيا. وعن الضحاك: هو ما بين الدنيا والآخرة . ابن عباس: حجاب. السدي: أجل . قتادة: بقية الدنيا. وقيل: الإمهال إلى يوم القيامة؛ . وهذه الأقوال متقاربة. وكلُّ حاجزٍ بين شيئين فهو بَرْزَخ. قال الجوهري: البرزخ الحاجز بين الشيئين. والبرزخ ما بين الدنيا والآخرة من وقت الموت إلى البعث؛ فمن مات فقد دخل في البرزخ. وقال رجل بحضرة الشَّعْبِيّ: رحم الله فلاناً فقد صار من أهل الآخرة! فقال: لم يَصِر من أهل الآخرة، ولكنه صار من أهل البرزخ، وليس من الدنيا ولا من الآخرة. وأضيف «يوم» إلى «يبعثون» لأنه ظرف زمان، والمراد بالإضافة المصدر. * تفسير الجامع لاحكام القرآن/ القرطبي (ت 671 هـ) مصنف و مدقق Barzakh ki ye tashree parh lo aur apni taraf se mantaq na jhara karo jab chaha dunyavi zindagi jab chaha barzakhi.....barzakh barzakh hi hota hay ..wahan jane ke baad connection khatam dunya se..parh lo ye tashree..
  20. Mere pass to phir bhi aqal hay ke tum ispar qurban ho rahay ho..laykain meray jahilon ke sardaar ..tumhara khana to bilkul khali hay ..mein to qurban bhi nahi ho sakta thora bhi.. Baat ye hay ke jis muhaddis ne ye hadees riwayaat ki hay wohi is kay baray mein bata rahay hein ke ye zindagi barzakhi hay dunyavi nahi...samjeee kuch..bayaqal.. to jo hadees tum apne fever mein samjh rahay thay wo tumharay hi batil aqeeday ke khilaaf chali gai..tum logon ne kabhi aesa socha bhi nahi hoga ke aesi muh ki khani paregi
  21. Jhooto par Khuda ki laanat mein ne ye kab kaha ke mein ne aap ki pesh ki hoi hadees ko sahi maan liya meri post dobara paro..aur chisti qadri tum bhi parho..na mein ne koi topic badla hay na mein apne moqaf se hata hoon..wo to mein ne tumko tumhari hi baat se tumko chit kar diya aur tum hakka bakka reh gaey..[ [Mere bholay badshah..Agar tumhari is post ko sahi maan bhi lein to bhi meri FATAH ho gai.. Aap ki post mein mere moqaf hi ki taaid hoti hay..mera hamesha yahi moqaf raha hay ke Anbiya hoon ya koi aam insaan marne ke baad uski zindagi barzakhi hoti hay na ke dunyavi hiyat..uske sath jo bhi maamla hota hay uska is dunya se koi taalauq nahi hota..] kab mein ne topic change kia hay..aur tum log kitne dinnoo se yahi musnad Abi Yaala ki riwayat dikha rahay thay..goya ye hi aik riwayat tumharay maslak ke liye oxygen thi...aur isi riwayat se bralvi maslak ke taaboot mein keel thukk gai...kahan to Abu Yala ki riwayat bralvi ke liye oxygen ka kaam kar rahi thi aur ab isi par aitaraz Hazrat Essa wali hadees se..WAH RAY TOHEEDI WAH TERI MUNAFQAT toheedi tumjo Hazrat Essa wali hadees dikha rahay ho ..kia ye hadees Imam Ibn Habban (RA)ne nahi parhi jo wo Anbiya KI burzakhi hayat ki baat kar rahay hein.. Aik dafa aur (THIRD LAST LINE ) ko ghor se parho ..tumharay batil aqeeday par chot parr rahi hay..IS GHAR KO AAG LAG GAI GHAR KE CHIRAGH SE
  22. Tum bohot hoshyar ban rahay ho..behas ko kahin aur lay ja rahay ho..SIYASATDAAN sahab.. Qaarieen tum logon ke makar o fareb ko pehchaan chuke hein..tum log isi tarah topic change karke baat ko ghuma kar kahin se kahin lay jatay ho aur asal point se logonke ki tawajjah hatt jati hay.. mein IKHTIYAR ki baat kar hi nahi raha hoon..mein to tum logonko ye dikha raha hoon ke jin Hazrat Sheikh ko tum log madad ke liye pukaarte ho wo to is baat ki sakhti se tardeed kar rahay hein aur doosri taraf tumharay maslak ke mutabiq Hazrat Sheikh apne aap ko madad ke liye pukaarne ki targheeb bhi day rahay hein..Hazrat SHeikh ko badnaam karne walon ko Allah hi poochay ga.. mujhe is say aasaan urdu nahi aati..shaed aap ki koori aqal mein baat aagai hogi.. Aur tumhari qabar mein namaz wali post ki bhi hawa nikal gai..
×
×
  • Create New...