Jump to content

sunny_prince2020

Under Observation
  • کل پوسٹس

    112
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

سب کچھ sunny_prince2020 نے پوسٹ کیا

  1. saif Bhai Bouhat acha jawab dia ap nay lakin aik baat nahi bataye wo ye k quran may esi konsi baat hay jo islam sey bahir ki ho ap ki isi baat sey moulana ashraf Ali rehmatullah ki baat ka radd ho ga warna nahi or aik or kaam kijiye ga is ayat ki tafseer k hawaley sey kisi moutbar mufasir ka hawala dijiye ga jo ye kahain k quran may islam sey bahir ki bhi cheezain hain umeed hay ap mujey apni tarha ki zuban istamal karney par majboor nahi karain gey bhai
  2. wese brelviyon ki souhbat may reh kar koi chawal sey zayada kuch nahi ho sakta lakin meri baat ka jawab kahan hay ??? meri baat ka jawab chawal nahi tha kam sey kam kia ye hi tareeka hay apka **** k chaawal keh kar baat khatam kar do
  3. uncletom may to ye pehley hi keh raha tha k ye mere dimagh ki chawal hay ab ap aney dimagh ki chawal bhi mar dain is key jawab k ap k gandey dimagh may kese gandi chawlain bhari hoi hain
  4. agar ye meri apni definiation ho phir kese radd karo gey ??? kia hawaley k bagair meri baat ka radd nahi ho sakta
  5. yaar is sey acha tha sari post hi delete kar detey dar ki bhi had hoti hay kitaab ka naam tak nahi rehney dia
  6. ap ko chahiye k Hamdiya Ma'a Rashidiya parh lain kiun k arabic to apko ati nahi ho gi zaroor kuch afaqa ho ga yahan daleel ap k zima thi koi hawala ap paish kartey or meri baat ko galat kehtey na k mere sey hawala mangna shuru kar dain agar ap ko meri baat galat lagti hay to hawala piash karain pr isko galat sabit kar dain may phir kabi agar aya to dekh lon ga
  7. ZalZala Ka Jawab Dhamakka Parhney k liye Yahan Click Karain http://www.*********.comm/books/*********************.html Brelvi Fitna Ka Naya Roop Zal Zala Ka Jawab Online Parhney K liye yahan Click Karain http://www.********.com/books/********************.html
  8. kashf or ilm e gaib may fark hota hay kashf may wasta hota hay jabkey ilm e gaib may wasta nahi hota
  9. rana bhai ye aks parh kar mujey mehsoos ho raha hay k ye behes isi safhey par khatam nahi ho rahi bal k agey bhi hay isi liye may nay darkhwast ki thi ab agar may kisi ko ye refrence don ga or wo mere sey detail poch lay to may kia jawab don ?> isi liye darkhwast ki thi chun k ap ki rasai hay kitaboon tak isi liye
  10. to khalil ahmad rana bhai ap ye keh rahey hain k ye naik loog is alam k liye rehmat hain ? jab rehmat khatam to dunya bhi khatam
  11. rana sahab agar ap is sey mutala brelviyat k safhey k 3 safhey pehley or 3 bad k bhi post kar dain to bari meherbani ho gi
  12. daleel ap k zimey hay kiun k inkar ap kar rahey hain kabi mufti ahmad yaar khan naeemi ka fatawa naeema utha kar dekh lain wahan bhi kawwey ko jaiz likha hay
  13. to kia ap brelvi loog fiqah hanafiya ko nahi mantey dekhain wahan fatawa alamgiri ka hawala moujood hay
  14. ************************************* Messages Edited: Topic sey hat ker Fazool Comments ki ijazat nhin... *************************************
  15. acha chalo jesa tum behtar samjho lakin jab bhi koi shakhs change ho ga iss site se muje bhi us k bare ma bata dena ta k pata chal sake k kitne loog change hote hain ?????
  16. achi baat ha mere saath issi tarha baat kia karoo
  17. ma na tum se hawala manga ha ore tum muje kitaab nikal kar de rahe hoo acha suno iss kitab ma wo hadees wagera ya fatwa kis ne diya ha or kahan se diya ha
×
×
  • Create New...