Jump to content

hanfigroup

اراکین
  • کل پوسٹس

    369
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    3

سب کچھ hanfigroup نے پوسٹ کیا

  1. mairi baat kar jawab dou, mairi post ka jwab dou, phir jo marzi sawal karna,
  2. میں چونکہ ایک ذہنی مریض ہوں اس لیے لکھتا جارہاہوں ۔
  3. Mughal ki zima dari ap ny ly li hy. Jab topic start huwa tha ye 2 ebarat py bahas mairi shart thi. Taky Asool check hosakyn Jaisy ghulam Muhammad ki baat mainy accept ki baat urdu main hogi. Ghulam Muhammad lekh dy k mairy pass en 2 ka jawab nahe. Haar maan ly. Aur apny ulma py b kufar ka fatwa laga dy. Yan mairi baat ka jawab dy Mairi next post hasamul ki pahli ebarat py hogi. Aur ap ko ye haq kc ny deya k darmiyan main post karyn. Mairi baat ka jawab ghulam Muhammad dy. Tum nahe
  4. Sultani Ap buhat zaheen ho. Esleye pahly b ezzAt k sath post sy side by hogay thy. Aur bechara mughal...... Maira terr nashany py laga. Agar koe ashraf sialvi smayt baki barelvi ulma ki pic ho tu without photo shop mujy inbox karna. Baki es post bary koe mashwara dyna ho tu ghulam Muhammad ko inbox kar dou. Thanks
  5. Mainy kaha tha netral banu. Janabdar nahe Ap k pati bahe ny mairi 2 batoon main sy kci aik ka jawab be nahe deya tha aur mainy point wise har baat ka jawab deya. Mainy kaha tha newtral bano aur apni bahe sy kaho mairi har baat ka jawab dy. Har mushrak yehe kahta raha ham haq py hyn ham kci ki baat kun manay. Aur phir quran ny bataya k unpaid kaisy jahanam ki agg masalat ki gae Haq py jo hota hy marny k baad uska chahra bata dyta hy. Photo shop sy noor lany ki zarurat nahe hoti.
  6. Sultan sb Mujy b aisa he lagta hy ap ny na mairi post pari hy na uper waly scan Ashraf ali thanvi smayt baki ulma k tarjma ap ki he book k scan main majod hyn Aur jo mainy ahamd raza k bary baat ki thi. Wo sari guftago moulna Abdul bari k sath aisy he hoe Aur usi ko mainy kot kar deya. Ab agar koe aur b alzan lazoom hy tu mujy na uski zarurat hy aur na mainy wo baat ki jo ki post practicle share b kar deya Thanks Sarka sultani sb. Zara apny pati bahe ko b kahy mairi har baat ka jawab dy. Uski post main mairi kci baat ka jawab hy tu ap he qout kar k mujy send kar dyn. Neutral hony ka sabot dyn agar haq janna hy Warna mainy kon sy apki Qabar main jana hy
  7. Janab koe masla nahe. Ap he bata dyn kc ka matalba ghulam Muhammad ny keya hy
  8. gham sb, ap k nazdeek mainy jo halawa jat ghalat deya hy usko zara high light kar dyn, yan jis ka scan darkar ho
  9. janab Ap tu kuch ziada pary lekhy lagty ho. Taveel us baat py hoti jis ka koe bad damagh ghalat matlab ly raha ho, yan usmain parny wala usko ghalat samaj raha ho, yan lekhny waly ny lekh magar parny waloon ko samaj nahe i. tu us ebarat ki taveel lekhny wala ki mani jay gi yan fariq e mukhalaf ki? 2) marzai jo lekhty hyn usko manty hyn, 3) Ahamad raza khan ny alzam E kufar aur lazoom kufar ko biyan he esleye keya k lekhny walo jab tk ebarat ka matlab kufira na many yan usko samakj nahe aye us waqat tk us pay kufar ka fatwa nahe lagy ga. sir ji, munazara sy pahly apny ulma ko study karlyn. jo asool ap py lago hoga wohe muj py tu phir darny ki zarurat nahe ap ko. next post inpage main hogi ab y kaisy mumkan hy k ap barelvi ho aur hamary mazhbi badtreen mukhafal. ab ebarat mairi ho aur tashrih ap ki mani jay. yan ap ki ebarat ho aur tashrih main karoon, tu keya ap maan lo gy?
  10. aur agar ap ko mairi koe baat ghalat yan ikhlaq sy hat k legay tu foran intaba karyn, main usko edit kar doon ga,
  11. ghulam muhammad sb ap ny sharayat nahe lekhi gongloon sy matti jahri hy, Janab Qadiyani mirza ko nabi manty hyn aur kahty b hyn, tu es baat main taveel keya hosakt hi, jo sharyat ap ny lekhi es py tu kabi faisal nahe hosakta, main barelvion ki kci ebarat ki tashrih na manu aur kufar ka fatwa laga doon tu ap maan jao gy? Kahan geya alzam e Kufar aur lazoom E kufar, lagta hy ap k ilam main nahe, keya ap Bata sakty ho barelvion k kit ulma moutbar hyn aur kitny nahe.? aur es baak ki zarurat be nahe, kun k munazar Hasmaul haramain py hy, 4 ebarat main, aur jab un ebarat py barelvion ny itraz keya tb na tu Abu Ayub qadri thy aur na moulna ilyas guman. jin ebarat py itraz tha un ulma ka he aqeeda dekha jay ga, aur unki he tashrih maani jay gi, mazeed agar aik he ebarat hy maslan zillat ka lafaz agar deoband ny lekha agar us ki tashrih qabool nahe tu ahamd raza ki b qabool nahe, agar deoband ka khawab ghustakhi hy tu aisa he khawab agar barlvion ny lekha tu wo be ghustakhi hogi, taveel nahe ki jay gi, janab asool lekhyn, time waist na karyn, agar ap Asool lekny nahe aty tu main lekh dyta hoon ap ki taraf sy, ap uspy yes lekhyn to munazara start kar dyn gy
  12. jaban ap manazara k asool lekhy, phir main in page instal kar k apko urmain he jawab doon ga, agar es web main urdu use kar saktyn hyn tu wo be bata dyn, Ap time waist na karyn, asool lekhyn
  13. Fikar na karo. Main ulma barelvion wali zuban uswaqat tk us nahe karoon ga. Jab tak tum ulma haq k barey alfaz ezzat waly lekho gy. Manazara k mutabak asool b tum apni marzi k mutabak lekho gy jo dono fariqan py lagoon hoon gy. ok done, Ap manazara k asool lekhyn, ye asool 2 py lagoon hoon gy, maslan aik ebarat deoband main gustakhi hy tu wohe ebarat barlvi main nekli tu wo b gustakhi hogi, aur agar ebarat doeband ki hogi tu keya matlab be deoband ulma ka leya jay ga? yan barelvion ka esitarah agar ebarat brelvaion ki hogi tu matalb be barelion ka leya jayga yan beoband ka etc. waitking reply, with asool manazara
  14. mujy nahe lagta k Ahmad raza ۔۔۔۔ny Moulana Ashraf ali thanvi RA k sath taleem hasal ki, agar hoti tu lanti bay deen na hota, aur aj baralvi koe fariqa na hota
×
×
  • Create New...