Jump to content

Ya Mohammadah

مدیرِ اعلیٰ
  • کل پوسٹس

    1,305
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    19

سب کچھ Ya Mohammadah نے پوسٹ کیا

  1. salam, bhai jazakAllah me nihayat jahil hun arabi ke mamly mein to ahle ilm se guzarish hai ki in pages ka urdu tarjuma bhi zarur post karein...
  2. bhai ye clear nahin hai kai pages par bohot blur hai...pehly islami education par ye book thi par ab nahin hai...
  3. salam, islamimehfil ke membran se darkhwast hai ki agar kisi bhai ke paas ye book "HADEES E NAJAD KI SHARAH" ho to unsy request hai ki wo achchi quality me scan kar upload kar sawab e darein hasil karein... JazakAllah
  4. Toheedi Bhai salam, mujhy is waqye se related jin bhi kutub mein matter mojood hon to plz share karein jazak Allah wasila (barish) Huzur ka dar ko chor kar koi or dar hai -hadith (muzaffa husain shah)----------.WAV
  5. mujhy bukhari ki is hadees mein 2 points ki wazhat chahiye.... 1. Ibn Umar kabr par laga tent ukarwa diya or kaha ki is par amaal hi saya karengy....(isy wahabi mazarat ke khilaaf paish karty hain iska kya jawab hai?) 2. Ibn Umar kabron par bethty thy? is se kua muraad hai kya ain kabr ke upar bethty thy la ilmi mein? Jaisa ki Huzur ki hadees hai kabron par na betho...
  6. Janab taqiyaa baaz deobandi sahab aapko sharm nahin aati is tarah apni khabasat dikhaty huey...ek sahabi ka mazar shaeed kiya gaya unki kabr ki be hurmati ki gayi..unko takleef di gayi...kya tum ye sabit karna chahtey ho ki chunki usi waqt hamlawaron ke haath toot ke zameen par nahin giry or na hi wo aisa karny se pehly ruky to is se sabit hua ki ALLAH ke wali be ikhteyaar hain unsy khud ki madad na hui to Ghairon ki kya karengy lanat hai tumhari soch par....Jahil Deobandiyon Allah se wali se DUSHMANI Allah se jang hai...Baitul Muqaddas awwal kibla musalmano ka aaj kinky kabzy me hai? Munkir e Karamat e owliya Kya ab Allah par bhi aitraaz karky dehariya ban jayega ki Allah me taqat hoti to wo apna ghar na bacha leta wo humari ya kayenaat ki madad kya karega? isi tarah kitni hi masajid shaeed hui...ktiny hi ambiya shaheed kiye gaye? kya tujhy aql nahin ki Ahle Sunnat Bad az wisal owliya se madad ka jo aqeedah rakhty hain wo ba izn e ilahi or Allah ki mashiyat ke tehat hi rakhty hain. Allah ki ata usky izn or uski mashiyat ki bina koi fout shuda to kya zinda bhi madad nahin kar sakta...itni si baat samajh nahin aati or chaly hain bari bari deengy hankny.
  7. Janab Jin qwaneen/usoolo se Allah ke Rasool ke liye wasila sabit hai usi tariqy se Swaleheen ke liye bhi sabit hai...Agar aisa na hota to Ummat e Muslima ke Akbir (mein sirf bareliwis ki baat nahin kar raha) is par amal paira na hoty...unhy deen/islam/towheed/kufr/shirk ki samajh yaqeenan aap hum se zyada thi....or unhi ki rah par chalty huey...Ummat Ghair Ambiya ka tawassul jayaz samjhti hai... Allah ke wali se sifarish ki ek or daleel....ki Allah Owliya ki dua jald maqbool karta hai... par humy maloom hai aap apni hath dharmi ka muzahira karty huey apni jeb se zinda murda ki qaid lagaengy...jo khayanat hai...islam me nai shariyat saazi hai..kyun ki aap wafat shuad swalehen ke wasily ke munkir bany bethy hain or apny is moqif ki taeed mein khud abhi tak Quran or Hadees se ek daleel bhi paish na kar saky...Jaisa ki Quran ne farmaya "Agar Sachche ho to daleel lao...". humny ek nahin kai dalail dediye hain...aap bhi zara himmat karein...or Quran or Hadees se koi ek daleel dein ki fot shuda swaleheen se isteghasa na jayaz/haram/shirk hai...
  8. [/size] Chaliye khair aapny ab clear kar diya warna ab tak to yahi lag raha tha ki aap bazid hain ki mutalaq Ya Ghose Ya Ali ke Lafz dikhayein jayein...lijye aapki ye hasrat bhi puri kar di jati hai.... ji haan siwaye unky jo khasis e nabuwat me se na hon...mere khayal se ab apki ruh ko taskeen mil gayi hogi ki quran or hadees mein inteqaal ke baad bhi ambiya ka wasila istemaal karny ke dalail mojood hain
  9. aapko meri post lagta hai samajh nahin aayi..mene aap hi ki mantaq se jo aapny yahan is topic me mutaliba kiya hai ki "Mujhy to Khas "YA ALI" "YA GHOUSE" ke lafz Dikhao Quran or Hadees mein ki foutshudgan se madad mangny ke liye nida ka jawaz sabit hota ho..." (Correct me if I am wrong) to usi rang me aap se ye sawal kiya gaya hai ki aapky paas "Kutty" lafz ke saath Quran or Hadees me koi Sarih Mumaniyat ho to batao warna iska khana halal jano or khao bhi...taki apki niyat wazeh ho sake ki aap kitna Quran or Sunnat par amal pera hain... Samjhana Maqsood ye hai ki ye zaroori nahin ki aqaid or masail mein (like Ya Ali, Ya Ghouse ki nida Isteghasa ke liye) Quran or Hadees se sarihan dalail nazar aayein to hi is par amal hoga warna radd ...aisa nahin. Aapko "Ya Mohammadah" wali Hadees ka hawala diya gaya hai jo Bad as wisal Swaleheen/Ambiya se isteghasa ke liye nida ka saboot hai Jab Ya Mohammadah kehna Jayaz hua to phir isi usool par Ya Ali or Ya Ghouse kehna bhi jayaz thehra...Jasia ki Ummat ke Akabir ka is par amal hai jo Tamam Ummat e Mohammadiya ke liye Hujjat hain..wo musallamat shakhsiyat jinko Deen ki Samajh aap hum se kahin zyada thi..wo Hum Aap se zyada Towheed or Shirk ko samajhny waly thy...
  10. LAKEER KE FAQEER Aapki isi baat se mujhy kutty khor ki wo daleel yaad gayi jo kutty ke halaal hony par deta tha or yahi kehta tha ki kutta kyu na khaun ki kutta halaal hony ki sabse bari daleel yahi hai ki.... kya khayal hai isi usool par HOT DOG KHANA pasand karengy?? kyunki "Kutty" lafz ke sath Quran Hadees me koi mumaniyat aayi ho hai to batao? or agar na bata sako to isko khana halaal jano/ or khao bhi. wese to deeda e kour ke liye ye sab dalail bekar hain phir bhi humari koshish to pocha dene ki hai...Allah hosh ke nakhoon de...
  11. Kisi ke ghar me Inteqaal ki khabar sun kar taziyat ke kailme kahy jaty hain ya mubashirat hony ka sawal kiya jata hai?
  12. MAS'ALA:- RAMDAAN KA CHAAND DIKHAYI NA DIYA SHA'BAAN KE 30 DIN POORE KARKE ROZE SHURU KAR DIYE 28 HI ROZE RAKHE THE K EID KA CHAAND HO GAYA TO AGAR SHA'BAAN KA CHAAND DEKHKAR 30 DIN KA MAHINA QARAAR DIYA THA TO 1 ROZA QAZA RAKHEIN AUR AGAR SHA'BAAN KA BHI CHAAND DIKHAYI NA DIYA THA BALKI RAJAB KI 30 TAAREKHEIN POORI KARKE SHA'BAAN KA MAHINA SHURU KIYA TO 2 ROZE QAZA KE RAKHEIN, (BAHAR E SHARIYAT, P-5)
  13. Salam, jaisa ki sab members ko maloom hoga ki India mein Deobandis ne Dehli ke Imam bukhari ki khabar par ramzaan ek din pehly hi rakhna shuru kar diya tha...raat ko 11-12 baje ke aas paas masjidon me ailaan kiya or logon ko taraweeh ke liye bulana shuru kar diya tha...jabki sunniyon ne 30 din ki ginti puri kar ek din baad rozy shuru kiye...ab kya aisa possible hai ki jab unky 29 rozy pury hon or humary 28 to eid ka chand dikh jaye? Or agar dikh jaye to phir humary liye kya hukm hoga? Aisi soorat mein Sunni ginti puri karegny? Ya eid manaengy? Salam.
  14. biography http://www.zindashahmadar.org/history.html website ka adrs hai http://www.zindashahmadar.org/
  15. inki website par ye likha mila : Prophet Muhammad (peace be upon him) feed Madar Sahib When Hazrat Sayed Zinda Shah Madar Sahib reached India and as he got down the shore from the ship, he was surprised to see an old man waiting for him there, who wished Salaam to him with his name. On asking how do you know me ? .. the person replied, “there is no one that doesn’t know you, in some time the whole world will be knowing you”. And he requested him to follow him as his Master has invited Madar Sahib. Following him was a miracle as he went through the jungles he saw a cave which was very huge and with many doors in it. On each door there were guards who looked as if angels, and all wishing the Salaam to Madar Sahib as he passed through each one of them. When Madar sahib reached the extreme inside of the cave, the eyes were surprised as there was a throne in the middle that was glowing with light and The Prophet Muhammad (peace be upon him) was visible sitting on it. The Prophet ordered him to sit beside Him, and said to him that his prayers had been accepted by the almighty Allah. And at the instance there come many angels from the skies holding plates of food in the hand. From that the Prophet hold a bowl of sweet rice and served nine bites to Madar Sahib. With each bite Madar Sahib got the ability to see through the sky and through the earth. The eternal powers increased with every bite. Then prophet dressed him with a gown and gently rubbing His hands on Madar Sahib’s face told him,” From today onwards you will never feel hungry, nor you will be thirsty and never will your clothes be dirty”. With these words he stood up and handed over the throne to Madar Sahib and said that this throne will be your vehicle throughout your journeys, whenever you wish this throne will fly and carry you to your desired place. As it was the miracle from the almighty Allah, it was in vein for Madar Sahib to eat, drink and sleep. This kind of being need not have the care to eat or drink, instead never compares anything but for him gold and sand are of same value. He sees the world as if seeing a small quantity of grains in his palms. It is all up to his wish that he needs to walk on water as if he is walking on sand, or else just order the throne to fly him to the desired place. Hazrat Gulam Ali NaqshBandi Mujdiddi has said in his book Darul Muaarif , page no 243, that Qutubul Madar had the blessings from Allah upon his prayers he asked, that he need not feel hungry now thirsty, and he got it. The rest of his life went the same way. Hazrat Abdul-haq Dehelvi had said in his book, Akhbarul Aakhiyaar, that the life of Sayed Badiuddin was apart from all, as he did not eat for years and never changed his clothings. It is also said that no one was able to see his faced with naked eyes as it had intensive light. The one who tried to see was had to bow down due to the intensity of light coming from Madar Sahib’s face. These events are also mentioned in the books Foosul Masoodiya and Tajkiratul Muttakee Voices in Ajmer When Sayed Badi’uddin Shah Madar Sahib reached Ajmer for the first time, it was the 300 hijri era. He stayed on the kokla mountains of Ajmer. Before his arrival to Ajmer, Hazrat Hussein Khing Sawar Sahib and his followers had sacrificed their lives. And their bodies were just lying on the mountains without the kafan, and people used to hear voices of the takbir from them. It was so intense that the one who heard it became deaf. The residents were afraid and also tried to get out of this by calling magicians for stopping these voices with their powers. But some people who were serious about the matter came forward to Madar Sahib and made him aware of their problem. Madar Sahib assured them that they will be soon out of the current situation as this very night these voices will be stopped. He ordered his followers to go on the Taragadh mountain where these bodies were lying since a long time who’s suffering if known only by the almighty Allah. He asked them to attend the funeral of the ones with all respect and burry according to the rules of Islam. The followers obeyed their master’s orders and the voices stopped. or bhi kai karamatein likhi hain inki...
  16. salam, me samajh nahin paya kya ye mazar shiyao ka hai? ya koi sunni buzurg thy? kyon ki Janab Alamegeer ka naam diya hua hai ismein ki unhony isky banany mein imdad ki.
  17. as salam alekum, mene pehly iska jawab fourm par dekha tha ab mil nahin raha kisi bhai ke paas link ho to share karein jazakAllah.
×
×
  • Create New...