Jump to content

Ya Mohammadah

مدیرِ اعلیٰ
  • کل پوسٹس

    1,305
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    19

سب کچھ Ya Mohammadah نے پوسٹ کیا

  1. Sayed Muzaffar Husain Shah Sahab on Reply of Namaz behind Ahle Hadith Wahabi..Wahabi Imam ke peechy Namaz.mp3 Taraweeh ki namaz ho ya koi or aap alehda parh lein...Ghair Muqallid/ Ahle Hadith ky peechy aapki namaz hogi nahin...mazeed info. ke liye ye link click karein... http://www.islamimehfil.com/topic/2893-bad-aqeedah-imam-key-pechay-namaz-ka-hukm/page__p__14709#entry14709
  2. aapki share ki hui pehli video jismy saifi firqy se related material tha uska jawab is thread me dekhy.... http://www.islamimehfil.com/topic/9887-kia-islam-mai-dance-music-ki-ijazat-hy/page__p__59499__hl__saify__fromsearch__1#entry59499 baki rahi shiyo ki video to iska jawab aap hum sunniyo se kyu mang rahy hain...yaqeenan ye sab behoodgi islam nahin... baki kuch videos thirul qadri or minhajyiyon ki hain to phir yahi kahunga ki in sab ka jawab aap minajul quran ke forum par ja kar lein, inki qawaaliyon or nach se humara koi lena dena nahin... apki post ki hui youtube ki kuch videos jehla ki hain to unki in harkat ka maslan dhol dhamal raqs qawwali with musical instruments etc sab najayaz or ghair sharai harkaat hain or gunah e kabeera hain..Ahle Sunnat iski sakht mazammat karty hain or insy sakht bezaar hain or insy apni baraat ka izhar ja baja karty aa rahy hain par wahabi deobandiyon ko samajh kahan...
  3. aapky qaid ne isaiyon ko apni masajid mein kya hanafi fiqh se ibadat (Namaz) ki Ijazat di thi? jabaki aap ka shaikh daleel ke tor par nabi kareem ke zamany ke waqye se istadlaal kar raha hai? kya wo isaai us waqt isaai na ho kar musalmano ke aqeedy par islami tareeqy se touheed par thy? or nahin thy, yaqeenan nahin thy to phir iska saaf saaf matlab ye na hua ki aapka qaid in isaiyon ko minhaji masjid mein Hazrat isa ki ibadat ki dawat de raha hai? baat aql or daleel se karein, aisy dhoky aap apny fatwa proof minhajiyon ko diya karein yahan aapki poster baazi kaam na aayegi...
  4. http://library.faizaneattar.net/Books/index.php?id=49 http://www.nafseisla...iNishanDahi.htm http://www.islamiedu...a/Page-181.html
  5. qabr par dhagy bandhny ke koi asal nahin... mazar ya kabr par chiraga par jal haq ka mutala kaerin... http://www.islamieducation.com/ur/%D8%AC%D8%A7%D8%A1%D8%A7%D9%84%D8%AD%D9%82-%D8%B9%D9%82%D8%A7%D8%A6%D8%AF-%D8%A7%DB%81%D9%84%D8%B3%D9%86%D8%AA/behs-mazaraat-e-auliya-per-phool-dalna-chadrein-charhana-charaghan-kerna.html
  6. kya apky reply se ye samjhein ki aap apny kufriya moqif (Kafir ISAIYON/YAHOODIYON ko beleivers) par Quran or Hadees ki ru se jawab dene se qasir hain? aapky shaikh par kufr ka fatwa kai wajuhat par is book me lagaya gaya,,,jismy sab se eham (aaj kal ke mushrik/kafir) isaiyon/ yahoodiyon ko momin ki saf me khara karna hai? aap iska difa karein bakiyon ki fikr baad me karein...
  7. is taweel par Quran/Hadees se shahid pesh kar sakty hain ki Quran/Hadees mein kahin Allah/Allah ke Rasool ne ummat e mohammdiya / momino ke siwa kisi ahle kitab ko momin (believer) se tabeer kiya ho? kahin apka shaikh is hadees ka misdaq to nahin ki ki akhri zamany mein aisy log aayengy jo aisi aisi batein karengy jo na kabhi tumhary baap dada ne suni hogi na tumny (Mafhoom)
  8. http://www.islamimehfil.com/topic/8886-qayamat-ka-ilm/page__view__findpost__p__55296
  9. Aapny humara seedhy se sawalon ka seedha jawab nahin diya...or reply mein ek video ka link laga diya...is poori video me humny dekhi or humy kahin bhi ismy koi jawab nazar na aya siwaye is ishary ke jo bohot mumkin hai aapny isi wajah se ye video humy dikhani chahi ho (Jahan qaid e azam ke perwi karny karny ke waqiye ko bayan kiya ja raha tha...bhaly hi unka hulia khilaf e shara tha...?).....jaisa ki humny apni sabiqa post mein aapko tasaweer dikha kar ye poocha tha ki ....Altejaani sahab shak bhi us bandy par karo jo kamazkam shariyat ka paband ho (ya phir aap kisi laghw taweel se imam mehndi ko is se bhi bari karwa sakty hain?)... to kya hum ye samjhyein ki aapny is video ke zariye ye taweel kar li hai?
  10. JazakAllah Toheedi Bhai...BOHOT UMDA MALOOMAT FARHAM KI AAPNY apki post mein sabsy pehly kis tafseer ka page laga hai? isky musannif kon hain? is par page no. likha hai....481
  11. Ji haan kabhi bhi kiya ja sakta hai..no koi din/waqt muqarrar hai ki tabhi hoga....na hi koi din mana hai... nhin de to sakty hain.. usman bhai is par mazeed roshni dal sakty hain...
  12. must listen : sure baqra Gher Allah ke Naam se Qurbani - Muzaffar Husain Sahab.mp3
  13. Isaal e sawab ke dusry naam hain Nazar, Niyaaz. isy Fatiha bhi kaha jata hai... Muzaffar Husain Sahab.mp3 nazar niyaaz biddat nahin.mp3 Isaal E Sawaab.zip http://www.razanw.or...&keywords=subul
  14. mene bhi is topic ko edit nahin kiya....deobandi fir se apni post laga dein bina site ke link ke...
  15. Imam Hasan ko zehar kisne diya is par ikhtelaaf hai...Shah Turabul Haq ka Fatwa... imam hasan ko zehar diya jana.mp3
  16. Altejaani sahab shak bhi us bandy par karo jo kamazkam shariyat ka paband ho (ya phir aap kisi laghw taweel se imam mehndi ko is se bhi bari karwa sakty hain?)...kya apko ye banda kahin se shariyat e mutahira ka paband lagta hai jisy ghouse ka mansab milega? isky zimmy itna azeem kaam hoga? jis zaid zaman ka ka daman wese hi itna daghdaar hai kya koi zi shaoor musalmaan us par Imam mehndi hony ka (apny laghw shaitani mukashifaat ki bina par hi sahi) itna sa bhi shak kar sakta hai? Hairat hai apki hath dharmi par? Kya in tasaveer mein apky khud sakta Imam mehndi jananiyon se bait le rahy hain? ye konsi mehndiyat hai apky islam mein? Yusuf kazzab ne usy apne chahne walon mein batour sahabi keh kar tarruf karwaya...jiske bad Zaid hamii ne ikhraj e tehseen paish kiya apny shaikh ko...
×
×
  • Create New...