Jump to content

alSaifiya

اراکین
  • کل پوسٹس

    300
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    10

سب کچھ alSaifiya نے پوسٹ کیا

  1. Mashallah bohot khub bhai ye bohot acha banaya aap ne . Bhai ek chota sa mashwara dena chahta hoon agar aap Photoshop use kar rahay hain toh Text ke liye koi Style Waghairah use kijiye internet se download kar lein Deviant art se ya aur bhi website pe free packs download kar ke install kar lein . us se aur bhi zayda CHAR CHAND LAG JAYAIN GE
  2. Mustafaye Bhai aur Shahid Bhai ap dono ka bohot shukriya
  3. alSaifiya

    Gustakh E Rasool Ki Saza

    Aaj kal jaisay hum jantay hain ke sulman Taseer aur Asia bibi jaisay do Issues ki wajah se Mulq mein bohot hungamay ho rahay hain . Jis ki Wajah se Mulq 2 kisam ke logon mein Taqseem hota dikhayi de raha hai is Muamlay mein : 1 Woh Log jin ka Taluq Media ya Siyasi Parties se hai aur yeh log kehtay hain ke Qatal karna Islam mein Jaiz nahin hai aur is group mein Ghamdi jaisay Shakhs bhi hain jo claim kartay hain ke kis jagah likha hai Qur'an mein ke Gustakh e Rasool ki saza Mot hai na hi aisi koi Hadis hai na hi Fiqha Hanafi mein iski Ijazat hai ( Baqol un ke ) . 2 Is group mein na sirf Ahle Sunnat Wal Jammat ke Barday barday Ulema balke aam Awam bhi shamil hain . aur aisay log bhi hain jinko Deen se Lagao aur thordi bohot Information bhi hai . aur Lagh bagh tamam Maktaba Fiqar ki Mazhabi Parties bhi is group mein hain . Ab main chahta hoon ke mujh se Youtube pe kayi logon ne sawal kiye Dalail dikhao Qur'an o Hadis se kahan likha hai ke Gustakh e Rasool ki saza Mot hai jabkeh Islam toh Aman ka Pegham deta hai aur humaray Aaqa Rehmatalil Alamin ban kar Aye thay aur unhon ne toh Fateh Makka ke Moqe pe Sab ko Muaff kar diya tha Waghairah jaisi batain kartay hain . Main yeh request karna chahta hoon ke tamam Ahle Ilm Hazrat Dalail aur Qur'an O Sunnat ki Roshani mein Ek Article likhain ya Ilami Roshani Dalain is Muamlay pe . Takeh woh log jo Islam ke bar mein kam Ilami ki wajah se aisi batain kartay hain unko samjhaya ja sakay . Is Thread mein agar Mumkin ho toh Dalail waghairah pesh kar dein take jaisay doosray Articles aur Ilmi Mubahison ki madad se hum log khud bhi Ilm hasil kartay hain aur doosron ko bhi pohnchatay hain is muamlay mein bhi jo log behas kartay hain unko Agah kiya ja sakay .
  4. Ek ne diya tha lekin sirf yeh ke " Agar dikha doon to " us ke baad main bhi kafi din intazar karta raha woh ban honay se pehlay kafi din yahan raha lekin jawab nahin aya . inke barday nahin de sakay chotay motay kya dein ge .
  5. Bhai Dekh ke Dil se Is No jawan ke liye Dua bhi nikalti hai jabke Humaray Corrupt Parties ke Corrupt Leaders aur Tv Talk shows ke Host Hamid Mir waghairah sab hi Media pe isko ghalat keh rahay hain bohot Ajeeb dor aa gaya hai Zalim log Pakistan ko Tabah o Barbaad karnay pe Tullay huwe hain aaj yeh sab dekh ke bohot dukh hota hai sab Tv pe kehtay hain ke g yeh Mazhabi extreme logon ko Security mein Add nahin karna chahiye . :( Is Nojwan ki Azmat pe Lakhon Salam Us maan pe sallam jis ne Aisa Ashiq e Rasool paida kiya jis ne apni Jawani ko Nichawar kar diya Apnay Payare Aaqa pe Allah isko bohot bohot Jazza Aata farmaye . aur afsos ke PPP walay kehtay hai Taseer Shaheed hai . aray aaj yeh din bhi dekhna tha ke apnay aapko Musalman kehnay walay Nabi Paak ke Gustakhon ko Support karnay walay aur Namoos e Risalat ke Qanoon ko Nauzbillah Kala qanoon kehnay walay ko Shaheed kaha ja raha hai Aur Media pe har har har har banda us Bicharay ko ghalat keh raha hai . Aye Mumtaz Hussain Main Qurban tujh pe
  6. Nutqani Bhai bohot Khoob Aap isko Ishq aur Muhabat se bana Rahay hain Allah Paak apko Jazza Aata farmay e
  7. Mere 2 Sawal hain jinke baray mein main bohot tension mein hoon aur bohot Dar hai ke koi ghalti na ho jaye 1) Hum poori family Italy mein rehtay hain aur yahan Amigration khulnay wali hai yeh yahan 3 ya 4 saal baad kabhi kabhi 2 saal baad khulti hai . aur Jaisa ke hum sab jantay hain ke Pakistan se lakhon log har baar apnay Document Jamma karatay hain ab Masla yeh hai ke hum yahan par apna Buisness kartay hain . Yahan " Arco " naam ki Mashahoor Courier Service hai Pooray Europe mein balke Duniya mein aur in ke ek Branch ka contract humaray paas hai yani wahan Humari Labour kaam karti hai aur hum Amigration ke jitnay Chahay Visas Qanooni tor pe nikalwa saktay hain yeh poochna chahta hoon agar hum apni Firm ke naam pe Visay nikaal ke frokht karain toh kya yeh Jaiz ho ga aur yeh kamayi Haram to nahin ho gi ?? 1 Kaam humara apna hai Allah ke Fazal se . 2 Sab kuch Qanooni tor pe jaiz hai koi 2 numbari ya Genti nahin hai Toh kya hum Visay nikalwa ke bech saktay hain ??? yahan par log fi Visa 12 se 14 ya 15 Laakh letay hain jubke hum 10 lakh lein ?? In short Agar yeh Sab Jaiz hai toh agah kar dein takeh hum Visay Apply kar dein aur Nikalwa ke Farokht kar sakein aur agar yeh Na Jaiz hai toh bhi Agah kar dein Takeh mein Apnay Bhai aur Abu ko ( Jo ke yeh Buisness chalatay hain ) ko Manna kar sakoon . ######################## 2) Jaisay ke Upar main ne bayan kiya ke hum Arco Courier Service ke liye kaam kartay hain humara unke saath 2 saal ka contract hai Allah ke Fazlo karam se wahan humari Labor kaam karti hai toh Humain har Mahinay ek Boosta/Tankhwa milti hai yani is mein se hum ne Mazdooron ko bhi unki Tankhwa poori ek ek paisa deni hai aur Apni bhi Kamayi nikalni hai aur Gov ke 2 qisam ke Tax bhi Jamma karwanay hain 1 pehla Tax Mazdooron ka hai jo ke Unki aur Humari kamayi mein se Gov. ko Dena hai yeh Tax har Mahinay dena lazmi hai iskay baghair kaam nahin chal sakta . aur Yeh Jamma karana Mazdooron ka Haq haq hai jo hum ne Jamma karana hai aur Allah ki Tofeeq se jab tak yahan humara Rizaq likha hai Jamma karwayain ge . 2 doosra Tax Gov. leti hai yeh Jamma karwayain ya na karwayain kaam chal jata hai Yeh Tax ke uppar Tax hai jo Gov. leti hai . is Tax ka Labour Companay ya kisi se kuch lena dena nahin balkeh yeh tax Gov. leti hai aur is ko Jamma na bhi karwaya jaye to kaam chalta hai . ab yeh poochna chahta hoon agar hum yeh Tax Jamma na karwayain aur khud hi rakh lein apni Kamayi mein Add kar ke to kya Jaiz hai ?? jabke is se kisi bhi mazdoor ka ya jinke liye hum kaam kartay hain ka koi nuqsan nahin ?? Baraye meharbani is baray mein agar Mufti Hazrat se kuch Fatwa waghaira ya Hidayat mil Jaye to Meharbani ho gi . aur agar zayda Mufti Hazrat aur Ahle Ilam ka in Amoor pe Fatwa/Mashwarah Mil Jaye to bohot nawazish ho gi . Main bohot Darta hoon Allah Paak Haram se bachaye humain . Aur Sabko Halal khanay ki Tofeeq Aata farmaye
  8. Jaida ashiq ban ke sukh toonday odi kismat wich Deedar vi Nahin

  9. Tobah Astaghfirullah Nauzbillah . Jinhon ne Shahadat de ke hum logon ke liye Islam Bachaya Jinhon ne Allah aur Allah ke Rasool ke Din ki khatir Shahadat Payi un ke Zikar ko Mazzallah Nauzbillah Haram kehnay walay pe Lanat aur Aisay Shakhs ko kya kahoon Allah hi aison ko saza de ga . Pakistani Shia Parh le apnay Nanehal Deobandiyon ki Ahle Bait se Muhabat Tu barda banta hai ke tu Ahle Bait se Muhabat karta hai parh jin ki taraf dariyan kar raha tha wohi Dushman hain haqeeqat mein aur tu in ka saath de ke aur in ki tareefain kar ke inkay saath hai .
  10. Apki Zuban se ab na sirf yeh yakeen ho gaya ke aap nihayat hi badtameez aur Jahil kisam ke Insam hain balkeh yeh bhi pata chal raha hai ke apka Maslak aur apki Tabiat aur apki Taleem kaisi hai apni zuban ko lagam mein rakhain yeh Forum apka nahin hai . Apki toh yeh Auqaat nahin ke ap kisi se baat kar sakain Munazra toh barday door ki baat hai . Main Apko Yahan challenge karta hoon aap jo bhi baat karain us ka jawab apko Diya jaye ga aap zara yeh forum check karain yahan aap se bhi bohot baray baray bhoot aye aur zaleel ho ke bhagay hain . Ap ko jo samjhanay ki koshish kar raha hoon woh apkay Motay Dimagh mein nahin ghus rahi . Munazra kya aisay hota hai jaisay aap kar rahay hain ?? na baat karnay ki tameez hai na hi aapko yeh pata hai mozu kya chal raha hai . Jo Saeedi Bhai ne Pichay sawal kiye aur aap logon ke Aitrazat ka jo Radd kiya us ka Jawab kahan hai ?? ap jab zaleel ho gaye toh foran Copy pasting kar ke jis ke baray mein apko khud nahin pata kya Copy paste kiya hai yahan par post kar ke kehtay hain jawab dijiye yaar common sense bhi koi cheez hoti hai . 1 Saeedi Bhai ke Radd ka koi jawab aya ? 2 Kya is Forum mein English section mojud nahin aur yeh batain woh kiyun banya gaya hai ?? aur aap yahan English copy pasting kiyun kar rahay hain ?? 3 Kya aap jantay hain pichay mozu kya chal raha tha aur aap ne copy paste kya kiya hai ? Janab mujhay toh hairat ho rahi hai apki harkatain dekh ke. aap samjh rahay hain apne bara marka mara hai copy paste kar ke har 2 takay ka Shia Internat pe yehi karta hai kya yeh hai Munazara ?? Saeedi bhai ne Pakistani Shia ke Aitrazat ka Radd kiya pichay aur uskay baad iski bolti band ho gayi phir na janay kahan se achanak aap yeh kehtay hue Tooti Phooti English jis ki samjh hi nahi ayi kya kaha aap ne Mujhay toh kuch samjh nahin ayi aap kya keh rahay hain aur phir mozu se hat ke Achanak Asool e Kafi se Ahadith jo ke apne kahin se copy paste kar ke yahan post kar di ?? aur aap jantay hai Saeedi bhai aur Apke Pakistani shia bhai ki behas kis mozu pe chal rahi thi aur aap kya copy paste kar rahay hain ?? Munazira to Door mujhay toh Tajub hota hai aap jaisa Aadmi kitni besharmi se apni bewaqoofi pe behas kar raha hai . aisay references jin ki aap baat kar rahay hain yeh Forum aisay References se bhara parda hai aur inka aisa aisa Radd kiya gaya ke doobara lot ke Shiay nahin aye . ap hain ke na apko baat karni ati hai na pata hai mozu kya hai na pata hai main kya bewaqoofana harkatain kar raha hoon dheeth banay hue hain . are you normal ??
  11. Janab the correct word is matter not metter .I would request to our brothers to not to reply this Lunatic typical Shia he is just Passing time here . Oye Sun yaar tu kiyun fazool batain kar raha hai tujh se kaha na yeh Urdu Section hai yahan pe urdu mein debate karni hai aur Urdu mein References pesh karnay hain samjha ke nahin samjha English mein Debate ke liye English section mein Thread banao . Yeh forums ke naam aisay hi nahin rakhay gaye balkeh Normal logon ko yeh batanay ke liye rakhay gaye hain ke yahan kon si language aur kis mozu pe baat karni hai . Aur doosri baat yeh Is liye kaha ke urdu mein post karo kiyunkeh tumhain khud nahin pata tum kya copy paste kar rahay ho . isi liye toh tum se jo sawal kiye gaye tum kisi ka jawab nahin de rahay . Aur agar tumhain pata hai ke tum kya keh rahay ho ya agar tumhain yahan kuch samjh aa rahi hai toh Urdu mein Post kar ke batao . Urdu mein kiyun nahin kartay baqi bhi toh urdu mein baat kar rahay hain na . Khair yeh tum logon ki chalain hain hum inse bakhoobi waqif hain Mr. Looser sahib apko isliye keh raha hoon urdu mein baat karain kiyunkeh aap logon ke Aitrazat ka Saeedi bhai ne jawab diya aur chand sawalat kiye aap unka jawab kiyun nahin de rahay ? Aur English mein copy paste kar rahay hain na apko pata hai baat kya ho rahi hai na apko kuch samjh aa rahi hai ap kya keh rahay hain . is liye kaha Urdu mein Translate kar ke to batao . yeh Debate kartay ho aap log ke aap ki bolti band kar di jaye to English mein copy pasting karna shuru kar detay ho take mozu badal diya jaye jaisay koi Spamm bot ho ?? Agar apko Patah hai aapne kya post kiya toh Urdu mein kiyun nahin translate kartay ?? kya dar hai ?? Jis shakhs ko khud nahin pata ke woh kya keh raha hai woh doosray ki baat kya samjhay ga . Janab yeh apke bas ki baat nahin hai aap ja ke jo churi agli 10 Muharram ko use karni hai usko tez karain . kiyun apna mazak bana rahay hain ??
  12. Mashallah aap ki Zuban hi apke Maslak ko represent kar rahi hai . Janab aap zara tameez se baat karein toh behtar ho ga aisay ghusa himat ho na to kisi ke mun pe dikhatay hain computer pe baith ke nahin Aap se main ne request ki hai ke aap iska Tarjuma kar dein . google Translator to words ki translation ke liye hai wahan say Ibaraat ko maloom nahin kiya ja sakta nahin to apse hi kehta hoon aap hi kar ke dikha dein janab aap ko translation ka is liye keh raha hoon kiyunkeh apko khud nahin pata aap kya copy paste kar rahay hain warna aap Urdu mein Tarjuma kiyun nahin kar detay ?? agar aap chahtay hain ke aap tawil behas karain toh iske liye zaroori hai apni auqaat mein rahain aur zuban ko sanbhal ke baat karain . aur rahi baat apki main yahan sab ke samnay 100% sure baat karta hoon aapko english nahin aati aap sirf copy pasting kar rahay hain . Janab hum english bolnay walay toh nahin lekin aapki apni comments parh ke hansi aati hai ke hum se bhi kayi gaye guzre hain aur apni taraf se aap zakir naik banay hue hain Debate toh kya apko toh baat karnay ki tameez nahin khair comming back to the point . Plz try to translate the above copy paste stuff into Urdu and if you can't then don't post it here because this is Urdu section and if you want to debate in English then we have also English Section and you can start your topics there and InshAllah you will get your answers there too but for now you have to Translate the above stuff which you have posted here into Urdu . and plz plz plz don't behave like a Ignorant Shia try to be a human just for a while Calm down InshAllah you will get all your answers .
  13. Janab Chawlain aap mar rahay hain koi tuk ki baat bhi ati hai ?? yahan Urdu mein iski Translation likhiye Chawlayain aap mar rahay hain main toh sirf ginwa raha hoon
  14. [font="Lucida Sans Unicode"][size="3"][color="#FF8C00"]Jalali Sahib ghabra ke lagta hai aap Bhonkhla gaye hain janab yeh Urdu Section hai aur aap bar bar English mein Posting kr rahay hain . [/color] [color="#556B2F"]1 Apko english nahin aati apki Comments parh ke hi pata chalta hai 2 Yeh Sara kuch jo Aap Pesh kartay hain yeh Sab Copy Paste hai jab ke Humaray Munazir bhai Type kar ke Jawab detay hain . 3 Aapko Agar itni hi English aati hai toh janab yeh jo post (Mera Matlab hai Copy Paste kiya hai) kiya hai iski Urdu mein Translation kar dein takeh hum jaisay log jinhain English nahin aati woh samjh sakain 4 Aap copy paste kartay jaa rahay hain na aap Jawab detay hain jo pichay poocha gaya hai jo Saeedi bhai ne ap se peechay chand batain Poochi hain ap un ka Jawab dein na sab ka aap toh Machine ki tarah copy pasting kartay jaa rahay hain na aao dekhtay hain na tao bas lagay hue hain koi patah nahin agla banda kya keh raha hai [color="#000000"][color="#000080"]Janab aap kya kar rahay hain kiyun apni beizati karwanay pe tulay hue hain ??[/color] Aap mein kuch sharam hai bhi ya nahin apko Samajh nahi aayi Saeedi Bhai ne pichay jo Likha uski ? Usmein apke in Ghisay Pitay Aitrazon ka Jawab bhi diya ja chuka hai + jo sawal aap se kiye gaye hain unka jawab dein na ke lagatar ganay ke ras ki machine ki tarah apni dabayi rakhain . Janab point to point baat karain Urdu mein Bhaag kiyun rahay hain ?? Is ko dekh ke toh Bacha bhi Samajh jaye ga ke aap Ruswa ho gaye hain aur Apni Jahalat ke dhol peet rahay hain aisay Copy Pasting kar ke FAIL FAIL FAIL FAIL FAIL FAIL Jalalai Papar FAIL FAIL Wah Saeedi Bhai Aap ne toh Shion ka Post Martam kar diya [/color][/color] [/size][/font]
  15. Bhai Jaan aap tohda tahamul se kaam lein InshAllah Syberite Bhai apko Scan pesh kar dein ge bhai aap fiqar na karain thorda tahamul se kaam lein. Deobaandi Matar toh kuch bhi nahin mantay aap thoda sabar karain mujhay poori umeed hai Syberite bhai ne jawabdari li hai woh apko zaroor scan pesh karain ge . ab Aadmi har waqat toh free nahin na hota na aur kayi Scan Pages ko dhoondhnay mein thoda waqat bhi chahiye hota hai Jeb mein rakh ke toh koi nahin ghumta na . apko sharmindi nahin uthani paray gi
  16. Shias Pawned is se zayda kya kahoon Saeedi Bhai
  17. Wah Wah Janab aaj yeh video dekhi toh yakeen ho gaya ke Gustakhon ki Aqlain phir jati hain . kaisay cheekh cheekh ke apnay aap ko Kafir keh rahay hain Fakhar se koi Sunni aisa soch bhi nahin sakta balkeh hum log toh itni Aehtiyat kartay hain khud ko toh kya kisi doosray ko bhi tab tak Kafir nahin boltay jab tak ke uska Kuffar Waziyah na ho jaye aur yeh janab zara dekhain inko yeh kitna Fakhar se apnay aap ko cheekh Cheekh ke Kafir keh rahay hain . o Bhai ab jab khud apnay aap ko Kafir kehtay ho toh doosra tumhain kahay toh kiyun aag lagti hai ? ek baat toh batao Jab farishtay qabar mein tumhara Hisaab lein ge aur jab poochain ge bata tera Din kya hai toh kya udhar bhi yehi kaho gey ? Yeh Pagal hain yaar ignore them ab zara ek minuet khud hi yeh baat bata dein Abu Jahal kon tha ?? Kafir na ? aur aap bhi apnay apko fakhar se kya keh rahay hain ?? Kafir ab aap batain kon hua AbuJahal ka Sathi ?? khud hi iqrar kartay hain khud hi behas kartay hain humaray Punjab mein aison ko kehtay hain " Lagda hai Phir Gaya wey " Allah ki Pannah hum toh Dua kartay hain Allah humain bhi aur tamam Musalmano ko Halat e Imaan mein Mot de . Ameen
  18. Abhi abhi yeh video nazron se guzri is mein JaalHaq pe Aitraz ka jawab bhi hai Mufti Akmal sahib is mein Hazir nazir ka Aqeeda Sajmha rahe hain : 6:44 se dekhain Deobaandiyon sharam karo
  19. Bhai mein Italy mein baith ke parh raha hoon yahan abhi 11:34 hue hain Behre hall Allah apko Jazza de aap ka bohot shukriya ke aap ne itni zaroori Information se humain Agah farmaya . Btw Khush Amdeed Allah apko Deen mein Istiqamat aata farmaye
  20. oye yeh itni badi sazish yani yeh jhagra is wajah se hai ke Saudia chahta hai ke woh apni Wahabism phelanay wali Corrupt kitabain Pakistani Schools mein lazmi kar dein takeh Wahabiism phele aur Molvi diesel chahta hai ke woh free kitabain is kursi ko hasil kar ke bechi jayain Allah Pakistan ka aur Musalmano ka Hami o Nasir hai Allah se Dua hai meri ke aisa kabhi na ho humari Gov. toh agay hi Corrupt hai aur agar lalach mein kahin maan gaye toh yeh schools mein Bad Aqidagi phela dein ge :( Mujhay Apni Gov pe aitbaar nahin hai yeh paison ke liye kuch bhi kar jayain ge Allah Musalmano ko Wahabiism se Bachaye
  21. Yaar Rizwan sahib kidhar hain ??? aap nazar nahin aa rahay koi comments nahin kar rahay ab ? :lol: Jaisay ko Tesa
  22. Nauzbillah Tobah Astaghfirullah MazAllah Summa MazAllah . Oye Shiay yeh kahan se tu ne suna Tobah Astaghfirullah yeh kya keh raha hai teri aqal thikanay toh hai ?? Yeh bohot bardi Gustakhi hai . Ajeeb hai Pagal Tobah kar is baat se Oye Allah Paak Hukum Farmata hai aur Malakul Mot ko Allah Paak ne isi liye Muqarar kiya hai aur tu kitni badi Gustakhi kar raha hai Badmazhab Jahanmi Kutay . Nauzbillah Min Zalik
  23. Bhai mujhay lagta hai ke aap thorda rudely behave kar rahay hain??
  24. Bhai yeh kabhi bhi himat nahin karay ga yeh Taqqiya kar raha hai logon ko bewaqoof bananay ke liye isi liye isko shion ki besti pe dukh hota hai oye Pakistani shia sahib ab bas bhi karain itni bhi kya Munafqat hui ke aap Apna Aqida zahir hi nahin kar rahay itna bhi Taqiya na karain kahin aapko Sunni bananay ki adat na pard jaye yeh janab Shia hain shia hain mera shaq ab yakeen mein badal gaya hai aur mujhay hairat hai ke Munafqat mein ek jagah Shion ko bhi Kafir keh gaye oh bhai Taqqiya ki aard mein apnay aapko kafir bhi bana diya ?? Shia sahib aap andhay hain ya jaan ke kartay hain aisay apko sharam nahin aati pichay Shion ki jo band baji hai uspe toh sharam ke maray apkay shia bhai bhi bhag gaye lekin aap hain ke Dhithon ki tarah chawlain maar rahay hain . Aap apna Aqida waziyah karain aur khul ke samnay aayain Threads banayin jo baat karni hai karain Inshallah humaray Munazir bhai apko Mun tord sar phord jawab dein ge . warna forum mein baraye meharbani spamm na karain yeh aap ne nahin saaf karni faltu posts .
×
×
  • Create New...