Jump to content

Mudasir Yaseen

اراکین
  • کل پوسٹس

    930
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    5

سب کچھ Mudasir Yaseen نے پوسٹ کیا

  1. Kiyaa Nabi ke Chaahine se kuch nahin hotta ? Mulaahizaa farmaayen: Munaazir-e-Ahl-e-Sunnat, Qaati-e-Najdiyat ,Maahir-e-Razaviyat Allama Abd-ul-Sattar Hamdaani Qadiri Razavi Noori Barkaati ki kitaab "Khudaa chaahtaa hay Raza-e-Muhammad "
  2. Bhai, Buhat achee sharing hay, Ye khabees wahaabiyaa Mere Imaam kee wasiyat pae a'itiraazaat karte hain. Wo khud apne akaabireen kee wasiyat ko nahin dekhite (Thanvi marte waqt apne mureedin ko kah rahaa thaa k "har maah chandaa kar ke meri biwi ko denaa, aakhir tum par meraa itnaa haq b nahin hay kiyaa ?"). Wasiyat ko dekhain Zameen Aasimaan kaa farq hay, Meraa Imaam ( kah rahaa hay "Mere deen ko mazbooti se pakro" aut thanvi kah rahaa hay "meri biwi ko Paise do". Haq aur Baatil kaa farq is baat se hee clear hay.
  3. Kilk-e-Raza_2 Bhai, Achaa mujh se kiyaa baat karnee hay huzoor ko ? Aap mujhe private msg send karen yaa yahoo par aap aayen, wahaan par baat karte hain
  4. Yaad men jis kee nahin hosh-e-tan-o-jaan hum ko Phir dikhaa de wo rukh ae mahr-e-Farozan hum ko Syedi Ala Hadrat
  5. Sister actually aap ko is kee zaroorat nahin hay, kiyoun ke aap UK men rahtee hain, aur wahaan par aap ordinary tareeqy se room ko join kar saktee hain; ye sirf un countries k liye hay jahaan ke log black nick se room ko join nahin kar sakte (jaise Pak, afghan, Arab conutreis lnk palestine, jordan, Iraaq etc)
  6. Aah wo aankh ke naakaam-e-tamanaa hee rahee Haae wo dil jo tere dar se pur armaan gayaa Syedi Ala Hadrat
  7. Brother, Buhat achee na'ats aur manqbats hain.Share karne kaa shukriyaa
  8. Ye tasawuraat-e-Baatil tere aage kiyaa hay mushkil Teri Qudraten hain kaamil inhen raast kar khudayaa Main inhen shafee'u layaa Syedi Ala Hadrat Sister aik aur request hay k agar Shair k saath Shaa'ir kaa naam b likhen to Madina Madina
  9. sister, Buhat achee sharing hay, Aap ne bilkul theek kahaa "Buhat saare buraa'iyoun kee jarh(root) gussa hay". Aur gussa shaitaan ke jaalon men se aik jaal hay. Shaitaan jis par ye jaal phenkitta hay; to phir shaitaan jaise chaahe us shakhs ko shayaateen kee jama'it men uchaalitaa hay (Maqsad us se buhat gunaah karwaa letta hay).
  10. Na kiyoun ho teri manzil Arsh-e-Saani ke Arsh-e-Haq teri manzil hay Ya Ghos Syedi Ala Hadrat
  11. Yahee arz hay Khaliq-e-Arz-o-samaa Wo Rasool hain tere main Banda tera Mujhe un ke jawaar men de wo jagah ke hay khuld ko jis kee safaa kee Qasam Syedi Ala Hadrat
  12. Mudasir Yaseen

    SLAAM

    Sister for gr8 sharing.
  13. Mudassir bhai mere pass to theek chal rahaa hay, lakin main ab ye use nahin kartaa , kiyoun ke ye kaam zaraa lafrhe walaa hay
  14. Ye Shams-o-Qamar Ye Sham-o-Sahar Ye barg-o-Shajar Ye baagh-o-Samar Ye Taigh-o-Sipar Ye Taaj-o-Kamar Ye Hukm-e-Rawaan Tumhaare liye Syedi Ala Hadrat Sister jaldi jaldi Reply kiyaa karen ashi'aar aa, kiyoun k jab kaafi der tak koee jawaab nahin detaa to phir men hee un kaa jawaab post kar detta hoon. Umeed hay k ab aap jaldi Reply karen gee.
  15. Brother and sis, Buhat achee information thee in books men.
  16. Mudassir Bhai ab aap ko baar baar IPs nahin likhnee paren gee, kiyoun k main yahaan par ip address generate karne walaa software (SocksChain) upload kar rahaa hoon. Download SocksChain from here sab bro/sis is software ko download karke install karen, Use karne kaa tareeqa neeche mulaahiza farmaayen. Install karne k ba'ad Start menu >> Programs >> Ufasoft Socks >> SocksChain se is program ko chalyen. Program ko chalne k ba'ad aap Tools menu se men jaa kar "Proxy manager" par click (left) karen, jaisaa k is pic men hay. Aap k saamune "Proxy manager" aik aur window open hogaa, jis men 100 Ips aur ports likhy huye hain. jaisaa k is pic Men hay. Phir aap right side men diye huye Buttons men se "Update list" button par click (left) karen, taake IPS kee list refresh ho jaaye. Jab list refresh ho jaaye to aap un 100 IPs men se kuch (20 yaa 25) IPs ko select karen (Select karine kaa Tareeqaa ye hay k Pahilee par click karen, phir shift ko press karke aap last par click karen, saath men shift ko b press karke rakhinaa hay.). Saath men is PIC ko b dekhen, k kis tarah kuch IPs select kee huyee hen. Phir aap right side par diye gaye button men se "Test Selected" button par click (left) karen. jaisaa k is pic men hay. Jab aap "TEst selected" button par click karen ge, to kuch der k ba'ad aap k saamune un selected IPs men se kuch k saamune "Red cross" aur kuch k saamune "Yellow Light Bulb" aayegaa. "Red Cross" walee IPs aap use nahin kar sakte, "Baaqee aap "Yellow light bulb" Walee use kar sakte hain. Jaisaa is pic men show ho rahaa hay . ab aap wo IP aur us kaa port (Socks5) len aur aap Socks Cap men >> File menuy >> Setting men jaa kar wahaan par likhen, phir paltalk ko add karke chalaayen, Insha Allah chal jaaye gaa. Duaaon men yaad, aur ye zaroor bataa'iye gaa k aap k haan chalaa k anhin, agar kissi ko mushkil ho rahee ho to wo PM (private message) kar ke yaa meetha_madina92@hotmail.com par email send kar ke pooch saktaa hay
×
×
  • Create New...