Jump to content

**Naatiya Ash,ar ** [Rule: Last Shair Key Akhri Harf Sey New Shair Post Kejiye]

Shareef Raza

تجویز کردہ جواب

  • 2 months later...
  • 9 months later...

ایک پل میں ادھر سے ہے اْدھر چار دن کی پہار ہے دنیا۔

زندگی نام رکھ دیا کس نے? چار دن کی بہار ہے دنیا ۔ ۔ ۔

اگلا حرف۔ ۔ ا۔ ۔ ہ

Edited by Attaria786
Link to comment
Share on other sites

  • 5 weeks later...

Nematein bant'ta jis samt wo zeeshan gaya

Sath hi munshi e Rahmat ka qalamdaan gaya

Le khabar jald ki ghairon ki taraf dhyaan gaya

Mere Maula mere Aaqa tere qurbaan gaya

Aah wo aankh ki Nakaam e Tamanna hi rahi

Haay wo dil jo tere dar se pur armaan gaya

Dil hai wo dil jo teri yaad se Ma'moor raha

Sar hai wo sar jo tere qadmo pe Qurbaan gaya

Unhe jana unhe mana na rakha ghair se kaam

Lilllahil Hamd main duniya se musalmaan gaya

Aur tum par mere Aaqa ki inayat na sahi

Najdiyon kalma padhane ka bhi ahsaan gaya

Aaj le unki panaah aaj madad maang unse

Phir na manenge qayamat mein agar 'maan' gaya

Uff re munkir ye badha josh e ta'ssub akhir

Bheed me haath se kambakht ke imaan gaya

Jaan o Dil hosh o khirad sab to Madine pahunche

Tum nahin chalte 'RAZA' sara to samaan gaya

-A'ala Hazrat Azeem ul Barkat Imam e Ahle Sunnat

Ash'Shah Imam Ahmad Raza Khan Qadri Barkati

(Alaih Rahmat o Ridwaan)

Oooopsss...so sorry mene attaria ke signature ko sher samjhan...isliye galti se noon ne naat post kar di...sorry!

Link to comment
Share on other sites

Hum Khaak hain aur khaak hi maawa hai hamara

Khaaki to wo Aadam Jad e A'ala hai hamara

Allah hume Khaak kare apni talab me

Ye khaak to Sarkar se Tamgha hai hamara

Hum Khaak udayenge jo wo khaak na payi

Aabad RAZA jis pe Madina hai hamara

Link to comment
Share on other sites

  • 3 weeks later...
  • 2 weeks later...

(bis)

(saw)

Ya Nabi (saw) apni ulfat ki soughat de,

Apne Shayaan e Shan hum ko Khairaat De,

Is Se Matlab Nahe k Siwa ho Ya Kam,

Shaala Wasda Raway Tera Sohna Haram!!!

Last Word = Meem

Link to comment
Share on other sites

  • 2 weeks later...
  • 2 weeks later...
  • 1 month later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...