Jump to content

Introduction


Mohammad Raashid

تجویز کردہ جواب

Assalam o Alaikum

to all brothers

 

yeh forum chandd roz pehly join kia hy, 2014 k shuru saal se ALLAH k fazal o karam sy namazon k papandi ek taweel muddat k baad qaim karne k koshish ke or AL'HAMDU'LILLAH puri koshish hy k moot tak ye qaim rahay.

 

shurat main main bass apni namazon ke papandi or eski behtri ke taraf dehaan rakhay hoay tha, magar ko waqt k saath saath kuch baton ne bohat dil ko takleef or qarb main mubtala kia,

 

sub se pehly mere bachpan k dost or cousin ne jab dekha k main ab namaz waghaira ke taraf aya hon, woh mere first cousins main se hain, woh jante hain k main sunni or ek wagat main ne kuch dawat e islami main 1990 to 1991 guzara hy, or mere walid sb, Buzugane deen se aqeedat to unke yahan jate hain, Ajmeer, multan or pak pattan etc...

 

mujh se kaha.... qabar walon se manga jata hy, sajday, tawaf etc kiye jate hain.... mere liye ess watq koi aise baat nahi thi k main koi jawab dy sakon.... main yehi keh saka k hum ALLAH se buzurgane deen or azeem hastion k waseelay tufail se dua karte hain, fatiha or jo parhtey hain woh eesaal karte hain...

 

phir kaha k '' YA RASOOL.....", Noor or Bashar etc... maqsad k her woh baat jo ye tableeghi/deobandi kehty hain ke...

 

bohat khalish rahi dil main k aisa kiun kaha gaya mujh se, kai roz tak sochta raha k kia hamaray baray jo hain or jo guzar gae hain kia woh ghalat thy, kia buzargan'e deen jinho ne deen ke khidmat ke hay kia woh ghalat thy..... kafi uljhan main kafi time nikala phir mere walid se zikar kia un hon ne samjhaya or ek book mujhay batai k kahein se mill jae tu dekho  " AL-MAWAHIB AL-DUNIYA" internet k zariye download ke parhi tu phir internet k zarye or logon k zariye baat cheet enn masail per karte karte bohat sari batein samne aai hain... or internet per search karte karte ye forum mila or join kia... 

 

ALLAH aap logon ko ghush  rakhay or aapko logon ko kamyab o kamran karay... Ameen

 

aap log deen k khidmaat k bohat azeem kar sar anjam de rahay hain.

 

 

 

Mohammad Raashid

Hyderabad

 

 

 

Link to comment
Share on other sites

جناب محمد راشد صاحب


بہت خوشی ہوئی ،آپ کو اسلامی محفل فورم کا تعارف ہوا


وہابی،دیوبندی،تبلیغی لوگوں میں سے کوئی رشتہ دار ہو یا ہمسایہ ہو، یاساتھ والا دکاندار ہو


یا ساتھ سفر کررہا ہو، یہ لوگ بات چلانے کے بعد آہستہ آہستہ مذہبی بات شروع کردیتے ہیں


ہمارے سنی لوگ بھولے بھالے ہوتے ہیں، اختلافی مسائل سے آگاہ نہیں ہوتے، ان چالبازوں کی


باتوں میں آجاتے ہیں، بہ ہرحال پریشان ہونے کی کوئی بات نہیں آپ اس فورم پر ردّ بدمذہب والا پورشن کھول


 لیا کریں ،اس کے کئی حصے ہیں، مثلاً اعلیٰ حضرت پر اعتراضات کے جوابات، اورپھر دیوبندی اعتراضات،اور اس کے نیچے


غیر مقلدین اور صلح کلی اسکے بعد نیچے عام حصہ ہے اس میں ہر قسم کے اختلافی مسائل ہوتے ہیں،اس کے علاوہ کافی پورشن ہیں


آپ انہیں کھول کر پڑھ سکتے ہیں، اس فورم پر وہابیوں اور دیوبندیوں نے اپناایڑی چوٹی کا زور لگا کر ہر اعتراض کیا ہے ،جن کا جواب انہیں دے دیا گیا ہے ، نام بدل بدل کر آتے رہتے ہیں اور منہ کی کھاتے رہتے ہیں، اس فورم کی وجہ سے کافی یوزرز کو صحیح عقیدہ نصیب ہوا اور ایمان بچ گیا، الحمد للہ


Edited by Khalil Rana
Link to comment
Share on other sites

Assalam o Alaikum

 

Salam alayqum,

 

Baee in sha allah is forum par aap ko agar kohi masla pesh ahay toh aap search karen agar search kay baad be nah millay toh members say rojooh karen in sha allah aap ko kohi na kohi tassali aur kafi shafi jawab pesh kar deh ga. Allah kay karam say is forum meh kafi ilm walay hazrat mojood hen. Ham yahan par Deobandiyon kee khaal khenchnay meh mahir hen. Hamari speciality yahi heh is forum meh kay Wahhabi aur Deobandiyoon kay ihtirazaat ka Quran o Hadth say jawab dena. Shahid kohi esa ihtiraz ho jissay ham nay pehlaynah suna ho aur jis ka pehlay jawab mojood nah ho forum par. Agar nahin toh jawab mil jahay ga.

 

Is link par bot sari deeni books hen, Urdu meh:

 

https://www.scribd.com/Muhammad%20Tariq%20Lahori

 

Joh aap ko pasand aahay down load karen aur paren. Har maslay aur har firqay khilaaf kitaben hen is meh 12hazar kitabenh hen is par.

Link to comment
Share on other sites

Ye deobandi nasoor aisa mehsoos ho raha k demak ke tarha hamari famlies main ghonsta chala ja raha hy, hum apne elaqay main rashty daron main 4,5 caca taya ghar hain, ye waba waha bhi aan pohanchi hy, AL'HAMDULILLAH hamara ghar AH'LE SUNNAT per qaim o daim hy, doston main kal raat baith tha tu mujh samait 5 ka halqa hy, bara he ghoor o fikar ka aalam mehsos hota hy k emaan ke khatir enn se fasla banana paray ga.

Link to comment
Share on other sites

Baee Sahib ham Sunni ko Islam aur maslak say kohi muhabbat nahin aur nah kissi ko jazba heh ilm hasil karnay aur phehlanay ka. Logh geerwiyoon, naatoon ki mehfiloon, milaadoon, ursoon, khatmoon, joh kuch khanay peenay kee rasmeh hen bas issee meh lagay hen. Jab taq banda Sunni aur sahih ul aqeedah hota heh murda lash kee tera hota heh aaj kay dawr meh, jistera murda lash ko kutta billa kha jahay kohi parwa nahin issee tera Sunniat ko kuttay billay kha jahen kissi sunni ko kohi parwa nahin. Magar jab yeh murda lash ko Deobandiat ya Wahhabiat kay keeray partay hen toh phir uth kar esay josh o jazbay say apnay mazhab kee tableegh karti heh kay zinda bee peechay reh jatay hen. Hamaray Sunniyoon ka kohi ilaaj nahin, sirf wohi ilaaj heh joh anqareeb Wahhabi aur Deobandi mil kar in ka karen gay. Sunni jab taq gajjar mooli kee tara zabiya nah ho aur jab taq wahhabi aur deobandi in ki maan betiyoon ko jismani khawashaaat ko poora karnay kay leyeh pakr pakr kar nah leh jahen aur janwaroon kee tera in kee maan betiyoon ko nah bechen mandiyoon meh jistera aaj syria aur iraq meh ho raha heh, us waqt taq kohi Sunni nahin jagay ga. Meri dua heh kay esa ho aur Allah in sunniyoon kay badlay woh sunni lahay joh jihaad o qitaal ka biyaan kartay hen aur shareek be hotay hen. Iraq/syria meh poori dunya say Wahhabi jama ho rahay hen taqay isis joh new wahhabi mulk bana raha heh us ko mazboot keeya jahay aur sari dunya kay wahhabi shareek ho rahay hen in kee jang meh. Aur future meh jab be Saudi petro dollar kee support kay saath pakistan meh jang huwi aur Wahhabi ek taraf ho gahay toh dekhna poori dunya say Wahhabi aa kar sunniyoon kay khilaaf laren gay, aur aap dekhen gay kay Pakistan kay sunni kuch bee kar nah pahen gay, ham sunniyoon meh say ginti kay das mujahid bee tiyar nahin hoon gay, hammeh ya toh America aa kar bachahay ga ya Europe ya United Nation.

Wahhabi aur Deobandi, jahan par apnay mazhab kay perokaron ko tableegh kay leyeh tiyar kartay hen wahan par jihad kee talimat ka batatay hen aur jihad kee talkeen kartay hen. Hamaray Maulvi aur Piroon ko abhi taq yeh samaj nahin aahi kay kesay sunniat kay difa meh awaam ko tiyar keeya jahay. Sirf taqreeroon taq hee baat mehdood kar di, ham nay taqreer kar deeh, aur taqreer meh be kohi ilmi behas nahin hoti, ek sirf kaam ka nuqta hota heh aur sari taqreer agay peechay kee batoon meh guzaar deeh jaati heh, ek ek baat ko das dafa khud repeat karta heh maulvi aur pachas dafa joh awam bethi heh un say repeat karwata heh.
Aur agar kohi maulvi jazbay wala aur vision wala ho aur hamaray sunniyoon ko kaho kay aho aqeeda seekho aur namoos e risalat kee toheen kernay waloon ko pehchano toh phir in sunniyoon ko DAMAGH KHARAB SUFIYOON kay sher yaad a jatay hen:

da deh mandar da deh masjid da deh joh kuj denda,
na daween dil kissay da rabb dilan wich rehnda.

Aur saath bashin deetay hen kay islam piyar muhabbat ka deen heh kissi kay khilaaf kohi kehnay kee ijazat nahin. Essay murda bandoon ko kohi kuch samja aur bata nahin sakta in sunniyoon ki misaal zamana e rasoolallah sallallahu alayhi wa aalihi was'sallam kay mushrikoon jesi heh, summun bukmun umyun fahum aur kabi sunniat kay difa kay leyeh tiyar nahin hoon gay. is leyeh in ka rona mat rohen, apna imaan bachahen, aur gar waloon ka. Anay walay dawr meh sunni nah honay kay barabar ho jahen gay har taraf Wahhabiat aur Deobandiat ka ghalba hoga.

Edited by MuhammedAli
Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...