gmoin 3 Posted May 4, 2015 Report Share Posted May 4, 2015 Muje kisi ne challenge kiya hay ki ek hadees dikhao jismein huzoor saulalaho alaihiwasallam ne farmaya ho ki JIS CHEEZ KO HUZOOR CHOOLEIN USS CHEEZ PAR JAHANUM KI AAG HARAAM HAY... Khaas kar woh hadees jis mein tandoor par huzoor ke haath se rakhi huwi roti nahi pakk rahi thi... Kyonki uss roti ko huzoor ke daste aqdass ne chuwa tha.... Meharbani karke muje aisi hadeesoon ka abhi hawala chahiye... Nahi tau yeh gustakhe rasool hamein aaj ek discussion mein hamein joota sabit karna chahte hein... Plz give reference of proper book of hadees with chapter. No and page no... Plz take it very serious Quote Link to post Share on other sites
Shadab Ashrafi 20 Posted May 5, 2015 Report Share Posted May 5, 2015 (edited) Hazrat Ibad Bin Abdus Samad رضي الله تعالٰی عنه Farmate Hain k Hum Hazrat Anas Bin Malik رضي الله تعالٰی عنه k Pas Pahunche To Aap Ne Farmaya Aye Kaneez Dastarkhan Lao Takeh Hum Khana Khayein To Woh Dastarkhan Layi Fir Farmaya Rumal Lao Woh Rumal Layi Jo Ganda Tha Aap Ne Farmaya Tanoor Garam Karo Us Ne Tanoor Garam Kiya Aap Ne Hukm Diya k Tanoor Me Rumal Ko Dal Do Rumal Ko Tanoor Me Dal Diya Gaya Jab Rumal Ko Tanoor Se Nikala Gaya To Rumal Doodh Ki Tarah Safed Tha Hum Ne Un Se Pucha k Yeh Kya Baat Hai k Aag Ne Kapde Ko Jalaya Nahi Or Khoob Saaf Kar Diya....??? Unho Ne Farmaya k NABI-E-KARIM ﷺ Is Rumal Se Rukh-e-Anwar Or Dast-e-Mubarak Khushk Kiya Karte The Jab Yeh Ganda Ho Jata Hai To Hum Aisa Hi Karte Hain Kyun k Aag Us Cheez Ko Nuksan Nahi Pahunchati Jo ANBIYA-E-KARAM ALAIHIS SALAM k Chehron Se Mas (Touch) Ho Jati Hai. ➡ KHASAIS-UL-KUBRA, JILD 2, SAFA 80. Edited May 5, 2015 by Shadab Ashrafi 2 Quote Link to post Share on other sites
Khalil Rana 431 Posted May 6, 2015 Report Share Posted May 6, 2015 (edited) امام ابن ملقن لکھتے ہیں کہ جس چیز سے انبیاء علیہم السلام کے ہاتھ مبارک مس ہوجائیں اُس کو آگ نہیں جلاتی۔ امام ابن ملقن فرماتے ہیں کہ اس حدیث کی اسناد عالی ہیں اس میں صرف ایک راوی دینار ضعیف ہے۔ یہ حدیث خصائص وفضائل میں ہے اس لئے مقبول ہے Edited May 6, 2015 by Khalil Rana 1 Quote Link to post Share on other sites
MuhammedAli 210 Posted May 6, 2015 Report Share Posted May 6, 2015 Salam alayqum,Moteram Khalil baee sahib, aap ko pm karnay kee koshish kee magar message na kar sakka. Quote Link to post Share on other sites
syed babar 0 Posted June 22, 2015 Report Share Posted June 22, 2015 Kya is hadis ka scan milega Quote Link to post Share on other sites
Khalil Rana 431 Posted June 23, 2015 Report Share Posted June 23, 2015 Kya is hadis ka scan milega yeh aoper scain hi lga hai kitab khsais e rasool se Quote Link to post Share on other sites
Recommended Posts
Join the conversation
You can post now and register later. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.