Jump to content

Malfoozat main kufriya Qisa......

MOUWAHID

تجویز کردہ جواب

zara sath me is ka hashya b parh lijye murad kuffar hai ...aur yeh sawal pahle b karchuka hoon ke kuffar k khilaf jo ayat guzri hai un ko muslamnoo par muntabiq karna kesa hai? aur jo fazail par ayat hai olya Anbia wa olya ki tu kya ap un ka inkar karte hen?

bhaijan yahan murad kuffar hein muje pata hay..jo bhi ye kaam karta hay wo phir musalmaan nahi rehta..koi kaam kare kafiron wale aur apne aap ko musalmaan bolta rahe to is se wo koi musalman nahi ban jata uska emaan khatam ho jata hay..aap ke mazaron mein jo buzurg hein..sab ki same wohi story hay jo yahan qom e Noah ke buton ki hay..ratti barabar bhi is mein farq nahi hay..wohi kuch aap kar rahay ho jo wo karte thay...maazraat ke sath..

Link to comment
Share on other sites

  • جوابات 59
  • Created
  • Last Reply
(bis)

.

 Aap abhi tak isi baat par are hoey hein ke kuffar buton ko poojte thay jabke mein ne sabit bhi kar diya ke wo bazahir pathar ke but to thay likin wo unke Aulia Allah thay jaysa kay Hazrat Ibn Abbas ki riwayat se sabit kiya ja chuka hay..aur wo unko Allah se qurbat ka zarya samjhtay thay..aap logon ne to mein na manoo ki policy apnaee hoi hay..

is se pehlay bhi jannat ki jaagir ke hawalay se kai ahadees aap logon ko pesh ki ja chuki hein kay aur bhi kai log Rasool Allah (saw) ke pass jannat ke husool ke liye aaey aap ne sabko aamal sulaih ki talqeen ki..aur in sahab ko bhi namaz ke liye bola..magar aap logon ne to is seedhi saadhi hadees ki kitchri pakadi..Aap logon ne to Anbiya (as) ki bosat ka maqsad hi faut kar diya..jab aesay hi jannat mil sakti thi to 124000 Anbiya ko kion takleef mein daala aur itni mehnat karai..

أَمْ حَسِبْتُمْ أَن تَدْخُلُواْ الْجَنَّةَ وَلَمَّا يَأْتِكُم مَّثَلُ الَّذِينَ خَلَوْاْ مِن قَبْلِكُم مَّسَّتْهُمُ الْبَأْسَاء وَالضَّرَّاء وَزُلْزِلُواْ حَتَّى يَقُولَ الرَّسُولُ وَالَّذِينَ آمَنُواْ مَعَهُ مَتَى نَصْرُ اللّهِ أَلا إِنَّ نَصْرَ اللّهِ قَرِيبٌ

کیا تم یہ خیال کرتے ہو کہ (یوں ہی) بہشت میں داخل ہوجاؤ گے اور ابھی تم کو پہلے لوگوں کی سی (مشکلیں) تو پیش آئی ہی نہیں۔ ان کو (بڑی بڑی) سختیاں اور تکلیفیں پہنچیں اور وہ (صعوبتوں میں) ہلا ہلا دیئے گئے۔ یہاں تک کہ پیغمبر اور مومن لوگ جو ان کے ساتھ تھے سب پکار اٹھے کہ کب خدا کی مدد آئے گی ۔ دیکھو خدا کی مدد (عن) قریب (آيا چاہتی) ہے

Allah aap logo ko hidayat day aap logon ne to is ayat ki haysyat hi khtam kardi..aur sura toba ki ayat jo code ki hay usmein bhi log aaey thay sawarion ke liye unko to wapis bhej ye keh kar ke mere pass to kuch nahi jis par tumhein sawaar karon..

Edited by Ya Allah Madad
Link to comment
Share on other sites

is Wahabi Haqeeqat ko isi Dua or ibadat ke masly par humny sawal kiya tha jiska jawab aaj tak kisi kharji se na bana or ye dekho ek dusry ki peeth thaph-thapana :lol: ...agar aapko apny bary me kuch khush fehmi hoto jawab juta layein...Kya Har Dua Ibadat hai

(salam) to muslims

apnay qaul k andar say bhi matlab nkiaal latain hain, Quran aur Hadees in ko samajh naheen aatay aur kehtay hain k "Kya her dua ibadat hai". Mushrikeen ko nazar naheen aye ga k Meray Nabi (saww) nay kiss "dua" ko ibadat kaha hai. unko nazar naheen aye ga Um ul Momineen nay kiss ko afzal ibadat kaha hai.

By the way tum logon k pass to ilm-e-ghaib bhi hai us say pata lagwa lo yeh kaun si dua hai?

fi-aman:

jo link diya hai wahan jawab dein to shayad apky maslak ki satar poshi ho saky..ye mahair e tehreef or bayan baazi aapki hum pehly bhi kaafi dekh chuky hain is se aapki zillat me mazeed izafa hi hota raha or kuch nahin...humny quran se sabit kiya tha ki quran me dua kitny mayeno me istemaal hua hai agar apky usool ke mutabiq dua ka mana har jagah ibadat karna shuru kar diya jaye to mazAllah kitin kharabi waqya hogi iska andaza apko bhi hai tabhi aap humara ye chellenge accept na kar saky..or inshaAllah kabhi kar bhi na sakyngy. 

rahi ilm e ghyb ki baat to ye bhi bara bachkana jumla aapny likha shayad jo cheez aapki naiqs aql ke upar se guzar jaye or dusry ko wahi baat samajh aa jaye to aap usky liye ilm e ghyb sabit manty hain?  :lol:

Lakin aap k maslak ka bhanda phoot chuka hai. :unsure:

Main nay aap ki tarah tehreef nahee ki, main nay to issi topic k ooper Quran aur Hadees say sabit kia hai k "DUA" kia hai. Mushrikon ko nazar nahee ata yeh main pehlay likh chuka hon aur aye ga bhi nahee kiun k Quran aur Hadees quote ki hui hain.

Reh gai ussi topic ki baat to meri posts online ker di jain phir agay chaltay hain. tab tak us topic say related aap ki bhi kissi post ka jawab naheen diya jai ga.

fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

(salam)

Dua.JPG

Aap bhi Qabar walo say dua kertay hain, nabi (saww) nay farmaya k dua bhi ibadat hai, yani qabar walay aap k mabood huway

fi-aman:

har dua ibadat nahin...iska jawab barha is naqis ul aql wahabi haqeeqat ko diya ja chuka or ye  challenge isko kai baar diya gaya ki quran me lafz dua kai mano me istemaal hua hai..har jagah maana ibadat karky deikhaye par wahan iska hazma kharab ho jata hai or kharjiyat shuru...

  • jaisy ye har dua ko ibadat samjhta hai isi deeda dileri se ye humy jawab de ki sajda ibadata hai ya nahin...to quran me zikr kiya gaya kya har sajda ibadat tha? 
  • namaz me qayam ibadat hai ki nahin?....to ab kya ye wahabi chokry har qayam ko ibadat se tabeer kar qayam karna chor dengy or zameen par tooti tang ke kutty ki tarah ghisat ghisat kar chalna shuru kar dein?

wahabi jahalat ka ilaaj zuban ki talkhi bhi na kar paye... :lol:

Link to comment
Share on other sites

.

 Aap abhi tak isi baat par are hoey hein ke kuffar buton ko poojte thay jabke mein ne sabit bhi kar diya ke wo bazahir pathar ke but to thay likin wo unke Aulia Allah thay jaysa kay Hazrat Ibn Abbas ki riwayat se sabit kiya ja chuka hay..aur wo unko Allah se qurbat ka zarya samjhtay thay..aap logon ne to mein na manoo ki policy apnaee hoi hay..

is se pehlay bhi jannat ki jaagir ke hawalay se kai ahadees aap logon ko pesh ki ja chuki hein kay aur bhi kai log Rasool Allah (saw) ke pass jannat ke husool ke liye aaey aap ne sabko aamal sulaih ki talqeen ki..aur in sahab ko bhi namaz ke liye bola..magar aap logon ne to is seedhi saadhi hadees ki kitchri pakadi..Aap logon ne to Anbiya (as) ki bosat ka maqsad hi faut kar diya..jab aesay hi jannat mil sakti thi to 124000 Anbiya ko kion takleef mein daala aur itni mehnat karai..

أَمْ حَسِبْتُمْ أَن تَدْخُلُواْ الْجَنَّةَ وَلَمَّا يَأْتِكُم مَّثَلُ الَّذِينَ خَلَوْاْ مِن قَبْلِكُم مَّسَّتْهُمُ الْبَأْسَاء وَالضَّرَّاء وَزُلْزِلُواْ حَتَّى يَقُولَ الرَّسُولُ وَالَّذِينَ آمَنُواْ مَعَهُ مَتَى نَصْرُ اللّهِ أَلا إِنَّ نَصْرَ اللّهِ قَرِيبٌ

کیا تم یہ خیال کرتے ہو کہ (یوں ہی) بہشت میں داخل ہوجاؤ گے اور ابھی تم کو پہلے لوگوں کی سی (مشکلیں) تو پیش آئی ہی نہیں۔ ان کو (بڑی بڑی) سختیاں اور تکلیفیں پہنچیں اور وہ (صعوبتوں میں) ہلا ہلا دیئے گئے۔ یہاں تک کہ پیغمبر اور مومن لوگ جو ان کے ساتھ تھے سب پکار اٹھے کہ کب خدا کی مدد آئے گی ۔ دیکھو خدا کی مدد (عن) قریب (آيا چاہتی) ہے

Allah aap logo ko hidayat day aap logon ne to is ayat ki haysyat hi khtam kardi..aur sura toba ki ayat jo code ki hay usmein bhi log aaey thay sawarion ke liye unko to wapis bhej ye keh kar ke mere pass to kuch nahi jis par tumhein sawaar karon..

waiting for answer

Link to comment
Share on other sites

MASHALLAH Azawajal be tukke aitrazat karne men geer muqaliden khoob apni taraf se koshih ki ,ALHUMDULLAH Azawajal jawab dene men Ahlesunnat wal jamat ka palla bhari raha isi par yeh topic close kya jata hai, kunke arsa guzar gya hai jawab nahi dya jarha hai aur is ki bajaye fazool alfaz bari ki jarahi hai gair muqaleeden ki taraf se khoob tafseer bir raye ki jarahi hai jis ki ijazat na shairyat deti hai na humara forum,,,aur har munazra aur behas ka osol hai agar samne wala dalel ya aitraz ka jawab na de aur wahi apni guftogo jarhi rakhe tu us ki har tasleem karke faisla us k haqq men dya jata hai jis ne dalail dye hoo. har topic ki tarah is topic men b dalail ki kasrat ahlesunnat hi ki tarf se hen ,aur akhir me toheedi bahi aap ka be had shukariya aap ne tuheed ka sahi mafhoom aam kya,

Link to comment
Share on other sites

Guest
مزید جوابات کیلئے یہ ٹاپک بند کر دیا گیا ہے
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...