Jump to content

جی ہاں۔ ہم بدعتی ہیں


Shahid Nazeer

تجویز کردہ جواب

MASHALLAH Azawajal jawab tu khair abhi bhi nahi dya aur man sanna wali hadith dosri replay main thhi jab ke baat kya chal rahi hai woh b ap ko nahi maloom bari mushkil say aap apna ulma say is ka poch kar laye tu ageh aur sawal hogaye aap se....

biddat e hasana isee hi tu kahte hen .............jo aap ne hadith paish ki adhi naqal karain ya poori .. lakin sabit tu wahi biddat e hasana horahi haina aap ki bat aap par hi sabit horahi jawab tu ap ne aik qoute ka dene ki koshish ki hai lihaza yahoodio wali misal kis par sadiq ati hai yeh ap ke samne he ...

khair ALLAH Tala ki shan dekhen aap hi ke MUNH se sach bulwayalya hai... ise kahte hen

jadoo woh hai jo sarh char kar bolain ...

ab tu maan lain hadith bhi yehi kahrahi hai keh islam men acha tareeqa raij hosakta hai...

...aur haan aaj keh baad aap bhi koi ayat adhi na share kijyea ga na koi hadith .... kunke yeh adat tu aap hi ki hai maine mafhoom samjhanay keh liye itna jumla code kya ... lakin aap nay poori hadith paish kar ke khud apne maslak par sitam dhaya hai... ab aageh ageh dekhte jayen ..time bohat kam rah gya hai aap keh Dasso bandoo nay airhi choti ka zaur lagalya hai lakin ALLAH azawajal ke karam se aik bhi sawal ka jawab nahi dya ...

shareef sahab aap logon ka hamesha yahi tareeka raha hay yahoodion ki tarah aik tukra dikha kar baqi chupatay ho..mann sanna wali hadees jis se aap log apni biddaton par istidlaal lete ho wo puri naqal kion nahi karte ..hamesha puri ayat ya hadees code ki jati hay..puri hadees yun hay..

 

 

Hazrat Jareer bin Abdullaah (ra) rawayat kertay hein k hum din k shuru mein Rasool Allaah (saw)k paas thay keh aap k paas kuch aisay loog aayay jo nangay badan thay, oon ki dhaari-daar chadaarain ya kambal daalay huay thay aur gardanon mein talwarein latkaayay huay thay, un ki aksareat Muz(d)ar qabeelay say, balkay saaray hi Muz(d)ar say thay. Jab Rasool Allah (saw) nay un ki faaqa-zdgi ka mushahida farmaya to aap ka chehra muttaghayyar hoo gaya, aap (ghar k) andar tashreef lay gayay aur phir bahir aa gayay, bilal (ra) ko hukam diya, unhoon ne aazaan di, phir takbeer kahi aur Aap (saw) nay namaz perhaee, phir logoon se khataab farmaya. Uss mein aap ne farmaya, logo! Apnay Uss Rab se daro jis ne tumhein aik jaan se paida kiya …. [surah Nisa, 4:1] aakhir yani raqeeba tak. Aap ne ye aayat tilawat farmaee. Iss k baad Surah Hashar ki ayat perhi “Aay eemaan walo! Allah say daro! Aur nafs ko chaheyay k uss nay kal (qayamat) k liay jo aagay bhaija hai, ussay daikhay” farmaya har aadmi ko chaheyay k sadqa karay, deenar-o-darham ka, kapray ka, gndum k saa’ ka, khajoor k saa’ ka hatta k farmaya, go khajoor ka aik tukra hi ho. chunachay ansaar mein say aik aadmi aik thaili lay ker aaya .uss ki hathaili uss ko uthaanay se aajiz aa rahi thi balkay aajiz ho chuki thi, phir loog (lay lay ker) pai-dar-pai aatay rahay, yahan tak k mainay do dhair daikhay, aik saamaan khoraak ka aur doosra kaproon ka aur mainay Rasool Allah (saw) ko daikha to aap ka chehra-e-anwar iss tarha chamak raha tha goya k wo soonay ka tukra hai. Phir Rasool Allah (saw) nay farmaya, jis nay Islam mein koi acha tareeka jaari kiya to uss k liay uss ka apna ajar aur un tamaam logon ka ajar ho ga jo uss k baad uss per amal karein gay, baghair iss k keh un ko ajroon mein koi kami ki jayay aur jis nay Islam mein koi bura tareeka jari kiya to uss per uss k apnay gunah ka boojh aur un tamaam logon k gunahon ka boojh hoga jo uss per uss k baad amal karein gay. Baghair iss k keh un k gunahoon k boojh mein koi kami ki jayay.

[sahih Muslim, Kitab al-Zakat, Hadith#1017 ‘ Riyaad-us-Saliheen, Hadith#173]

 

SAAF NAZAR ARAHA HAY KE ACHA TARIKA SHROO KARNA KAI HAY YANI AIK AADMI NE PEHAL KI AUR SADQA KIA AB USKI DEKHA DEKHI DOOSRONKO TARGHEEB HOI ..TO BAQI SAB KA AJAR PEHLA WALA SHAKS LAY GIYA KIONKE USNE PEHAL KI ....

 

MAGAR BIDDATION KA KIA KIA JAEY PATA NAHI HAR SEEDI SAADHI BAAT SE GUMRAHI HI AKHAZ KAR LETE HEIN..aur phir kehte hein dekho mera deen hadees se sabit hay

 

Link to comment
Share on other sites

السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ ( صرف تمام مواحدین کو)

شاھد بھاءی ابھی تک آپ نے جتنے بھی تھریڈ بناءے ہیں سب ہی بہت زبردست ہیں لیکن یہ تھریڈ تو ایسا لاجواب ہے کہ سارے مشرکین تلملا کررہے گءے ہیں اور بجاءے جواب دینے کے گالیوں اور بد زبانیوں پر اترآءے ہیں۔

میں اپنی پچھلی ایک پوسٹ میں یہ اشارہ دے چکا ہوں کہ یہ لوگ ہمارے پیارےنبی مکرم امام الانبیاءوافضل الانبیاءو امام اعظم محمد الرسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کے حق پرڈاکہ ڈالتے ہوءے اپنے علماء کو معصوم عن الخطاء جانتے ہیں کچھ زبانی اقرار کرتے ہیں اور کچھ عملی اقرار کرتے ہیں۔اب مسءلہ تو یہ ہے کہ ان کے عالم کا اقرار کہ یہ لوگ بدعتی ہیں آچکااب مشکل یہ ہے کہ اسکو نہ اگل سکتے ہیں اور نہ ہی نگل سکتے ہیں۔

اور آخر میں میں اپنے تمام یہاں موجود مواحد بھاءیوں کا شکریہ ادا کرتاہوں کہ جس طرح تمام بھاءی مشرکینوں؛ بدعتیوں اور بدمذھبوں کے خلاف اور جہادباالقلم کررہےہیں اللہ تعالی اس سعی کو قبول و منظورفرماءے اور ہم سب کے علم و اتباع امام اعظم معصوم عن الخطاءنبی مکرم امام الانبیاءوافضل الانبیاءو امام اعظم محمد الرسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلےمیں اضافہ و برکتیں اور رحمتیں نازل فرماءے۔آمین۔

Link to comment
Share on other sites

janab shaid nazeer .. sab say pahle yeh batain biddat ki behas aap kis hawale say karrthe hen ?

lugwi hawale se ya ...? hadith ke hawale se agar lugwi hawale se b karrhe hen tu lughat men is ki kisam nikalti hai...aur lugat main balke imam shafai ibne hajar takreban muhdesen wa fuqha nay khud is ki do qismain ki hain aur hadith say tu jo hadith maine paish ki isse hasana ka saboot milta hai aap sirf yeh batain hasana ap ke nazdek jaiz hai ya nahi ? agar nahi tu phir net par tableghi kam bhi tu najaiz howana?,....

aur biddat keh mutaliq ap ne sirf iqtibas paish kya hai jis ka poora iqtibas humare member nay day dya ...aur aap aik hi baat ko pakar kar rah gaye hen... khair aap ne chalaki ka lafz jo istimal kya hai woh ap par hi fit araha hai kunke aap ne is bar bhi jawab gaul karnee ki koshish ki hai...

ya muhammadah(bahi) nay jo hadith paish ki us ka jawab kafil nay nahi dya hai balke aik hadith ki tashreeh ki aur woh bhi imam jasas ki taqleed main tu aap tu yahan muqalid hokar apne maslak say bhi gayeee.samne ap ko khud ko bachana hai na keh is dalel ko apna kar apna khud hi dam main phansna hai....

main tu bar bar aap ko bachane ki kosish karta hoon lakin ...aaap khud apni mudhika khaiz harkatoo ke bais phans rahe hen...

ab mujhe yeh batain ...mere sawalat ke jawabat kun nahi diye jarahe ......ap ke ulma ko lanay ka is liye kaha keh aap logon say behas ho nahi parahi bar bar aik hi baat karrhe hen ....mujhe un sab ka sirf quran hadith say hawala chahye bus...............

.......signuture main aap nay tabrra kya hai AHLESUNNAT Wal jamat par aur aise signuture ki hum yahan ijazat nahi dai sakte..(jo log khud quran wa hadith ke khilaf hon aur quran wa hadith ke nam par apni chalain).. balke signuture tu yoon hona chahye thha " humari khud ki fiqh hai hum khud hi apne imam hain hum wahabi gumrah hain gumrah hen"............agr hadith par amal hota tu hadith e ureena aur hadith e aisha ka naam sun kar aag kun lag gayi isi liye kaha jaraha hai ab woh mor agya hai keh aap apne baroo ko laoo..warna aap ki daal galee gi nahi ............

..............acha aik aur chota sa sawal hazrat umar nay jo acchi biddat kaha hai us par aap apne ulma ka fatwa in par bhi wahi lain jo brelvi par latain yahan agar takhses ki jarahi tu kun???? phir taraweeh ki 20 rakat main un ki perwi kun nahi ki jati?

.. aur janab is main gussa karne ki koi baat nahi aap ne yeh thread apni ana ka masala bana dya hai ... lakin hum INSHALLAH azawajal aap ko aina dikha kar hi rahinge..

....aur kafeel ji aap ko kya ilham howa hai ke shahid ko fatah howi hai .. ya aap apne liye Ilm e gaib ke qail hain ...qareen gawah hen aap ne humari taraf se kisi sawal ko claer nahi kya han aik do par wahi koshish ki hai jis main ap ke ulma nay apni sari umar lagadi lakin us ka bhi pol hum nay khol dya INSHALLAH Azawajal yahan aap seekh jaynge daleel kya hoti dawa kya hota hai ...

For all members

Link to comment
Share on other sites

janab kafeel ki is post ko edit kya jaraha hai is me inhonay nazeeba aur gande alfaz istimal kye hen dalel aik bhi nahi di....

Galyaan aur nazeeba gufugoo karnee ki ijazat nahi di jayeegi.. aap sirf zail topic ke hawale se baat karain signuture ka rona na royen aur galyoon se parheez karain forum ka mahool alooda na karain....

ISLAMI MEHFIL TEAM......

Link to comment
Share on other sites

Janab kafeel ki tarah shahid ne b is bar pahle se zada na zeeba aur gandi languge use ki hai... inhain last warning di jati hai ISLAMIMEHFIL ka mahool Alooda na karain.. agar daleel nahi hai tu apne bare alim ko lain... yahan galyan aur soqyana languge use karne ki ijazat nahi......

NOTE... In ki gandi aur na zeeba languge ki wajah se in ke sotay bahi deobandioo nay bhi inhain apne forum se out kya hai keh koi bhi apne forum par fahashi wa uryani aur bareek alfaz istimal karne wale logo ko nahi ijazat de sakta... Islami mehfil team ki kushada qalbi thhi ke inhain itni mohallat di gayi ke apni behas jari rakhain lakin ab in ke pas dalel hi nahi hai sirf alfaz tu humain majboran yeh qadam uthana para...

ISLAMI MEHFIL TEAM

..................................

Link to comment
Share on other sites

salam.gif

 

@ Shahid

Tum Sirf Wahabi Pocket Book Perh ker Tabarra ker Sakte ho .. Aisa Kerna Dictionary utha ker YATEEM ka Matleb b perh lena ho sakta hai kuch samjh aa jaye. ager wahabi pocket book se perh ker aiteraz karo gey tu aisa hi hoga . Imam Sahab k Barey Abdullah ibne Mubarak ne Yahan Tak kaha k Ager mein Imam e Abu Hanfia se na milta aor Imam e Souri se Na milta tu Bida'ti ho jata. Jin k barey tum itna Bakwas kar rahe ho . Aor Imam e Zahbi Ne Imam e Abu Hanifa K Manaqib per poori kitab likh di . batao Kia hafiz zahbi aik Quran se Na ilm bande ki Tareef per Kitab Likh rahe Hain ? kuch tu Sharam karo Kharjiyoo ..

Bahrhaal Yahan Topic yeh Nahi . is leye itna Hi Kafi hai .

post-3682-12520736052473.jpg

 

@ Qadri Bhai

 

Qadri Bhai wahabi aik dosre ko Mubarak Baad dene mein masroof hein , is leye aap ko Jawab Nahi Mile ga.laugh.gif

Aor Kafeel Sahab ko tu Fateh b Declare ker dia Gaya hai laugh.gif .

 

 

@ Admin Shareef Bhai

 

Shukr Hai Koi Admin b Jaaga :) . Shareef Bhai keye baar Bhayoon ne Post kia k in Wahabiyoon ki Zuban ko Lagam di jaye , Full time Imam Sahab per Tabbara Jari tha , likin koi inko pochne wala nahi . Plz sab ko Warn kia jaye k Debate karen aor Tabbarra kahen aor ja ker karen . Thnx .

Link to comment
Share on other sites

Biddat say muraad kaunsi biddat hai ...yeh batadete hen aur kis biddat ka alahazrat nay radd kya hai.... MASHALLAH AZAWAJAL kisi sunni bahi ki post ka jo inhonay sawalat farmay wahabiya nay un ka jawab nahi dya balke ghumanay ki nakam koshish ki ... bus cheekte rahe hen sari post main.....aur mubarak bad dete nazar aarhe hen ... in ke saray sawalat ke jawabat humare sunni members nay senkro bar dye bus inhone aik hi rat lagai hai main na manoo main na manoo.

khair is forum main tu in say bohat hi riyaet barti gayi hai ..jabke degar saray forums main in ko ban kya gya hai in ki sari posts delet hoti hain koi parhne wala hi nahi ..........:D

aaah wahabiya daleeel kahaan say laoogay.................?????

aaaaaaaaaaah.............koi jaanee munh main zuban nahi

BidatMunkiraat.gif

BidatMunkiraat_002.gif

BidatMunkiraat_003.gif

BidatMunkiraat_004.gif

Link to comment
Share on other sites

HUM NE WAHABIYAH KE SARE JAWABAT DAI DIYE HEN....KEH BIDDAT HASANA KE MURTAKIB HUM ZAROOR HEN .......AUR IS KA HADITH SAY SABOOT MOJOD HEI JO IS THREAD ME B KAFI BAR DYA GYA HAI... JIS KE KHILAF YEH KOI DALEL NA LA SAKAIN AUR MAJBOORAN INHONAY BARELVIOO KO GANDI NALI KA KERA AUR NAJANE KYA KYA GANDE JUMLOO SAY NAWAZA

.. BIDDAT E HASANA KO HUMARE ULMA NAY BURA NAHI KAHA .... JO HUM KARTE HEN TU HUM PAR IS TOPIC SAY KOI FARAQ NAHI PARTA ... KUNKE BIDDAT MUTLAQ LAFAZ MAIN TU YE BHI PHANS RAHE HEN HAN AGAR SHIRK KA KAHA JATA TU SHIRK MUTALAQAN HI BURA HAI....

.......KHAIR WAHABIYAH NAY MERE SAWALAT KE JWABAT NAHI DIYE.........JAB TAK YEH MERE SAWALAT KE JAWABAT NAHI DAINGE IN KE KISI KISAM TUHWAHAMAT QABOOL NAHI KIYEE. JAYENGE HUM NE YEH FORUM GALYAN..SUNNE AUR FAHASHI AUR URYANYAT PAR MUSHTAMIL GUFTUGOO PARHNE KE NAHI KHOLA GYA IN KA LAHJA JAB TAK HUM SAY BARDASHT HOWA HUM NE KYA HAI ....

CHONKEH HUMARA FORUM ISLAMI BAHIOO ISLAMI BAHNOO BACHAI TAK MULAHAZA KARTE HEN YEH AIK FAIMLY FORUM HAI FAIMLY FORUM MAIN FASHYAT AUR WAHYYAT KISAM KE JUMLE ISTIMAL KARNA IKHLAQI JURM HE .....

 

.........................IN KO LAST WARN KYA JATA HAI AGAR AAP YEH SAMJHTE HAIN KE AAPKA MOQQAF MAZBOOT HAI TU MERE SAWAL KE JAWABAT CLAER KARDOO... JAWABAT SAWAL KAY CHAHIN ..................

Link to comment
Share on other sites

Guest
مزید جوابات کیلئے یہ ٹاپک بند کر دیا گیا ہے
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...