Jump to content

Umar Taj Attari

Composing Team
  • کل پوسٹس

    243
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    3

سب کچھ Umar Taj Attari نے پوسٹ کیا

  1. Yaqeenan Abdussalam Meri dua ke nateejey me bohat khush hua ho ga. ke me ne itni "jaleel ul qadar" hast jin ko janab ke ulama qatae jannati sabit karne ki sar toor kashishon me masroof hain, zaroor hashar me us ke sah hone ke talabgar hon ge. Aur janab ne be sakhta meri dua par AMeen bhi keh dia ho ga. Allah Azzawajal Tum jaison ka hashar yazeed e paleed jaison ke sayh hi kare ga. Inshallah. Allah Paak to ye Dunya me hi zahir kiye ja raha hai.. Janab Abdussalam meri last post me Apki post ke jawab me kuch sawal hai agar munasib samjhen to un ka jawab bhi de dijye ga. Nahi to majbooran mujhe aik dafa phir Aap ko farar hone wala kehna pare ga.
  2. Lanat hai ke Hazoor Sallallahoalaihiwasalam ki tu Khatamanabiyyien ki sift ko na sirf mehdood balke maani hi badal diye. Aur apne Sheikh ke bare me Rehmatallilalameen kehtey nahi thaktey.
  3. aslamualikum only to muslims. yahan to Wahabi najdi ne yazeed e paleed ke sath rehmatullah likh diya hai. Allah azawajal in ka hashar yazeed ke sath hi kare, AMEEN Kya ye shirk nahi? Najdion ne kabaa ke ghulaf pe apna naam likhna to gawara kr liya lekin Huzoor sallallahualaihiwasalm se dushmani ke un ke Naame garami aur nshanaat ko mitaaney ke dar pe hain. Abdussalam tum ne post ko shayad ghoor se nai parha ke is me Ghusle kaaba ka jawab manga hai jab ke tum Ghilaf e Kaaba ka Jawaz pesh kar rahe ho. aur Yeh wohi Abdussalam hai jis ne kuch rooz qabal apna id block kiye jane ka dawa kiya tha au ab ye wohi purana id use kar raha hai. Munafqat ki had hai.
  4. Jazakallah. Jab aitrazat karna ho to ye moti aqal waley bhensay sab kuch bhool jatey hain. Urdu bhi.
  5. جزاک اللہ عزوجل kya hi pyari video share ki bhai aap ne, Khuda ki qasam Imaaan taaza ho gya.
  6. Chalo kuch to jawab aya is tareef ko mazeed wazia karne ke liye aik aur simple sa question. agar koi shakhs koi amal karta hai to kai se pata chale ke wo shirk ka murtakib hua ya nai. jaisey samee o baseer Allah bhi hai aur insaan bhi to kaise diffrence kia jae. explain ur believe.
  7. ok ab ap ne Madad ka mozu ilhtiar kia lekin janab shayad aap ko shirk ki tareef nai ati aap janab se aikdemand ki thi ke mukhtasir aur jaamay si apney aqeeday ke mutabiq shirk ki tareef kar den jis ke tanazur me aao se baat ho ki ja sake. Lekin aap hai ke har martaba jawab dene se farar ho jate hai. Kia aap ki aqal me aik asan si baat bhi dakhil nai ho pa rahi. Meri posts ko agar dobara parhne ki zehmat karen ge ta shayad aap ko pata chal jaye ke is baat ki me kitni dafa demand kar chuka hun. Chalen aap hi bata den ke aap ko kaise samajh lage gi me us zaban me samjhane ki koshish bhi kar lun. ho sakta hai aap bolne ke liye urdu aur samajhne ke liye koi dosri language istimal karte hon. Agar ab bhi na samajh aye to to me samjhun ga ke mohar lag chuki hai.
  8. Jazakallah admin. Inshallah i will participate in the composing section vid my best efforts.
  9. Sitara ne achi lanat bheji khud par. Agar sawal ka jawab naiata to lanat bhejo apni aqal par. Apni posts read kar le. shayed tujhey pata chal jaye ke to ab shai ho chuka hai. Khud ko barelvi mat kehna. Aur tera jawab se farar hona bhi tujh pe khul jaye ga.
  10. Good Reply. Ab kia kahen ge yeh. Agley bahaney ka mujhey to intizaar hai
  11. Pata nahi Muftri susti. kia karta rehta hai. kuch samajh nai ayi.
  12. bhai is download me RESUME supported nai hai. aur size bhi 70 Mb se ziada hai. Low speed internet waloon ke liye download karna mumkin nahi hai. Kindly koi aisa link den jis me Resume supported ho ta ke kisi downloader mw bhi download ho sake. Jazakallah bhai is download me RESUME supported nai hai. aur size bhi 70 Mb se ziada hai. Low speed internet waloon ke liye download karna mumkin nahi hai. Kindly koi aisa link den jis me Resume supported ho ta ke kisi downloader mw bhi download ho sake. Jazakallah
  13. Janab aap kia karna chahtey hai i dont know agar aap ye hawaley behas ke doran bhi dete to me zaroor man jata. Lekin me aap ke aqeedey ke mutabiq shir ki tareef mang raha hun. aap ko samajh nai lag rahi hai. In cheezon se to me waqif hun. Aap janab apni baat kareen.
  14. Jazakallah. Aap Dua karen ke agar salect ho gya to Allah Azzawajal Khulos se Deen ka kaaam karne ki toufeeq de. AMEEN
  15. Haan tum ne yaqeenan ghalat kaha hai. Char yar Huzoor ke hain. hamarey nai hain. Hum to Huzoor ke char yaroon ki izzat kartey hain. Aur tum itna ziyada jaltey ho ke jal jal k tumhara dil kala ho gaya hai, balke rakh ho chuka hai. Aur zabaan darazi ki intiha hai. Lekin te andaz e kalam tumhen hi mubarak ho.
  16. Alhamdulillah me ipage me key board ke phonetic layout pe typing kar leta hun. Aur aj kal waise bhi farig hun. Agar meri faragat ke ouqat Deen ke kaam me sarf honey lagain to ye mere liye yaqeenqn sa'adat ki baat hai. Faisla aap ka. I am ready. Jazakallah
  17. Ghulam Mustafa bhai kindly Composing team ke kam ki noiyyat ke hawale se bhi kuch bateen. Aur team me shamil hone k liye kya Qualification chahiye
  18. Her topic me in ka yehi haal hai. Farar honey me to sabbbbbbbbbbb se ziyada mahir hain.
  19. Janab aap se mutalba kiya gya tha k aap wahabi ulama ke ghalat aqaid ka rad pesh karen lekin aap ko nai behas shoru karne ka irada rakhtey hai. Alhamdulillah Ahle sunnat ke tamam aqaid Quran o Hadees ke mutabiq hain agar mukhalif hain to tm Sabit karo me apne elan per amal kar k dikhoun ga. Ab tumhari baari kya kehte ho
  20. Kehta the k aap be jijhak sawal kar saktey hai, lekin ab gadhey ke sar se singhon ki tarah ghaib ho gya hai.
  21. Bhai aapke tamam tamam aitrazat aik jaga lekin. AAp ne Shirk ki taareef nai likhi AAp se sirf aik mutalba hai. Kaheen aap topic se farar to nai ho rahe.
  22. Bas is ka haq aitraz karna hi tha? jawab is ke zimmey nai hai. is liye behtar hai ke koi ans ka wait na kare
  23. Haq char yar ka matlab hai Rasool sallaaaahuwasalam ke Char yar kuch to sharam karo.
×
×
  • Create New...