Jump to content

Sybarite

مدیر
  • کل پوسٹس

    628
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    46

سب کچھ Sybarite نے پوسٹ کیا

  1. آپ نے اکثر دیوبندیوں کو کہتے سنا ہوگا کہ یہ بریلوی بلاوجہ ہمارے پیچھے پڑے رہتے ہیں حالانکہ ہم انہیں برا بھلا نہیں کہتے۔ اس لیے بجائے خود ان کا رد کرنے کے ہم آج آپ کی خدمت میں دیوبندی مسلکِ نا مہذّب کی آپسی خانہ جنگی کے کچھ نمونے پیش کرتے ہیں۔ اس ضمن میں فلحال صرف دو کتابوں کے حوالہ جات پیش ہیں اور یہ دونوں ہی کتابیں دیوبندی حضرات کے معتبر ملعونوں نے لکھی ہیں اور دونوں ہی ان کے نزدیک مستند اور مقبول کتابیں ہیں۔ زیادہ تفصیل کی ضرورت نہیں کہ اسمعیل دہولوی یہاں کیا کہنا چاہ رہا ہے۔ ھم صرف "مشکل پڑنے پر کوئی کسی کو مکارتا ہے" کے مسئلہ پر نظر ڈالتے ہیں۔ موصف مشکل میں اللہ کے سواکسی کو پکارنے کو شرک قرار دیتے ہیں۔ آئیے دیکھتے ہیں کہ اس سے کون مشرک ثابت ہورہا ہے۔ اب یہاں غور کیجئیے کہ ایک شخص پر مشکل آئی تو وہ پہنچا فضل الرحمن صاحب کے پاس۔ پہلا شرک تو یہیں ہوگیا کہ وہ شخص فضل الرحمن صاحب کے پاس گیا ہی کیوں؟ اسے تو مسجد میں جاکر اللہ سے دعا کرنی چاہئیے تھی کہ اس کی مشکل رفع ہو۔ چلیے وہ صاحب جاہل تھے، انہوں تقویتہ الیمان نہیں پڑھی ہوگی اس لیے چلے گئے مگر کیا "حضرت مولانا" فضل الرحمن صاحب بھی دیوبندی شریعت سے ناواقف تھے جو انہوں نے اس شخص کو اللہ سے مدد مانگنے کی تلقین کرنے کے بجائے گنگوہی کے پاس جانے کا مشورہ دیا۔ اصولی طور پر تو انہیں اس شخص کوکہنا چاہئیے تھا کہ یہاں کیا لینے آئے ہو؟ بھلا کوئی بندہ کیسے تمھاری مشکل کشائی کر سکتا ہے۔ اور ایسا عقیدہ رکھنا کہ بندہ مشکل کشائی کرسکتے ہے یہ صریح شرک ہے اس لیے اس سے بچو اور اللہ سے جا کر دعا کرو لیکن مولانا صاحب تو فرما رہے ہیں کہ کہ گنگوہی صاحب کی خدمت میں کیوں نہ گئے! مطلب اس اسمعیل ساختہ شرک میں ان کے یہ مولانا خود بھی ملوث تھے اور اس بندے کو بھی شرک کی تلقین کر رہے تھے۔ مزید یہ کہ بات یہیں تک نہیں کہ ان کے پاس جائو تمھاری مشکل شاید رفع ہو جائے۔ بلکہ مولانا کہتے ہیں کہ " تمھاری مشکل کشائی حضرت مولانا گنگوہی کی دعا پر موقوف ہے، میں اور زمین کے تمام اولیاء بھی اگر دعا کریں تو نفع نہ ہوگا"۔ مطلب کہ بقول فضل الرحمن صاحب کے اس شخص کی مشکل کشائی صرف اور صرف گنگوہی لواطی کی دعا پر ہی موقوف ہے، دیگر تمام جمیع اولیاء کرام کے بس میں اس کی مشکل کشائی ممکن نہیں۔ یعنی وہ بندہ محتاج ہے کے گنگوہی ہی کے پاس اپنی مشکل لے کر جائے ورنہ مشکل سے جان چھڑانے کا اور کوئی راستہ نہیں۔ اب فیصلہ خود ہی کر لیجیے کہ اسمعیل ساختہ شرک کے مفہوم سے کون مشرک ہوا۔ یہاں بھی مصنف نے واضح الفاظ میں اللہ کے سوا کسی اور پرحالاتِ قلب پر منکشف ماننے کو شرک کہا ہے، چاہے ذاتی ہو یا عطائی۔ اب آئیے تصویر کے دوسرے رخ پر۔ یہاں مصنف کسی شاہ عبدالرحیم صاحب کا ذکر کرتے ہوئے فرما رہے ہیں کہ "شاہ عبدالرحیم صاحب کا قلب بڑا نورانی تھا" اب اللہ جانے یہ شاہ عبدالرحیم صاحب انسان تھے کہ فرشتہ کیونکہ دیوبندی مذہب میں نور ہونا انسان ہونے کی ضد ہے۔ خیر مصنف اپنا حال بیان کرتے ہیں کہ وہ ان شاہ صاحب کے پاس بیٹھنے سے ڈرتے تھے کہ کہیں ان کے عیوب شاہ صاحب کو نہ پتہ لگ جائیں۔ اول تو مصنف کو ایسی حرکتوں سے ہی پرہیز کرنی چایئے تھی کہ جن کے پتہ لگنے سے رسوائی ہونے کا خطرہ ہو! چلئے جانے ان جانے میں اگر ایسی کوئی خطا ہو بھی گئی تو اپنے جدِامجد اسمعیل دہلوی کی شرک ڈکشنری کو مدِ نظر رکھتے ہوئے یہ عقیدہ تو نہیں رکھنا چاہئے تھا کہ شاہ صاحب کو میرے قلب کی حالت اور بغیر بتائے میرے عیوب پتہ لگ جایئں گے۔ پھر مزید لطف یہ کہ اپنے اس شرکیہ عقیدہ پر کوئی ندامت بھی نہیں بلکہ اس شرکیہ عقیدہ کو حکایت بنا کر پیش کیا جا رہے۔ مطلب شرک کے تمام تر فتوے صرف مخالفین کے لیے ہیں اپنے گھر میں تو سب جائز ہے۔ جاری ہے
  2. آپ پہلے غیب کی تعریف بیان کیجئے کہ کون کون سی باتوں کا علم ہونا غیب کا علم کہلاتا ہے؟ مزید یہ بھی ثابت کیجئے کہ کسی چیز کا نہ بتانا اس کے علم نہ ہونے کی دلیل ہے۔
  3. آپ پہلے اپنے آپ کو اس سوال کرنے کا اہل ثابت کریں۔ نیز اپنے شکوک کی تفصیل بیان کریں کہ ان کی بنیاد کیا ہے تاکہ اس کے مطابق آپ کو جواب دیا جائے۔ ساتھ یہ بھی بتا دیجئے گا کہ آپ خود کیا ہیں؟
  4. Sab se pehlay tu late reply karne ke liye maazrat. Office ki masrofiyaat ne jawab dene ka mouqa na diya aur kal jab reply likhnay betha tu KESC walo ne apnay rung dikha diye... Aap se pichlay sawalaat ke jawab ki umeed bhi nahi thi aur waisa hi huwa. Bajaye pichlay sawalaat ka jawab dene ke aap ne phir aik naya masla utha liya jis ki aar mein pichlay sawalo ke jawabaat phir gool kar gaye. Aur ye jo masla uthaya hai iss per pehlay se aik mufassil thread mojoud hai jis ka link bhi aap ko diya jaa chuka. Usooli tour per agar aap ghairat ke saath saath kuch dalail hotay tu aap ussi thread mein humara radd kartay lekin uss thread se aap munh chupaye phir rahay hain. Khair masla nahi, aap choo'ke deobandi hain iss liye her baar naye andaaz se zillat ka munh dekhna aap ki khaslat hai. Aap ki dil'joi ka samaan yahi kiye dete hain. Ab aap ghoom phir kar phir Qurani Ayaat per aye hain tu iss per bhi baat kiye lete hain. Surah Al-Mulk, Verse 1, Tanwir-ul-Miqbas And from his narration on the authority of Ibn 'Abbas that he said regarding the interpretation of Allah's saying (Blessed is He): '(Blessed is He) He says: He possesses grace; it is also said this means: exalted, transcendent, exonerated is He, and He is too holy to have children or partners (in Whose hand is the Sovereignty) the power to bestow might and abasement and the power over the stores of all things, (and He is Able to do all things) to elevate or to abase. Ab yaha ye tu bataya jaa raha hai ke Allah her cheez per qadir hai, lekin saath saath Allah ki paaki bayan kartay huway ye bhi kaha jaa raha hai ke woh Allah ki zaat iss qadar Paak hai ke uss ki aulaad ya uss ka shareek hona mumkin nahi. Ab agar aap hi ki mantak se dekha jaye tu yaha aap ke nazdeek Tanwir-ul-Miqbaas mein tazaad paya jaata hai ke aik taraf tu kaha jaa raha hai ke Allah her cheez per qadir hai aur phir ye bhi kaha jaa raha hai ke uss Zaat-e-Paak ka Shareek mumkin nahi. Tu yaha aap deobandiyo ke hisaab se tu Ujz paya jata hai ke Allah apna shareek bananay se Aajiz hai ya ye uss ke Qudrat mein nahi ya phir “wa huwa ala kulli shay’in qadeer” se aap ka ye aqeedah bhi hai ke Allah apna Shareek bananay per bhi Qadir hai. Rahi baat “achi buri” baat ki tu aiye kuch aap ko aap hi ke statements dikhao. Aap ki walida per diye gaye mere statement per aap kehtay hain ke; Iss ke baad aap ye bhi kehtay hain ke; Aap khud hi keh rahay hain ke agar kisi cheez per qudrat hai tu iss ka sudoor bhi mumkin hai. Yehi baat mein ne aap ki walida ke haqq mein keh di tu aap ko buri lag gai. Hala’ke mein ne aap ki walida ko uss cheez ka fa’il qaraar nahi dya tha, sirf qudrat ki baat ki thi. Rahi baat ke “misaal achi bhi di jaa sakti hai” tu laanat ho aap per hazaar baar ke jab Allah ki qudrat ko sabit karne ke liye Kazb ko dakhil-e-qudrat bataya jaye tu aap ke liye “Deen” aur jab aap ki walida ki qudrat ko sabit karne ke liye “nangay ho kar naachnay ko dakhil-e-qudrat” bataya jaye tu misaal buri! Allah ki qudrat ko sabit karnay ke liye aap ke mullay ko aik Aib, aik Nuqs hi kyu mila? Allah ki qudrat ko sabit karne ke liye kya jhoot se behtar aur kuch nahi tha? Kya Allah ki shayaan-e-shaan koi aisi cheez na thi jis se Allah ki qudrat per dalail paish kiye jatay? So sabit ye huwa ke aap ke apnay ghaleez aqeeday ke mutabiq aap ke walida ke baray mein paish ki gai meri statement bilkul durust aur kisi aitebaar se ghair’shareefana nahi lihaza aap ko isay khush’dili se qubool kar ke Gangohi ke qoul ki tarah iss ka bhi charcha karna chahiye. Ab aiye aap ke zaleel aqeeday ka tafseeli post-mortem! Ye tu aap bhi apni posts mein maan chukay ke aap ke aqeeday ke mutabiq Allah Kazb per qadir hai magar sudoor iss ka na hoga matlab ke Allah se kazb ka sudoor hona muhaal hai. Ab aiye “Muhaal” ki tafseel bhi dekh lijiye; اقصاھا ان یمتنع بنفس مفہومہ کجمع الضدین و قلب الحقائق واعدام القدیم،وھذا لا یدخل تحت القدرۃ القدیمۃ آخری مرتبہ وہ ہے جو نفس مفہوم کے اعتبار سے ممنوع ہو مثلا ضدین کا جمع ہونا، حقائق میں قلب، قدیم کا معدوم ہونا یہ قدرت قدیمہ کے تحت داخل ہی نہیں منح الروض الازہر شرح الفقہ اکبر افعال العباد لعلبمہ تعالٰی مصطفٰے البابی، مصر ص 56 ====================================================== علمہ تعالٰی یعم المفھومات کلھا الممکنۃ والواجبۃ والممتنعۃ فہو اعم من القدرۃ لا نہا تختص بالممکنات دون الواجبات والممتنعات اللہ تعالٰی کا علم تمام مفہومات کو شامل ہے خواہ وہ ممکن ہیں یا واجب یا ممتنع، اور وہ قدرت سے عام ہے کیونکہ قدرت کا تعلق فقط ممکنات سے ہے واجبات اور ممتنعات کے ساتھ وہ متعلق نہیں ہوتی۔ شرح المواقف المرصدالرابع المقصد الثاث منشورات الشریف الرضی قم ایران 70/8 ====================================================== Ab khudara ye na kahiye ga ke ye tasaneef Barelwi Ulema ki hain iss liye aap inhay nahi maantay! Muhaal ka Qudrat se taluqq na honay per tu hawala’jaat dekh chukay aap, ab aiye zara Allah se kazb ki nisbat per bhi kuch dekh lijiye. الکذب محال باجماع العماء لان الکذب نقص باتفاق العقلاء وھوعلی اللہ تعالٰی محال جھوٹ باجماع علماء محال ہے کہ وہ باتفاقِ عقلا عیب ہے اور عیب اللہ تعالٰی پر محال ہے شرح المقاصد المبحث السادس فی انہ تعالٰی متکلم دارالمعارف النعمانیہ، لاہور 104/2 ====================================================== کذب کلام اللہ تعالٰی محال کلامِ الٰہی کا کذب محال ہے شرح العقائد النفسیہ دارالاشاعت العربیہ قندھار، افغانستان ص 71 ====================================================== انہ تعالٰی یمتنع علیہ الکذب اتفاقا اما عند المعتزلہ فلان الکذب قبیح وھو سبحانہ لا یفعل القبیح واما عندنا فلانہ نقص و انقص علی اللہ محال اجماعاً یعنی اہلسنت و معتزلہ سب کا اتفاق ہے کہ اللہ تعالٰی کا کذب محال ہے۔ معتزلہ تو اس لیے محال کہتے ہیں کہ کذب برا ہے اور اللہ تعالٰی برا فعل نہیں کرتا اوار ہم اہلسنت کے نزدیک اس دلیل سے ناممکن ہے کہ کذب عیب ہے اور ہر عیب اللہ تعالٰی پر بالاجماع محال ہے۔ مواقف مع شرح المواقف المقصد السابع بحث انہ اللہ تعالٰی متکلم منشورات الشریف الرضی قم ایران، 100/8-101 ====================================================== قولہ تعالٰی فلن یخلف اللہ عھدہ یدل علی انہ سبحانہ وتعالٰی منزہ عن الکذب وعدہ و وعیدہ، قال اصحابنا لان الکذب صفتہ نقص والنقص علی اللہ تعالٰی محال، وقالت المعتزلہ لان الکذب قبیح لانہ کذب فیستحیل ان یفعلہ فدل علی ان الکذب منہ محال اللہ تعالٰی کا فرمانا کہ اللہ ہرگز اپنا عہد جھوٹا نہ کریگا دلالت کرتا ہے کہ اللہ تعالٰی اپنے ہر وعدہ و وعید میں جھوٹ سے منزہ ہے، ہمارے اصحابِ اہلسنت و جماعت اسی دلیل سے کذب الٰہی کو ناممکن جانتے ہیں کہ وہ صفتِ نقص ہے اور اللہ تعالٰی پر نقص محال، اور معتزلہ اس دلیل سے ممتنع مانتے ہیں کہ کذب قبیح لذاتہ ہے تو باری تعالٰی سے صادر ہونا محال، غرض ثابت ہوا کہ کذبِ الٰہی اصلاً امکان نہیں رکھتا مفاتیح الغیب تحت آیت فلن یخلف اللہ عہدہ المکتبتہ البہیہ، مصر 159/3 ====================================================== صدق کلامہ تعالٰٰی لما کان عند نا ازلیا امتنع کذبہ لان ما ثبت قدمہ امتنع عدمہ کلامِ الٰہی کا صدق جب کہ ہم اہلسنت کے نزدیک ازلی ہے تو اس کا کذب محال ہوا کہ جس چیز کا قدم ثابت ہے اس کا عدم محال ہے۔ شرح المقاصد المبحث الثانی فی العشر اتفقت الامتہ علےالعفو دار المعارف النعمانیہ، لاہور 237/2 ====================================================== Aur ab aap ki qabar mein aakhir keel! الکذب نقص والنقص علیہ محال فلایکون من الممکنات ولا تشملھ القدرۃ کسائروجوہ النقص علیہ تعالٰی کالجھل والعجز جھوٹ عیب ہے اور عیب اللہ تعالٰی پرمحال تو کذبِ الٰہی ممکنات سے نہیں، نہ اللہ تعالٰی کی قدرت اسے شامل ہے، جیسے تمام اسبابِ عیب مثل جہل و عجزِ الٰہی، کہ سب محال ہیں اور صلاحیتِ قدرت سے خارج۔ شرح عقائد جلالی، الدوانی علی العقائد العضدیتہ مطبع مجتبائی، دہلی ص 73 ====================================================== Deobandi ye boongiya bhi maartay hain ke agar Kazb per Allah ko qadir na mana jaye tu banday ki qudrat Allah se barh jaye gi ke Kazb banday ki qudrat mein hai. Iss ka jawab bhi dekh lijiye; اما امتناع الکذب علیہ تعالٰی عندنا فثلثۃ اوجہ (الٰی ان قال) وایضاً فلیزم علی تقدیر ان یقع الکذب فی کلامھ سبحانھ ان تکون نحن اکمل منھ فی بعض الاوقات اعنی وقت صدقنا فی کلامنا یعنی کذبِ الٰہی کا محال ہونا ہم اہلسنت کے نزدیک تین دلائل سے ہے۔ ایک یہ کہ اس کلام میں کذب آئے تو بعض وقت ہم اس سے اکمل ہوجائیں ینی جس وقت ہم اپنے کلام میں سچے ہوں شرح المواقف المقصد السابع بحث انہ اللہ تعالٰی متکلم منشورات الشریف الرضی قم ایران، 101/8 ====================================================== Mere khayal hai iss zaman mein itna kaafi hai aap ki tabyat hari bhari karne ke liye. Apni hi baato mein uljhay jaa rahay hain. Mein ne tu aap hi ke aqeeday ke mutabiq “Qudrat” ki baat ki ke aap ki Walida ko aisay kaam karne ki qudrat hai, jisay aap aqlan tasleem kar chukay. Mein ne fayl ke sadir honay ko tu mumkin kaha hi nahi, iss ka inkaar kiya ke “ba’wajoud ikhtiyaar ke aisa na karein gi”. Lekin ab dekhiye aap khud hi mere inkaar ko ghalat ko sabit karne ke liye meri walida per “...sabit ho raha hai” keh kar fa’il honay ka ilzam laga rahay hain. Aap ki mantak ka itna duhra mayaar kyu? Awwal tu ye sabit kijiye ke mien ne ilzaam lagaya. Mein ne tu qudrat ki baat woh bhi aap ke qaiday se, imkaan-e-sudoor ka inkaar tu mein ne khud hi kiya uss ibarat mein tu phir ilzaam kaisa. Aur agar phir bhi ye ilzaam hai tu phir ye bhi maaniye ke aap ke nijs mullay ne Imkaan-e-Kazb ki baat kar ke Allah per ilzaam lagaya. Rahi baat ghussay ki tu aik seedhi si misaal diye deta hon, mumkin hai baat samajh aa jaye. Road cross kartay khuda’na khuwaasta aap ki walida ka accident ho jaye aur saath hi aik kutta bhi kuchla jaye tu aap ko pehlay uss kuttay ki fikr ho gi ya apni walida ki? Mere khayaal mein aap ko kuttay ki hi fikar lahaq hogi! Mujhay tu apni walida ki izzat se zyada apnay Mabood ki izzat piyari hai tu mein tu ussi ke liye fiker’mand honga. Ab aap ki nazdeek ye be’ghairti hai tu hum aisay be’ghairat hi bhalay.
  5. Chaliye janab! Apni bay'ghairti ka khull kar saboot de diya aap ne. Ab aaiye apne haatho apnay hi mazhab ka qatl hotay dekh lijiye. Mein ne aap ki walida mohtarma ke liye ye ibarat likhi; Aap ki walida mohtarma iss per qadir hai ke tawaifo ke tarah barhana ho kar awaam ke samnay naachay, magar ba'wajoud ikhtiyaar woh aisa nahi karein gi. Aap ne iss ibarat ko "Ghair'shareefana" aur "tawaifoo ki zaban" qaraar diya. Ab aiye mein aap ko dikhao ke iss ibarat mein istimaal'karda formula kaha se liya gaya. Ibarat ka mafhoom bilkul wohi hai jo aap ke "Qutb-e-Rabbani" ne likha. Farq sirf itna hai ke waha aap ke mullay ne Allah ki zaat per guftugo kartay huway ye kaha ke Jhoot per Allah ko qudrat hai magar ba'wajoud ikhtiyaar uss ka waqoo na hoga. Ab yehi formula mein ne aap ki Walida mohtarma ke liye bayan kar diya tu aap ko ye ibarat bazaaro aur ghair'shareefana lagnay lagi. Allah ki zaat zyada layk-e-ihteraam ya aap ki Walida ki zaat? Allah ko jhoot per Qadir kehna zyada bari gustkahi huwi ya aap ki Walida ko Tawaifo ki tarah naachnay per Qadir kehna zyada bari gustakhi huwi? Ye tumhara hi qoul hai na; Tu meri kahi huwi baat mein bhi tu yehi likha hai ke ye cheezein aap ki Walida karein gi nahi balkay sirf Qudrat payee jaati hai. Aap ki "AQAL" ab kyu pehlay ki tarah kaam nahi kar rahi? Ye hai tum laantiyo ka mazhab! Apni maa ki hurmat per baat aye tu khoon khool utha magar mulla'parasti mein Allah ki shaan ki bhi parwah nahi! Lanat hai tum jaisay bad'mazhabo per jin ke nazdeek apni nijs maa Allah ki zaat se zyada bartar hai! Aur haa! Khuda gawah hai meri maa per tumhare zalaalat bharay buhtaan per mujhay ratti brabar bhi ghussa nahi aya! Mere nazdeek mere maa baap mere Mabood se barh kar nahi. So pehlay tu ghussa tumharay zaleel aqeeday per hai, aur woh deegar tamaam zaati rishto aur unn ki asmat per muqaddam hai. Jitni dair meri maa ko gaaliya do gay kam'az kam utni dair tu Allah aur uss ke Habib ki shaan mein gustaakhi nahi karo gay!
  6. Pehlay pichlay unn sawalo ka tu jawab de dijiye jinhay aap kawwa qourma samajh kar khaa gaye phir hum se mutaliba kijiye ga! Ab ye tu ho nahi sakta ke aap aik sawal ka munh toor jawab paa kar dumm dubaye bhagtay rahein aur doosray sawal kartay rahein aur hum bus jawab hi dete jaye Baat kis rukh per thi aur aap ghuma phira kar isay kis rukh per le aye hain ye sabhi ko nazar aa raha hai. Ashraf Thanvi ki ibarat bhi khud aap hi ni paish ki aur uss per ye anookhi taweel bhi. Ab iss taweel ke jawab mein aap hi ke mullo ki taweel ka thappar aap ke munh per para hai tu bookhla kar be'parr ke haankna shuru ho gaye. ?? Abhi taza taza deoband se aye hain kya jo dimaagh mouf ho gaya hai? Anbiya per kaun si ibarat paish kar di aap ne Ala Hazrat ki aur mein ne kaun sa iqraar kar liya? Huzoor per tu aap ne Thanvi ki ibarat paish ki hai janab aur ye ibarat se bhi sabit ho raha hai aur yehi deobandiyo ka aqeeda hai. Chaliye acha huwa kahi tu aqal ne saath diya aap ka. Ab koshish kar ke ihtiyaat kijiye ga aur ye bhi koshish karein ke 1 hi post mein tamaam baatein keh dein. Her jawab ko alehda alehda post karne ki koi tukk nahi banti. Quote kijiye aur apna jawab likh dijiye. Sachi baat tu ye ke iss topic mein aap iss qadr kichri paka chukay hain ke kisi aik topic ko choose karna matlab kaafi doosri baato ko nazar'andaaz karna. So ab jo baatein ho chuki hain ussi se mutaliqq baatein karein tu theek, mazeed aur masail iss mein na ghusairiye ga. Rahi baat number'waar sawalaat batanay ka tu zara pichli posts parh lijiye. Mein ne aap ki asaani ke liye summary bana di hai aur uss mein number bhi daal diye hain. Aap ko shayad poori posts parhne ki toufiq hi nahi hoti, kuch posts ke kuch hissay parh kar aap apna jawab post kar dete hain. Andaaz waisa hi hoga jaisa aap rakhein gay. Rahi baat number'waar sawalaat ki tu woh tarteeb tu mein pehlay bhi de chuka. Usoolan tu aap puranay sawalaat ka jawab dein gay aur phir zaroorat ke mutabiq unn per jara'ah hogi uss mein agar naye sawalaat atay gaye tu phir unka tarteeb'waar jawab diya jana chahiye.
  7. Awwal baat tu ye ke mein bad'mazhabo ka yaar nahi, doosra ye ke aap list bana dijiye ke inn mein kaun si cheezein aap ke nazdeek uloom mein aati hain aur kaun si funoon mein. Forum mein kuch technical problem huwa tha jis ki wajeh se "Under Observation" members ke posting rights restrict ho gaye thay jis ab dobara sahi kar diya gaya hai. Sag-e-Attar bhai ki tafseeli post yaha mulahiza ki jaa sakti hai. http://www.islamimehfil.info/index.php?sho...0&start=100
  8. Aap ke asaani ke liye mein ne poori summary banai thi, uss mein kiye gaye sawalaat ko kawwa qourma samajh kar her baar harap kyu kiye jaa rahay hain. Chaliye janab, aap ne deobandi mazhab mein aik aur sang-e-meel rakh diya! Thanvi ki kufriyat per aik aur taweel! Chaliye ab thori aur himmat kar ke issay sabit bhi kar dijiye. Aaj tak tu aap ke ulema lafz "aisa" aur "itna" per hi khana'jangi kartay rahay. Ye taweel tu unhay bhi naa soojhi kabhi. Aap ke liye mufeed mashwara hai ke apnay ghar ki kitaab "Ash'Shahaab'us Saqib" parhiye. Aap ke qoul per aap ke ulema ka qoul qawwi hai. Aqal ke mutabiq aap ne jo baat kahi tu phir issi aqal ke mutabiq apnay aqeeday per qaym rehtay hain neechay di gai statement per apni raye dein gay ke woh kitni muhazzab hai. Aap ki walida mohtarma iss per qadir hai ke tawaifo ke tarah barhana ho kar awaam ke samnay naachay, magar ba'wajoud ikhtiyaar woh aisa nahi karein gi. Mujh per ab fehsh'kalami ka ilzaam na lagaiye ga kyu ke formula aap hi ke mullay ka hai! Rahi baat hadith/ijma/tafsir ki tu ye mutabila tu mujhay karna chahiye ke aaj tak ummat mein iss se pehlay iss maslay per koi mustanadd qoul ho tu paish kijiye. ================================================================================ === NOTE: Mere baar baar tawujju dilanay ke ba'wajoud aap pichlay sawalaat ko nazar'andaz kar ke naye sawalaat aur naye topics per baat ko moortay aa rahay hain. Baraye'mehrbaani ab ki baar pichli tamaam posts mein kiye gaye sawalaat ka jawabaat de kar phir koi nai baat kijiye ga warna majbooran zaabtay ke mutabiq aap ko unn sawalaat ka jawab dene ka pa'band kar diya jaye ga.
  9. You seriously made me laugh! Ala Hazrat se jalnay walo ke paas ab aisay hi arguments reh gaye hain kya? Agar iss ka radd karna mumkin nahi tu chichoor'pana karne ka kya faida? Waisay aap ke jin bhai ne Ala Hazrat ke ilm per sawaal kya tu woh tu race hi ho gaye.. aur ab kunway ke maindak ki shikal mein aap bara'madd huway hain.
  10. 1- Ilm-al-Quran (Knowledge of the Quran) 2- Ilm-al-Hadith (Knowledge of Traditions) 3- Usul-i- Hadith (Principle of Traditions) 4- Fiqh-i- Hanafi (Hanfi Jurisprudence) 5- Kutub-i-Fiqh Jumla (All Books of Jurisprudence) 6- Usul-i-Fiqh (Principle of Jurisprudence) 7- Jadl-i-Muhazab. 8- Ilam-i-Tafseer ( Knowledge of Excegecis of the Holy Quran) 9- Ilam-al Kalam (Scholastic theology) 10- Ilm-i-Nahav (Syntax) 11- Ilm-i- Sarf (Grammar, Accidence and Etomology) 12- Ilm-i- Maani (Elocution) 13- Ilm-i-Badi (Style) 14- Ilm-i-Bayan (Rhetoric) 15- Ilm-i-Mantique (Logic) 16- Ilm-i-Munazara (Dialectic) 17- Ilm-i-Takseer (Carrying figures) 18- Ilm-i- Phalsafa (Philosophy) 19- Ilm-i- Haiyat (Astronomy) 20- Ilm-i- Hisab (Arithmetic) 21- Ilm-i- Handasa (Geometry) 22- Qirat (Recitation of the Quran) 23- Tajwid (Knowledge of Right pronumciation of the Quran. 24- Tasauwuf (Mysticism) 25- Suluk (Knowledge of manner in mystic) 26- Akhlaque (Ethics) 27- Asma-ul-Rajaal (Encyclopaedia of Narrators of Traditions) 28- siyar (Biography) 29- Tawarikh (Chronology) 30- Loghat (Lexicon) 31- Adab-Ma-Jumla Funoon (Literature with all crafts) 32- Arsamatiqi (Arithmetic) 33- Jabr-o-Muqabilah (Algebra) 34- Ilm-al- Tauqeet (timings) 35- Logharsimat ( Logarithms) 36- Hisab-e-Satini 37- Manazir-o-Maraya (scence & sight) 38- Ilm-ul-ukur (spheres) 39- Zijaat (Astronomical tables) 40- Muthallath Kurvi (Spherical Trigonometry) 41- Muthallath Musattah (Plane Trigonometry) 42- Haiyate Jadeedah (Modern Astronomy) 43- Jafr (Numerology & literology) 44- Murabba'at (Quadrangular) 45- Za'ircha (Horoscopism) 46- Nazm-e-Arabi (Arabic Poetry) 47- Nazm-e-Farsi (Persian poetry) 48- Nazm-e-Hindi (Hindi poetry) 49- Nathr-e-Urdu (Urdu Prose) 50- Nathre-Farsi (Persian Prose) 51- Nathre Arabi (Arabic Prose) 52- Khat-e-Naskh (Arabic Calligraphy) 53- Khat-e-Nastalique (Persian Calligraphy) 54- Tilawat-ma, Tajwid (Recitation of the Holy Quran with right pronunciation) 55- Ilm-al-Faraiz (Knowledge of Inheritance) The branches of knowledge of Imam Ahmad Raza, are more than 60. Here they are arranged according to the syllabi of Jamias & universites written as under :- 1- Jurisprudence 2- Principle of Jurisprudence 3-Lexicon of jurisprudence 4- Hadith 5- Priciple of Hadith 7- Encyclopaedia of Hadith 7- Critical examination of Hadith 8- Excegecis 9- Principle of exegesis 10- Scholastic theology 11- Islameology 12- Recitation of the Quran with right pronuncation 13- Knowledge of the Quran & art of its translation 14- Dialectic 15- Syntax & etimology 16- Rhetoric and style & elocution 17- Linguistic and lexicon 18- Phonetic 19- Urdu prose 20- Arabic Prose 21- Persian Prose 22- Arabic poetry 23- Persian Poetry 24- urdu poetry 25- Hindi poetry 26- Explanation, criticism & appreciation 27- Prosody 28- Mysticism 29- Metaphysics 30- Incantation & Invocation 31- Jafr (Literology & Numerology) 32- Carrying the figures (Takseer) 33- Ethics 34- Logic 35- Philosophy 36- Phychology 37- Chronology & Biography 38- Sociology 39- Economics 40- Education 41- Political Science 42- Commerce 43- Banking 44- Arithmetic & Computation 45-Algebra (Factorization, equation of any degree, exponential series, Binomual theorm, set theory, Topology, Tensorial algebra) 46- Plane Trigonometry Enclidean logaithims 47- Spherical Tiponomentry 48- Euclidean Geometry 49- Cordinate Geometry 50- Timings 51- Horoscopism 52- Astronomy & Astronomical Tables 53- Hisabe satini 54- Statistics 55- Dynamics 56- Statics 57- Hydro Dynamics 58- Hydro statics 59- Zoology 60 Botany 61- Geology 62 Geography 63-Horticultise 64- Unani medicine 65- Physiology 66- Inorganic chemistry 67- Organic chemistry 68- Physical chemistry 69-Biochemistry From the many books that were written by him, a table of 549 have been classified. The table is as follows: Topic on which books was written_______ Amount of books 1- Tafseer of the Quran _____________________ 11 2- Aqaa'id (Belief) _________________________ 54 3- Hadith and Principles of Ahadith _____________ 53 4- Fiqh, Principles of Fiqh, Dictionary of Fiqh 5- Faraa'idh and Tajweed ____________________ 214 6- Tassawwuf, Wazifas, Morals ________________ 19 7- Reviews of Books ________________________ 40 8- Language, Arabic Grammar, Dictionaries, History 9- Poetry and Special Benefits, Travelling _________ 55 10- Inspired Knowledge (Jafar) ________________ 11 11- Logarithms _____________________________ 8 12- Astronomy, Astrology ____________________ 22 13- Mathematics, Geometry ___________________ 31 14- Philosophy, Sciences, Logistics ______________ 7 15- Algebra ________________________________ 4 TOTAL AMOUNT OF BOOKS RECOVERED 549 The names of a few books written by A'la Hadrat (radi Allahu anhu) have been listed below: 1. Fatawa Radawiyyah (12 volumes approx. 12 000 pages) 2. Husaamul Haramain 3. Ad Daulatul Makkiya Bil Madatul Ghaibiya 4. Al Mu'tamadul Mustanad 5. Al Amn o wa Ula 6. Alkaukabatush Shahabiya 7. Al Istimdaad 8. Al Fuyoozul Makkiyah 9. Al Meeladun Nabawiyyah 10. Kanzul Imaan (translation of Holy Quran) 11. Fauze Mubeen Dar Harkate Zameen 12. Hidayake Bakhshish 13. Subhaanus Subooh 14. Sallus Say yaaful Hindiya 15. Ahkaame Shariat 16. Az Zubdatuz Zakkiya 17. Abna ul Mustapha 18. Tamheede Imaan 19. Angote Choomne ka Mas'ala His books and treatises are in Bareilly, UP lying largely unpublished. So far few of his writings have been published in Bareilly, Muradabad, Lahore, Karachi, etc. Among some of his works are included in the following: Qur'an Tafseer 1. Al-Nofha Al –Faha (1315/1897) 2. Jalib Al-Jinan (1322/1904) 3. Kanzul-Iman (1330/1911) Traditions (Hadith) 1. Al-Nudjum al-Thawaqi (1296/1878) 2. Al-Raud al-Bahij 3. Madarij-e-Tabaq at al-Hadith (1313/1895) Jurisprudence 1. Rahiq al-Ihqaq (1311/1893) 2. Al-ka’s Al-Dihaq (1313/1895) 3. Al-Shir’a al-Bahiyya (1317/1897) 4. Rad al-Qudat (1323/1905) 5. Djad al-Mumtar (1326/1908) 6. Al-Ataya Al-Nabawi fi Al Fatawa al-Radawiyya (12 volumes) (1326/1908) Sufism 1. Bawariq-e-Taluh (1311/1893) 2. Nika al-Sulafa (1319/1901) Law of Inheritance 1. Al-Maqsad al-Nafi (1315/1897) 2. Tib al-Imaan (1317/1899) Scholasticism 1. Al-Sa’i al-Mushkur (1290/1873) Logic 1. Maqam al-Hadid (1304/1886) Mathematics 1. Azm al-Bazi (1319/1901) 2. Kalam al-Fahim (1319/1901) 3. Jadawil al-Riyadi (1319/1901) 4. Al-Mauhibat (1319/1901) 5. Al-Budur (1323/1905) 6. Kitab al-Arithmatic (1325/1907) Fractions 1. Ata’b al-Iksir (1296/1878) Geometry 1. Al-Ishkal al-Uqlaydis (1306/1888) 2. A’ali al-Ataya (1319/1901) 3. Adjmal al-Dara (1320/1902) Algebra 1. Hal al-Muadilat (1325/1907) Cryptography 1. Al-Thawaqib al Radiwiyya (1321/1903) 2. Al-Djadawil Al Radiwiyya (1321/1903) 3. Al Adjwiba Al Radiwiyya (1321/1903) Astronomy 1. Aqmar al-In-Shirah (1319/1901) 2. Al-Sura al-Mudjaz (1319/1901) 3. Al-Kalimat al-Mulhima (1338/1919) 4. Fauz-e-Mubeen (1339/1920) 5. Nuzul-e-ayat-e-Furqan (1339/1920) 6. Djada Al-Tulu (1925/1907) Timings 1. Al-Andjab al-Aniq (1319/1901) 2. Kashfal-Ula (1324/1906) 3. Dur al-Qubh (1326/1908) Horoscopes 1. Musaffir ul-Matal (1324/1906) Astrology 1. Zaki al-Baha (1325/1907) Poetry 1. Hada’q-e-Bakshish (Two Volumes) (1325/1907) Phonetics 1. Al-Djam al-Dad (1317/1900) Chemistry 1. Al-Matr al-Sa’id Baqi tafseel InshAllah ghar jaa kar, filhaal office mein tu itna hi kaafi hai. Ala Hazrat ko rehne dijiye aap ye bataiye ke Huzoor Syedna Ghous-e-Azam ko Afzal-ul-Awlya mantay hain ya nahi? Agar ha tu phir Huzoor Ghous-e-Azam nay ijtihaad kyu nahi kiya? Naiz aap ke "Qutb-ul-Aqtaab" "Qasim-ul-Uloom wal'Khairat" aur "Hakeem-ul-Ummat" waghaira bhi mujtahid kyu na banay? Iss per daleel hain ya sirf apni khajalat mitanay ke liye bakwaas kar rahay hain? Waisay ye 1200 saal se kya muraad hai? Matlab ye ke 1200 saal pehlay aap ki ye so called "Kharafaat" mojoud thi? Pehlay taqleed ke maani tu maloom kar lijiye. Waisay tu aap keh chukay ke aap hanafi hain, aur ab jo baatein kar rahay hain uss ke hisaab se lagta hai ke aap mukhtalif Uloom mein Mahir kai logo ke muqallid hain. Baki rahi baat Ashaar ki tu kaafi jawabat tu diye hi jaa chukay hain, mazeed agar ashaar ashaar khailna ho tu ye link dekh lein; http://www.islamimehfil.info/index.php?showtopic=981
  11. Iss ka bhi mushahida kiye lete hain. Mein poori summary banaye deta hon unn baato ki jin ka jawab abhi tak aap ne nahi diya. Filhaal sirf apni hi post mein kiye gaye sawalaat aur dalail ki summary bayan kar do baqi bhaiyo ki jin baato per aap ki bolti band hai woh sabhi dekh rahay hongay. Pehaly aap ka qoul paish karo ga phir apna sawal jis ka jawab aap kawwa qorma samajh kar khaa gaye. 1. Na'ra-e-Risalat ke jawab mein Ya Rasool'Allah kehna kaisa hai? 2. Aap kehtay hain kisi ki baat ko samajhnay ke liye ya tu khud mutakallim ki wazahat dekhi jaye, ya siyaq-o-sabaq ko dekha jaye, ya phir uss se taaluqq rakhnay walo ki wazahat se samjha jaye. Tu phir ye bataiye ke Ala Hazrat ki waseeyat jo "Wasaya Sharif" ke naam se mash'hoor hai uss mein "Mera Deen-o-Mazhab" ibarat ko aap deobandi kis zariye se samajh kar aiteraaz kartay hain? Ye jo formula aap ne bayan kiya ye aap loota'chaap jamaat ko aiteraaz kartay waqt kyu yaad nahi aata? Uss waqt iss formulay ko paishaab mein ghool kar kyu pee jatay hain? 3. Aap ne Kawwa Khor ka fatwa parha hai? "Zaagh-e-Maroofa"!! Ab ye bataiye ke maroof yaani common kawwa yehi kala kawwa hai jis ki nasal'kashi per deobandi tullay huway hain ya phir Zaagh-e-Maroofa se muraad deobandiyo ke Kawwa Farm ke kawway hain jinhay sakht nighe'daasht mein sirf halaal khoraak per hi pala jata hai? Mazeed ye ke Gangohi ka fatwa hai ke khanay per "Sawab hoga", iss per bhi dalail matloob hain. 4. Mahanama Al'Balagh se jo Deobandiyatt ke maata pitta ke baray mein hawala diya gaya uss per bhi aap ne koi jawab nahi diya. Ab pehlay in sab ka jawab dijiye ga phir koi nai bakwaas kijiye ga.
  12. Miya aap agar halali hain tu pehlay tu ye bataiye ke ye alfaaz mein ne kab kahay. Thoo hai aisay maslak per ke jis ki bunyaad hi jhoot per hai. Yaha iss topic mein aap ke munh per aap hi ke mullao ka fatwa ka aap ke munh per maara gaya tha ke "Jo alfaaz moham-e-tehqeer-e-Sarwar-e-Kainaat hon, agar'chay kehnay walay ne niyyat hikarat ki na ki magar in se bhi kehnay wala kafir ho jata hai" Asal mein masla ye hai ke lawatiyo ke beech rehtay rehtay dimaagh mouf ho gaya hai tumhara iss liye seedhi baat bhi samajh nahi aati. Ala Hazrat ka jo qoul tum ne naql kiya woh Allah ki shaan mein tu hai hi nahi. Jaisay agar mein kaho ke "Qadiani aisay ko nabi manta hai jo ......." tu yaha nabi se muraad tum Huzoor lo gay ya Mirza Maloon Qadiani? Zahir hai Mirza ke mutalliq hi hai qoul ke Qadiani usay Nabi mantay hain. Tu issi tarah tum Wahabi Deobandari bhi Allah se her fayl-e-qabeeh mumkin jaantay ho, aur hum jisay mabood samjhtay hain jis ki ibadat kartay hain woh tamaam buraiyo se paak hai.. aur woh hai Allah . Ab agar Allah ke baray mein koi aisi baat kahi gai ho jo moham-e-tehqeer ho tu phir tu masla kharab lekin agar aisi koi baat uss ke baray mein kahi gai jisay tum deobandari wahabi pehlay hi fayl-e-Qabeeh per qadir mantay tu ye tu tumhare aqeeday ke mutabiq huwi. Baqi tafseel Ya Muhammadah! bhai ne paish kar hi di hai ke maqsad kya tha iss qoul ka. Lekin mera aik mutaliba abhi tak wahi hai. Tum ne seena phulla ke dawa tu kar dya ke tumhare paas Fatawa-e-Razawiya mojoud hai aur mein ne mutaliba kya tha ke uss mein original page scan kar de dikha do iss ka, abhi tak bolti band hai tumhari... Saboot tamaam paish kiye jaa chukay jis se sabit hota hai ke ye buhtaan nahi balkay tumharay baray deobandari mullao ka aqeeda hai jis se tum aaj kal ke chootay chootay deobandari munh chupaye phirtay ho. Miya jee yaha per scan kis ne post kiya? Aap ne. Kitab ke jis se aap ne hawala naql kiya woh kis ki? Aap ke deobandari mullay ki? Yaha per pehlay ye dawa kis ne kiya ke ye ibarat Ala Hazrat ki hai? Aap ne! Aur ab bhi kehtay hain ke Dawa mein ne nahi kiya! Miya aap ka kaam nahi, jaiye apnay deegar mullo ki tarah zanaan'khano mein apnay ghuss ke waha se awazien kassiye ye behs-o-mubhisa aap ke bus ka nahi! Rahi baat ke daleel mere zimmay hai tu jaha mein Ala Hazrat ki ibarat quote karo ga waha iss ke dalail bhi mere zimmay hongay, filhaal tu yaha ye hawala aap ne paish kiya hai woh bhi apnay hi mullay ki kitaab se, so daleel-o-saboot tu aap ne paish karna hai original scan paish kar ke. Phir aik nai kahani, phir baat ko doosri taraf moornay ki nakaam koshish. Chaliye aap ke liye iss ka bhi jawab dete hain. Aap ne kaha ke humaray Ala Hazrat nay aap ko kafir kaha, chaliye unho ne tu sirf kaha, Kafir banay kaisay aap, apnay hi munh se baki jani wali kufriyaat ki bina per. Tu kasoor tu sara aap ka, hum per kyu garm hotay hain. Fahisha ko koi fahisha kahay tu kehnay wali ki kya ghalti, woh tu fahisha ke apnay fehash kartoot hain jin ki bina uss ke naseeb mein ye gali aiee, yehi mamla aap ke saath hai. Doosra aap ne phir aik dawa toop ke goolay ki tarah daagh dya ke hum Hanafi nahi. Iss ka saboot paish karne mein najanay kaun si sharm aa gai aap ko. Aik kaam kijiye, apnay iss daway per aik alehda topic create kijiye aur waha dalail-o-saboot ke saath apnay daway ko sabit kijiye. Yaha iss topic mein iss baat ko matt ghusairiye ga!
  13. Jawab munh pe aa para tu baat hi ghuma di! Aap dawa kar rahay hain ke Fatawa-e-Razawiya aap ke paas mojoud hai tu phir zara original page bhi sab ko dikha dijiye, mujhay intizaar rahay ga. Ab agli post mein original page aur meri post ka reply bhi kar dijiye ga warna phir aap 1 2 weeks ke liye ghayab ho jaye gay.
  14. Pehli baat tu ye samjhiye ke ibarat hai kis ke baray mein. Hum Ahe'Sunnat ke nazdeek woh "Pak Zaat" poori tarah se paak hai. Ye tamaam baatein tu hain uss ki janib jisay aap ke Ismail Dehalvi aur Rashid Gangohi Khuda mantay thay.. Hum Ahle'Sunnat jis ki ibadat kartay hain uss se jhoot mumkin nahi jaantay ye aqeeda aap ke ganday mullao ka hai na ke humara... aur phir aisay ghaleez aqaid per aap ke mullay aur gustkhana taweelaat bhi paish kartay hain. Aik taweel tu ye ke jo kuch insaan kar sakta hai woh sab kuch khuda bhi kar sakta hai warna qudrat-e-insaani khuda se bartar qaraar pai gi.. doosri taweel ye ke Khuda ke liye aib aur nuqs mahaal nahi balkay muslihatan ya qasdan woh in cheezo se bachta hai.. tu ye saray aqeeday aap hi ke wahabiya khabeesiya ke hain na ke humaray.. jis se aib aur nuqs mumkin ho woh aap ka khuda ho sakta hai humara nahi! So ye tu clear ho gaya ke baat uss Zaat-e-Aali ki nahi balkay aap wahabiyo khabeeso ke khud'sakhta khudao ki hai jis ki qudrat mein tamaam aib aur nuqs hain. Yaha ye mudd'a aap ne uthaya hai hum ne tu nahi. Jis topic mein hum ne aap ke ghaleez mullao ko ghalazat dikhani thi waha tamaam hawalajaat moujod hain. Yaha tu ye masla uthaya hi aap ne aur hawala dya bhi tu apnay ghar ke mullay ki kitaab se, asal kitaab ka tu abhi tak aap hawala hi paish na kar sakay aur humaray mutalibay ke jawab mein khisyani billi khamba noochay ki misdaq aap ulta hum se hawalay ka mutaliba kar rahay hain! Miya tabyat theek hai? Awwal tu ye ke aap ko yaha invite tu kya nahi tha kisi ne, khud hi munh utha ke aye hain aur hum se poochtay hain ke Islam ke baray mein baat kyu kartay ho. Waisay aap se abhi tak tafseelan aqaid per tu baat hi nahi huwi. Abhi tu deobandiyatt ki ghalazat per hi baat ho rahi hai aur ussi mein aap itna bokhla gaye ke iss ghalazat ko Islam ka naam de rahay hain. Rahi baat aap ko musalmaan karne ki tu miya apnay Ismail Dehlvi ko bhool gaye lagta hai aap... uss ka tu qoul hai ke "Sab kuch Allah ke chahnay se hota hai, Rasool ke chahnay se kuch nahi hota" tu phir humaray chahnay se bhi kya hona hai.. mazeed ye ke "Nabiyo walay kaam" tu aap ki The-bug-league karti hai unhi se raabta kijiye iss mamlay mein tu aap.
  15. Khadim-e-Deoband sahab.. aap ne Fatawa-e-Razawiya ka jo hawala dya hai ussay zara complete likh dijiye. Matlab ke "Aisay ko khuda kehta hai..." se pehlay ki ibaratein. Phir baat kartay hain. Waisay tu aap ne apnay hi mullay ki kitab ka scan utha kar post kar diya. Fatawa-e-Razawiya parhnay ki tu kabhi aap ki toufiq huwi hi na hogi balkay aap ke tu baishtar mullao ko Ala Hazrat ki kitabo ke naam tak sahi se parhna nahi aatay! Waisay aap ke liye aik aur topic banaya hai.. Thanvi ke Tootkay.. waha aap ka jawab abhi tak mousool nahi huwa.
  16. Tum be'tukkay bawlo ke liye tumhari hi tarah ka jawab. Tum apnay baap ki hi aulaad ho iss ka bhi video proof le aoo pehlay.. hum tu tumhari birth certificate ko nahi mantay! Tumhay Jang Akhbaar ka hawala de chuka jis mein tumhara Taqi Usmani bayan wazeh hai. Lekin tum deobandariyo ka kawwa sufaid hi rehna hai. Tum se kaha gya tha ke tum mein se Auratoo ki "Khaslat" ki boo aarahi hai. Ab jaa kar pehlay iss ke maani maloom karo phir challenge kartay phirna. Aur waisay tumhari mantak se soocha jaye tu hum kaisay maan lein ke woh tumhari hi beti hai? Koi saboot hai? Hum birth certificate ko tu nahi manay gaye! Pakistan mein rishwat de kar aisay certificate banwana koi bari baat nai! Tum ne Ismail Dehlvi ko Shaheed, aao pehlay isay zara shaheed sabit tu karo. Zara history parh ke batao ke jis zamanay mein Ismail Dehlvi mara uss zamanay mein Balakot mein kaun sa Jihad ho raha tha. Waha tu saray musalman pathan hi thay. Chalo khair ye tum per choorta hon, thori mehnat tum bhi tu karo na. Jaldi se saboot paish kar ke pehlay tu isay Shaheed sabit karo. Rahi baat zalzalay ki tu zaroori nahi ke zalzalay mein sabhi kuch tabah ho jaye.. aur ye bhi zaroori nahi ke jo tabah na ho woh koi bohut paak aur maqbool cheez hai. United States L.A mein kuch arsay pehlay earthquake aya tha.. aik bhi pub, bar, cinema waghaira kuch nahi tabah huwa tu matlab ab woh sab bhi tumharay liye bohut achi aur maqbool jageh hongi? Mazeed ye Ismail Dehalvi ki qabar bhi kya pata tabah ho gai magar bad'naami se bachnay ke liye dobara bana di gai ho? Kyu ke qabar ka kutba aur jis deewar per "Mazar-e-Aqdas Shah Ismail Dehlvi" likha tha woh tu girr gai aur dekhnay se hi maloom hota hai ke kaafi purani bani huwi deewar hai... jab ke qabar bilkul flashing new!
  17. Qabr tu tumharay mullay ki hai naa.. tu bachatay kyu nahi apnay mullay ki qabar ko? Kal ko loog Shabir Usmani ki qabr per paishaab karne lagein tu forun hungama khara kar do gay ..
  18. Ab agar kal to koi banda akhbaar mein news chaap de ke Thanvi wald-e-Haram tha tu kya aap sirf ye keh kar chup ho jaye gay ke "Mein nahi manta".. zahir hi si baat hai ke aisa nahi hoga. Aap uss akhbaar ke khilaaf qanooni karwai karein gay ke ye ghalat aur jhooti khabar kyu chaapi... so miya jee agar news ghalat hai tu uss ka radd mein kiya jana chahiye.. lekin radd nahi kiya gaya tu matlaab saaf hai ke baat sach hai! Humein Tariq Jamil ki Petro-dollar ki kamai se kuch lena dena nahi janab... masla sara ye hai ke aap hi ke deobandi mufti ka fatwa hai ke parlour jana na'jayaz hai. Fatwa bhi aap ke mufti ka jaa bhi aap hi ke ghar ki auratien rahien hain. Ab hum per kyu ghussa hotay hain. Jaiye apnay mufti ko jootay maariye! Aik tu aap hazrat ko aaj tak baat karne ka saleeqa hi nahi aya. Yaha baat ho rahi hai Tariq Jamil ki aur aap baat ghuma kar Ghair'Allah se Imdaad per le jaa rahay hain. Aap ne agar iss topic per baat karni hi hai tu alehda topic create kijiye waha iss ka tafseel se jawab de diya jaye ga. Yaha her topic mein khichri bana kar asal baat ko gool matt kijiye. Agli baar khayal rakhiye ga warna irrelevant post delete/edit kar di jaye gi. Chaliye banda hazir hai. Aap ko yaha sab ke samnay khulla challenge le aiye apnay Tariq Jamil.. koi alim nahi mein ghair'alim hi kafi hon Tariq Jamil jaiso ke liye! Ab iss ka jawab bhi dijiye ga! Aur rahi baat jahroo bachnay walay ki tu miya jee jahroo baichna kab se ghair'shara'ee kaam ho gaya.. Thanvi ki tarah angraiz ke paiso per tu nahi paltay thay! Amir Liaquat per topic aap ko mil jaye ga.. hum tu usay sunni hi nahi mantay Alim hona tu durr ki baat!
  19. Janab ab agar aap ki maloomat naqis hain tu humara kya kasoor? Aap ki asaani ke liye mein poori press report paish kiye deta hon mumkin hai kuch samajh aa jaye ab aap ko. http://www.dailytimes.com.pk/default.asp?p...9-12-2006_pg7_6 http://www.indianmuslims.info/articles/spe...desecrated.html http://www.radianceweekly.com/inside_india...date=2006-12-31 http://www.indianmuslims.info/book/export/html/13075 http://alchishti.wordpress.com/2006/12/19/...mah-desecrated/
  20. Aap ki andhi aankho ko proof nazar nahi aa raha tu aur baat warna topic ke start mein Thanvi ki kudhi huwi qabr ki picture moujoud hai... even agar aap google per search karein tu bhi kaafi news mil jaye gi iss zaman mein. So humari baat tu sabit ho chuki.. rahi baat naa maannay ki tu miya aap ko Shara'ee ihkaam nahi maantay.. humari baat kis khaatay mein aati hai phir. Aap humari bala se sari zindagi na maaniye, humein tu waisay hi maloom hai ke aap ka kawwa sufaid hai! Waisay mubahisay ke kuch qawaid hotay hain.. even general dunyawi maamlaat mein bhi. Dawa aap ne kiya hai tu saboot bhi paish karna aap ke zimmay, ab ye tu hone se raha ke dawa aap karein aur saboot hum dhoondtay phirein. Baqi rahi baat aap ke saathiyo ke bhaagnay ki tu miya jee orkut per poora aap ke itnay bhai bhag chukay ke ungli per ginti nahi ki jaa sakti. Aap ne dekhna ho tu mein communities bataye deta hon unhay dekh lijiye ga. Filhaal tu aap jo bataein ho chuki hain unn ka jawab dijiye. Aap ne Ahmed Lahori ka zikr kar ke ye sabit karne ki koshish ki shagird ka ye haal hai tu ustaad ka kya haal hoga.. tu hum ne is zaman mein Thanvi ke sarr per paishaab wali baat bhi bata di.. ab ye bataiye ke jab ustaad ke sarr per paishaab huwa karti thi tu shagirdo ke sarr per kya huwa karta hoga?
  21. Yaha aap ke tabqay ke bhi kaafi bhagooray hain.. taza tareen misaal aap ko ooper nazar aa hi rahi hogi. Tu bajaye smarty ka peecha karne ke apnay bhaiyoo ka peecha kar ke pata lagaiye ke ye jatay kaha hain? Rahi baat aap ke Lahori ki qabar se khushbo anay ki tu janab yaha baat ho rahi hai dalail aur saboot ke saath.. so suni sunai batoo ko yaha quote na kijiye. Aap shagird ki baat kartay yaha ustaad ka ye haal ke zinda thay tab bahi ne sarr per paishaab kar di.. marne ke baad qabar khud gai uss per insaani fazla bhar dya... shagird ko tu choor hi dijiye na phir! Aur iss mein propoganda ki kaun si baat hai janab, sab kuch akhbaaro mein chapp chuka hai...
  22. Sybarite

    Thanvi ke Tootkay

    Explicit Content I dont think I need to say something... just read on!
  23. Janab aap mein agar haya hai tu meri posts mein se Thanvi jaisi oochi aur ghaleez baat nikaal kar bata dijiye. Simply woh baat quote kar dijiye jo aap ko itni zyada sharm'naak lag rahi hai. Mein ne zyada'tar jo baatein ki hain woh tu khud aap hi ke ulema ki ibarato ke baray mein hain .. uss mein bhi mein woh actual alfaaz use nahi kiye warna tu aap ko nangi gaaliya nazar aati. Aap ke ulema ye sab kar lein kitaabo mein chaap dein tu woh deen.. hum uss per zara tabsarra kar lein tu gali! Wah re deobandiyatt! Ye deen aap ke ghar ka hai janab, humaray yaha aisi oochi harkatoo ko khurafaat kaha jata hai aur aap hazrat ki aisi khurafaat per tabsarra bhi iss liye kar diya jata hai ke sunni awaam aap ke ulema ke ghaleez chehro ko pehchaan kar apna imaan tabah na kar lein. Aap ke kaafi loota'bradaraan yaha apni apni kahani suna kar kuch arsay mein rufo'chakkar ho chakay. Jab tak zaatiyaat per utar kar Thanvi ki zaban nahi bolein gay tab tak kuch delete na hoga, uss ke baad ki guarantee nahi ke mahool bhi maintain rakhna hai. Waisay ye ban ban ka roona matt roiyee. Aap hi ke kaafi forums mein join kar chuka aur ban bhi ho chuka, instantly . "Defenders of Truth" ke naam se bhi aap ke kuch loota'bradaraan forum chala rahay hain. Hum ne ijazat chahi ke hazraat aap ne jo aiterazaat kiye unn ka jawab de lien hum, tu sab aik hi awaaz mein rootay nahi ke jawab dene hain tu paltalk per aoo! Matlab intihai be'tukki baat ke jis forum per aiteraaz kiya wahi uss ka jawab sunnay ki himmat rakhnay wala koi nahi tha.. saray kawwa khor hi thay.. aur phir bagair kisi wajeh mujhay ban kar diya gaya halan'ke baat shuru bhi na huwi thi. Khair baatein tu chalti rahien gi filhaal tu aap jawab dijiye tareeqay se.. tanz aur talkh'mizaaji alag baat hoti hai aur gali galoch alag aur mere khayal se itna sha'oor aap rakhtay hain so carry on. Aik baat zaroor yaad koi doosra issue utha kar topic ko divert nahi kijiye ga!
×
×
  • Create New...