Jump to content

Sybarite

مدیر
  • کل پوسٹس

    628
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    46

سب کچھ Sybarite نے پوسٹ کیا

  1. Mirchi tu zahir si baat hai bad'aqeeda aur jahil aadmi ki baat sun kar lagay gi hi, ab musalman tu baghairat hain nahi deobandiyo ki tarah. Kawwa khanay ki baat tu aap ki kawwa khoori ki kahani tu akhbaaro mein bhi chapp chuki hai. Aur kitaabo per janay per aap la'houl parh rahay hain tu miya jee ye kitaab aap ke hi mullay ki likhi hai, aap hi loog issay saalo se chaap rahay hain aur aap hi loog usay saalo se parh bhi rahay hain soo la'houl tu humein parhna chahiye aap hazrat ki beghairti per. Aap keh rahay hain kawwa haram hai... aur aap hi grand mufti keh chuka hai ke kawwa sirf halaal hi nahi balkay khana sawaab hai. So ab aap jaisay 2 takkay ke deobandi ki baat zyada mustanadd ya deobandiyo ke top ke mufti ki baat zyada mustanadd? Khair baat ho rahi hai imamay ke rung per tu pehlay uss per jawabaat dijiye ga, kawwa khoori ke liye alehda topic hai waha baat kar lijiye. http://www.islamimehfil.info/index.php?showtopic=2094
  2. Bari hi ajeeb si baatein kartay hain janab aap. Matlab aap ke nazdeek Dawat-e-Islami ke ilawa koi barelvi nahi? Humaray Ulema tu her rung ka imama pehantay aur sabz bhi pehantay hain. Khud apni hi post mein pehlay aap roo rahay thay ke ; Tu pehlay iss baat ka iqraar tu aap khud kar chukay ke hum barelvi mukhatlif rungo ke imamay pehantay hain. Aur ab shoor macha rahay hain ke hum ne Sabz imamay ko apni jamat ki pehchaan bana liya hai. Ya tu shayad aap ke nazdeek Dawat-e-Islami ke ilawa koi aur barelvi ho hi nahi sakta. Rahi baat shanakht ki tu miya aisay tu hum bhi keh saktay hain ke aap deobandiyo ne shalwaar ko seenay per charhanay ko nishaani banaya huwa hai, kurta lamba pehanne ko nishaani banaya huwa hai, bistar booriya le kar gali gali ghoomnay aur muhallay ki masjido ko hotel bananay ko nishaani banaya huwa hai, raiwind mein grand ijtimaa kar ke raiwind ko apni nishani banaya huwa hai, deobandi kehalwa kar deobandi naam ko nishaani banaya huwa. So ab inn sari nishaaniyo per bhi baar kar lijiye. Aur aap se aap ke Moulana Fazl'ur Rehman ki pagri per sawal kya tha kisi bhai ne.. uss ka bhi jawab zaroor dijiye ga.
  3. Yaha kis member ki kis post mein gali hai humein bata dijiye, aur sabit kar dijiye ke woh gali hai, hum uss ke khilaaf action le lein gay. Ab agar koi deobandi ko deogandi kahay tu ye gali tu na huwi, ye ganday aqeeday walo ko ganda kehna koi ghalat baat nahi. Apnay walid ke baray mein jo aap roye jaaa rahay hain tu uss ka bhi jawab de dya gaya pichli posts mein. So ainda agar koi complain ho to actual post ko quote kar ke humein bata dijiye ke dekho moderator fala fala member ne fala fala post mein fala fala alfaaz se gali di hai. Aur aakhir mein aap ne apni ilmi aur zehni auqaat ka bharpoor muzahira kar diya. Aap farma rahay hain ke address de do phir face to face baat kar ke gaaliya di jaye takay aap apna dum dikhaye.. matlab aap ke nazdeek face to face gaaliya dena theek hai? Aur rahi baat dum dikhanay tu janab aap address bata dijiye aap ko hum khud bula lein gay agar aap iss qabil huway. Ab aakhir mein aik guzarish ye ke aap her doosray topic mein post kartay nazar aatay hain magar asal topic per koi baat nahi kartay. Issi topic ki misaal le lijiye, asal maslay per aap ne abhi tak aik lafz bhi nahi kaha (pata nahi aap ka dum aisay time kaha chup jata hai). So ainda agar post karein tu topic se related baat kijiye ga, bekaar ki siyaasi bayan'baazi ke liye ye jageh theek nahi. Aap apna aur doosray members ka time hi barbaad kartay hain. So agar topic se related koi baat ho tu zaroor post kijiye warna mazeed aap ki iss tarah ki irrelevant posts delete kar di jaye gi aur phir bhi agar aap na manay tu majbooran ban. Umeed hai ke aap aisa koi mouqa na dein gay.
  4. Janab aap ke ghar walo ko kis ne bura bhala kaha? Aap ne khud hi apni pichli post mein kaha ke; Tu aap iss baat per tu agree hain ke koi shakhs agar khuwaab mein aisi waisi koi cheez dekh le tu koi muzaiqa nahi. Aur yehi mera sawaal tha aap se ke apnay abba se iss baray mein poochiye ga zaroor ke unho ne kitni baar khuwaab mein aisi cheezo ka deedar kya hai. Ab iss mein roona dhoona machanay ki aakhir kaun si baat hai? Mein ne ye ilzaam tu lagaya nahi ke aap ke walid aisi cheezein dekhtay hain, mein ne tu sirf aap se guzarish ki hai ke apnay walid se pooch kar bataiye ga zaroor ke unho ne aisa kuch dekha hai ke nahi aur jo jawab woh dein woh humein bata dein. Itni si baat thi jis per baiwa auratoo ki tarah seena peetay jaa rahay hain.
  5. Itna roona macha rahay hain aap magar ye nahi bata rahay ke aap ke ghar ke kis fard ko mein ne gali de di. Asal mein masla sirf itna hai ke aap ke paas dalail se baat karnay ko tu kuch hai nahi, iss liye aap janab sirf aur sirf typical Pakistani politicians ki tarah sirf siyaasi bayan'bazi per taqya kiye bethay hain. Aap ki iss rooti dhooti post per meray kuch seedhay aur simple se sawal hain umeed hain unn ka jawab aap zaroor dein gay. 1. Aap ne pehlay baat ki maa baap ya ihl-o-ayaal mein kisi ko gali dene per, tu pehlay zara ye bataiye ke mein ne kin jumlo mein aap ke ghar ke kisi bhi fard ko gali di. Woh actual alfaaz qoute kar dijiye jaha mein ne gaali di ho. 2. Aap ne ye bhi kaha ke baat aap se ho rahi hai lihaza aap ke ghar walo ko mukhatib na kiya jaye, tu ye bhi zaroor bataiye ga ke mein ne kab aur kaha aap ke ghar walo mein se kisi ko mukhatib kya ho.
  6. Hazrat agar aap ne kisi doosray topic mein sawalaat kiye hain tu topic ka link de dein kyu ke masroofiyat ke baais tamaam topics parhnay se mein qasir hon. Iss topic mein agar aap ke kisi sawaal ka jawab reh gaya ho tu woh bhi bata dein. Humaray aqaid per bhi sawal hain tu zaroor paish kijiye.
  7. Apnay walid se zara poochiye ga zaroor "Abba khuwaab mein uzoo-e-tanasull kitni baar nazar aya hai aap ko?" jawab aap ko apnay abba se hi mil jaye ga. Aap hi ne kaha hai be practical ... so be it! Waisay asal mouzo per bhi kuch bolnay ki himmat kijiye janab.
  8. Pehlay apnay bhai Taha Ali ki daleel parhiye phir jawab dijiye hazrat. Humaray Ulema Alhumdulillah her rung ka imama pehantay hain, aur sabz bhi pehantay hain. Lekin choon'ke sabz gunbad ke makeen ke dushman ko her sabz cheez se nafrat se hai iss liye tanqeed ka nisahana sirf sabz imama hi banta hai. Khair aap apne bhai Taha Ali ki daleel parhiye aur phir apna raye paish kijiye.
  9. Hazrat mein Jihad ki baat nahi kar raha. Abu'Jehl ko Abu'Jehl qaraar dena Jihad tha kya? Jihad tu kaafi agay ki baat hai aap ko tu Quran mein munafiqeen ka zikr bhi mil jaye ga, ahadiths mein masjid mein namaz parhtay namazi ko qatal ka hukm bhi mil jaye ga, aur aap kalima'go ko rootay hain. Kalima'go to shia bhi hain janab, izafay ke saath parhtay hain magar Allah ko aik aur Rasool ko Nabi tu woh bhi maantay hain. Aap ki be'sharmi per hairat ho rahi hai ke khud "Kafir Kafir Shia Kafir" ke naray lagani wali jamaat ke loog ab humein sikha rahay hain ke Kafir kehna kaisa hai. Aisay be'sharm hone se hum kund'zehn hi bhalay janab. Rahi baat ke mein ne indirectly deobandiyo ko kafir keh dya tu hazrat Alhumdulillah banda haq baat kehnay mein direct hi raha hai. Mein deobandiyo ko indirectly nahi directly Kafir manta bhi hon aur kehta hon but not in a general terms kyu ke aap ki Tablighi Jamat ki chaapa'maar team ke zariye ghairay huway logo mein 70% tu becharay aisay hain jinhay aap ke asal khabees aqaid ka pata hi nahi. Haa jo deobandiyo ke tamaam batil aqaid jannay ke baad bhi khud ko deobandi kehta hai mere nazdeek woh kuch bhi ho musalmaan hargizz nahi. Aur ye sab mein DIRECTLY keh raha hon, umeed hai ab samajh aa gaya ho aap ko. Aur ilmi mayaar ki baat na karay tu acha hai. Aap ka ilmi mayaar aap ki posts se wazeh ho raha hai. Aap ki kisi post mein abhi tak koi shara'ee daleel, kisi mustanadd kutb ka hawala, koi ilmi tabsara, koi mantaqi daleel, kuch bhi nahi. Abhi tak aap sirf aur sirf siyaasi bayanaat dete aye hain jo zaleel honay ke baad her doosra deobandi deta nazar aata hai. Aur yaad rakhiye hum ya aap ya koi bhi kisi ko Kafir nahi banata. Kafir banda khud apnay aqaid se banta hai. Aap deobandi jamatiyo ko shalwaar seenay charhanay aur baray bhai ka kurta pehnay ke ilawa sab se zaroori baat jo sikhai jati hai woh ye ke "Kisi kafir ko bhi kafir na kaho" aur aap hazrat ka ilmi mayaar itna bulund hai ke aap poochtay bhi nahi ke hazrat kafir ko kafir na kahein tu phir kya kahein? Khair baatein bohut ho gai.. ab agar aap ke paas iss topic se related koi ghair'siyaasi baat hai tu kijiye warna bilawaja apna tamasha banwanay se kuch sabit na hoga.
  10. Ala Hazrat ka mazhab-o-maslak to wazeh hai. Na kabhi angraiz'nawaz rahay na kabhi angraizo ne unhay nawaza... baqi tumharay 2 2 takkay ke bikao ulema ka haal khud tumhari kitabo se wazeh hai so ab apni khajalat mitanay ke liye aisay roona dhoona matt machao. Kuch sabit karna hai tu jo ilzamaat Ala Hazrat per lagaye un ka bhi saboot de do. Ye jo post copy ki hai tum ne jis mein M. Ali Jinnah ke janazay ki baat tu woh tu tamaam ki tamaam gumaan per hai. Kitnay barelwiyo ne uss janazay mein shirkat ki iss ka bhi saboot de dete. Aur rahi baat Mirza Zafarullah wali tu matlab pooray Pakistan mein jis jis ne bhi M. Ali Jinnah ka janaza na parha woh sab ke sab Mirzai qaraar paye aap ki mantak se. Kya aap ke abba gaye thay M. Ali Jinnah ke janazay mein? Agar nahi tu aap ke nasb ka kya banay ga? Aap ko lagta hai Urdu parhna nahi aati ya shayad sirf parhna aati hai samajh nahi aati. Aap se ye tu kaho ga nahi ke thori sharm kijiye kyu ke aani nahi...lekin apna tamasha banana phir bhi theek nahi janab. Aap ke bhai Taha Ali ne kuch ulema ko Ulema-e-Haq sabit karne ke liye Encyclopedia Pakistanica ke hawalay diye jo shayad aap deobandiyo ke nazdeek koi Asmaani Kitaab hai jisay hurf'ba'hurf manna her musalmaan per farz hai, lekin behr'haal humaray nazdeek ye hujjat nahi. Baqi rahi unn ulema ki baat jin ka tazkara aap ke bhai ne scans se kya tu unn ki kuch asliyatt ke namoonay khud aap ke ghar ki kitabo se dikha diye gaye jo aap ne nazdeek ba'darja-e-aula mustanadd honay chahiye. Waisay aap aur Taha dono se aik simple sa sawal hai, umeed hai jawab zaroor aye ga. Ismail Dehalvi mara kis jageh per tha? I mean at what geographical location?
  11. "Barsabeel-e-Tazkarah" wali baat tu janab tab hoti ke jab asal mouzo koi aur hota aur darmyaan mein zimnaan Rasm-e-Ghusl-e-Kaa'ba ki baat nikal aati. Yaha tu asal mouzo hi Rasm-e-Ghusl-e-Kaa'ba hai. Ab ya tu aap ko iss topic mein baat shuru hi nahi karni chahiye thi aur ab kardi hai tu phir dalail paish karne mein kahay ki sharm? Rahi baat aap ke sawalaat ki tu hazrat zara nazar ghumaiye... ghair'muqallideen ki taraf se kiye gaye kaafi sawalaat ka jawab tu forum per mil hi jaye ga aap ko.
  12. Hazrat aap ki baat bilkul baja ke humaray Nabi mukhalifeen se bhi alaa'tareen ikhlaaq se paish aye lekin aap ko shayad ye bhi maloom hoga ke humaray Nabi ne kuffar se jihad bhi kya unhay qatal kar ke jahanum'wasil bhi kya. Iss ke baray mein aap ka kya khayal hai?
  13. Awwal tu ye ke Ghusl-e-Kaa'ba ki behs mein zimnan kuch aur sawalaat bhi kiye thay aap se, shayad aap ne post poori parhi nahi. Doosri baat Ghusl-e-Kaa'ba per shara'ee daleel paish karne ki, tu hazrat aap hi Ghair'muqallideen hi ka qoul hai ke jo baat Quran-o-Hadith se sabit nahi woh biddat hai, shirk hai. Humara tu sirf aap se itna sawal hai ke aap ke mutabiq ye Rasm-e-Ghusl-e-Kaa'ba kya hai? Wajib, farz, sunnat, biddat, shirk ..? Ab ya tu Rasm-e-Ghusl-e-Kaa'ba per Quran-o-Hadith se dalail paish kar ke apnay maslak se imaan'daari ka saboot dijiye ba'soorat-e-deegar humein tu maloom hi hai ke aap kya hain. Aur farq tu ghair'muqallideen ko waqai nahi parta. Jin ulema ki kitabo ko saal'ha'saal dhoom dhaam se chaapa jata hai waqt anay per unhi ulema ko laat maar dene walo se kuch ba'eed nahi.
  14. Bohut bohut shukriya Khalil Bhai.. iss ki talaash tu mujhay bhi thi
  15. Thanvi ke 600rs. Monthly wala tu mil gaya, doosray ki bhi koshish karta hon
  16. Matlab ke aap chahtay hain ke aiteraaz bhi hum karein aur phir uss ki safai bhi hum hi dein? Kuch aqal ke nakhun lijiye. Agar aap ko lagta hai issi book mein iss aiteraaz ka jawab moujod hai tu aap ko aisay dalail paish karne se kaun rook raha hai? Bajaye hum se mutaliba karne ke aap ko chahiye ke khud hi iss book ke baki pages post kar ke apnay mazhab ko bacha lein.
  17. Aap ki malomaat nakis hain tu iss mein humara kya kasoor janab. Inn kutb per aap ke mullay Chan Yar, Sarfaraz Ghakarwi, Yusuf Ludhyanwi waghaira nay tu abhi aiteraaz kiya hai jab ke inn kitabo ke radd per Ala Hazrat ka fatwa aap ke mullao ke aiteraaz karne se pehlay ka moujod hai. Asal mein yaha per loog deobandi awaam ki tarah aqal se paidal nahi hai. Aap hazrat ko tu aik hi aiteraaz ko jawab diye janay ke baad bhi dobara 10 10 baar paish kartay sharm nahi aati magar hum becharay kya karein, dunya mein aur kaam bhi hain. Awwal tu aap ne jo ye scans paish kiye hain ye bhi koi new nahi. Aap se pehlay aap ke bhai Taha Ali ye scans paish kar chukay aur unhay iss ka jawab bhi diya jaa chuka jis ke baad woh deoband ke dil se imaan ki tarah ghayab ho gaye. Yaha parh lijiye tafseel poori; http://www.islamimehfil.info/index.php?showtopic=3704 Aap ke Shajrah-e-Tayyaba per kiye gaye aiteraaz, aur Al-Imdad ke aiteraaz per paish'karda safai, dono ke jawabaat ooper diye gaye link mein mojoud hain.
  18. Thanvi sahab ki ye ghalti agar infiraadi hoti tu isay ab tak sahih kiya jaa chuka hota lekin ye ghalti dhoom dhaam se kitaabi shikal mein saalo se chaapi jaa rahi hai issay bhi aap GHALTI kahein gay? Tu phir iss hisaab se tu aap Qadiyaniyo ko bhi apna bhai maan lijiye aur galay laga lijiye ke woh bhi aakhir hain tu insaan hi na. Ghalti ho gai un se Khatm-e-Nabuwatt ke silsilay mein. Unhay bhi aap phir apna musalmaan bhai maaniye aur unhay daira-e-Islam se bahir samajhnay walo per hansiye dil khool kar. Rahi baat ke Thanvi ne agar koi baat ghalat ki hai tu uss ka gunah unn ke sarr per, poori Deobandi jamat ko kyu bura bhala kaha jata hai tu iss ka jawab bhi de hi chuka, aap ki asaani ke liye phir duhraye deta hon. Thanvi sahab ne kitab tu infiraadi tour per likh di so iss ka gunah tu unhay huwa magar ye jo deobandi jamat dhana dhann in ki aisi kitabo ko fakhar se chaapay jaa rahay hain itnay saalo kya woh iss gunah mein brabar ke shareek na huway? Jo deobandi awaam aisi bakwaas ko parh kar isay Islam samajh kar apna aqeeda barbaad kar rahi hai woh iss gunah mein shareek na huway kya? Tu hazrat pehlay tu aap jaa kar deobandi jamat ko batiaye ke janab ye Thanvi sahab ne ghalat baat kar di hai aur ab tu woh toubah karne se rahay lihaza tum hi loog ijtimaai tour per taubah kar ke aainda aisi baatein naa chaapo. Sara masla chutki bajatay khatam ho jaye ga. Bari hairat ki baat hai ke Ummat mein aisay intishaar ko dekh kar jaha aik musalmaan ko khoon ke aansoo roona chahiye waha aap ki hansi aati hai. Aap ki zehni sitah ka andaza issi baat se ho jata hai.
  19. Zara masroof hon iss liye shayad zyada baat na kar paoo. Filhaal Abdulsalam sahab ki ab tak ki posts per thora tabsarra kiye lete hain. Bari anookhi baat kar di janab aap ne. Ye qaida aap kaha se laye ke agar kisi bhi maslak ke kisi bhi alim ne kisi cheez ko biddat qaraar nahi diya tu woh cheez shara'ee tour per bhi biddat na hogi? Matlab kal ko saray ulema muttafiq ho kar kisi cheez ko biddat qaraar dein chahay us cheez ki asal Quran-o-Sunnat se sabit ho tu bhi aap usay biddat maan lein gay? Maslan jaisa ke wahabiya najdiya ke nazdeek Milad-un-Nabi biddat hai tu agar aaj tak aap ke wahabiya nadjiya ulema ne issay biddat na kaha hota tu ye biddat na hoti? Matlab aap ke nazdeek kya cheez biddat hai aur kya nahi iss ka dar-o-madar ulema per mouqof hai ke woh jisay biddat qaraar dein tu biddat woh jisay jayaz qaraar dein tu jayaz! Mazeed ye ke Wahabiya Najdiya Mamoolat-e-Ahle'Sunnat mein jin jin cheezo ko biddat qaraar dete hain unn per inn wahabiya najdiya ke ilawa kin ulema ka biddat ka qoul moujoud hai? Jaisa ke Milad-un-Nabi , issay Wahabiya Najdiya ke ilawa kin ulema ne biddat qaraar diya hai? Aap ke nazdeek shayad kisi cheez ke biddat honay ya na honay ka sara dar-o-madar Wahabiya Najdiya ke fatway hi hain. Matlab jihad ke naam per jo bawlay musalmaano ko hi maar rahay hain uss mein bhi kasoor aap Jihad ke hukm ko dein gay? Kal ko aap ke Wahabiya Najdiya ki American government se wafadaari ki soorat mein agar koi goora Masjid-e-Haram mein khara ho kar sharab piya ga tu shayad aap Masjid-e-Haram ki hi gira dein gay ke na Masjid hogi na bay'hurmati hogi. Milad ke naam per jo koi bhi ghair'shar'aee kaam karay woh ghalat karta hai lekin aap sarr patakh patakh kar marr jaye tu bhi iss se Milad ka ghalat hona sabit nahi kar saktay. Na mantak se na shariat se. Hazrat Milad ke radd mein jo dalail aap paish kartay woh kya aap ko farishtay aa kar batatay hain? Quran ki nas se aap Milad ka radd kar saktay hain? Kisi hadith se sareeh mumaniat sabit kar saktay hain? Tu phir jo ghair'mantaki dalail aap Milad ke radd mein paish kartay hain unhay bhi man'gharat hi kaha jana chahiye. Waisay agar aap ko Milad per diye gaye dalail man'gharat lagtay hain tu uss per aik alehda topic banaye lete hain wahi per tafseel se baat ho jaye gi. Kya khayal hai phir? Ghulam-e-Mustafa bhai ke sawal ke jawab mein aap ne keh diya ke aap ne Kaaba ko deen se bahir nahi kaha balkay Gusl-e-Kaaba ki baat ki hai. Tu phir yaha aap hi ki paish'karda mantak istimaal kiye deta hon; Gusl-e-Kaaba ke naam per jo kuch hota hai us ki wajah Kaaba hi hai na Alfaaz aap hi ke hain, sirf Milaad ki jageh Kaaba hai yaha. Kiya Sooraj ki taraf deekhnay se Sooraj nazar aa jata hai? Siyaasi bayanaat se perhaaiz kijiye, waisay bhi iss qism ke siyaasi statements se sabit kuch na hoga. Kya baat hai janab aap ki. Pichli posts mein tu khud aap iqraar kar rahay thay ke mein iss ki tehqeeq kar raha hon, ab keh rahay koi farq nahi parta ke daleel lao ya na lao. Kafi mutazaad qism ki baatein kar rahay hain hazrat aap. Chaliye filhaal itna hai. Aap hi kuch aqwaal se aap hi per kuch sawalaat paish kiye hain mumkin hai jawab jald aye ga.
  20. Iss mein jo sab se anookhi baat hai woh sab ignore kar gaye aur woh ye ke dono ne sach bola hai!
  21. Apni taweelat per jhaaro phair di aap ne aik dum se. Ooper aap ke jo alfaaz bold kar ke quote kiye hain ussi qaiday se pehlay aap ye sabit kar dein ke jo scans paish kiye gaye hain unhay kisi zimay'daar aur mustanadd Ahle'Hadith ne ba'zaabta tareeqay se radd kya ho. Scan hai "Sabiq Ameer Jamat-e-Ahle'Hadith" ke tasneef ka so rad karnay walay ka bhi koi maqaam hona chahiye. Bil'farz agar aap ki baat ko sach bhi maan lya jaye tu phir Jamat-e-Ahle'Hadith nay ba'zaabta tareeqay se iss kitab ka radd kyu na kiya jab ke hum Ahle'Sunnat ke aqaid ke rad mein tu dhana dhan kitabein chaapi jati hai. Usool hai ke banda pehlay apnay ghar ki safai karta hai phir ghar se bahir ka sochta hai. Baraye mehr'baani pehlay apni Ahle'Hadithsiyatt ko "Sabiq Ameer Jamat Ahle'Hadith" ki tasneef ko radd karne ka ihl sabit kijiye ya phir iss tasneef per kisi mustannad Ahle'Hadith shakhiyat ka quol paish kijiye.
  22. میرے خیال میں عقلمند کو اشارہ کافی ہوتا ہے۔ خیر آپ کی پوسٹ اس لیے ایڈٹ کی گئی کہ آپ اپنے علما سے اچھل کر ہمارے علما پر آگئے تھے۔ آپ بڑے شوق سے تھانوی کا حلیہ بیان کریں مگر ہمارے اکابرین کے حلیہ مبارک پر تبصرہ کرنا ہے تو ثبوت کے ساتھ۔ آپ بلاوجہ تھانوی کی شکل کو اعلیٰحضرت کی شکل سے ملا رہے تھے جبکہ حقیقت ساری دنیا کے ساری دنیا کے سامنے ہے۔ تھانوی کی پوری نسل کی شکل دیکھ لیجیے سب کے چہرے ایسے چپٹے ہیں جیسے منہ پر جوتا مارا گیا ہو۔ اور الحمد للہ اعلیٰحضرت کے خاندان میں‌ کسی کا چہرہ ایسا نہیں۔ آپ مرزا کی بات کرتے ہیں‌ تو حضرت گالی تو آپنے بھی دے دی مجھے، اپنا بھائی کہہ کر۔ آئندہ اس سے پرہیز کیجئے گا۔ مزید یہ کہ میری کس پوسٹ میں‌ گالی ہے یہ بھی بتا دیجئے۔ میں نے پہلے بھی کہا کہ میں نے آپ ہی کے علماء کے فارمولے کے مطابق آپ کی والدہ کی قدرت کا بیان کیا۔ فعلِ قبیح سے ہی کیا مگر یہ بھی کہہ دیا کہ صدور اس کا نہ ہوگا۔ اب اگر فعلِ قبیح سے قدرت کا بیان کرنا گالی ہے تو آپ کے علماء اللہ رب العزت کو گالی دینے کے مرتکب قرار پائے کیونکہ جھوٹ فعلِ قبیح ہے۔ مزید یہ کہ میری دی گئی مثال سے آپ نے غصے میں میری والدہ کی قدرت بیان کرنے کے بجائے انہیں فاعل قرار دے دیا پھر ساتھ ہی مجھ پر اور میرے والدین پر تہمتیں لگانا شروع کردیں۔ اسے کہتے ہیں گالی۔ رہی بات سننے کی طاقت کی تو آپ نے جو دیوبندنہ غلاظت میرے والدین کے بارے میں اگلی وہ پوسٹس ابھی تک جوں‌ کی توں موجود ہیں۔ جو پوسٹ ایڈٹ ہوئی وہ اس وجہ سے کہ وہاں آپ چھچورپنے پر اتر آئے تھے۔ سننے کی طاقت کس میں نہیں‌ اس کا اندازہ تو سب کو ہو گیا ہو گا کہ دیوبندی وہ قوم ہے جس کے نزدیک اپنے معبود کا فعلِ قبیح پر قادر ہونا دین ہے اور اپنی والدہ کا فعلِ قبیح پر قادر ہونا گالی۔ اپنے معبود کے بارے فعلِ قبیح پر قادر ہونے کی بات سن کر اسے غیرت نہیں‌ آتی مگر اپنی والدہ جو کہ اللہ کے آگے چمار سے بھی زیادہ ذلیل ہے، اس کے فعلِ قبیح پر قادر ہونے کی بات پر غیرت دریا ٹھاٹیں مارنا شروع کردیتا ہے۔
  23. For all those who are experiencing annoying WGA nag screen that keeps telling you that your copy of Windows XP is not Genuine or those who badly needs to download some updates from Microsoft but they cant because of their illegitimate copy of Windows XP; here is the simple and straight fix. 1. Open Notepad 2. Copy all the text below 3. Save the file as WGA.reg (Remember to change the file type from ".txt" to ".reg" or simply when saving the file, type the filename as WGA.reg) 4. Run the file and enjoy! Now you can download anything from Windows Update website or even by Automatic Updates! I am all here for any further assistance!
  24. ان الفاظ سے کیا پتا چل رہا ہے یہ بھی بتا دیجیئے اور خیال رہے کہ یہاں وقتِ خاص کا کوئی ذکر نہیں۔ نیز یہ بھی بتا دیجیئے کے وقت کے خاص یا عام ہونے کا تعین کون کر سکتا ہے؟ صاحبِ کرامت یا کرامت کو دیکھنے والا؟
  25. یہاں دیوبندیوں کے جدِ امجد کہہ رہے ہیں کہ انسانوں کی تعظیم انسانوں کی سی ہی کرو۔ چاہے وہ انبیاء ہوں یا اولیاء۔ ان کی تعظیم کرتے ہوئے انہیں انسان ہی سمجھو اور الٰہ نہ بناءو۔ اب آیئے تصویر کے دوسرے رخ کی طرف۔ یہاں مولوی نظام الدین کا ذکر ہے جو پچیس 25 برس نانوتوی کے پاس کبھی بلا وضو گئے ہی نہیں ( اور شاید کبھی بلا غسلِ جنابت واپس بھی نہ آئے ہونگے)۔ یہ مولوی نظام الدین کہتے ہیں کہ انہوں نے نانوتوی کا درجہ انسانیت سے بالا دیکھا اور یہ کہ نانوتوی صاحب ان کے نزدیک ایک فرشتہ مقرب تھا جو انسانوں میں ظاہر کیا گیا۔ اب جناب اسمعیل شرک ڈکشنری میں تو واضح کہا جا رہا ہے کہ خواہ انبیاء ہوں یا اولیاء، ان کی تعریف کرتے ہوئے حد سے نہ بڑھو اور انسانوں کی سی تعریف کرو۔ تو اب یکسر نانوتوی صاحب کی تعریف کرتے ہوئے انہیں فرشتہ مقرب قرار دینا کیونکر جائز ہوگیا؟ کہیں ایسا تو نہیں کہ نانوتوی صاحب کا درجہ دیوبندیوں میں انبیاء سے بھی برتر ہے جبھی تو ان کی تعریف میں اسمعیل شرک ڈکشنری کا اطلاق نہیں ہو رہا۔ یہاں اسمعیل دہلوی تفصیلی طور پر بتا رہا ہے کہ شریعت نے جن مقامات کی تعظیم کا حکم دیا ہے ان کے علاوہ اور جگہوں کی تعظیم میں اس طرح کے کام کرنا، یعنی دور دراز سے کسی قبر کی زیارت کو آنا، اس کے آس پاس کے جنگل کا ادب کرنا وغیرہ شرک ہے۔ اب آیئے دوسری طرف۔ اب یہاں ذکر ہورہا ہے دیوبندیوں کے قطبِ ربانی یعنی گنگوہی صاحب کا کہ گنگوہی صاحب گنگوہ کی خانقاہ میں اپنے شیخ کی تعظیم میں پیشاب اور پاخانہ بھی نہ کیا کرتے تھے۔ (تعظیم کا درجہ دیکھیے کہ پاخانہ کو بھی پابند کردیا کہ خبردار جو خانقاہ میں باہر آنے کی ہمت کی تو) ۔ حتہ کہ لیٹنے اور جوتے پہننے کی بھی ہمت نہ ہوتی تھی (لیٹنے کا تو سمجھ آتا ہے کہ نانوتوی کے انتقام کا ڈر ہوگا مگر جوتے نہ پہننے والی بات کا سمجھ نہیں آتا)۔ اب تو اسمعیل دہلوی کے قول کے مطابق دیوبندیوں کے شیخ الکل قطب ربانی گنگوہی صاحب بھی مشرک قرار پائے یا پھر شاید دیوبندیوں کی شریعت میں خانقاہ ِ گنگوہ کی تعظیم کا حکم اللہ کی طرف سے ہے۔ جاری ہے۔
×
×
  • Create New...