Jump to content

Tanveer Afridi

اراکین
  • کل پوسٹس

    90
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    1

سب کچھ Tanveer Afridi نے پوسٹ کیا

  1. As salam alaikum Quran e pak kay hurrof ko jan bojh kar makhraj say ghalat parhna jaisa kay kuch molvi Dua'aad ko Zaaaad parhtay hain.. D'uaaalin ko Zaaaleen parhtay hain ..kia aisa parhna theak hai ? Mai nay suna tha kisi aalim say kay Qudoori sharif mai likha hai kay jaan bojh kar quran e kareem ko, makhraj say ghalat parhna kufr hai Is ka scan mil sakta hai ? aur degar ahnaf ki kutub ka koi scan share karain . jazak Allah Was salam
  2. Allah pak un ki maghfirat farmaiay qabar roshan wasee thandi farmaiay aur jannat ul fardus naseeb farmaiay Nabi pak alislam ka paroos naseeb farmaiay unhain aur ham sab ko aamin summa amin
  3. jazak Allah, kia kisi aisay alim ki kitab ka hawala/scan mil sakta hai jinhain deobandi bhe mustanad mantay hain shukria, was salam
  4. As salam alaikum ,, kuch dino say internet par yei aatiaraz chal raha hai kay hazrat molana ilyaas qadri damat barkatuhum aalia nay jis tarah namazi kay aagay say guzarnay ka amli tareeka bataya kay aik banda namazi kay aagay khara ho jaiay phir 2sra guzar jaiay jitnay loago ko guzarna hai guzar jaiay phir aakhr mai aik banda namazi kay aagay aajaiy aur aagay wala bhe hat jaiay phir jo banda aya tha wo bhe halkay say hat jaiy. deobandi wahabia ko aaitraz hai kay jo aakhir mai banda aagay move howa aur phir hath gaya wo guzarna na howa ? is video link mai wo detail maujood hai www.youtube.com/watch?v=GmYrM8OIHN8 jazakallah o khair
  5. Deobandi molvi taqi usmani ki kitab say leay is iqtabaas mai yei ta'assur dainay ki koshish ki gae hai kay deobandi molvi zikr e Rasool alaihislam aur zikr e meelad sharif kay munkir nahee yei mahaz tohmat aur ilzam hai..
  6. As salam alaikum mujhay in do ahadees ka reference chahay jazak Allah khair jis ka koi shaikh nahe us ka shaikh shaitan hai ...aur jis ka koi shaikh nahe us ka koi deen nahe koi .... .من لا شیخ لہ لا دین لہ ومن لا دین لہ لا عرمان لہ ومن لا عرمان لہ لا حزب لہ ومن لاحزب لہ لاانس لہ ومن لا انس لہ لا مولیٰ لہ من لا شیخ لہ' فشیخہ الشیطان
  7. Imam Abu Hamid Muhammad ibn e Muhammad al Ghazali rahmatullah alaih. Shafai ul mazhab thay .. aur apnay waqt kay jayayd aalim e ahlesunnat aur apni sadi kay mujaddid. wahabi fuzool bak bak kay siwa aur kuch nahe kah saktay.. un ki baydaleel bato par kaan he na dhara karain.
  8. Forwarded msg from a friend : As salam alaikum Please register for two days free learning lessons (web development) at code school https://www.codeschool.com/hall_passes/f9e893e5f028/claim_shared
  9. کیا وھابی یہ عقیدہ رکھتے ہیں کہ صحابہ کرام نعوذباللہ شرک و بدعت میں مبتلا تھے ؟ سیدنا عمر فاروق رضی اللہ تعالی عنہ نے وہ درخت نہیں کٹوایا بلکہ دوسرا درخت کٹوایا جس کے متعقلق غلط مشہور ہو گیا تھا کہ وہ بیعت رضوان والا درخت ہے۔ ابراہیم بن عبدالرحمٰن بن عبدالقاری بیان کرتے ہیں میں نے حضرت ابنِ عمر رضی اللہ عنہ کو دیکھا کہ انہوں نے منبر نبوی کی وہ جگہ جہاں حضور صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم تشریف فرما ہوتے، اسے اپنے ہاتھ سے چھویا اور پھر ہاتھ اپنے چہرہ پر مل لیا۔ طبقات کبری ، شفاء شریف حضرت موسیٰ بن عقبہ فرماتے ہیں۔ ’’میں نے حضرت سالم بن عبداللہ کو دیکھا کہ وہ (حرمین کے) راستے میں کچھ جگہوں کو ڈھونڈ ڈھونڈ کر وہاں نماز پڑھا کرتے تھے اور وجہ یہ بیان کرتے تھے کہ ان کے والدِ گرامی (حضرت عبداللہ بن عمر رضی اﷲ عنہما) ان مقامات میں نمازیں پڑھا کرتے تھے اور انہوں نے حضور نبی اکرم صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم کو ان مقامات پر نماز پڑھتے دیکھا تھا۔‘‘ بخاري شریف کتاب الصلاة
  10. یا گنج بخش یا گنج بخش یا گنج بخش گنج بخش فیض عالم مظھر نور خدا ناقصاں را پیر کامل کاملاں را رھنما یا گنج بخش یا گنج بخش یا گنج بخش
  11. as salam alaikum is poster mai jo hawalay hain un kay scan pages darkar hain jazak Allah
  12. ایصال ثواب کی نیت سےکونڈۓکی نیاز کااھتمام کرناجائز ھے. [فتاوی رشید احمد گنگوئی] <کتاب> فتاوئ رشیدیہ ۱۱۹ scan page required
  13. as salam alaikum baraiy maharbani muhaddeseen aur ulama kay aqwal ki roshni mai is poster ka jawab enayat farmaiay wahabia ka yei bhe aitraz ha kay is hadees say yei bhe pata chalta hai kay Ahlesunnat jo kahtay hain kay Ummat e Nabi pak alaihislam shirk nahe kray gee tu hadees tu kahti hai jo ghairullah ki qasam uthay wo mushrik hai. jazak Allah
  14. janab yei topic tu munazra section mai hona chahay tha title bhee related nahee, isi waja say jawab nahe likha kisi nay plz move it and rename title.
  15. Shio ko buhat achi tarah apnay aqaid ka bhe pata hai aur apnay mazhab ki khurafat ka bhee apnay iman bigaro mai yei khul kar sab khurafat kartay hain open majalis mai phir goal moal alfaz istamal kartay hain fi zamana shio kay tamam firqay ghali rafzi hain siwaay yaman kay Zaidia kay .. agar koi individual inkar karta hai kay mariay aqaid aisay nahe tu us ko cahhay tuba kar kay islam qubool karay warna us ka inkar mo'atabar nahee kay inkar bhe keay jaiay aur saath bhe unhe kay ho.. aur sawal shia apnay aap say karain post 1 mai ilzam nahe lagaya gaya shio kay aqaid un he ki kitabo say bataiay gaiy aur references saath likhain hain maslan usul kafi, kashful asrar waghaira (read post 1 carefully). kabootar ki tarah aankhain band kar lainay say sab acha nahe ho jata.
  16. Tanveer Afridi

    Aalim E Haq Ki Tauheen

    آج کل بعض لوگ بات بات پر عُلَمائے کِرام کے بارے میں توہین آمیز کلمات بک دیا کرتے ہیں، مَثَلاًکہتے ہیں :بھئی ذرا بچ کر رہنا '' عَلّامہ صاحِب''ہیں، عُلَماء لالچی ہوتے ہیں، ہم سے جَلتے ہیں، ہماری وجہ سے اب ان کا کوئی بھاؤ نہیں پوچھتا ، چھوڑو چھوڑو یہ تو مولوی ہے۔ (معاذاﷲعالموں کو بعض لوگ حقارت سے کہدیتے ہیں ) یہ مُلّا لوگ۔ عُلَماء نے (مَعاذَاﷲ)سُنّیت کا کوئی کام نہیں کیا۔ (بعض اوقات مبلِّغ کا بیان سن کرنا پسندیدگی کا اظہار کرتے ہوئے معاذاللہ کہہ دیا جا تا ہے ) فُلاں کا اندازِ بیان تو مولویوں والا ہے وغیرہ وغیرہ ۔ عالم کی توہین کب کفر ہے اور کب نہیں عالم کی تَوہین کی تین صورَتیں اور ان کے بارے میں حکمِ شَرْعی بیان کرتے ہوئے میرے آقا اعلیٰ حضرت ، اِمامِ اَہلسنّت،مولیٰناشاہ امام اَحمد رَضا خان عليہ رحمۃُ الرَّحمٰن فتاوٰی رضویہ جلد 21 صَفْحَہ129 پرفرماتے ہیں :(1)اگر عا لمِ (دین)کو اِس لئے بُرا کہتا ہے کہ وہ ''عالم ''ہے جب تو صَریح کافِر ہے اور (2)اگر بوجہِ عِلم اُس کی تعظیم فرض جانتا ہے مگر اپنی کِسی دُنیوی خُصُومت (یعنی دشمنی)کے باعِث بُرا کہتا ہے، گالی دیتا (ہے اور)تحقیرکرتا ہے تو سخت فاسِق فاجِر ہے اور (3)اگر بے سبب(یعنی بِلاوجہ )رنج (بُغض )رکھتا ہے تو مَرِیْضُ الْقَلْبِ وَ خَبِیْثُ الْباطِن (یعنی دل کا مریض اور ناپاک باطن والا ہے)اور اُس (یعنی خواہ مخواہ بُغُض رکھنے والے)کے کُفْرکا اندیشہ ہے ۔ ''خُلاصہ ''میں ہے : مَنْ اَبْغَضَ عَالِماً مِّنْ غَیْرِ سَبَبٍ ظَاھِرٍ خِیْفَ عَلَیْہِ الْکُفْر یعنی جو بِلا کسی ظاہِری وجہ کے عالم ِدین سے بُغض رکھے اُس پر کُفرکا خوف ہے ۔ (خُلاصَۃُ الفتاوٰی ج4ص
  17. muttafiq alai ulama jaisay Imam e Azam alaihirRahma aur deegar ulama nay is baray mai jo likkha hai us kay scans and references yaha share karain . deonbadi fatwas about yazeed jazak Allah
  18. Musalman ko apnay Rab e kareem azzwajal kay fazal o karam say mayoos nahe hona chahay hargiz kisi haal mai har haal mai Allah azzwajal ki rahmat say ummid rakhni chahay aur us ki madad par bharosa chahay kaisi bimari kaisi takleef kaisi uftaad aan pari ho Allah azzwajal kay ata karda asbab ko ikhtiyar karna chahay jaisay elaaj mualja aur apnay ap ko jaan boojh kar halakat mai nahe dalna chahay. Allah azzwajal ham sab ko tamam buraio, bimario , museebato , hadisaat say har burai say mahfooz rakkhay aamin
  19. Mujhay is hadees kay references aur scan chahay jis mai Nabi pak alaihislam nay farmaya : mafhoom : 1. mairi ummat buto ki pooja nahe karay gee (shirk e akbar) albatta riya aur dikhaway mai mubtala honay ka andaisha hai (shirk e asghar) 2. jo musalman par shirk ka fatwa lagaiay ga wo khud is ka ziada haqdar hai 3. shirk ummat mai nahe aaiy ga yaha tak kay hawa chalay gee jis say iman walay uth jaiay gain phir shirk kia jaiay ga. 4. is mazmoon par aur dosri ahadess kay references and scan.. jazakumullah o khair
  20. pls kisi kay pas is ka reference aur scan ho tu share karain kay syedina Bilal raziAllah anhu azan say pahlay Quresh kay leay dua farmaya kartay thay...
  21. 1 taqreer mai mai nay suna kay Sunnio par shirk ka ilzaam naya hai na ilzaam laganay walay naaiy hain wahabio kay sab say baray baap ibne e ubai nay Sarkar alaihislam par shirk ki tohmat lagai aur kaha kay yei shaks hamain shirk mai dalna chahta hai tu kia karta hai yei shaks naozubillah aur kharjio nay sahaba kiram ko yaha tak kay syedina Ali raziAllah anhu ko mushrik kaha.. reference and scans required plz..
  22. as salam alaikum ghaiban yei kisi ahle hadis aalim nay apni kitab mai likha hai is ka scan chahay book title kay sath aur deobandi yei kahtay hain kay ahle hadees ka hawala ham nahe mantay tu deobandio ki kisi molvi nay aisa likha hai jis say yei baat samnay aati hai tu pls share also.. jazakumullah
×
×
  • Create New...