Jump to content

Tanveer Afridi

اراکین
  • کل پوسٹس

    90
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    1

سب کچھ Tanveer Afridi نے پوسٹ کیا

  1. as salam alaikum mai nay aik jaga parha tha aik sanad e hadees e pak jis mai sari sanad mai ahlebait kay naam e pak thay wo sanad/hadees agar kisi kay pas scan ho tu share karain aur yei parha kay jis par yei sanad parhi jaiay us ka junoon door ho jaiay is baat ka koi hawala ho tu pls share. jazak Allah khair
  2. يَا أَيُّهَا الَّذِينَ آمَنُواْ أَطِيعُواْ اللّهَ وَأَطِيعُواْ الرَّسُولَ وَأُوْلِي الأَمْرِ مِنكُمْ .......................... (sorat anNisa ayat 59) Aulil amar ki ita'at ka hukam bhee Allah azzwajal aur us kay Habib alaislam ki ita'at kay hukam kay saath dia gaya hai.. aur agar aap ko taqleed kay mozo par posts karni hai tu is ka topic munazra section mai maujood hai waha post karain relevant topic mai.. @Adnanali
  3. Najdi fitnay ki jaiy paidaish (birth place) bata kar tu un ki pakki pakki nishanio par mazeed stamp laga di gaee hai Najdio wahabio ki trade mark nishaniya itni wazah bayan ki gaee hain maslan musalmano par shirk kay fatway lagana , muslamano ko qatal karna , but parasto kafiro mushriko say mohabbat rakhna, deen kay zahir mai intihai tashaddud pasand hona, lambi darhi sir say ganjay oonchy tahband.. yei copyrighted nishan wahabi najdio deogandio kay siwa kis kay hain? yei sab nishania imam e azam alaihirahma (aur deegar ulama o awam e ahlesunnat) par poori utarti hain ya wahabi najdi aur deogandio par ? wahabio ko kuch na ban para tu najd ko khiska khiska kar iraq pohnchanay kay mission par lagay howay hain sach tu yehi hai kay har nishani ki tarah yei nishani bhee pori theak aati hai kay najdi parlay darjay kay bawaqoof hain...
  4. burraq kay baray mai ahadees say ulama e ahlesunnat ki tashreehat / farmameen kay mutabiq us ka hulya kaisa hi? buhat si jaga net par search karnay say yei likha milta hai kay us ka chahra insani hai ? plz share
  5. Tanveer Afridi

    Request For Book Tohfa E Jafaria

    as salam alaikum Tohfa e jafaria book az hazrat Allama Muhammad Ali Naqshbandi ki tamam jildain agar kisi kay pas hain ya link tu plz share karain.. jazak Allah
  6. jazak Allah bhai asal aitaraz Chay haraf arabi dua mai shamil karnay par hai is ka aik jawab maujood th yaha im par jis mai kisi bhai nay post ki thee ismail qateel wahabi ki likhi howi dua thee baitul khala wali jis mai Tay likha tha us nay
  7. As salam alakum mai nay islamimehfil par aik topic daikha tha abhe wo nahe mil raha jis mai is ka jawab maujood tha baraiay maharbani wo link bata dain. jis mai is poster ka jwab bhe maujood tha pahlay say
  8. bilkul hazraat ap nay sahee farmaya darasal jhoto ko jawab dainay ka yeh tareeka hai kay un ko aaina dikhaya jaiay khud un ki najdi kitabo mai kia likha hai is baray mai isi leay yaha mai aiataraz jama kar daita ho ahleilm hazrat wahabia ki kitabo say ilzami jawab dai dain.
  9. g hazrat buhat shukria yei topic mai nay daikha tha mai nay araz ki thee kay syedi huzoor ghous pak ka he farman mubarak ya un ki kisi kitab say Rabi ul awwal sharif aur tareekh e wiladat ka koi zikar ya aap ka amal jaisay aap 11ween ko niyaz kia kartay thay mil jata scan tu bahtar hota is leay yei topic banaya jazak Allah o khair
  10. wahabi kehtay hain HUzoor Ghous e Pak nay farmaya keh Meelad ki tareekhy 10 Muharram hay to phir sunni 10 muharram ko jashn kion nahen mnatay ? is ka huzoor Sarkar Ghous e Pak raziAllah anhu ki kisi farman ya kitab say jawab darkar hai mjhay yaqeen hai wahabio nay jhot ki dandi phair hai..
  11. maray pas video nahe chal rahee kia video kay mundarjat koi yaha bata sakta hai tkay uska jawab ho sakay ya kahe aur shar kar kay daikhain kia bakwas ki hai najdio nay is mai jazak Allah
  12. Nahi bhai aisi koi baat nahe mairi koi dil aazari nahee howi Allah azzwajal ap ko khoush rakkhay aamin
  13. as salam alaikum kia pahli post mai maujood riwayat ka reference aur scan dastiyab ho sakta hai..
×
×
  • Create New...