Jump to content

ایک نیاب تصویر اعلی حضرت بریلوی کی


Raza11

تجویز کردہ جواب

ksi ke sir par imama nai, eak Camera ki trf dakh raha hay, 3no ki dhari eak mothi say kam hay, 1903 main itny achy Cameray nai they na Camera itna chota hota tha ke ksi ki pic us ke samny bana li us ko pta bh na chaly, net par zra serch kar ke us dor ke Cameray or un ka istamal dakh lain.

in Hazrat ke hulay say ye msr ya sham ke lagty han.
Link to comment
Share on other sites

hahaha..............jhoot hi bolna tha to dhang ka bolte......yeh to hazm hi nahi hota.......Aalahazrat (dba)  baghair imaame ke .....hahaha....agar hote bhi to aql ke dushmano us zamane mein waqai itne chhote camere bhi nahi thy ke aap ke ilm mein ye baat na aati........

Ghulam e Mustafa bhai zabardast bhanda phhora hai........haqeeqat se naqab utarne ke liye shukriya......

Jazaak Allaah! (ma)  (ja)

Link to comment
Share on other sites

(bis)

یہ تصویر اس لءے جعلی ہے کہ اعلی حضرت امام احمد رضا خاں علیہ الرحمہ کا وصال ۱۹۲۱ میں ہوا ، تو کیا آپ وصال سے اٹھارہ سال پہلےیعنی ۱۹۰۳ میں داڑھی کترواتے تھے؟ یہ تصویر جھوٹ نہیں تو اور کیا ہے؟

Link to comment
Share on other sites

meray pass sayyidi Ala Hazrat kee tasweer thee yeh tasweer us say nahin milti aur mujjay woh be Ala Hazrat kee nahin lagti magar motbar banday nay bataya thah kay heh. Dosri baat is tasweer meh yeh joh bee hen dari shareef ek fist say choti heh aur tesri waja yeh tasveer color heh, in teenoon kee wajoohat kee bina per yeh Ala Hazrat kee tasweer nahin ho sakti.

Edited by MuhammedAli
Link to comment
Share on other sites

Jab Fasiq tumhary paas koi khabar le kar aaye to pehly uski tasdeeq kar liya karo....(Quran Majeed)

 

Insaan ke jhoote hone ke liye yahi kaafi hai ki wo suni sunaai baton ko aagy bayan kar deta hai....(Hadees Shareef)

 

 

http://www.natgeocreative.com/photography/616458

 

Kahan hai Ala Hazrat...hosh ke nakhoon le Raza11 sahab bachpana na kiya karein...

 

fake pic.jpg

Link to comment
Share on other sites

ADMIN BHAI SIMPLE SEE BAAT HY ISS THREAD KO REMOVE KAR DEIN JAB EK CHEEZ SIRAY SY HEE JHOOT PER MABNI HY TU GOOGLE IMAGES ME BI JO SEARCH KARAIN GY UNKO BI YEH PICTURE ALA HAZRAT KI PICTURE HE SHOW HO GI SO REMOVE THIS CONTENT PLZ

Delete ni kertay ku nay any walo ko bi ager koi shak ho ya unho nay kahen ya pic dahki ho tow wo jan saken ya asli ni

Link to comment
Share on other sites

agreed with Mughal Bhai...............

agar kisi ko la ilmi ho to woh bhi jaan paayega na ke yeh real pic hai ya fake............Islami Mehfil ab ek motabar o motamad zariya ban chuka hai ....Allaah paak ise aur taraqqi de bahot se hamare jaise talib e ilm is se rehnumai aur reference lete hain..........................

Ameen

Link to comment
Share on other sites

  • 4 months later...

main bhee apni aqal k mutabiq hissa daal loon.  likkha hay aala hazrat ke jawwani kee tasweer.

 

aala hazrat   1855/ ya 1856 main paida hu ay. 1903 main photo khainchee gaee.  aap kee u mar us waqat  47/48 saal banti hay to ya jawaani to na hu ee.  47 saal kee umar main har aadmi kee dhaari aik muth jitni ho chuki hoti hay. 

 

tp swaal ya paida hota hay k aala hazrat 47 saal ke umar main dhaari kutrar waya kartay thay. wah jhooti photo lagaanay waalay. tum ko ya naheen pata k un kee paidyish kia thee jo un ko nou jawaan keh raha ho.

 

ya caption weekly /monthly  rasaala ufaq  editor  zahoor ul hassan bhopali say lia gia hay.  aik bahut bari photo aala hazrat kee thee,white libaas,sir par amama, full dhaari thee. ya photo jahanian distt khanewal main aik sahib kay paas hay. us photo k neechay yahee ibaarat likhee hu e thee. 

 

 

kissi jahil mutliq nay aala hazrat ko badnaam karnay k liee ya caption lagaaee hay taa kay log samjhain k wo dhaari kutarwaya kartay  thay.

Link to comment
Share on other sites

  • 4 months later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...