Jump to content

MuhammedAli

اراکین
  • کل پوسٹس

    1,559
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    112

سب کچھ MuhammedAli نے پوسٹ کیا

  1. Pehli baat, Towheen ghali gustakhi bey-adabi ko samajnay kay wasteh banday ko Aalim nahin izzat-daar hona chahyeh. Gali towheen gustakhi bey-adabi banda mehsoos kar leta heh magr shart yeh heh kay banday ko izzat-dar hona chahyeh. Apni izzat aur ghayroon ki izzat o adab ka khayal ho. Jab yeh khayal ho toh phir banda mehsoos kar leta heh. Misaal kay tor par, aik buzurg banda, room mein ata heh aur nojawan jaga kursi khali nahin kartay aur buzurg ko farsh par bethna parta heh. Joh izzat-dar banda heh woh mehsoos kar leh gay yeh ghalat huwa. buzurg wasteh kursi khaali kar deni chahyeh thee ... magr bey-sharam o bey-haya aur zaleel kameenoon ko kabi samj nahin lagay gi. Buzurg ko kissi nay ghaali nahin deeeh sirf kursi khaali nahin kee toh towheen besati ho gayi. Izat daar baneh, aur samjen kay aap ki izzat kis mein heh aur kis mein towheen gustakhi besati aur phir ussee ko auroon wateh bi mehsoos keren. Samaj jahen gay kay Deobandi uqabir ki ibaraat keun gustakhana aur Kufria hen. Kia baat heh HanfiGroup Saab aap nay toh Manzoor Naumani, Tahir Hussain Gayawi* ki Sunnat par amal kar deeya. Wapis aa jahen, keun bagtay hen, meray sawal ka jawab denh. Keun aap nay tehreef ki. Mujjay pata heh yeh CLIMAX aap hi hen. Bey-sharmi ko khamoshi say toba behtr heh. Toba kar lenh aur Deobandiat say taib ho jahen. Dekhen phir kabi bi esay zaleel nahin hoon gay. Abh toh aap ka zameer bi aap kay bey-iman o bey-Islam dil par lanatenh behij raha heh. Abh toh thori haya kar lenh. Ziyada nahin toh kam say kam yeh toh tasleem kar lenh kay CLIMAX nay ghalat keeya. Chalenh yeh nah manyeh ga kay CLIMAX aap hi thay magr CLIMAX ko ghalt to keh denh. Wesay mein janta hoon Deobandiyun mein HOLY DECEPTION jistera shiyoon mein taqqiyah heh. aap kay firqa mein doka e muqaddas ka nazria heh ... issee nazrieyh par aap kay uqabir ... kitabenh gar gar kar mansoob karnay walay maray aur aap baaqi deobandi bi is'see par qaim hen. Doka-muqaddas ka namoona CLIMAX sahib nay bi deeya heh. Aap kay bi kai doka-muqaddas pakray jahen agar ham ziyada tawajoh keren toh. Aur kuch nahin toh haya kar lenh. * Tahir Hussain Gayawi munazra Tahzir al-Naas kay aakhiri/tesray din medaan nahin aya balkay raat ko hi baag gaya.
  2. MuhammedAli

    Reply To A Brothers Querry.

    PakFactor No, it's first time we are engaging with each other. However, I was intrigued with your knowledge of Islam and End of Time prophecies you've mentioned over the last few months. I wanted to ask how role does US and China play in the End of Times either Hadith or through a Wali Allah given knowledge. What got me was your quote whereas Islam would recoil back to Medina and Mecca as it started as something strange. We would be reduced in numbers to such an extent what about Europe & Co., they'll maintain their large populations. --------------------- There isn't great deal of detail available in Ahadith about what role will be played by who. With regards to China only Hadith that comes to my mind is ... seek knowledge even if you have to go to China ... Earlier scholars said the Hadith means ... seek knowledge even if you have to travel extreme distances ... My understanding in current context is that it means ... Muslims seek knowledge in China even if you have to bare brutality/restriction/suffering in China for Islam. There is nothing specific about what role it will play but it will not be good place to be Muslim in China. There is nothing specific about China/USA in Ahadith or what role they will play in end of times. Niamatullah Shah Wali made some predictions and I don't know source for where he got hit information. And as long as we do not have 100 yaqeen they are right and we interpret them in light of events happening then there is chance we might get some understanding. We do not expect he invented everything so it must be result of Kashf, or study of Quran. Sunni belief is Quran contains everyhting in it. Including the knowledge of our meeting and you sending me message. Quran is basicly condensed version of perserved tablet (i.e. lawh al-mafooz). This is clear from text of Quran. There is Hadith that Ibn Abbas (radiallah ta'ala anhu) said if i loose my camels rope, I will read the Quran and find it. In other words my reading of Quran would tell me where the rope is because location is written in Quran. So it is likely that Niamatullah Shah Wali rahimullah studied Quran and found out details and wrote them. But as human he could have made mistake so we express certain degree of doubt and should deem it suspect to a certain degree. After saying this now I wana say, I have found great details in his account of what will happen and I am some what convinced he got his Ijtihad right. You can just google/youtube his predictions. There is quite a lot of stuff available on internet with regards to his predictions. According to Niamatullah Shah Wali rahimullah. There will be a war with Russia,China, Europe VS UK/USA. And UK leaving European Union has kind of hinted toward this happening. Europe and UK/USA are at odds now and gradually this divide will increase. With regards to Israel coming decades, centuries, Europe and USA will distance themselves from Israel or maybe fall out with them. And Hadith says 1800 ships of Muslim countires will come to liberate Jerusalem. That points to gradual unification of Muslims. Turkey, Pakistan, and others are gradually begin to rise and challenge the Western world order and over decades and centuries it will only get more pronounced and clear as they get stronger millitarily and economicly. So when Imam al-Mahdi fights Dajjal with Prophet Isa alayhis salam there would be Israel on its own with no backing from West. Could be that they fight and destroy themselves. However it happens one thing is clear Israel will be alone. With regards to Hadith Islam started something strange: https://sunnah.com/tirmidhi/40/24 it will become something strange. Originally the order of world was polythism in Arabia. Tawheed and its teaching of giving charity to poor looking after weak was against the concept of survival of fittest and many gods. People looked at Islam. You said there is one God ... ha what a weird concept how can one God do all the work on earth ... strange philosophies you Muslims are coming out with ... Then Islam became norm. Nothing about it was strange and weird. And in past 100 year or so, Islam is and Muslim is once again becoming strange. You what mate ... why is your wife covered so much ... look at mine she looks amazing with painted-on for clothes ... You're so weird and strange. You're backward. We are backward, strange once again. And future generations it will get worse. Prophet said time will come that to hold a red hot coal would be easier then to be a Muslim. Why? Because when you do tricks people cheer you on. Hurrayyyy!! Clap! Clap! Bravo! Amazing! Do it one more time. You're amazing, You have super pwoers. But when you be a Muslim? WTF is wrong with you. Why are you subjugating your wife. Why is she dressed. Why isn't she allowed to be naked and why arent you daughter not having with whoever they want with your approval ... you;re backward. I other words you will be assaulted for being Muslim and practicing Islam, looked down upon, physically attacked ... then what will happen ... people change ... Is-haaq will now be ... I-Sack ... to fit into culture society and to prevent people making fun of you ... you i and every Muslim will begin to wear trouser, wont give salam, will go to Christmas parties because not going will make us seem unsociable, we will do things to fit in even if that means going against Islam and leaving Islam in your cellar. Getting back to my point. It will be strange and then social govermental pressure will be applied to change us and it will happen. Hadith doesnt say Islam will retreat to Madinah it says Iman will retreat to Madinah. If I wrote Islam retreats to Madinah then I was wrong: https://sunnah.com/urn/1281410 https://sunnah.com/muslim/1/281 With this correction you will now understand that it does not mean there will be few Muslims. There will be many many Muslims but nominal Muslims, la ilaha il-Allah ... reciting Muslims but not practicing Muslims. There is a Hadith, i could not locate it, it says that Prophet was asked when the Kafirs will do ... will we be few he said you will be like foam of sea water i.e. countless ... but love of earthly life, comforts, pleasures, greed would weaken you. So technically the true Islam and true Muslims will only be in Madinah rest of Muslims would fall into innovations in belief and practice. Then Imam al-Mahdi come and wake the sleeping giant. And Islam will rule like it ruled before. Scholars said this is because Allah wants to demonstrate to Kafirs doesn't matter how strong you're even super powrs religion of Allah is to dominate. Allah said in Quran that Islam will dominate all religions and rule of Islam will reach all conrners of earth and so will its message. And this will happen because Allah said he does not destroy a nation until a Messenger is sent to them teaching to good and prohibitiing from evil. And once they reject Allah punishes them. So Islam will dominate and the message of Islam/Quran will reach ever house hold on earth un tempered in its truest and purest form. Those who accept have prospered and those will reject will warrant punisment. Then Allah will send a cold fragrant wind which will take life of all Muslims and all Momins even ones with spec of Iman will die. And then the destruction of earth will take place ... and ressurection ... standing/qayamat and then judgment. Allahs Sunnah is that he punishes disbeleivers after they reject his teaching. So once this teaching is offered to all and chance for all to believe ... then the rejectors will have provided justification and word of Allah would be fullfiled that he does not punish until messanger is sent to a nation ... Prophet Muhammads nation is entire mankind and jin kind. So those who reject will have punishment ... world will collectively reject Islam ... and Allah will collectively punish all Kafirs ... but before that happens the Muslims will die peacefully as explained in Hadith. I have extensive article here on this: https://www.islamimehfil.com/topic/21164-the-promised-destruction-preceeding-day-of-judgement-will-be-upon-infidels/?tab=comments#comment-90275 I normally write articles here: https://www.islamimehfil.com/forum/94-articles-and-books/ I haven't posted on forum for a while because I am working on some mega articles. Salam alaykum. if you need help in understanding anything you're more then welcomed to contact me on forum IslamiMehfil via private message.
  3. 1. Pagal kuttoon kay moonh bi kabi kohi banda laga heh. Kutta ki zaat bhonkna heh joh aqal aur hoshiyar banda heh kuttay ko bhonkta dekh kar sath bhonkta nahin balkay , dir dir karta heh aur apna rasta napta heh, Saeedi Sahib nay dir dir kar di magr kutta phir bi peechay paray toh Saeedi Sahib kia keren. Kutta apni zaat aur sifaat ki waja say majboor heh. Aur Saeedi Sahib qanoon Shariat say, pagal milay salam doh aur rasta loh. 2. Jhangir ul-Lught mein nisbat ka mana yeh heh: Do ijsaam kay darmiyan taqabuli talluq, muqabala. Is waja say Nisbatan = muqabalatan = comparatively, in relation to. Yehni dalahil comparatively Ahle Sunnat kay wazni hen. Yehni agar donoon jammatoon kay dalahil mein muqabila keeya jahay toh phir Sunniyoon kay dalahil Deobandi dalaihil kay muqabileh mein wazni hen. Yeh joh tum nay jhoot bola ya tumaray Maulvi nay bola kay nisbatan ka mani heh mamooli farq yeh kahan say nikala heh? Dictionary mein say dekha doh kay nisbatan us waqt istimal hota heh jab do cheezoon mein mamooli farq ho. Jhootun say daal nahin galnay wali. Wesay toh aap kay uqabir Hussain Ahmad Madani lanahumullah Allah kay muqabileh mein aisay chamar say zaleel thay aur dajjal say ziyada kameenay thay kitaben garh garh kay Sayyidi Ala Hadhrat alayhi rahma aur un kay walid say bi mansoob kar deenh. Aur aap toh bi Hussain Ahmad Madani kay ki asli roohani nazriati ulaad hen is waja say shahid kohi dictionary publish kar deeh ho jis mein yeh jhoot aur dajjaliat ka izafa kar deeya ho. Magr meray pass bi Allah kay karam say 5 Urdu dictionaries paree hen aik do 1980 say bi pehlay ki aur kuch us kay baad ki dekhtay hen dajjaliat jheet-ti heh ya phir sach ka bol bala hota heh. Dawah aap ka aur daleel bi aap denh. 3. Munasifeen 3 thay, 2 nahin thay. Lakeer kay faqeer khud bi kuch parh logh auroon ki batoon par kab taq ameen summa ameen kehtay raho gay. Agar munsifeen alam hotay toh phir kissi nah kissi firqeh kay hoteh aur woh janib dar hotay ghayr janab-dar nahin. Is leyeh school kay teacheroon ko hakumuati idaroon nay pakr bathaya thah takay un ko masloon ikhtilaf ka ilm nahin hoga toh phir ghayr janabdari say faisla kar denh gay. Agar Maulvi hotay aur Deobandi hotay toh kia faisla kartay? Agar Sunni hotay toh kia faisla kartay? Is Janab-dari say bachnay ki khatir ghayr alamoon ko pakr batthaya thah. Aur Munsifeen nay munazra kay shoroon mein baray wazia ilfaaz mein halfan kaha thah kay ham nay yeh ikhtilaf nahin pehlay sunay. Magar chawal ko is par bi ihtiraz heh.Aur haqiqat mein Haq Nawaz Jhangvi ki jahalat par ihtiraaz heh joh HanfiGroup ko pata lag gahi ... aalim nahin faisla nahin kar pahen gay ... yeh Haq Nawaz Jhangvi ko keun pata nahin thi. Aap jaisa chawal banda is baat ko samaj gaya, agar sahih samjay hen toh, aur Haq Nawaz Jhangvi ko yeh aqal nah aahi, toh nateejan kehnay ka haq rakhta hoon kay aap ka Haq Nawaz Jhangvi aap say ziyada chawal aur bey-aqal thah jis ko yeh samaj nahin thi kay munsifeen Aalim nahin hen faisla kesay keren gay. Wsay haq ki baat yeh heh kay towheen aur ghaali ko samajnay kay wasteh Aalim hona zeroori nahin. Towheen, ghali, besati, ko samajnay kay wasteh Aalim hona zeroori nahin. Ismail Dehalvi Allah pakeezgi muqabileh mein kuttay say bi ziyada paleet khanzeer say ziyada haram aur dajjal say ziyada ghaleez heh ... Kia Tawheed ka parchaar heh. Wah! Wah! Subhanallah keh denh. Abh Maulvi chayeh samajnay kay wasteh. Agar tum nay samaj leeh aur rawayatti Deobandi ghaali galoch par utar aya toh mein samjoon ga kay tum nay TOWHEEN DEHALVI KA FAISLA kar deeya ... aur woh bi jab tum AALIM nahin ... aye ray meray Allah yeh kesay mumkin huwa .... Raha Pir Naseer al-Deen ... ham nay Munazra suna, para, samja aur samjaya heh is leyeh ham ko pata heh haqiqat kia heh ... Pir Naseer al-Din Sahib nay nah kabi suna aur nah para. Munazra Jhang ko mein nay clean saaf shafaf kar kay upload kar deeya heh readers khud sun kar faisla kar lenh kay Haq Nawaz Jhangvi ki bolti Sunniyoon kay khilaaf keun band huwi thee. Wesay Haq Nawaz Jhangvi thah mard ka bacha ... aisa baga medaan say phir kabi wapis nahin aya ... zillat o shikast ka itna sakht sadma huwa bichara Kafir Kafir Shia Kafir karta mar gaya magr Sunniyon kay khilaaf phir zubaan nah kholi. Is ko kehtay hen Manzoor Ahmad Naumani wali zillat. Nahin Manzoor Naumani ki toh woh zillat huwi us ka daswan hissa bi Haq Nawaz ko nahin mila magr phir bi Haq Nawaz thah ba-haya ziyada mahsoos kar gaya ... Naumani toh ... toba toba sab kuch balkay dhoti izzat haya bi medaan mein chor baga thah. Dhoti ki izafat meri apni taraf say heh ... effect ki khatir add keeh heh ... haqiqat say talluq nahin he is ka. 4. Munazra Jhang kohi panch dafa suna aur doh dafa par chuka hoon. Allamah Ashraf Sialvi Sahib rahimullah nay toh bar bar kaha sharait mein likha heh kay un kay dalahil hoon kay jin ki talimat ki waja say donoon Jammatoon ki bunyad qaim huwi. Hamaray Ulamah mein jin ki waja say yeh bunyad bani woh Sayyidi Ala Hadhrat, Sayyid Naeem ad-Deen Muradabadi, Maulana Sardar Ahmad, Ala Hdhrat kay bhai, betay,, Maulana Hashmat Ali Khan (Allah ka sab par karam o raham ho ameen). Aap kay Maulvi nay Ulamah mein say Alllamah Sialvi Sahib kay ham asar Ulamah kay referrence denay shoroon kar deeya ... misaal tor par Allamah Ucharvi rahimullah. Yeh jayyid Aalim toh hen magar Uqabir nahin. Is kay muqabileh mein Allamah Ashraf Sialvi rahimullah un Maulviyoon ka hawala deh rahay thay joh aap kay mazhab ki bunyad hen aap kay uqabir hen. Yehni ham aap kay awal generation ki gustakhiyan sabat keren aur aap kay Haq Nawaz Sahib third generation Maulviyoon kay dalahil pesh karay. Mein nay tumaray charoon points ka tafseeli jawab deeya heh, abh tum bi meray sirf aaik jawab deh doh, kay janab HanfiGroup aap nay Climax kay roop mein asli safa mein tehreef keun ki? Yeh Munazra Jhang, Maktaba Fareedia, Sahiwal ka asli safa heh: Aur HanfiGroup Saab yeh woh safa heh jis mein aap nay 9 saal pehlay Climax kay roop behroop mein tehreef ki thee: Janab aap ko sharm nahin aati ... aap Deobandi itnay keun gattya aur kameenay ho jatay hen kay apnay mazhab kay difa mein dajjal ki tara Dajjaliat par utar atay hen. Chalen yeh Climax tum nahin. chalo HanfiGroup saab aap yeh toh keh saktay hen kay is Climax nay haram zadoon wala kaam keeya heh. Chalo yeh toh bol doh takay ham bi maneh kay tum sachay ho. Chalo yeh bi nah bolo ... sirf yeh hi likh doh kay ghalat keeya heh ... insha Allah itni bi tofeeq nah hogi. Wesay agar Climax itna gir sakta heh toh aur kia kia jhoot bolay hoon gay purani discussion mein yeh toh parnay walay andaza kar saktay hen.
  4. HanfiGroup saab aap wesay toh baray dheet sabat huway hen magr aap ki dokay baazi aisi heh jis say maloom hota heh ya toh aap Sajid Khan Naqshbandi/Deobandi hen agar nahin toh us kay chakkar mein zeroor ghoomtay hen. Sawal yeh heh kay aap nay, idhar, Climax kay roop behroop mein, Munazra Jhang, Maktaba Fareedia, Sahiwal, Safa 294, mein yeh tareef keun ki: Kia aap ko sharam aati heh ya apnay bey-haya Maulviyoon ki tara utaar phenk deeh heh?
  5. Climax aka HanfiGroup sahib mein nay kaheen kuttay kay dumb par pahoon toh nahin rakh deeya nah? Mujjay to laga mein nay rakh deeya heh. Tumara kehnay ka matlab heh kay ham medaan e munazra say aisay bagay jaisay Haq Nawaz Jhangvi nay Ahle Sunnat kay khilaaf bolna chor deeya thah. Agar yeh kehna thah toh kon baga yeh toh readers parh lenh gay. Wesay Haq Nawaz Jhangvi aap kay Manzoor Naumani ki tara medaan e munazra o muqabila say baga kay phir kabi peechay nah dekha. Yeh toh sab ko pata heh kay Allamah Ashraf Sialvi (rahimullah) nay Haq Nawaz Jhangvi ko medan e munazra mein aisay kuchla jaisay logh samp ko marnay kay baad us ka sar kuchaltay hen. Yehni jistera Allamah Sardar Ahmad (rahimullah) nay Manzoor Naumani ko kuchla thah. Nateejan donoon medaan e munazra say aisay bagay kay phir kabi medaan mein qadam nah rakh sakay. Manzoor Naumani toh medaan e munazra mein kitaben, apna asa, ainak, imamah, jhootay, mein toh kehtay hoon dhoti aur izzat aur haya bi chor kar baag gaya thah aur wapis nahin aya thah .. . Haq Nawaz Jhangvi aur Manzoor Naumani ki sunnat par kab amal karo gay aur bago gay.
  6. https://www.scribd.com/document/477653931/Munazra-Jhang-Verdict-Of-Three-Judges-With-Original-Hand-Written-Evidence-docx https://www.scribd.com/document/477914970/Munazra-Jhang-Exposing-Deobandi-Distortion-Of-Date-To-Undermine-Verdict-Of-Judges-docx Dushman e Ahmad pe shiddat kijiye Mulhidon ki kiya murwwat kijiye Zikr unka chheriye har bat mein Chherna Shetan ki aadat kijiye Misle Faras zalzale hon Najd me Zikr-e Aayaate Wiladat kijiye Ghaiz me jal jaa yen be Dino ke dil Ya Rasool Allah ki Kasrat kijiye Kijiye charcha unhi ka subho sham Jaane Kaafir par Qayamat kijiye Shirk thahre jis me tazime Habib Us bureh mazhab pe lanat kijiye Zaalimo! Mahboob ka haq tha yahi Ishq ke badle adawat kijiye Ghaus-e-Azam aap se faryad he Zinda phir ye pak Millat kijiye Mere Aaqa Hazrate Achche Mian Ho Raza Ac’cha wo Soorat kijiye
  7. Deobandi Tehreef Ka Namoona.: https://www.scribd.com/document/477653931/Munazra-Jhang-Verdict-Of-Three-Judges-With-Original-Hand-Written-Evidence-docx Is thread mein Deobandi nickname Climax nay dokay baazi say kaam leeya thah ... tehreef ki thi jis ka jawab idar mojood heh.
  8. https://www.youtube.com/channel/UCFJTcj-dHFLR7OPiabCL8qQ/videos To best of my ability I have cleaned the audio recording. And I will further be improving quality of voice as I learn more about audio editing software. Insha Allah.
  9. Salam alaykum, janab yeh munazra recording abhi bi chal rahi heh ... mein nay abhi phir say suna heh.
  10. Aik khabees Deobandi youtube ki is video mein Allamah Ahmad Yar Khan Naeemi rahimullah ki ibarat kay mutaliq ihitraaz keeya heh: https://archive.org/details/JaAlHaq_201809/page/n271/mode/1up Woh kehta heh kay Allamah Sahib nay Ilm e Ghayb ko sirf Zaati likha heh atahi ko ilm e ghayb nahin. Yeh us ka jawab heh. Allamah Ahmad Yar Khan Naeemi nay yeh khud nahin likha balkay aik aur aalim Allamah Nasfi Hanafi ka qawl naqal keeya heh aur un kay qawl kay sayaq mein farmaya heh kay in kay mutabiq atahi ilm ul-ghayb ghayb hi nahin hota. Allamah Ahmad Yar Khan Naeemi (rahimullah) ka apna mowaqif aur jamhoor o Sawad al-Azam ka mowaqif toh woh bayan kartay hen kay atahi ilm bi ilm e ghayb hota heh ... Allah ki aik laakh lanat jhootay par. Jis banday ko shuba ho woh Allamah Sahib ki Jaa ul-Haq kay ilm ul-ghayb walay abwaab parh leh: https://archive.org/details/SaeedUlHaqFeTakhreejJaAlHaqVol12/page/n70/mode/1up Yeh banda Allamah Sahib say jhoot mansoob kar raha heh. Allamah Ahmad Yar Khan Naeemi nay ghalti ki aur yeh likh deeya Allamah Nasfi kay mutabiq: "atahi ilm e ghayb ilm e ghayb nahin balkay ilm ul-ghayb zaati heh." Mein nay Allamah Nasfi Hanafi (rahimullah) ki Tafseer dekhi heh is mamleh mein. Misaal tor par Allamah sahib nay Surah Jinn 72 ki ayaat 26 mein yoon farmaya heh: إلا رسولاً قد ارتضاه لعلم بعض الغيب ليكون إخباره عن الغيب معجزة له فإن يطلعه على غيبة ما شاء. Yehni Allamah Nafsi Hanafi rahimullah ka aqeedah heh kay Allah (subhanahu wa ta'ala) apnay rasooloon ko baaz ilm ul-Ghayb ata farmata heh. Allamah Nasfi ka har giz aqeedah nahin kay Atahi ilm ul-ghayb ilm ghayb nahin. Yeh Allamah Sahib ko ghalti lagi. Aur Allamah Nasfi nay yeh likha bi nahin heh. Allamah Nafsi rahimullah nay likha: { قُل لاَّ يَعْلَمُ مَن فِى ٱلسَّمَـٰوٰتِ وٱلأَرْضِ ٱلْغَيْبَ إِلاَّ ٱللَّهُ } { من } فاعل { يعلم } و { الغيب } هو ما لم يقم عليه دليل ولا أطلع عليه مخلوق مفعول و { الله } بدل مِن { مَن } والمعنى لا يعلم أحد الغيب إلا الله. ن Allamah Nafsi rahimullah Allah kay Ilm ul-Ghayb kay mutaliq farmatay hen is ayaat 27:65 mein ghayb ki us kism ki baat ho rahi heh joh bila daleel ghayb heh aur joh kissi makhlooq ko nahin ata keeya gaya yehni ZAATI ilm ul-Ghayb ki baat ho rahi heh.Aur yahi ahle Sunnat ka aqeedah heh kay Allah ka ilm ghayb istilah mein woh heh jis par kohi daleel nahin aur joh kissi aur ko ata nahin huwa ... yehni Zaati ilm ul-ghayb Allah ka heh. Allamah Ahmad Yar Khan Naeemi (rahimullah) nay ya kissi type karnay walay nay khata say yeh izafa kar deeya: "... joh ilm atahi ho woh ghayb hi nahin kaha jata ghayb sirt zaati ko kehtay hen ..." Han agar in mein yeh izafa keeya jahay: "... joh ilm atahi ho woh ghayb [e illahi] hi nahin kaha jata [balkay Allah ka] ghayb sirf zaati ko kehtay hen ..." Abh agar is Tasheeh kay saath poora sayaq para jahay toh baat wazia ho jaati heh kay Allamah Ahmad Yar Khan Naeemi say baat ko bayan karnay mein ya naqal ko naqal karnay mein ghalti lag gahi. Asal ibaraat yoon honi chayheh: "Madarik ki is towjeeh say maloom huwa kay in ki istilah mein ... joh ilm atahi ho woh ghayb [e illahi] hi nahin kaha jata [balkay Allah kay] ghayb sirf zaati ko kehtay hen. Abh kohi ashkaal hi nahin raha. Jin ayaat mein ghayb ki nafi heh woh ilm zaati ki heh, aur is ayaat kay kuch agay heh ..." Dekha ja sakta heh kay meri tasheeh sayaq o sabaq mein kamil tareekeh say beth-ti heh is leyeh Allamah Ahmad Yar Khan Naeemi (rahimullah) ka yahi kehna thah.
  11. Salam Alaykum Maulvi Abdul Shakoor Lakhnavi/Kakorvi nay kitaab Nusrat e Asmani likhi thee. Bhot talash ki magr milli nahin. Kitab Munazra Bareilly Ki Rudad mein is ka zikr aya aur Allamah Sardar Ahmad (rahimullah) nay is ka refference 272 mein deeya. Mujjay yeh kitab ya mutlooba safa ka scanned page aur front cover ka page chayeh. Jazakallah khayr.
  12. Abhi mein nay Sayyidi Ala Hadhrat ki kitab ki aaik ibarat pari, Sayyidi Ala Hadhrat farmatay hen kay agar sooraj ki gravitational force heh toh phir lakhoon hazaroon saaloon kay baad bi zameen ko sooraj apni taraf keun nahin keench saka? Sawal ka maqsid heh kay agar gravitational force hoti to phir aisa zeroor hota ... woh aik misaal bi detay hen kay aik magnet kheenchay toh loha keench sakta heh ... agar gravitational magnetic force hoti toh zameen ko sooraj kheench kar apnay qareeb kar leta. Sayyidi Ala Hadhrat kay nazirat Steady State Theory kay qail thay ... is'see ka Einstein bi qail thah ... Sayyidi Ala Hadhrat rahimullah kay ihtiraaz ka jawab yeh heh kay Allah subhanahu wa ta'ala asman mein aik balance/tawazo qaim keeya heh. Jis ka zikr Allah nay Quran mein bi farmaya heh, Q55:7/8. Sayyidi Ala Hadhrat ka farmana kay gravitational force ki kashish joh sooraj ki heh woh zameen ko keench leti bilqul durust heh. Aur haqiqat mein aisa hi hota heh ... Jitni raftar say sooraj zameen ko apni taraf keenchta heh ya yoon keh lenh jitni raftar say zameen sooraj taraf girti heh ... utni hi raftar say sooraj apni jaga chor kar agay nikal jata heh aur istera nah zameen sooraj ko paunch paati heh. Zameen ko sooraj kheenchta heh jaisay Sayyidi Ala Hadhrat nay farmaya kay hona chahyeh magr kheechay janay kee raftar kay barbar sooraj door hota jata heh ... Samjanay ki khatir ... do cheezen aik hi raftar mein gir rahi hen ... A aur B ... A gir raha heh aur jitni raftar mein khud gir raha heh utni hi raftar mein B ko be kheench raha heh ... hasil kia hoga ... B kabi bi A ko nahin paunch pahay ga. Aur sooraj apni manzil ki taraf ja raha heh jis ka zikr Quran mein heh, Q36:38. Yehni Sooraj aur zameen donoon aik hi raftar mein asman mein safar par ja rahay hen aur jitni raftar say sooraj apni manzil ki taraf ja raha heh utni hi raftar say zameen sooraj ki taraf girti heh ... nateeja zameen sooraj ko nahin paunch pati. Yeh nahin kay Sayyidi Ala Hadhrat rahimullah nay sab kuch ghalt likha heh ... fundamentals/bunyaden durust hen ... magr nataij akhaz karnay mein khatahen huween hen. Jis dawr mein Sayyidi Ala Hadhrat likh rahay thay us dawr mein sooraj kay manzil ki taraf safar ka nazria nahin thah ... yehni sooraj travelling through space ka nazria nahin thah ... magr Ala Hadhrat ki kitab al fauz ul-mubeen mein is ka zikr heh ... is lehaz say woh science say agay thay ... jahan par Sayyidi Ala Hadhrat ki khatahen hen wahan par un kay awr nazriat ki taeed bi mojood heh. Allah ta'ala Sayyidi Ala Hadhrat rahimullah ko azeem ajr deh ameen.
  13. Salam alaykum. Sayyidi Ala Hazrat nay zameen kay sakin honay par joh dalahil deeyeh hen woh darust hen. Zameen Sakin heh magr dunya sakin nahin. Zameen kay sakin honay ka Quran mein Zikr heh aur bilqul zameen sakn heh magr zameen al-ardh ka lafz mana dunya mein istimal nahin huwa ... joh bi daleel dunya kay sakin par pesh hogi woh haqiqat al-ardh kay sakin par heh aur al-ardh ka lafz istimal huwa heh ... mein Arabi nahin janta magr yeh pata heh al-ardh ka sirf mana al-duna nahin ... balkay in ayaat mein dunya kay tukreh kay mafoom mein istimal huwa heh jissay jild kahen ... Quran mein 7 zameenoon ka zikr ... aur aaj kay dawr mein ussay layers/jilden kaha jata heh ... Quran mein 7 zameenen is wasteh kaha gaya keun kay har aik jild ki matti ki kism mukhtalif heh ... Quran mein zameen kay sakin honay ki waja bayan heh kay Allah ta'ala nay zameen (7 jildoon mein say joh upar wali jild) par pahar pegs/killa banahay hen. Killa punajbi ka lafz heh ... lakri ka khardar hissa zameen dooz keeya jata heh aur dihaat mein gahay, behal ki rassi us say bandi jaati heh ... us lakri ko killa kehtay hen ... Allah nay paharoon ko killa farmaya ... science kay dawr mein aaj sabat huwa heh kay zameen ki 7 jildoon mein pahar hen aur yeh zameen ki 4 jild taq gehray jatay hen. aur hasil yeh hota heh kay upar wali jild jis par ham abaad hen woh hilti nahin. Misaal tor par ... aap 7 bread/rotiyan lenh ... aap upar wali ko khenchen asaani say kehnch lenh gay ... magar agar aap upar wali roti mein aap nails/meikhen gusa denh kay us nail ki aakri had upar say ginneh toh joh 4 number par roti aati heh us mein gussen ... phir aap kheench kar kay dekh lenh ya sari 7 kheenchen gay ya phir nain. Is upar wali jild kay sakin honay ka zikr heh ... Quran mein 7 zameenoon aur 7 asmanoon ka zikr heh ... magr har jaga aik hi murad nahin balkay aik jaga zameen ki 7 jildoon ka zikr heh aur dosri jaga space ki 7 jildoon ka ...65:12 ... Zameen ki 7 jilden, here. aur space ki 7 jilden . Abh science kay mutabiq joh 7 jildoon mein joh zameen ki core kay kareeb hen woh hilti aur gumti hen pressures ki waja say aur toot-ti phoot-ti hen. Abh joh zameen tooti phooti us par insaan ka reh sakta ... kia bana sakta ... Allah (subhanahu wa ta'ala) nay joh farmaya kay zameen (ki upar wali jild) sakin heh ... batanay ka maqsid yeh huwa kay insaan par ihsaan keeya kay is ko sakin banaya ... warna agar zameen ki har jild goomti toh phir kohi makhlooq zinda nah rehti ... Mein nay Sayyidi Ala Hadhrat ki kitab nahin pari ... magr joh un kay dalahil hen zameen kay sakin honay kay woh apni jaga darust hen ... shahid us sakin ki tabeer samajnay mein khata ki ho. Shahid unoon nay upar wali jild, pehli zameen kay sakin ko, unoon nay dunya kay sakin honay par mahmool keeya ho. Aur agar aisa heh toh phir ham un ki khatahoon kay mukhallif nahin hen. Jis zamanay mein Sayyidi Ala Hadhrat (rahimullah) nay yeh kitab likhi us dawr mein Einstein bi Dunya kay sakin honay ka qail thah ... baad mein Edward Hubble nay tehqeeq pesh ki toh us nay ruju keeya ... batanay ka maqsid yeh kay jin logoon ka pesha hi science thah woh ghalti par thay aur joh dunya par sab say ziyada mana huwa scientist heh woh ghalti par thah toh phir Sayyidi Ala Hadhrat (rahimullah) jinoon nay shahid hi kohi sceince ki kitab pari ho aur agar study bi ki toh sar waraq huwi hogi. Hammen joh un ki talimaat ayn deen mutabiq hen woh maaneeh chahyeh ... science kay mozoo par aaj ki science kaal jhooti huwi aur kal ki parsoon ho jahay gi ... agar aisay mozmoon mein Sayyidi Ala Hadrat rahimullah say khata huwi toh un ki shan o shokat mein nah kami aur nah aur nah hogi.
  14. Salam alaykum, Hazrat aap nay yeh photo kahan say leeya agar yeh kitaab online par mojood nahin. Mein toh doond chuka hoon magr milli nahin.
  15. Salam alaykum, Ham Deobandi kutub kay link idhar share nahin kar saktay. Hamara maqsid Sunniat ka farogh heh Deobandiat aur Wahhabiat ka farogh nahin. Aap apna taruf karwa denh aap kon hen aur kis waja say link chahtay hen aur aap ka mubgha ilm kia heh agar share karna jaiz laga toh idhar kar denh gay.
  16. Karamat aur Mojza say daleel leeh jaati heh. Quran mein Musa (alayhis salam) mein apnay mojzoon ko burhan/daleel tehraya heh: “[And now] put thy hand into thy bosom: it will come forth [shining] white, without blemish. And [henceforth] hold thine arm close to thyself, free of all fear. “These, then, shall be the two burhan/evidences [of thy bearing a message] from thy Sustainer unto Pharaoh and his great ones - for, behold, they are people depraved!” Quran 28:32 Sirf kohi Deoband aur Wahhabiat ka anparh is ka inqaar karay ga.
  17. Yeh Yahoodi fitrat Deobandi aur Wahhabiyoon ka pesha heh. Uqabir Ulamah joh dunya jeetay jagtay chaltay phirtay Sahih ul-aqeeda Sunni thay magr jab woh fawt ho gay toh Deobandiyoon aur Wahhabiyoon nay un kay marnay kay baad unki kitaboon mein tarmeem kar daali aur apna Deobandi/Wahhabi bana deeya. Wahhabiyoon/Deobandiyoon ki karamat heh kay fawt shuda ko convert kar kay apna ham mazhab bana letay hen. Aisay Kafiroon par lakh lanat. In Kafiroon say toh Christian Kafir achay hen kam say kam Islami dushmani mein aa kar Islami Kitaboon mein tarmeem qaat chaat nahin kartay. Magr yeh Kafir in say bi bad-tar Kafir hen.
  18. Joh baat raazi nama wali likhi thee kay aisi sharahit hoon joh nah man-neh wali hoon ... woh sirf is soorat mein jab aap sirf talaq chahen. Agar woh raazi nama par tayar hoon toh aap shart likhen kay aap pehli/dosri aap is waqt wapis lenh gay jab aap walden ki taraf say zamanat ho kay un ki beti aynda kohi aisi harkat nah karay gi ... yehni talaq doh ... khula loon gi wali ... aur zamanat kay tor par kahen kay yeh likh denh kay larki kay maanh baap aap ki biwi ki harkatoon kay zummedar hoon gay ... aur agar woh zamanat kay khilaf karay gi toh phir ... joh rakam/pesay aap samjen woh deh saktay hen ... us ko bator e zamanat mangen ... yehni agar un ki beti nay aisa keeya tor phir walden ko zamanat kay pesay ada karnay hoon gay. Agar aap England mein rehtay hen ... ya kissi European mulk, ya America, Australia mein to phir Talaq deh denh keun kay nah aap ki biwi sudharay gi aur nah us kay waldenh. Keun kay idhar UK mein bachoon ka khana peena kapray taleem gar sab kuch goverment pay kar deti heh ... is wasteh aurat ko kohi fikr nahin. Joh solution mein nay bataya heh woh sirf Pakistan, India, Bangladesh, waghayra mein rehnay wali auratoon par kamyab ho skta heh. Bachay piyaray hotay hen. Mein kabi tassawar bi nahin kar sakta keh bachoon say door hoon magr mein nay 2 hadden mutayyin ki hen: aik biwi ko bardasht karnay ki, aur dosri bachoon ki waja say biwi ko bardasht karnay ki. Biwi ko bardasht karnay wali hadd thori low heh ... magr bachoon wali thori high ... magr aik hadd heh ... aur dosri ko biwi jab bi par kar deh ... raat kay 3 bajay bi biwi ko gar bahir kar doon aur agar bachoon ko leh janay ka israr ho toh un ko bi saath behij doon. Mein kabi bi bachoon ki waja say aurat ka jhoota nah banna gawara karoon aur nah aap ko mashwara doon ga. Mairay bachay mujjay bhot aziz mein. Meray beta 3 saal 6 maheenay ka heh ... subho uth-ta heh toh bister par a jata heh ... agar moonh kambal mein ho toh kambal utaar kar bosa deta heh ... i love you daddy ... daddy did you missed me ... let me hug you daddy ... bhot meethi adat aur bhot kush adat wala heh ... kabi mein gussa hoon toh ... haath ko bosa deta heh ... are you angry daddy ... do you love me daddy ... aur meray sar par haath pherta heh aur kehta heh ... daddy don't be angry, ok ... uska mairay saath piyar aur maira us kay saath ... magr phir bi aik hadd mutayyin ki heh ... Husband wife mein wesay bhot jagra hota heh ... aur yeh aik fitrati baat heh ... doh banday hamesha raazi nahin reh saktay khaas kar joh aik gar mein rahen ... aur husband wife aik dosray ko bardasht kartay hen ... aur karna bi chahyeh ... aur woh aisi shadiyon mein hota heh jahan par biwi ko husband say aur husband ko biwi say piyar/lagaho ho ... respect ho ... biwi ko husband ki aur husband ko biwi ki ... phir shadi kamyab hoti heh ... joh aap bata rahay hen us say pata lagta heh keh is ka solution wohi heh joh bataya heh keun kay aap ki biwi mein thori bi respect nahin aap wasteh ... Meri bari behan ko khawand say kuch gila shikwa thah toh us nay khawand kay bahiyoon ... behnoon ... bahbiyoon ko jama keeya aur mujjay bi ... takay meri behan sab kay samnay apnay khawand kay mutaliq batahay ... mein nay sab ko mukhatib keeya aur poocha kia aap husband wife mein kabi kohi narazgi huwi ... aur zahir baat heh husband wife mein hoti heh ... sab nay kaha han ... phir poocha kabi aap nay gar mein muhallay kay bandoon ko jama keeya ... takeh husband wife ki burahi karay ya wife husband ki burahi karay aur woh aap ko faisla sunahen kay kis say ziyadti huwi ... sab nay kaha nahin ... phir behan ko mukhatib kar kay kaha kay tum bataho kay tum nay mujjay aur in logoon ko keun jama keeya ... kia tumari aur tumaray husband ki is mein izzat heh ... behan ko toh samp soong gaya ... magr husband kay khnay par woh bol pari us nay kaha kay hamaray akhrijaat par anh banh huwi heh ... kehnay lagi akhrijat pooray nahin hotay aur yeh fazool kharchi karta heh ... mein nay poocha kia tumara is saath guzara nahin ... kehnay lagi nahin ... mein nay kaha jab guzara nahin toh phir is ka ilaaj talaq heh kharcha poora ho nah ho jab guzara nahin toh toh talaq heh ... donoon kay pass panch mint hen soch lo kia karna heh ... panch mint baad ... mein nay behnoi ko mukhatib keeya kia tum gar kay akhrajat nahin pooray kar saktay ... kehnay laga kar sakta hoon ... behan say poocha tumara is kay saath guzara heh ya nahin kehnay lagi ... guzara heh toh reh rahi hoon ... behnoi ko kaha tumara kaam gar kay akhrajat pooray karna heh ... behan tumara kaam gar chalana ... behan ko kaha tumara haq yeh heh kay tumara husband tumaray tamam shar'i huqooq puray karay aur biwi ka bi yahi heh ... magr is kay saath husband wife aur wife husband ki izzat kay muhafiz hen ... aur agar meri behan ainda is tera logh jama karay toh phir is ko talaq deh dena ... aur mein uth kar chala aya ... mein abhi 42 saal ka hoon yeh mamla taqriban 10 saal purana heh ... aaj taq nah khawand ki taraf say complain aahi heh kay tumari behan nay yeh kar deeya ... aur nah behan ki taraf say kohi complain aahi heh kay husband nay yeh kar deeya ... donoon ko samaj lag gahi kay ... YEH TALAQ WALI SARKAR rehmatullah alay ... fori tor par talaq karwa deh ga ... woh cigret peeta thah us nay cigret chor deeyeh ... aur haftay mein teen/char bahir dostoon kay saath hotaloon resturantoon mein khana khata thah sab kuch chor deeya ... achi koshis aur niyat ka nateeja yeh nikla kay abhi woh hateh mein 530 pound aik hafteh mein kamata heh ... achi job milli cigret jaisi shaytaniat say jaan chooti .... health behtr huwi ... Yeh batanay ka maqsid yeh heh kay mein nay yeh aap ko talaq ka mashwara nahin deeya ... mein Talaq wali sarkar hoon ... achi aurat talaq kay naam say kamp jati heh ... aur bewaqoof ko kohi fikr nahin ... dosra bataneh ki yeh waja heh kay insaaf kay saath chalen ... tesri waja yeh keh agr aap ki biwi achi aur agar us mein khoobi hoti toh woh kabi bi aap ko talaq ka nah kehti aur nah istera family ko involve karti ... chalen us nay kar leeya ... agar us kay gar walay aqalmnd hotay toh ulta us ki khabr letay ... takay us kay hosleh past hotay aur aap ko position aur marriage ki position strong hoti ... magr beti ki muhabbat mein aur aap ko dabbanay kay jazbay mein unoon nay poori koshish kee huwi heh kay un ki beti ko talaq ka gold medal millay ... aap ki biwi agar achi hoti toh yeh baat gar say bahir nah nikalti ... nikli toh father mother samjatay ... balkay unoon nay toh talaq doh ... ya khula loon ka wird sikha deeya agay say ... Lamba kissa mukhtasir ... do talaq bad agar woh nah seedhi ho ... aur us kay gar walay seedhay nah hoon ... toh phir chup kar kay talaq deh denh ... Talaq nay hona hee hona heh ... farq sirf itna heh ... woh aap ko gar say bahir nikaal deh kar khula leh gi ... jis mein aap ko mazeed zillat hogi ... aur phir talaq bi ... dosra tariqa yeh heh kay aap apni izzat ko mafooz keren aur us kay khula lenay say pehlay hi talaq ki step shoroon kar denh ... kam say kam aap ki nafs ko toh yeh taskeen toh hoga kay mein nay ussay talaq deeh ... itni zillat bad talaq ka gold medal jab ussay millay ga toh kam say kam yeh sakoon toh hoga kay aap nay talaq di. Rahi bachoon ki baat toh ... unoon nay aap kay bachay aap say chura lenay hen ... aap talaq denh ya woh khula leh ... donoon sooratoon mein bachay aap say jahen gay ... aur talaq bi hogi ... sirf woh mentally prepare ho rahi heh ... jab woh mentally prepar howi toh us nay khula leh leni heh ... misaal lenh ... jistera jagray/larahi say pehlay gali galoch shor sharaba hota heh aur jab bardasht say bhir ho jahay toh larahi hoti heh ... is'see tera aap ki biwi talaq say pehlay shor sharaba kar rahi heh ... jab aap ka wujud aur shakal us ki bardasht say bahir huwi toh us nay talaq/khula leni heh. Abhi woh first stage par heh ... ainda saal do teen mein next step ahay gi. Is wasteh aap talaq denh ya nah us nay leni heh ... aur behtr yahi heh kay aap teen char saal keun barbad keren gay ... abhi meray mashwaray par amal keren joh pehlay deeya thah ... agar nah seedhi huwi toh kam say kam bey-fazol aurat mein waqt pesa invest karnay say bach jhen gay aur achi biwi millay gi. Niyat achi aur koshish achi aur larki achi talash keren ... Moti bad-shakal musalman aur ba-adab aurat patli khoobsurat bad-akal kafir ziyada aur musalman kam aurat say behtr heh. Biwi mein miyaar musalman aur kirdar ka doonden. Mard aur aurat woh achay joh zuban say musalman, amal mein musalman, lebas mein musalman, aur rehan sehan mein bi musalman aur tahzeeb mein bi musalman. Woh mard aurat joh sirf zuban say muslam aur lesbas mein bi kafir, tazeeb mein bi kafir, amal mein bi kafir ... un say bachen.
  19. Bachoon ka mamla thora complex heh ... asaan nahin heh ... meray bi do bachay hen ... bachoon say muhabbat aik aisi fitrati feeling heh joh control nahin hoti agar sabr shukr aur izzat say guzara hota heh toh theek warna ... aap ko balance karna heh ... bachay ya izzat ki zindgi ...
  20. Jahil logh ihtiraaz kartay hen kay Ala Hazrat nay ra'i e ummah farmaya ... ra'i e ummat tazeem wala heh aur ra'ina i.e. hamara charwaha gustakhi kay mana wala heh. Jistera Allah kay Nabi sallallahu alayhi wa aalihi was'sallam ko kehna ... hamaray jaisay bashir ... meray jesay bashr ... gustakhi aur be-adabi wala mana deta heh ... magr Ambiyah jaisay bashr ... Hazrat Ibrahim alayhis salam jaisay bashr ... Yahoodi ... hamara charwaha ... kehtay thay. Ummat ka ra'i ka mana ummat ka nighayban ka heh ... Ummat ka ra'i hona kohi gustakhi nahin ... jab bakriyoon ka ra'i hona mein Ambiyah ki towheen nahin toh phir Ummatoon kay ra'i honaymein kesay towheen huwi: https://sunnah.com/bukhari/37/3 https://sunnah.com/bukhari/70/82 https://sunnah.com/adab/30/40 https://sunnah.com/muslim/36/223
  21. Biwi ko ilada kar denh. Agar phir bi problem ho ... yehni talaq khula waghayra ki damkiyan ... toh us ka joh solution joh aap ki biwi nay apnay maanh baap kay saath mil kar banaya heh ... yehni talaq khula ... us ko poora kar denh ... yehni Talaq deh denh. Hadith mein aya heh kay Hazrat Ibrahim (alayhis salam) nay Hazrat Ismail (alayhis salam) ko hukum deeya thah kay apni biwi ko talaq deh doh keun kay woh apnay haal par raazi nahin thee aur na-khushi ka izhar keeya thah ... is kee waja say talaq ka hukum deh deeya. Joh aurat moonh ziyada damagh aur haath kam chalahay us ko Talaq deh kar farigh kar dena chahyeh. Bachoon ki khatir biwi ki jhooti banna pata nahin aap kesay gawara kar rahay hen. Allah ka naam leh kar aur yeh tawaqoh rakh kar kay Allah achi aur naik biwi say nikkah karwahay ga ... pehli Talaq muhallay kay bandoon ko bula kar likh kar kissi chachay, baray chota, ammi, abu, taya, mamoon ki aaik nah suneh ... us kay brothers sisters baap maan sab ko bula kar ... jama keren ... aur araam say beth kar likhen ... mein Khansullah ... hosh o hawas mein ... apni biwi ko sirf aik talaq deta hoon ... aur baghayr kuch kahay sab ko parh kar sunah denh ... aur jah kar biwi haath mein denh ... saath mubarak ho ... baqi doh aynda ayyam e pakeezi mein aik aik kar kay doonh ga ... aur phir aram say bazaar mein jahen ... enjoy keren ... aap ki biwi kay saray ball aur aap kay susr waghayra kay saray ball ... aik ki talaq say nikal jahen gay ... agar nah niklay... aur seedhi nah huwi toh aglay maheenay ... masjid kay loud speaker par jahen aur dosri talaq ka ilaan kar denh ... agar phir bi seedhi nah ho toh ... Allah ka naam leh kar tesri aur aakhri talaq tesray 3 maheenay mein likh denh ... raazi nama sirf in sooratoon mein keren ... biwi kay maanh baap aap ko 5 lakh rupay denh gay ... mein dosri shaadi karoon ga ... gar ka sara kaam kaaj biwi karay gi aur ammi kuch bi nahin karay gi ... aur jab taq mein gar mein jag raha hoon tab taq biwi meri jhootiyan sar par utha kar bethay gi. Yehni aisi sharait joh woh maneh hee nah aur aap tesri aur aakhiri talaq likh kar hawalay kar denh. Ya seedhi ho jahay gi ya phir aap is ko talaq deh kar aur biwi gar leh ahen gay.
  22. Salam alaykum. Behtr hota aap tabeer nah poochtay. Do tabeer hen is khawab ki ... awal aap buray kamoon mein paray hen misaal ya phir gumrah bandoon say dosti heh. . Dohim aap ki behan gumrah/bad mazhab theen.
  23. Sayyidi Ala Hadhrat nay yeh nahin likha kay iradatan qatal keeya jahay ... keun jhoot boltay ho ... unoon nay likha kay dari munday ko qatal ki wa'eed ...yehni threat ... heh. Abh is ka jawab dari munda fasiq e mul'an eh shariat mein ... aur fasiqoon ko quran mein qatal ki waeed deeh gahi thee ... woh auratoon ko tang kartay thay ... auratoon ko tang karna ... clean shave rehna ... kafiroon wastwh mukhbari karna ... mard auratoon ko afwahen pehla kar badnam karna ... sab fasiqoon kay kaam hen aur fasiqoon ko qatal ki waeed quran. Is Kafir ki kissi baat ka ihtibar nah keren ... balkay agar scan deh toh kutub joh aap kay pass hoon un ko check kar lenh ... yeh Islam ki mukhalfat mein aur thanvi gangohi nanotavi ambethvi dehalvi madaani gakharvi waghayra kay muhabbat mein aisa anda heh kay agar woh kitaboon mein kuch b likh dean ya tasleem kr lay ga... yeh woh kafir heh jis nay islam kay deeyeh ko dil say aisa gul keeyeh heh kay quran ka noor bi is ko munawwar nahin kar sakta ... is ko apnay haal par xhor denh ... wesay apna waqt zayan nah keren ... kissi kuttay par ja kar mehnat keren us kay insaan bannay kay chances is kay musalman honay say ziyada hen.
  24. Tum ko meray khawab par ihtiraz heh jis mein ... mein aap ki behan kay saath ۔...... ...... ..... ..... ....... .... ..... .... .... ... ... ABH TUM DAKAY CHUPAY ILFAAZ MEIN GALI DENAY LAGAY TO SAMJA JAHAY GA KAY AAP KI BEHAN KA KOHI AISA HEE HAQIQAT MEIN MASLA HEH ... AUR MERAY KHAWAB SAY TUM KO YAAD AYA KAY WOH KESI HEH.
  25. Introduction: In Islam acts of worship are sanctioned by Allah (subhanahu wa ta’ala) and performing any act instructed by Him and demonstrated by His Messenger (sallallahu alayhi wa aalihi was’sallam). As such any act of worship without explicit sanction or Ijtihadi evidence is invalid and rejected. This raises an interesting question about acts of worship performed by polytheists in general, Satanists, Hindus, and those performed by followers of modern polytheistic religious innovations. Question arises are their innovated acts of worship actually worship in terms of Islam? To answer this question we need to interpret their actions in context of all inclusive definition of worship. There is another component to this question from perspective of innovation and it has been responded to, here. Fundamental And Ritual-Acts Definition Of Worship: (i) Fundamental: To invoke an Ilah with belief and intention of worship is worship. (ii) Ritual Acts: To perform any ritual-act with belief and intention of worshiping an Ilah is an act of worship. Interpreting Ritual-Acts In Light Of Definitions Of Worship: General principle is that any/every action be it dancing, breaking a coconut, performing Tawaf of candle, offering food, crawling, prostrating, bowing, fasting, singing praises, invoking for help, smacking an idol with dirty shoe, draging idol in streets … all would amount to worship if these are performed with belief and intention of worship. These acts would be worship with or without feeling of obedience, submissiveness, humility, love, respect, or fear of an Ilah/idol. Essential requirement is affirming belief of Ilahiyyah/Ma’budiyyah for a creation, belief, desire, and intention of worship. And then any act deemed appropriate by disbelievers as an act of worship would be worship even if we as Muslims deem it inapropriate. Wama alayna ilal balaghul mubeen. Muhammed Ali Razavi
×
×
  • Create New...