Jump to content

M Afzal Razvi

مدیر
  • کل پوسٹس

    393
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    61

سب کچھ M Afzal Razvi نے پوسٹ کیا

  1. Bhai Inka sab ka jawab Isi forum ka kafi posts mein ho chuka hy.. Usk ilawa Ye Nikah wali ibaratain hain inka jawab toh Ja-ul-Haq mein bhi majood hy..
  2. وھابی دنیا کی منافق ترین قوم ہے۔۔ اعلحضرت کے بچپن کے چار سال کے واقع پر اعتراض کر تے ہیں جبکہ چار سالہ بچہ احکام شریعت کا مکلف نہیں ہوتا۔ جبکہ اپنے امام الہند ابو الکلام آزاد کی جوانی کی رنگین داستان کے بارے میں کہتے ہیں کہ بزرگوں کی ٹھوکریں‘ چھوٹوں کے لیے نصیحت کا دفترثابت ہو سکتی ہے۔
  3. Ehtilaam se Roza nahi toot'ta hy bhai.. magar Jan bujh kar bury khayalat sochna, Song sun'na ya daikhna wagyra ye Rozy k makroohat mein se hy..Jin se parhaiz bohat ziada zarori hy.. zaid roza tory nahi..Balky apny rozy ko barqarar rakhy.. Aur zehan mein bury khaylat any ki wajah se Allah se touba kary aur Ainda aisa sochny se parhaiz kary.
  4. خطیب بغدادی اور بہت سے ائمہ کی تحقیق کے مطابق امام شافعی رحمۃ اللہ علیہ جب بغداد میں ہوتے تو حصولِ برکت کی غرض سے امامِ اعظم ابو حنیفہ رضی اللہ عنہ کی قبر مبارک کی زیارت کرتے۔ خطیب بغدادی رحمۃ اللہ علیہ نقل کرتے ہیں کہ امام شافعی، امام ابو حنیفہ کے مزار کی برکات کے بارے میں خود اپنا تجربہ بیان کرتے ہوئے فرماتے ہیں :إنّي لأتبرّک بأبي حنيفة، وأجيء إلي قبره في کلّ يوم. يعني زائرًا. فإذا عُرضت لي حاجة صلّيت رکعتين، وجئتُ إلي قبره، و سألت اﷲ تعالي الحاجة عنده، فما تبعد عنّي حتي تقضي.’’میں امام ابو حنیفہ کی ذات سے برکت حاصل کرتا ہوں اور روزانہ ان کی قبر پر زیارت کے لیے آتا ہوں۔ جب مجھے کوئی ضرورت اور مشکل پیش آتی ہے تو دو رکعت نماز پڑھ کر ان کی قبر پر آتا ہوں اور اس کے پاس (کھڑے ہوکر) حاجت برآری کے لیے اللہ تعالیٰ سے دعا کرتا ہوں۔ پس میں وہاں سے نہیں ہٹتا یہاں تک کہ میری حاجت پوری ہوچکی ہوتی ہے۔‘‘
  5. Khawarjiyon ka Khud_Sakta Deen hy... Unhy Aslaaf aur Muhadseen k asool se kiya lagy..Khair Agar Zara c bhi Haya hoti toh Pehly post ka jawab dety phir Apni Bongiyan Marty.. Umeed hy ainda bilwa wajah is tarha ki Chawliyan marny se parhaiz karo gy.. Aur agar ho saky toh tab tak Kisi bary Najdi Biddati Mulla se iska jawab ly k ajao.
  6. Bhai mera nahi khayal k in Ayaat aisa kuch hy k apko isk liye yahan post karna pary.. Baqi ap khud in ayaat ko sari ko parhain apko khud hi clear ho jaye ga.. Usk ilawa Isi Forum pe Beshumaar aisy thread hain jin mein inki Wazahat ki gayi hy.. kindly bhai pehly Search Box mein Ja k Topic k mutabiq Search kar liya krain.. Dusri baat.. Apko jis ne ye Post Copy_Paste kar k di hy.. Uski iski Wazahat karwana.. Uper ki Ayaat mein Saaf inkar .. Aur Nechy ki AYat mein Ye Iqrar k Allah Jitna Chahy ilam Atta farma dy..
  7. Wa Alikum salam.. @Sadique Warsi bhai is Aitraaz ka Jawab Is Thread mein 1 Link mein diya gaya hy.. Magar Kuch Issues ki wajah se is thread k kuch links kaam nahi kar rahy hain.. Ham Koshish kar rahy hain.. in-Sha-Allah Jald ye links proper work krain gy..
  8. Bhai Juhna Garhi Ki ye Tafseer Tehreefat se bhari pari hy... Shayad hi itni Tehreef kabhi kisi ne ki ho.. in sha Allah Waqt nikal k Main Bhi kuch Posts share karun ga yahan..
  9. @Sag-e-Attar Pyary bhai Forum pe Uplaod hui koi bhi Book Downlaod nahi ho rahi hy.. Jab bhi Link pe Click krain.. Pdf ki form pe File Download ho jati hy jo 0-byte ki hoti hy.. Is pe thori Tawaju farmayain.. Jazak Allah
  10. امام ابوحنیفہ (رحمتہ الله علیہ) فقہ میں سب کے استاد.وھابی اسماعیل سلفی لکھتا ہے۔ "امام مالک حدیث میں اور امام ابوحنیفہ (رحمتہ الله علیہ) فقہ میں سب کے تقریباُ استاد تھے"(حجیت حدیث ص 70) وہابی عبدالحمید ازہر نے کتاب کے مقدمہ میں امام ابو حنیفہ رحمتہ الله علیہ کو امام اعظم لکھا ہے۔(احباب دیوبند کی کرم فرمائیاں صفحہ 78) حق وہ جو سر چڑھ کر بولے.
  11. جن احادیث کا تعلق عقائد و احکام سے نہ ہو ان کی جانچ پڑتال میں نرمی کی جاتی ہے۔امام حاکم لکھتے ہیں۔۔ "ابوالحسن محمد اسحاق بن ابراہیم الحنظلی کو فرماتے ہوئے سنا ہے کہ میرے والدعبدالرحمن بن مہدی کے حوالے سے حلال و حرام احکام کے متعلق احادیث روایت کرتے ہیں تو ان کی بہت شدید چھان بین کرتے ہیں اور اس کے راویوں پر بہت زیادہ جرح و قدح کرتے ہیں۔ لیکن جب اعمال کے فضائل ،ثواب،عقاب،مباحات اور دعاؤں کے متعلق احادیث نقل کرتے ہیں تو سند کے حوالے سے اتنی زیادہ سختی نہیں کرتے ہیں"۔ (المستدرک علی الصحیحین ، ج ٢ ، ص ٢٢٠)
  12. @bella lagta hy pury Pages parhy bgair hi Laga diye hain.. Ghaor se Parho Ulma Ahl-e-Sunnat Pakistan k Haq mein Khary howy Na k DeoBando ki tarha Pakistan k Mukhalif mein.. Aur yahan pe Siraf Alag Plateform pe kaam karny ka zikar hy na k Deobando ki Tarha Mukhalfat Ki.. Aur ye bhi likha hy k Agar Quad-e-Azam apny Moqaf se hat gye phir bhi ham is Moqaf pe Qaim Rahain gy.. Dusry mein bhi Apni kam-ilmi aur khayanat check kar lo..
  13. Bhai maine Bhi try kiya.. Download ho jati hy, Magar 0byte ki file hoti.. Dono Books ka yahi issue aa raha hy bhai @Sag-e-Attar
  14. وعليكم السلام Bohat Talaash k Baad siraf 1 hi Jild ka link mila hy.. Sunni Ulma ka Tarjuma hy.. http://www.marfat.com/BookDetailPage.aspx?bookId=0a120d8a-10c3-457b-9d81-ca43581387aa
  15. Link 1.. https://archive.org/details/SaeedUlHaqFeTakhreejJaAlHaqVol12 Link 2.. http://www.irshad-ul-islam.com/showthread.php?3064-Saeed-ul-Haq-fi-Takhreej-Ja-al-Haq-(Complete-2-Volumes)-Best-Book-on-Aqaid-e-Ahl-e-Sunnat-Wa-Jama-at
  16. Wa Alikum salam.. Behna Kuch isi tarha Ka Masla Hmari Jan'ny wali family mein bhi hy.. aur Jahan tak Maine Unhy Judge kiya hy wo Muhtarma bas yahi chahti k Uska Husband Usk siwa aur kisi ko time na dy.. Halan k uska husband kafi dafa keh chuka k wo Apni Babhi ko Bari behna ki tarha samjhta aur Izzat karta hy aur family member hony ki hesiyat se Bas sab ko time dyta hy.. Baqi Apka Mamla ap loag Ya Allah behtar janta hy.. Main Yahi Kahun ga k ap Apny Husband k Sath Compromise krain Means k pyar se usy samjhyain Aur Choti Choti Baton Ko Ignore Kar diya krain Kun k ye Rishta hi aisa hy k Husband aur Wife ko aik dusry ki bohat c Baton ko Darguzar karna parta hy.. Baqi main 1 mashwara ye bhi don ga k ap Apny Husband ko Uski Maa se pyar ya izzat karny se rokny ki bjaye khud bhi 1 Maa ki tarha unka khayal Rakhain..Umeed hy k is se bhi apki zindagi mein Positive Tabdeeli ayi gi.. Aur Is tarha k choty choty Masail taqreeban har ghar mein hoty rehty hain, Behtar ye hy k Ap pareshaan hony ki Bjaye Namaz ki pabandi Krain aur Allah se dua Kiya krain.. Sab Acha hoga..
  17. Ary janab Ghair Mazhab K Muqallid Kis ne Gali di hy apko..?? kamal hy Uper Apko Janab keh k mukhatib kiya gaya hy..Agar Ye Apk nazdeek gali hy aur Ikhlaaq bas yahi hy apko Wahabi, Najdi Keh k hi Mukhatib kiya jaye toh Ainda se ham Ikhilaaq Ka muzahra krain.. Baqi Siwaye Taqiya aur Matam k ata kuch nahi hy ap logon ko Jab Ap logon ki dukhti Rag pe paon jata hy.. Jaisa k sab k samny hi hy.. Baqi main phir kahon ga k himmat karo aur Apna Aqeeda toh apny alfaaz mein likh do.. Per Main dawy k sath kehta hon k Tumhara Aqeeda har daleel k Bad tabdeel hoga Aur Aisa Main Kafi Dafa Isi topic pe Wahabi Hazraat k sath Munazry mein daikh chuka hun..
  18. Janab Ainaa dikhaya toh Ap Bura Man gaye.. Apny Abhi tak Apna Moaqaf nahi btaya hy is bary mein..Aisa kun..?? Ya apko khud Maloom nahi hy..? Janab Apny Jahan se copy_paste ki hy aur unho ne apk jis aalim ki book se copy_paste kiya howa hy.. Ap khud uski kitaab parh lo aur yahi hal hoga jo ab ap logon ka hy.. Mout Wali Ahadees aur Ayat pe zor dyna aur phir Hayat-e-barzakhi ka iqrar bhi.. kiya Ye Khula tazaad nahi hy..?? Aur Janab Ham toh is Hadees ko manty hain per Apk Beshumaar Ulma Is Hadees k munkir hain khas kar is hissy k Jo maine Quote kiya hy.. Khair Ap Siraf Copy Paste kar k Chaly jaty hain.. Isliye apko daleel dyna baikaar hy..
  19. وھابی غیر مقلدین کے نزدیک قادیانی کافر نہیں ہیں۔ ..اور قادیانی اسلام سے خارج نہیں ہیں بلکہ اسلامی فرقہ ہے۔اور معاشرتی مقاطعے کی کوئی وجہ نہیں.. مکمل فتؤی سکین پیج سے پڑھیں۔
  20. Yar mazrat k sath 1 baat kahon ga. Kahan se uth k agaye ho..?? Koi baat karny ka tareeka , Asool wagyra bhi maloom hain k Nahi.. Apny logon k likhy gaye article copy paste karny se apny bara koi teer mar liya hy.. Yar hazaar dafa pocha ja chuka k chand alfaaz mein Apna Moqaf waziya karo.. 1-Hayaat nahi manty ho, ? 2-Agar Hayaat chahy barzakhi hi manty ho toh mout wali Ahadees kun bar bar copy_paste kiye ja rahy ho..? 3-aur Qabar aur Jannat wala masla bhi clear kardo.. Umeed karon ga k ab ap copy-paste ki bajaye point to point jawab dain gy.. تنبیہ: میر محمد کتب خانہ باغ کراچی کے مطبوعہ رسالے‘‘جمال قاسمی’’ میں غلطی سے ‘‘ارواح’’ کی بجائے‘‘ازواج’’ چھپ گیاہے۔ اس غلطی کی اصلاح کے لئے دیکھئے سرفراز خان صفدر دیوبندی کی کتاب‘‘تسکین الصدور’’ (ص ۲۱۶)محمد حسین نیلوی مماتی دیوبندی کی کتاب‘‘ندائے حق’’ (ج ۱ص۵۷۲و ص ۶۳۵) Apny Deoband bhaiyon k hawaly hmain kun dikha rahy ho..? tum logon ka Apas ka masla hy khud Hal karo isy.. Wohi na Ankh band kar k bas copy paste kardi hy
  21. Yar clear toh karo k Ap is Waqt Nabi Kareem صلی اللہ علیہ وسلم ko Hayat nahi manty ho kiya chahy Barzakhi hi sahi..? Aur Agar Barzakhi Hayaat manty ho toh Bar bar wafaat ki rat kun lagayi ja rahy hain Jab k khud Barzakhi zidnagi k bhi qail hain ap, aur dusri baat uper maine bhi aur @Khalil Rana bhai ne bhi Kaha hy k Wafaat k bary mein toh kisi qism ka koi ikhtilaaf hy hi nahi.. Aur @Ahlehadees apny kaha k برزخی زندگی غیبیات سے تعلق رکھتی ہے toh Janab ham ne kab dawa kiya hy k wo Sab kuch hmari ankhon k samny hy har waqt, Barzakh k ma'ani hi parda k hoty.. Ap waziya toh karo k Ap is barzakhi zindagi k qail ho ya nahi.. Agar ho toh phir bar bar wafaat ki zid kun.. @Raza Asqalani bhai in se pehly iska moqa'af pocha krain, kun k har daleel k bad inka aqeeda badal jata hota hy.. is bary mein bhi inki jama'at k logon k kafi moqa'af hain..
×
×
  • Create New...