Jump to content

بریلویوں کی حضرت عیسی علیہ السلام کی گستاخی

zubair ahmed

تجویز کردہ جواب

سوال نمبر ۱ :مسیح علیہ السلام لوگوں کی ہدایت کے لیے دوبارہ اتریں گے حضرت محمد ﷻ نہیں آئیں گے پس افضل کون ہے ؟

 جواب : دوبارہ وہی بھیجا جاتا ہے جو پہلی ناکامیاب ہو امتجان میں دوبارہ وہی لوگ بلائے جاتے ہیں جو فیل ہوں حضرت مسیح علیہ السلاّم پہلی آمد میں ناکامیاب رہے اور ہہود کے ڈر کے مارے کام تبلیغ رسالت سر ایجام نہ دے سکے اس لیے ان کا دوبارہ آنا تلافی مافات ہے مگر

hazarat%20eesa%20ki%20ghustaki%201.jpg

hazarat%20eesa%20ki%20ghustaki%202.jpg

Link to comment
Share on other sites

  • 5 months later...

انوار شریعت پر اس اعتراض کا جواب اسی فورم میں سعیدی صاحب نے دیا تھا

تلاش کرلیں۔

اس فورم پر اب جتنے بھی اعتراضات آرہے ہیں ان سب گھسے پٹے اعتراضات کاجواب اسی فورم پر دیا جا چکا ہے۔

Link to comment
Share on other sites

  • 5 weeks later...

Salam alayqum,

Haq Nawaz Jhangvi nay munazra Jhang mein bi yahi ihtiraz keeya thah ... kay Isa alayhis salam kay mutalliq likha gaya heh kay woh na-kam lotay aur nakami kay izalay wasteh wapis aahen gay ... Nabi kay mutalliq yeh baat likhna bey-adabi heh ... yeh joh Mufti Sahib hen in par toba lazam heh. Yeh sar'ri gustakhi nahin jis par hukum Kufr ho magar is par bi toba lazam heh. Isa alayhis salam ka uthaya janay ka masla; jitna Allah subhanahu wa ta'ala nay un kay wasteh waqt mutayyin keeya thah aur joh tableegh ka hukum thah woh unoon nay keeya. Phir Yahood nay unneh Shaheed karna chaha toh joh azal say mansha e illahi thee us kay mutabiq unneh uthaya gaya aur ussee kay mutabiq wapis behja jahay ga. Isa alayhis salam ko uthaya jana aur phir wapis behja jana Dajjal kay qatal kay wasteh aur zamana aakhir mein woh Yahood o Nasara ko Islam ki haqqaniat ka bataneh kay wasteh, aur un ko yeh sharf deeya jahay ga kay woh Ummati e Khaatim al-Nabiyeen hoon, ghaliban yeh un ki dua thee. Mufti Sahib joh bi hen wesay qiyas bakwas ki bunyad par kahani bana bethay. Aur joh waja mein nay biyan ki agar kartay toh Nabi Hazrat Muhammad sallallahu alayhi wa aalihi was'sallam ki azmat bi buland hoti aur Christian ko jawab bi ho jata. Aur aakhiri baat yeh baat joh Mufti Sahib nay likhi yeh hamari jammat ka nazria nahin nah kohi aql saleem wala is ka difa karay ga. Yeh jin Mufti Sahib nay is ko likha heh uneeh ka nazria heh aur wohi zummedar hen aur is ka wabaal uneeh kay sar par heh. Un ki yeh baat Ahle Sunnat Wal Jammat kay mowaqif o taleem kay khilaaf heh. Hamara wohi nazria heh joh mein nay upar biyan keeya.

Edited by MuhammedAli
Link to comment
Share on other sites

  • 3 weeks later...
  • 3 years later...
On 12/20/2018 at 1:42 PM, MuhammedAli said:

Salam alaykum.

Mein nay joh Musannaf Anwar e Shariat kay baray mein likha us say ruju karta hoon. Kafi arsa baad is mozoo par tehqeeq kee aur sayaq o sabaq ko dekha toh andaza huwa kay yeh waqia hi aik ilzami jawab heh jis ki bunyad muttariz kay nazria par hoti heh. Mufti saahib ka yeh nazria hargiz nahin thah kay Nabi Isa (alayhis salam) nakaam wapis lotay hen.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
×
×
  • Create New...