Jump to content

Mustafaye

مدیر
  • کل پوسٹس

    434
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    16

سب کچھ Mustafaye نے پوسٹ کیا

  1. Kia waqae? yani agar hm ari ko aisay hi chor dain to wo lakri khood ba khood kaat lay g? Hia naa? Jabab kia sheikh ka tasawur srf un ki qabr par ja kar hi kia ja skta hai? Ye amal to shayad ghar bethay bh kr sktay hain? Phr skeikh sahab nay khusosi toor par qabar par tashreef lanay ka zikr q kia? Or mureed nay sheikh k tasawur k bajaye sheikh ki qabar ka khusosi tazkira q farmaya?
  2. Na srf Tateel ka mutalba kr rahay hain blkay sarkari satah par mananay ka mutalba bh kr rahay hain.
  3. Janab jitnay links diay thay taqreban ko report kr dia hai. Or hain to wo bh batayen. Koi masla ho to private msg kar dain.
  4. Assalam o Alikum. Mera tamam ahle elm hazrat say sawal hai k 'YA MUHAMMAD' or 'YA MUHAMMADA' main kia farq hai? Jazak Allah.
  5. Assalam o Alikum. Main nay suna hai k arbi lughat main agar kisi k naam k agay 'Alif' laga dia jaye to wo us say faryad or darkhast k maani main tabdeel ho jata hai. Jaisay is Hadees main 'YA MUHAMMADA' kaha gaya. Kia ye sahi hai?
  6. The lady in the programme looks like hindu....
  7. Assalam o ALikum. 1 baat aj tk samagh nahi ayee. Nabi(Sallalaho Alihe Wassalam) ko 'Alim ul Ghaib' to hum sunni bh nahi kehtay. Phr Thanvi sahab ko kia pesh aye k is par itni shadeed baat likh dali or likh kar kis ka raad kia?
  8. Assalam o Alikum Ghaliban wahabiya k 1 makrroh aqeeda hai k nabi (ALihe sallam) k maa baap maaz Allah kafir thay. Hawalay k toor par muslim ki hadees pesh krtay hain. Meharbani kr k is baray main koi rehnumaye farmayen. Or ye bataen k kia waqye ye in ka aqeeda hai?
×
×
  • Create New...