Jump to content
IslamiMehfil

MuhammedAli

Members
  • Content Count

    1,522
  • Joined

  • Last visited

  • Days Won

    107

Everything posted by MuhammedAli

  1. Aaap ko jawab yeh heh kay is thread ka link sms behijnay walay ko behij denh. Umeed heh aap is ko samaj gahay bee hoon gay aur sms meh fit be kar lenh gay. Meh nay aap kay wastay bot nawafil baray kay shahid meh ek doh din meh Allah ka Wali e Kamil aur Sahib e Karamaat ho jahoon toh thread ko ek sms meh karamat kar kay fit kar doon ga, magar kamyabi nahin huwi.
  2. Salam alayqum, Brother RealSalafi the questions have been answered by Mufti Sahib and there is no real need to answer them urgently. In sha Allah, when I am done with pre-occupied articles then I will address the topic of Mawlad Un Nabi sallallahu alayhi wa aalihi was'sallam and as part of it these ten questions will be answered as well as many other objections.
  3. Statement Of Hadhrat Ayesha - “... Anyone tells ... Muhammad knows the Unseen he is Liar, ...” Explained In Light Of Quran And Hadith. Introduction: Muslims believe that Prophet (sallallahu alayhi wa aalihi was’sallam) was granted the information about matter of unseen and possessed the [granted] ability to see the unseen. Apart from misconstruing the meaning of various verses of Quran and using ‘if’ type arguments the opponents of Ahle Sunnat Wal Jammat also quote Ahadith of Hadhrat Ayesha (radiallah ta’ala anha) to refute the Islamic creed of Prophet (sallallahu alayhi wa aalihi was'sall
  4. Salam alayqum, Shahzad baee, kafi arsa pehlay ek English meh article likha thah is Hadith par. Pehlay toh mil hee nahin raha thah abh mila heh toh us ko thora modernize ker raha hoon. In sha Allah kal taq paste kar doon ga. Thora intizar karen in sha Allah is mozoo par tafseelan jawab mil jahay ga. Doh gantoon ki muddat meh joh kuch kar sakka woh neechay heh.
  5. Amin Okarvi mardood ka munazra mojood heh net per. Is channel per check karen. https://www.youtube.com/channel/UCn1Zm1EYj1iUHsAmaacNFpg
  6. Salam alayqum, Mujjay pehlay pata thah kay munazra nahin hoga. Keun kay Wahhabiyoon aur Deobandiyoon ka tareeka e wardat yeh heh kay woh adkar bachoon ko pakr kar un say munazra kartay hen aur joh Sunni Munazireen qabil aur tajarbakar hen un say bagtay hen. Maulana Saeed Assad, Maulana Haneef Qureshi ya in jesay tajarbakar munazireen say munazra nahin karen gay. Talib Rehman nay Mufti Hanif Qureshi is is'see waja say munazra keeya, new bacha heh kabi munazra nahin asaani say daba lenh gay. Wahhabi Abdul Rasheed nay Maulana Ghulam Mustafa Shakir say munazra keeya. In doh young Mualviyoon nay a
  7. Salam alayqum, Jazakallah khair, moteram baee. Allamah Ashraf Sialvi rahimullah ka munazra jab meh nay pehli dafa suna toh us waqt meh Haq Nawaz Jhangvi ko bot bara Aalim mana karta thah. Yeh woh zamana thah jab mujjay har kohi Shia ka agent lagta thah. Allah ta'ala Allamah Ashraf Sialvi rahimullah ki khatahoon aur gunnahoon ko bakshay aur darjaat buland karay. Woh baray achay Aalim thay aur Haq Nawaz ki unoon nay essee qamr tori kay zindgi bar Ahle Sunnat kay khilaf kabi stage par nah chara.
  8. Qamr Ud Din Sialvi rahimullah alayhi ta'ala? Jhang me toh Allama Ashraf Sialvi (rahimullah alayhi ta'ala) ka munazra huwa thah.
  9. Yeh munazra hoga nahin. Maulana Saeed Ahmad Assad kay muqabileh meh Deobandiyoon ka kohi munazir anay wala nahin. Yeh shor sharaba meh khatam ho jahay ga.
  10. Baee jawab deh deeya heh bas aap thora ghor say paren aur joh ikhtisar say likha heh agar aap us par tehqeeq kartay toh aap ko farq pata lag jata.Ghair muqallid ka mafoom heh joh kissi be imam kay mazhab par nahin chalta. Muqallid imam kay mazhab kay uppar chalta heh. Is neechay walay ko zeroor paryeh ga. --------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------- Wahhabi: - Muqallid - Ghair Muqallid Wahhabi Muqallid: - Hanbali (yehni Saudi Wahhabi) - Hanafi (Deobandi) Wahha
  11. Yeh Bella, Sajjad heh, BeyHaq forum say? Agar tooh wohi heh toh phir arz heh; teray imaan ko Allah nay yoon mara heh jistera Firawn ko dobo mara thah.
  12. Ghunyat at'Talibeen Sheikh Abdul Qadir Al Jilani rahimullah ki kitab hee heh magar is meh Mujassimah firqa kay nazriyat waloon nay qaat cha'at kee heh. Kuch qaat cha'at mojooda dawr meh Wahhabi mazhab kay pero-kar kar rahay hen aur kuch is firqay a baap dada firqa Mujassimah kay perokaroon nay sadiyan pehlay kee heh. Is leyeh yeh kitab motbar kitab nahin heh aur is ka parna nuqsan say khali nahin hoga bilkhasoos un logoon ka parna joh deen ka ilm hasil kar rahay hen.
  13. Salam alayuqm Hadhrat Aysha ka farman ka refference darkar heh ... bot talash keeya nahin milla. Bukhari/Muslim meh para thah magar ilfaaz ka search keeya magar nahin milla. Agar kohi rehnumahi farmahay.
  14. Wahhabi - Muqallid, Wahhabi Ghair Muqallid. Wahhabi Muqallid (yehni woh Wahhabi joh kissi Imam kee taqleed kartay hen) yeh doh type kay hen ek Hanafi (i.e. Deobandi) aur dosra Hanbali Wahhabi. Tawheed o Shirk kay masail per tonoon meh yaqsaniat heh jis ki waja say Deobandiyoon ko be Wahhabi tehraya jata heh. Hanafi aur Hanbali Wahhabiyoon meh farq yeh heh kay Deobandi Ashari/Maturidi nazriyat rakhtay hen aur Wahhabi Hanbali Ibn Taymiyyah kay mujassimi (yehni woh Allah meh insaani jism - yehni haath, pahoon, aankh mantay hen) nazriat kay qahil hen. Is kay ilawa be ikhtilaf heh magar khas y
  15. Wahhabi aur Jhoot, miyan biwi hen. Daj-jal o fareb, makari o ayaari, man-pasand o man-garat haqaiq garna, Wahhabiat kee aal ulad heh. Joh in ka ihtibar, karay iman kharab karay, aur joh in meh say ho, Kafir ho kar maray. Hawalay ka jawab toh ahle ilm hazrat denh gay, khadam Wahhabi thah aur achi tera janta heh kay Wahhabiat me qabr e mubarak kee taraf moonh kar kay dua karnay ko Shirk ka zariya tehraya jata heh aur kuch is ko Shirk tehratay hen. Yeh naya aya heh joh Makhrooh tehra raha heh. Mujjay kohi Wahhabi agar muft meh sirf Arabi Quran deh meh nahin leta.Dunya meh sirf Sunni hi itna
  16. Introduction: Already an article has been written to refute Ibn Uthaymeen’s (lanatu lillah) mutilation of religion of Islam. With mercy of Allah (subhanahu wa ta’ala) it was established the true innovator and defacer of perfection/completion of Islam was Ibn Uthaymeen (lanatu lillah). He is the undeclared prophet and undeclared god of those who follow his reprehensible innovative methodology. For us Muslims, there is no law giving God but Allah (subhanahu wa ta’ala) and there is no law giving prophet after Prophet and the Messenger Muhammad (sallallahu alayhi wa aalihi was’sallam). 1.0 - Quo
  17. Salam alayqum, Yeh Kitab Khadim nay is link par parri: //www.islamieducation.com/taqwiyat-ul-iman-ki-himayat-per-wahabion-ke-shakook-ka-izala/ Allah ta'ala is kay musanaf ko aur tofeeq deh aur darjat buland karay. Musanaf nay bot hee zabrdast tareekay say har pehloo ko ujagar keeya heh. Agar is kitab meh ek aur point ka izafa keeya jahay ala hazrat kay kalam aur aqahid nazriya aur wazia ho jahay ga. saray achay achoon meh acha samajyeh jissay heh us achay say acha hamara nabi, saray unchoon meh uncha samajyeh jissay, heh us unchay say uncha hamara nabi, khalq say awliya, awliyah say rusu
  18. 0.1 - Email Received From Brother Sa’id Imtiaz: Salam alayqum, I have found your material extremely helpful in understanding the Barelwi point of view on various issues. Yet there are some contradictions which I have not been able to resolve between what you deem to be Barelwi position and what the Barelwi scholars have stated. A certain Barelwi scholar said the method employed by Barelwi’s for celebration of Prophet’s (sallallahu alayhi wa aalihi was’sallam) Sunnah. Yet you stated in the email dated 17th December 2013 and in your article which was response to me that method used to celebrate
×
×
  • Create New...